Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAadhi%20Raat%20Ke%20Baad%20(1965)
HomeAadhi%20Raat%20Ke%20Baad%20(1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon bada hai dhoka teri nazar mein main kis tarah aitbaar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki ye bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki sambhal ke bolo chatak na jaaye koi naveli kali chaman ki meri kali tum meri kali tum agar kaho to main zindagi ko bahaar kar loon bada hai dhoka teri nazar main main kis tarah aitbaar kar loon hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke jo baat lab pe machal rahi hai wo aaj keh doon nazar mila ke kisi ki ho ke kisi ki ho ke ye chain kho ke main dil ko kyun bekraar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara ise na
aree haaan haan haaan aye ji ooo hoooo ooooo haaye raama ooooo o gori tori baanki haaye haaye raam gori tori baanki o gori tori baanki baanki chitwan mein ulajh ke jeeya mora sau bal khaaye o gori tori baanki haaye haaye raam gori tori baanki madbhari ankhiyon mein dore gulaabi han gulaabi gulaabi madbhari ankhiyon mein dore gulaabi jisko tu dekhe kar de sharaabi madbhari ankhiyon mein dore gulaabi jisko tu dekhe kar de sharaabi gir ke uthe uth ke gire sambhal na paaye o gori tori baanki haaye haaye raam gori tori baanki baanki chitwan mein ulajh ke jeeya mora sau bal khaaye o gori tori baanki gore gore mukhde pe kaala jo til hai ho gore gore mukhde pe kaala kaala til gore gore mukhde pe kaala jo til hai ataka usi mein mera to dil hai gore gore mukhde pe kaala jo til hai ataka usi mein mera to dil hai jhatka bahut patka bahut nikal na paaye o gori tori baanki haaye haaye raam gori tori baanki baanki chitwan mein ulajh ke jeeya mora sau bal khaaye o gori tori baanki
mera dil bahaaron ka wo phool hai mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi kisi ne jalaya nahin ye chaman ise baghban ki nazar lag gayi ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya kisi ne jo poochha to ye keh diya mujhe aasman ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin sitamgar koi mujhse rutha nahin kisi meharban ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye jahan dil deewane ne sajde kiye usi aasta ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi
mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zara chal tham ke zara aye shola badan meri jaan nikalti jaati hai chal tham ke zaraa har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote hai chaal mein tezi jaise ek teer kamaan se chhoote jab chalti ho tum jab chalti ho tum kehte hain sabhi hatt jao qayamat aati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere hain aas lagaye baithe hum jaise to laakh sapere kitna bhi zeher kitna bhi zeher naagin mein rahe jab been baje phans jaati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo aankhon mein basa lunga main ye dil jo mujhe de daalo nadaan ho tum nadaan ho tum nadaano se har cheez
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bahut Haseen Hain Tumhari Aankhein Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:08 36993
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:08   Song Number : 36993   

Gori Tori Baanki Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:18 19167
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Agha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:18   Song Number : 19167   

Mera Dil Bahaaron Ka Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:32 37751
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:32   Song Number : 37751   

Mukhde Pe Tere Bijli Ki Chamak Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:25 36987
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Ragini
Duration : 04:25   Song Number : 36987