Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAar%20Ya%20Paar%20(1997)
HomeAar%20Ya%20Paar%20(1997)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna kyun ho khoye huye sar jhukaye jaise jaate ho sab kuch lutaye ye to babuji pahla kadam hai nazar aate hain apne paraye haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna ye muhabbat hai o bhole bhale karna dil ko ghumon ke havale kaam ulfat ka nazuk bahut hai aa ke hothon pe tootenge pyaale haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna ho gayi hai kisi se jo annban tham le dusara koi daman zindagani ki rahen ajab hain ho akela to lakhon hain dushman haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere
ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho kabhi main kahoon zara sun to lo kabhi tum kahon ab keh bhi do kabhi main kahoon tumhe nazneen kabhi tum kahon mujhe hamnashin kabhi main kahoon suno mehjabin nahi tum bin mujhko chain kahin phir tum kahon ke tumhe hai yakin phir main kahoon ke mujhe pyar hai tumse ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho baithe rahen khoye rahen kuchh main kahoon kuchh tum kaho kabhi main kahoon zara sun to lo kabhi tum kahon ab keh bhi do kabhi main kahoon tumhe nazneen kabhi tum kahon mujhe hamnashin kabhi main kahoon suno mehjabin nahi tum bin mujhko chain kahin phir tum kahon ke tumhe hai yakin phir main kahoon ke mujhe pyar hai tumse ik din kahin hum do milen aur teesara koi na ho mausam ki baat raahon ki baat
hoon abhi main jawaan aye dil hoon abhi main jawaan behosh hoon bin piye kal ka bhi ghum kis liye behosh hoon bin piye kal ka bhi ghum kis liye hoon abhi main jawaan aye dil hoon abhi main hoon abhi main hoon abhi main jawaan ye nagma aur ye fizaa ye saaz aur ye sadaa ye nagma aur ye fizaa ye saaz aur ye sadaa jo hai ganimat hai aaj kal kaun jaane ho kya jo hai ganimat hai aaj kal kaun jaane ho kya ho na ho ye samaa aye dil hoon abhi main hoon abhi main hoon abhi main jawaan duniyaa ka kya aitbaar khona naa apna qaraar duniyaa ka kya aitbaar khona naa apna qaraar chun le muraadon ke phool beete naa yunhi bahaar chun le muraadon ke phool beete naa yunhi bahaar taak mein hai khijaan aye dil hoon abhi main hoon abhi main hoon abhi main jawaan dekhi hai ye zindagi yunhi nahin bekhudi dekhi hai ye zindagi yunhi nahin bekhudi mujhko behak jaane de baaten na kar hosh ki mujhko behak jaane de baaten na kar hosh ki hosh kaisa yahaan aye dil hoon abhi main jawaan aye dil
hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmmm ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa dil pe har zafaa dekh li beasar duaa dekh li kuchh kiya naa dil ka khayaal jaa teri wafaa dekh li kuchh kiya naa dil ka khayaal jaa teri wafaa dekh li ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa kyun naa ghum se aahen bharun yaad aa gayi kya karun bekhabar bas itna bata pyaar mein jiyun yaa marun bekhabar bas itna bata pyaar mein jiyun yaa marun ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa
kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa loota chain o qaraar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte
koi jaane koi na jaane ye parwane hote hain deewane koi jaane koi na jaane ye parwane hote hain deewane dekho ye do parwane hain dono hi deewane jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa khumar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah dekho ye do parwane hain dono hi deewane jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa khumar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah duniya ko humne bhulaaya jo tumko hai paaya pyaar ka naazuk dhaaga humein kahan le aaya pyaar ka naazuk dhaaga humein kahan le aaya lekin suno to duniya mein ye kya afsaane hain kehte hain duniya waale ke hum deewane hain kehte hain duniya waale ke hum deewane hain dil ki baatein ye dil hi jaane kab samjhi hain ye baatein duniya ne to phir mashhoor hai jo humko manzoor hai wo jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa iqraar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa ma pa pa pa ma ma ma ga ra ga ma ga
mann chahe sanam mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen mann chahe sanam mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen haan haal e dil tha tumko sunana haal e dil tha tumko sunana lekin mushkil tha keh pana tanhaayi mein tanhaayi mein tanhaayi mein lipta mujhse wo tha tera saaya tune chain churaaya haaaann tune chain churaaya mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen o dil chaahe teri chahat le loon o dil chaahe teri chahat le loon sab kuchh apna badle mein de doon jeena kya hai jeena kya hai jeena kya hai jaana humne saath tera jab paaya kaisa jaadu chalaaya haan kaisa jaadu chalaya mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen mann chahe sanam mere yaar dil tujhpe aaya ab hum kya karen tu hi dil mein samaaya ab hum kya karen
meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam tu mere din mein raaton mein khamoshi mein baaton mein baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise uss dil se iss dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise uss dil se iss dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise khaabon khaabon tu mille na jaane kya hain silsile palkon par ye pyaar ke na jaane kitne gul khile tere khaab sajaate rehna ab hai mera kaam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri
mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai murakh kyun rota hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi ke dum se mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi
arre na na na na na na tauba tauba main na pyaar karungi main na pyaar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga tauba kaay ko karta tauba kaay ko karta pyaar se darta aisa re sanam kaisa hoga dard e jigar se main weak hoon bahut karo aaisa na zulam are ho jayenga fail abhi heart humara tere sar ki kasam dard e jigar se main weak hoon bahut karo aaisa na zulam ho jayenga fail abhi heart humara tere sar ki kasam chhi chhi chhi chhi chhi chhi karo na aisi baat dekho dekho dekho chhodo ji mera haath chhi chhi chhi chhi chhi chhi karo na aisi baat dekho dekho dekho chhodo ji mera haath haha arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga tauba kaay ko karta tauba kaay ko karta pyaar se darta aisa re sanam kaisa hoga arre na na na na na na tauba tauba main na pyaar karungi main na pyaar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba tu jo kahe dharti mein kuwan khod dalu dun yeh duniya ujad are tu jo kahe chad jaaun lambe lambe ped unche
o maajhi teri naiyya se chhuta kinaara o maajhi teri naiyya se chhuta kinaara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara bichhad gaye sab tere apne ujad gaye sab sundar sapne bichhad gaye sab tere apne ujad gaye sab sundar sapne o maajhi tera khel bigad gaya saara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara ho dosh na de tu in maujon ko kuchh mat bol tu sab logon ko dosh na de tu in maujon ko kuchh mat bol tu sab logon ko o maajhi tujhe tere naseebon ne maara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara patwaaron ko tod gaye hain beech bhanwar wo chhod gaye hain patwaaron ko tod gaye hain beech bhanwar wo chhod gaye hain o maajhi tune jisko bhi paar utaara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara o maajhi teri naiyya se chhoota kinaara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara
sun sun sun sun zaalima pyaar humko tumse ho gaya dil se mila le dil mera tujhko mere pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar chaar main nazar karoon aur phir huzoor se chaar main nazar karoon aur phir huzoor se paas yun na aaiye baat keeje door se ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam arre waah sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main kat gayi patang ji dor ab na daaliye kat gayi patang ji dor ab na daaliye aur kisi ke saamne ja ke dil
look chhup ke main ghoomi gali gali kahin mila nahin mera piya khil khil ke hunsh di kali kali par khila nahin mera jiya meri itani kahani meri hai ye pareshani kabhi aaye koi aaye koi bole maine dil diya doondh rahi hoon main aisa deewana thoda sa pagla thoda sayaana thoda sa pagla thoda sayaana look chhup ke main ghoomi gali gali kahin mila nahin mera piya khil khil ke hunsh di kali kali par khila nahin mera jiya meri itani kahani meri hai ye pareshani kabhi aaye koi aaye koi bole maine dil diya doondh rahi hoon main aisa deewana thoda sa pagla thoda sayaana thoda sa pagla thoda sayaana haan mujhse kare o aake pyari pyari baatein chehre ko chaand kahde julfon ko raatein milne wo jo aaye bole haai meri jaana dil mein tadpte hain tere hi armaan main tera deewana hoon tu jo maange jaan bhi doon main tera deewana hoon tu jo maange jaan bhi doon bigroon to karde suroo haqlaana thoda sa pagla thoda sayaana thoda sa pagla thoda sayaana look chhup ke main ghoomi gali
ye lo main ye lo main ye lo main haari piya huyi teri jeet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya naye naye do nain milen hain naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai jaao ji maaf kiya tu hi mera meet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya huyi tihari sang chalo ji huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke ladte he ladte mausam jaaye nahin beet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya chale kidhar ko bolo babu chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Babuji Dheere Chalna Aar Paar (1954) 02:57 20181
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shakeela, Guru Dutt
Duration : 02:57   Song Number : 20181   

Ek Din Kahin Aur Pyar Ho Gaya (1997) 07:03 12753
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan
Duration : 07:03   Song Number : 12753   

Hoon Abhi Main Jawaan Aar Paar (1954) 03:37 12590
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:37   Song Number : 12590   

Ja Ja Ja Bewafaa Aar Paar (1954) 03:42 12591
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:42   Song Number : 12591   

Kabhi Aar Kabhi Paar Aar Paar (1954) 03:11 20705
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 20705   

Koi Jaane Koi Na Jaane Aur Pyar Ho Gaya (1997) 05:33 20729
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
On Screen Actors- 
Aishwarya Rai Bachchan, Bobby Deol
Duration : 05:33   Song Number : 20729   

Mann Chahe Sanam Mere Yaar Aar Ya Paar (1997) 04:35 36638
 
Poster of Aar Ya Paar (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 04:35   Song Number : 36638   

Meri Saanson Mein Basa Aur Pyar Ho Gaya (1997) 07:01 20953
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Bobby Deol
Duration : 07:01   Song Number : 20953   

Mohabbat Kar Lo Aar Paar (1954) 04:11 32053
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakila
Duration : 04:11   Song Number : 32053   

Na Na Na Tauba Tauba Aar Paar (1954) 04:14 32420
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Noor
Duration : 04:14   Song Number : 32420   

O Maajhi Teri Aar Paar (1985) 06:20 36330
 
Poster of Aar Paar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:20   Song Number : 36330   

Sun Sun Sun Zaalima Aar Paar (1954) 02:58 21262
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Guru Dutt
Duration : 02:58   Song Number : 21262   

Thoda Sa Pagla Aur Pyar Ho Gaya (1997) 05:35 21317
 
Poster of Aur Pyar Ho Gaya (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aishwarya Rai Bachchan
Duration : 05:35   Song Number : 21317   

Ye Lo Main Haari Piya Aar Paar (1954) 03:38 21448
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakeela
Raag- 
Kafi
Duration : 03:38   Song Number : 21448