Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAasmaan%20(1984)
HomeAasmaan%20(1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey hey heyyyyy hoooo hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hmmm hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan jaane kaisa hai ye afsaana jaane kaisa aaya ye zamaana jaane kaisa hai ye afsaana jaane kaisa aaya ye zamaana are tu bhi to anjaan hai main bhi to anjaan hoon tu bhi kuchh hairaan hai main bhi kuchh hairaan hoon naa jaane kya baaten huyi tere mere darmiyaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan aisa lagta hai ye sitaare jaise karte hain kuchh ishaare aisa lagta hai ye sitaare jaise karte hain kuchh ishaare are naa aankhon mein neend hai naa dil mein qaqaar hai kya ho jaaye kya pata koi aitbaar hai ik ye umr dooje ye raat uss pe sitam ye samaa ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan ban ke nazar dil ki zubaan kehne lagi ik daastaan aye hey ik daastaan ho ho ik daastaan hmm hmm ik daastaan
dil hai ae ae dil hai deewana jawaan hai zamaana bana doongi tujhko nazar ka nishana dil hai ae ae dil keh raha dil ko dil se mila lo dil ke sahaare jiyo jeene waalo dil hai ae ae seene mein toofaan tere liye hain dil mein ye armaan tere liye hain dil hai ae ae lehraati zulfon ki chhaon mein so jaa aa aaa aa matwaali aankhon ka ik baar ho jaa aa ik baar ho ja dil hai ae ae dil hai deewana jawaan hai zamaana bana doongi tujhko nazar ka nishana dil hai ae ae
is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein har raasta agar ke tera raasta naa tha har raasta agar ke tera raasta naa tha har raaste mein tera pata dhundhte rahe har raaste mein tera pata dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein
jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na jo bhi dil mein hai wo aaj kahenge hum dil pe rakh ke haath sunenge gustakhi pehli baar karenge hum bhi uska intzaar karenge jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na yun hi jeevan bhar hum saath chalenge hum banke pyaar ke deep jalenge jeevan ke andhere door karenge duniyaa mein wafa ka noor bharenge piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na dil kehta hai yeh raat na dhale poore ho jaayen wo khwaab jo pale badhte jaate hain dil ke
khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri is shikaayat se jhalakti hai mohabbat teri khoobsurat hai pyaas le aayi hai saaqi tere maikhaane mein dhaal di husn ki mai rooh ke paimaane mein dil ke sheeshe mein utar aayi hai soorat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai tujhko yun dekha hai jis tarah chaman ko dekhen tujhko yun pooja hai jis tarah sanam ko poojen ki hai in aankhon ne din raat ibaadat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai dil wo jannat hai ke mehlon ke khandhar kuchh bhi nahin daaman e ishq mein laal aur gohar kuchh bhi nahin dard daulat hai meri dard hi daulat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai milke hum saare zamaane ko badal sakte hain jaise phoolon pe chale aag pe chal sakte hain shart bas ye hai ke mil jaaye re taakat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai
kuchh samajh nahin aaye kuchh samajh nahin aaye mohe is duniya ki baat is duniya ki baat kuchh samajh nahin aaye kabhi hansaye kabhi rulaye kabhi banaye kabhi mitaye jaane kya kya khel rachaye ye duniya din raat ye duniya din raat ye duniya din raat kuchh samajh nahin aaye kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche is duniya mein kab deta hai koi kisi ka saath koi kisi ka saath koi kisi ka saath kuchh samajh nahin aaye aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara haan aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara darhgo ko patwar bana lo aur naiya ko kinara raat mein hai parbhat issi andhiyare mein ujiyara andhiyare mein ujiyara
raat suhaani hanste taare inn taaron mein dhoond rahen hain tumko tumko nain humare raat suhaanii beeti jaaye ghadiyan mitti jaaye aashaa dekhe raah tumhari main aur meri nirasha raat suhaanii diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati main jalta hoon man hi man mein main jalta hoon man hi man mein koi na mera saathi koi na mera saathi raat suhaanii
zindagi se jab mile ajnabi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi har cheez paas aati huyi har cheez paas aati huyi door hi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra kabhi dosti lagi to hoo kabhi dosti lagi to kabhi dushmani lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi aaa aaaaa dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain khamosh saahilon par toofan khade huye hain honthon ki hansi hooooo honthon ki hansi aadmi ki bebasi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi naari ki zindagi to majboor ek nadi hai naari ki zindagi to majboor ek nadi hai paida huyi kahaan par jaa kar kahaan mili hai sach baat sunke sab ko oooo oooo ooo ooo sach baat sunke sab ko aksar buri lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi is zindagi ke silsile kitne ajeeb hain jo the nazar se door wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ban Ke Nazar (Part I) Aasmaan (1984) 05:42 18390
 
Poster of Aasmaan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor
Duration : 05:42   Song Number : 18390   

Dil Hai Deewana Aasmaan (1952) 03:04 40201
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:04   Song Number : 40201   

Is Bewafaa Jahaan Mein Aasmaan (1952) 03:18 15541
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:18   Song Number : 15541   

Jiya Pyaar Mange Jiya Asmaan Se Ooncha (1989) 05:41 37402
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Anita Raj, Jeetendra
Duration : 05:41   Song Number : 37402   

Khoobsurat Hai Teri Tarah Shikayat Teri Aasman Mahal (1965) 03:37 41009
 
Poster of Aasman Mahal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
J P Kaushik (Jag Phool)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Prithiviraj Sukumaran
Duration : 03:37   Song Number : 41009   

Kuchh Samajh Nahin Aaye Aasmaan (1952) 03:24 36574
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Asha Parekh
Duration : 03:24   Song Number : 36574   

Raat Suhaani Hanste Taare Aasmaan (1952) 03:14 16381
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:14   Song Number : 16381   

Zindagi Se Jab Mile Asmaan Se Ooncha (1989) 04:39 40854
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Raj Babbar, Govinda, Anita Raj, Sonam
Duration : 04:39   Song Number : 40854