Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAawaz%20(1956)
HomeAawaz%20(1956)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana koi nahin duniya mein apna kaun sune afsaana dil ka kaun sune afsaanaa yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain aaj usi ne thukraaya hai pyaar bhara nazraana dil ka pyaar bhara nazraana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaanaa kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat aap hi apni aag mein jalkar khaak hua parwaana dil ka khaak hua parwaana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana
khushiyon ke din manaye ja dil ke tarane gaye ja tujh ko jawani ki qasam dil ki lagi bujhaye ja duniya meri bassaye ja aaja piya aaja piya abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon zahid yun hi badnaam hai ghum se tujhe kya kaam hai yeh muskurati zindagi zinda dili ka naam hai dil dil se muskuraye ja kuchh gaye ja balkhaye ja abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon
chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya humare dil ke saath mein charaag e shouk jal gaya do badan ke saaye anjuman sajaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein ke sar jhuka rahi hai chaandani mere huzoor mein aas paas kitne khaab jhilmilaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bas ek neend so sakun ye zulf e naaz khol do thaam lo humen ke hum to dagmagaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye
dhitang dhitang bole dil tere liye dole tu sanam haule haule kaisa jaadoo kiye jaaye jaane anjaane tu maane yaa na maane hum tere hi deewane hai tu chaahe yaa naa chaahe aaye re aaye pyaar ke din aaye dhad dhad dil dhadke nazar sharmaaye kabhi tadpaaye oye kabhi tarsaaye dil ki lagi tujhko kaun samjhaaye aaye re aaye aaye re aaye aaye re aaye aaye re aaye dhinak naa dhin teena do din ka hai jeena o sanam tere bina mose raha nahin jaaye aankhon ke paimaane pee le o mastaane jo piye wo hi jaane ye jee kaise jeeya jaaye aaye re aaye pyaar ke din aaye dhad dhad dil dhadke nazar sharmaaye kabhi tadpaaye kabhi tarsaaye oye dil ki lagi tujhko kaun samjhaaye aaye re aaye aaye re aaye aaye re aaye aaye re aaye
dil deewana dil mastana mane na lagi bujhana bura zamana jane na soona soona pehlu hai dildar kahan bheegi bheegi raaton ka woh pyaar kahan ho oo ooo ho oo ooo dil deewana dil mastana mane na lagi bujhana bura zamana jane na soona soona pehlu hai dildar kahan bheegi bheegi raaton ka woh pyaar kahan ho oo ooo ho oo ooo raste mein teri meri pehli mulaqaat huyi ankhiyon se ankhiyon ki woh jo ek baat huyi raste mein teri meri pehli mulaqaat huyi ankhiyon se ankhiyon ki woh jo ek baat huyi hoooo ussi meethi baat se ye dil aabaad hai ussi meethi baat se ye dil aabaad hai hooo ooooooooooo pyaar ka jo dukh uthaya apna hi kusoor hai tera koi dosh nahin dil majboor hai pyaar ka jo dukh uthaya apna hi kusoor hai tera koi dosh nahin dil majboor hai hooo apna jahan to apne hathon barbaad hai apna jahan to apne hathon barbaad hai ho oo oo oo dil deewana dil mastana mane na lagi bujhana bura zamana jane na soona soona pehlu hai dildar kahan bheegi bheegi raaton ka woh pyaar kahan
duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani toone kehdi maine kehdi duniya ek kahaani is duniya ke mele mein koi raaja hai koi raani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani is mele mein haar jeet hai aur mele ka mel is mele mein udan khatole haathi ghode rel kahin hindole kahin tamaashe tarha tarha ke khel is mele mein paana khona jeevan behta paani re bhaiya duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani hariyal lelo pariyal lelo lelo chanda tara aao chunnu aao munnu aao chunnu aao munnu lelo naya gubbaara muniya raani muniya raani hamen bata do kya hai naam tumhaara kas ke dor pakadna bitiya mat karna naadaani is dhage mein bandhi rahegi teri preet puraani re bhaiya duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani aaj yahaan kal kahaan hamen le jaayegi taqdeer kaun kahe kis ki aankhon mein kab bhar aaye neer ek baar jo
aaaa aaaa aaaa ooo oo ooo ooo tere khayaal mein bachpan ki zindagi guzri jawaani aayi to tujhko pukaarti aayi kahaan hai tu mere sapnon ke raaja kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kasam hai dil ke armaanon ki tujhko kasam hai dil ke armaanon ki tujhko kasam bachpan ke afsaanon ki tujhko wo hi rangeen afsaane suna jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa tujhe aawaaz dete hain sitaare bahaaren kar rahi hain kuchh ishaare kuchh ishaare ishaaron ka mujhe matlab bata jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa zubaan pe dil ki baaten aa gayi hain zubaan pe dil ki baaten aa gayi hain badi bedard raaten aa gayi hain meri raaton ko aa kar jagmgaa jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa
kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
mann mooooooooor mann mor hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala are kisne jaadoo daala mann mooooooooor ghir ghir aayin ghir ghir aayin beech badariya bole praan papiha piya piya piyaaaa jiya sharmaaye aye aye aye jiya sharmaaye muskaaye armaanon ki jai mala matwala hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala are kisne jaadoo daala mann mooooooooor tum suhaag ho main suhagini suhagni main suhagini tum sur ho main madhur ragini madhur ragini main suhagini tum suhaag ho tum nas nas ras ki phuhaar main rom rom madhushala matwala hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala mann mooooooooor
naina deewane naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane huye ye paraaye mann haar aaye mann ka maram jaane naa maane naa maane naa naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane jaana naa jaana mann hi naa jaana chitvan ka mann banta nishaana kaisa nishana kaisa nishana mann hi pehchane na maane naa maane naa naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane jeevan beli kare athkheli jeevan beli kare athkheli mehke mann ke bakul niti phool phole jhula jhule chehke ban bulbul mehke mann ke bakul mann kya jaane kya hoga kal dhaar samay ki behti pal pal jeevan chanchal jeevan chanchal din jaa ke phir aane naa maane naa maane naa naina deewane ik nahin maane kare manmaani maane naaaa naina deewane
o ji o ji teri mutthi mein hai jo khazaana usse yaaron se naahin chhupaana o ji o ji ruk jaana zara muskaana humein tadpaake tarsaa ke jaana na o ji o jii are bach ke tu jaaye kahaan o meri thokar mein saara jahaan main jo apni kahun daastaan tere chhune se utthe dhuan behlaana na mujhe jhuthe dilason se behlaana na ae ji ruk jaana zara muskaana humein tadpaake tarsaa ke jaana na o ji o jii jeb jab tak hai teri bhari tere pehlu mein neelam pari jeb jis din bhi khaali huyi shaan reh jaayegi sab dhari itraana na apni khoti aththanni pe itraana na ae ji ruk jaana zara muskaana humein tadpaake tarsaa ke jaana na o ji o jii chal mere dil chalen hum wahaan ho na paise ka lafda jahaan ye to duniya hai vyapaar ki ismein apna thikaana kahaan pachhtaana na chhod kar aisi duniya ko pachhtaana na ae ji ruk jaana zara muskaana humein tadpaake tarsaa ke jaana na o ji o ji teri mutthi mein hai jo khazaana usse yaaron se naahin chhupaana o ji o ji ruk jaana zara muskaana humein
aaaaa aaaaaa pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya uski bujhe aag kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen uski mite pyaas kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai Afsana (1951) 02:51 12146
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena Kumari
Duration : 02:51   Song Number : 12146   

Abhi To Main Jawaan Hoon Afsana (1951) 01:49 38292
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Gafil Harnalvi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pran, Cuckoo
Duration : 01:49   Song Number : 38292   

Chaand Kitni Door Tha Afsana (1966) 04:24 12621
 
Poster of Afsana (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:24   Song Number : 12621   

Dhitang Dhitang Bole Aawaz (1956) 03:36 15542
 
Poster of Aawaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:36   Song Number : 15542   

Dil Deewana Dil Mastana Mane Na Aawaz (1956) 03:25 35925
 
Poster of Aawaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Usha Kiran
Duration : 03:25   Song Number : 35925   

Duniya Ek Kahaani Re Bhaiya Afsana (1951) 05:04 38988
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 05:04   Song Number : 38988   

Kahaan Hai Tu Mere Sapnon Ke Raaja Afsana (1951) 03:55 12148
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena Kumari
Duration : 03:55   Song Number : 12148   

Kismat Bigdi Afsana (1951) 02:52 16428
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Tilang
Duration : 02:52   Song Number : 16428   

Mann Mor Hua Matwala Afsar (1950) 03:04 15543
 
Poster of Afsar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:04   Song Number : 15543   

Naina Deewane Ik Nahin Afsar (1950) 03:15 12622
 
Poster of Afsar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 03:15   Song Number : 12622   

O Ji Teri Mutthi Mein Hai Jo Khazana Aawaz (1956) 03:08 41017
 
Poster of Aawaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Vishwamitra Adil
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Khursheed Bavra
Duration : 03:08   Song Number : 41017   

Pyase Huye Nain Sulag Gayi Afsana (1966) 03:35 15570
 
Poster of Afsana (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 03:35   Song Number : 15570