Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAaram%20(1951)
HomeAaram%20(1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gumsum ho ho ho waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gumsum mujhe donon jahaan ki mil gayi hain khushiyaan tum jo mere hum raahi mile dil ka ye chaman phir laga muskuraane armaanon ke hain phool khile sahaara tum hi to ho sahaara haan ji haan tum hi sahaara chalte jaayen hum pyaara ye samaa hai mausam bhi jawaan hai chaaron taraf husn ki daastaan hai mujhe lagta hai jaise humein dekh kar ye laga muskuraane zameen aasmaan hai deewaana pyaar mein hoke deewaana jaise ye saara zamaana apni dhun mein gum haan haan haan waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gum sum haan haan haan waadiyon mein kho jaayen hum tum la la la la la la la la la la la la
aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar dil dard se betaab hai o jaane tamannaaaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aye jaane jigar parwaana badi der seee hai aas lagaaye aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye jaane jigar tarsi huyi nazron ko hai deedar ki hasrat barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar
baalmavaa naadaan aaa aaaa aaa aa baalmavaa naadaan samjhaaye na samjhe dil ki batiyaan baalmavaa naadaan baalmavaa naadaan ho naadaan ho naadaan balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani in nainon ki balma tune koyi kadar na jaani o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma jaa ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane jee ke marna marke jeena pagle tu kya jaane o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa
bharam teri wafaon ka mita dete to kya hota bharam teri wafaon ka mita dete to kya hota tere chehre se hum parda utha dete to kya hota tere chehre se hum parda utha dete to kya hota bharam teri wafaon ka mohabbat bhi tijarat ho gayi hai is zamaane mein mohabbat bhi tijarat ho gayi hai is zamaane mein agar ye raaz duniya ko bata dete to kya hota bharam teri wafaon ka teri ummeed par jeene se haasil kuchh nahin lekin teri ummeed par jeene se haasil kuchh nahin lekin agar yunhi na dil ko aasra dete to kya hota agar yunhi na dil ko aasra dete to kya hota bharam teri wafaon ka
jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya aaa ha ha ha ha ha aaa ha ha ha ha jeene waale ye rangeen nazaare tere hain iss dharti ke phool gagan ke taare tere hain heyy sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein duniya aur duniya ke ghum ko thokar maar ke jee iss chhoti si raat pe laakhon raatein vaar ke jee hey sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein aaa ha ha ha ha ha aaa ha ha ha ha armaanon ki sheesh mahal mein sukh ki sej pe so hone de jo kuchh hota hai apni neend na kho hey sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya jaadoo bhari ye fazaayein kehti hain aaja dhoomen machaayein sochta hai kya
haa haaa hmmm hmmmm haa haaa hmmm hmmmm haa haaa hmmm hmmmm hmmm jeevan mitana hai deewanapan koi pyaar jeevan se pyaara nahin pyaara nahin aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa saare jahaan ki amaanat hai ye ye jeevan tumhara tumhara nahin saare jahaan ki amaanat hai ye ye jeevan tumhara tumhara nahin jeene ke laakhon sahaare yahaan bas ek hi to sahaara nahin sahaara nahin aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa agar koi duniyaa se ruthe to kya koi phool khilte hi toote to kya agar koi duniyaa se ruthe to kya koi phool khilte hi toote to kya sitaare hazaaron hain aakash par bas ek hi to sitaara nahin sitaara nahin aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa saare jahaan ki amaanat hai ye ye jeevan tumhara tumhara nahin jeevan mitana hai deewanapan koi pyaar jeevan se pyaara nahin kisi ke iraadon ke khaatir jiyo kisi ki muraadon ke khaatir jiyo kisi ke iraadon ke khaatir jiyo kisi ki muraadon ke khaatir jiyo hai yaadon mein jeena bhi to zindagi jeena tumhen kyun ganwara
kanji tari maa kaheshe pan aame kanudo kaheshu etlu kaheta nahi mano to gokul meli daishu maakhan khata nahi aavde kanji mukh thayu taru eathu re gopiyoa taru ghar gheranu jai khunama betho julani paherta nai aavde kanji aame tune paheravta re bharvadoni gaado khatoto tedi aame chodavta re kalo ghelo tara maat pitano aamne shena kod re dharam sanjoge aavi bgarana aangana joda jod re ghutaniy bhar halto chalto bolto kalu ghelu re bhale madiya mehta narshihno swaami prem bhakti ma relu kanji tari maa kaheshe pan aame kanudo kaheshu etlu kaheta nahi mano to gokul meli daishu kanji tari maa kaheshe pan aame kanudo kaheshu
mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le kisi ko mann ka meet bana le meet bana le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna preet bana le ye jeewan ko ek suhaana sapna ek suhaana sapna jeewan mein yeh jyot jagaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye jalne waala hanste hanste phir bhi jalta jaaye phir bhi jalta jaaye preet ke hain andaaz niraale oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le
la la lal lal lal lal lal lal lal lal la la la lal lal lal lal lal lal lal lal la la la lal lal lal lal lal lal lal lal la la la lal lal lal lal lal lal lal lal la haan mere jaisi haseena ka dil yahaan jisse mil jaaye aa mere jaisi haseena ka dil yahaan jisse mil jaaye woh jaane jaana mera deewana logon ka nishaana ban jaaye aa mere jaisi haseena ka dil yahaan jisse mil jaaye haan mere jaisi haseena ka dil yahaan jisse mil jaaye woh jaane jaana mera deewana logon ka nishaana ban jaaye lala lala lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal la la la mahbooba wooooooo maashooqa hooooooo mere yahaan are kitne naam hain aankhon mein wooooooo maikhaane hooooooo honthon pe aahaa chhalke jaam hai i love you so much i love you so much i love you you you you so much aankh mila doon jisko pila doon usse phir hosh nahin aaye haan mere jaisi haseena ka dil yahaan jisse mil jaaye haan mere jaisi haseena ka dil yahaan jisse mil jaaye woh jaane jaana mera deewana logon ka
muthumani palunku vallam puzhayilente kothupani karimbu vallam kolathu naattile kovilakathammaye thaaliketti kondu porana kalyaana vallam muthumani palunku vallam puzhayilente kothupani karimbu vallam chenkulathaattil churika konderiyunnoranka chekavare chenkulathaattil churika konderiyunnoranka chekavare vettem thinnu padinjaairikunna thanka kathiravane koode ponnaatte ankom kaanam poovum nullaam ankathattile penninem kaanaam kaanaam muthumani palunku vallam puzhayilente kothupani karimbu vallam mangalam kadavil maarolam vellathil mungi kulippavale mangalam kadavil maarolam vellathil mungi kulippavale ethaathorthu mulakkachayaakkiya muthukilimakale koode ponnaatte velem kaanaam poorom kaanaam velipennine kondum poraam poraam muthumani palunku vallam puzhayilente kothupani karimbu vallam kolathu naattile kovilakathammaye thaaliketti kondu porana kalyaana vallam muthumani palunku vallam puzhayilente kothupani karimbu vallam
pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karo jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karooooo pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saansen chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saans chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa
rambha ho ho ho ho ho ho sambha ho ho ho ho ho ho rambha ho ho ho ho ho ho sambha ho ho ho ho ho ho main naachun tum naacho jitni tum pyaar se jee loge utni hi zindagi rambha ho ho ho ho ho ho sambha ho ho ho ho ho ho main naachun tum naacho jitni tum pyaar se jee loge utni hi zindagi rambha ho ho ho ho ho ho sambha ho ho ho ho ho ho oooooooooo tu mera jaaneman jaaneman main teri mehbooba oooooooooo muskura muskura ghum mein tum kyun dooba kyun dooba living we are living dancing ya ya dancing for people we love love love love rambha ho ho ho ho ho ho sambha ho ho ho ho ho ho main naachun tum naacho jitni tum pyaar se jee loge utni hi zindagi rambha ho ho ho ho ho ho sambha ho ho ho ho ho ho huuuuuuuuuuuuu duniyaa mein logon ke mele ye aayenge jaayenge oooooooooooo yaaron se mil ke hum jhoomenge jhoomenge gaayenge shining stars are shining singing ya ya singing for the people we love love love love rambha ho ho ho ho ho ho sambha ho ho ho ho ho ho main naachun tum
shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin meharbaan jo kuchh kiya achchha kiya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar zindagi ko dard mein doobe taraane de diye zindagi ko dard mein doobe taraane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye ye nawaajish hai teri kya kya diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar
tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya jhoote balam bhole sanam maine tujhe pehchaan liya haaye tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diyaa tune mujhpe chhode nazron ke teer kyun o ooo tune mujhpe daali lat ki zanjeer kyun kuchh bhi kaho pyaar mein to tune hi pehla waar kiya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya kya haseen hai mausam mastaana hai sama ooo oo aaj bus tum jaisa deewana hai samaa ae ji suno ye to kaho mujhko deewana kisne kiya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya dil to dil hai jaan bhi tujhpe kurbaan hai oo oo jaan to jaan hai tujhpe sadke imaan hai maine tujhe tune mujhe aaj se apna maan liya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya jhoote balam bhole sanam maine tujhe pehchaan liya haaye tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya
Yeh Hansi Yeh Khushi
aaaaaja re aaja re aaja re aaja re aaja re zindagi ke raaste mein har kadam hum saath honge zindagi ke raaste mein har kadam hum saath honge maut jab aayegi tab bhi haath mein yun haath honge zindagi ke raaste mein har kadam hum saath honge pyaar ki raahon mein hum tum deep ban ban kar jalenge pyaar ki raahon mein hum tum deep ban ban kar jalenge jaise phoolon par chale hain waise sholon par chalenge zindagi ke raaste mein har kadam hum saath honge maut jab aayegi tab bhi haath mein yun haath honge zindagi ke raaste mein har kadam hum saath honge raah mein tanha na chhodo pyaar ka todo na sapna raah mein tanha na chhodo pyaar ka todo na sapna saath jeena saath marna bas yahi armaan apna zindagi ke raaste mein har kadam hum saath honge maut jab aayegi tab bhi haath mein yun haath honge zindagi ke raaste mein har kadam hum saath honge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao In Waadiyon Mein Kho Jaayen Aarambh (1976) 04:29 39828
 
Poster of Aarambh (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Harish Bhadani
Music Director- 
Anand Shankar
Duration : 04:29   Song Number : 39828   

Aye Jaaan E Jigar Aaram (1951) 03:51 15531
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:51   Song Number : 15531   

Balma Ja Ja Ja Aaram (1951) 02:43 11827
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:43   Song Number : 11827   

Bharam Teri Wafaon Ka Armaan (1953) 02:41 38831
 
Poster of Armaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:41   Song Number : 38831   

Jaadu Bhari Ye Fazaayen Armaan (1953) 02:45 17455
 
Poster of Armaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 02:45   Song Number : 17455   

Jeevan Mitana Hai Armaan (1981) 08:33 12735
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Babbar, Ranjeeta
Duration : 08:33   Song Number : 12735   

Kanji Tari Maa Keshe Abraham Bhagat 03:11 32462
 
Poster of Abraham Bhagat
 
Category
Gujarati
Duration : 03:11   Song Number : 32462   

Man Mein Kisi Ki Preet Basa Le Aaram (1951) 03:36 17190
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 17190   

Mere Jaisi Haseena Armaan (1981) 07:26 12734
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Kalpana Aiyar
Duration : 07:26   Song Number : 12734   

Muthumani Palungu Aromalunni (1972) 03:12 16382
 
Poster of Aromalunni (1972)
 
Category
Malayalam
Year- 
1972
Duration : 03:12   Song Number : 16382   

Pyaar Hi Jeene Ki Soorat Armaan (1981) 05:16 12297
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Duration : 05:16   Song Number : 12297   

Rambha Ho Ho Ho Armaan (1981) 06:40 21154
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Prema Narayan
Duration : 06:40   Song Number : 21154   

Shukriyaa Aye Pyaar Tera Shukriyaa Aaram (1951) 03:31 15540
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Prem Nath
Duration : 03:31   Song Number : 15540   

Tumhi Ne dil Mera Chheen Ke Air Mail (1960) 03:23 36994
 
Poster of Air Mail (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sardul Kwatra
On Screen Actors- 
Ranjan, Malini
Duration : 03:23   Song Number : 36994   

Ye Hansi Ye Khushi Armaan (1953) 03:14 17457
 
Poster of Armaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:14   Song Number : 17457   

Zindagi Ke Raaste Mein Armaan (1981) 05:46 37776
 
Poster of Armaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:46   Song Number : 37776