Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAakhri%20Dao%20(1975)
HomeAakhri%20Dao%20(1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aur tum mujhe dhundha karo aur main kabhi mil naa paaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aayin agar mujh ko nazar jheelon ke jhil mil darpan mein tum aayin agar mujh ko nazar jheelon ke jhil mil darpan mein tum milne gale jaaunga main ho jaaunga jalwon mein ghum aur tum mujhe aawaaz do laut kar main naa aaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun ye dhundh kya jaise dhuwaan meri hi aahon se paida huaa ye dhundh kya jaise dhuwaan meri hi aahon se paida huaa aashique hoon main wo diljala lekin tumhin pe shaidaa hua dekha karoooo chaaron taraf aur main kahin chhup naa jaaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aur tum mujhe dhundha karo aur main kabhi mil naa paaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun main kho jaaaaaun main kho jaaaaaun
hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmmmm aa aa aa aa aa aa aa aa haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey jis din hum pehle pehle roothe the unse milke jis din hum pehle pehle roothe the unse milke us din bhi chupke chupke kehte the hum ye dil se wo dil bhi koi dil hai jis mein pyaar nahin haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey jaise jhukte hi jhukte uth jaati hain ye palken jaise jhukte hi jhukte uth jaati hain ye palken jaise lehra lehra ke ruk jaati hain ye zulfen yun samjho humko bhi yunhi qaraar nahin haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey ye balkhate se raste ye matwali si basti ye balkhate se raste
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa humsafar saath apna chhod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath humsafar saath apna chhod chale humsafar saath raasta saaf tha to chalte rahe saath hanste rahe machalte rahe mod aaya to munh ko mod chale humsafar saath sapne toote pade hain raahon mein sapne toote pade hain raahon mein dard ki dhool hai nighaahon mein dil pe kadmon ke naksh chhod chale humsafar saath apna chhod chale humsafar saath jab unhen hum se pyaar hi naa raha roye kya intezaar bhi naa raha hum bhi daaman ko ab nichod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath
tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein hooo kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein kabhi to pata na chala din jaane kaise dhala kabhi kabhi raat kaati taare gin gin mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din
o mere saathi re pyaase pyaase madbhare se pal hain aaj suhaane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re yunhi aaye jayenge ye pal to roz suhaane hakikat mein badal do pyaar ke ab to fasaane o mere saathi re heyyyy bandha hai man mera tere aanchal se nashile nainon ke tere kajal se na maanu reet koi chura lun geet koi teri paayal se bandha hai man mera tere aanchal se nashile nainon ke tere kajal se na maanu reet koi chura lun geet koi teri paayal se karun main kya ke dil mera nahin ye maane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re yunhi aaye jayenge ye pal to roz suhaane hakikat mein badal do pyaar ke ab to fasaane o mere saathi re pyaase pyaase madbhare se pal hain aaj suhaane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re heyyyy salone khwab jo hum sajate hain gharounde pyaar ke jo banate hain suni hai baat maine kisi din wo hi sapne toot jaate hain salone khwab jo hum sajate hain gharounde
tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai tere dard se rahe bekhabar mere dil ki kab ye majaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar meri shaam hai teri justzoo meri suboh tera khayaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba mere dil jigar mein sama bhi jaa mere dil jigar mein sama bhi jaa rahe kyun nazar ka bhi faaslaa ke tere bagair to jaane jaan mujhe zindagi bhi muhaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba
wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaaaa aaaaaa thandi thandi chanda ki kiran jalti jalti saanson ki hawaa kya naam hai iss mausam ka sanam pyaase hain magar phir bhi hai nasha aane lagi angdaayi ke jaise koi rutt badalne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage wo chaand muskaya khoya hai kuchh aisa aaj samaa behke behke uthte hai kadam yun pyaar bhari inn raahon mein chalte hi rahenge jhoom ke hum hum jo chalen mil ke gale khili chandani rang utarne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisa Naa Ho Aakhri Dao (1975) 06:31 18524
 
Poster of Aakhri Dao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Saira Banu
Duration : 06:31   Song Number : 18524   

Haaye Unki Wo Nigaahen Aakhri Dao (1958) 04:11 37436
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi, Nutan, Shekhar
Duration : 04:11   Song Number : 37436   

Humsafar Saath Apna Chhod Chale Aakhri Dao (1958) 05:03 12044
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:03   Song Number : 12044   

Mann Kare Yaad Wo Din Aakhri Badla (1989) 05:13 31132
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Mithun Chakravarti
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:13   Song Number : 31132   

O Mere Saathi Re Aakhri Badla (1989) 05:48 37192
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogita Bali, Mithun Chakravarti
Duration : 05:48   Song Number : 37192   

Tujhe Kyaa Sunaaon Aakhri Dao (1958) 03:19 12557
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shekhar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12557   

Wo Chaand Muskaya Aakhri Dao (1958) 03:20 12034
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shekhar, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:20   Song Number : 12034