Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAa%20Gale%20Lag%20Jaa%20(1973)
HomeAa%20Gale%20Lag%20Jaa%20(1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab se nazrein mili o meri jaaneman had se badne laga mera deewaanapan ye meri aashiqui teri deewangi kal rahe na rahe aa gale lag jaa aa gale lag jaa jab se nazrein mili o mere jaaneman had se badne laga mera deewaanapan ye teri aashiqui meri deewangi kal rahe na rahe aa gale lag jaa aa gale lag jaa jab se tumhara saath mila hai betabiyon ka ik silsilla hai dekhun jhidhar main aaye nazar tu har aaine mein chehra tera hai baaton ki garmi saanson ki khushboo bas mein nahin main bas mein nahin tu kaise sambhaloon khud ko bataaoon chhaane laga hai pyaar ka jaadoo dil ki aawaaz hai jo hai bas aaj hai kal rahe na rahe aa gale lag jaa aa gale lag jaa aa gale lag jaa aa gale lag jaa badhti hi jaaye ye beqaraari tumne chura li neendein humaari katti hain raatein karvat badal ke haan ek jaisi hai haalat humaari lab chup rahe to aankhon se kehna mushkil hai tumse ab door rehna isharon mein hongi muhabbat ki baatein kuch main kahoongi kuch tum bhi kehna tere deedar ke lamhein
aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna tu mere bete kyun roye ankhiyon ke moti kyun khoye main tera ghoda main haathi mere tere sukh dukh kaa saathi tera main sahaara hoon mera tu sahaara hai jaan se bhi pyaara hai aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna rakhna bharosa uss pe sadaa jisne hai sabko janam diya kal tera papa rahe naa rahe ab jo kaha phir kahe naa kahe kahaa naa bhulaana tu wahi rakhwaala hai ussi ko bulaana tu aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna socha tha kya aur kya laaya dete huye jee bhar aayaa le ye baisaakhi le le re mere abhaage haathon se issi ke sahaare chal chal mere pyaare chal papa ke dulaare chal aa jaa aa jaa aye mere pappa sun mera kehna chaahe dukh hove hanste hi rehna
na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann kyun tumne daaman churaaya tum jaano main kya bataaun mujh mein hi kuchh eab hoga kyun tum pe tohmat lagaaun main to yahi kahunga puchhogi jab bhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann tum jo mujhe de gayi ho ik khoobsoorat nishaani liptaa ke seene se usko kat jaayegi zindgani main to yahi kahunga puchhogi jab bhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann na koi dil mein samayaa na koi pehloo mein aaya jaake bhi paas rahi tum hi ho jaane jaan jaane mann
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi Yunhin Nahin Dil Lubhata Koi, Jaane Tu Yaa Jaane Naa Maane Tu Yaa Maane Naa
tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi jaane tuuuuuuuu yaa jaane naaaaaaa maane tuuuuuu yaa maane naaaaaa tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi dhuwaan dhuwaan tha wo samaan yahaan wahaan jaane kahaan dhuwaan dhuwaan tha wo samaan yahaan wahaan jaane kahaan tu aur main kahin mile the pehle dekha tujhe to dil ne kaha jaane tuuuuuuuu yaa jaane naaaaaaa ho maane tuuuuuu yaa maane naaaaaa tu bhi rahi mere liye main bhi raha tere liye tu bhi rahi mere liye main bhi raha tere liye pehle bhi main tujhe baahon mein le ke ghooma kiya aur ghooma kiya jaane tuuuuuuuu yaa jaane naaaaaaa ho maane tuuuuuu yaa maane naaaaaa dekho abhi khona nahin kabhi juda hona nahin dekho abhi khona nahin kabhi juda hona nahin ab ke yunhi mile rahenge dono waada raha ye iss shaam kaa jaane tuuuuuuuu yaa jaane
o thehro meri jaan waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon suno meri jaan hans ke mujhe ye keh do bheege labon ki narmi mere liye hai hooo jawaan nazar ki masti mere liye hai haseen adaa ki shokhi mere liye hai mere liye leke aayi ho ye saugat jahaan tum ho wahaan main bhi hoon chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyun ik main jawaan nahin hoon aur bhi to hain hooo mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyun main hi yahaan nahin hoon aur bhi to hai jaao jaa ke le lo jo bhi de de tumhen haath jahaan sab hain wahaan main bhi hoon waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahaan tum ho wahaan main bhi hoon jawaan kayi hain lekin jahaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Gale Lag Jaa Aa Gale Lag Jaa (1994) 05:41 31528
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Nawab Arzoo
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj, Urmila Matondkar
Duration : 05:41   Song Number : 31528   

Aye Mere Bete Aa Gale Lag Jaa (1973) 04:36 18316
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 18316   

Na Koi Dil Mein Samayaa Aa Gale Lag Jaa (1973) 03:53 18165
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 18165   

Tera Mujhse Hai Aa Gale Lag Jaa (1973) 04:13 18337
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 04:13   Song Number : 18337   

Tera Mujhse Hai (Male) Aa Gale Lag Jaa (1973) 05:35 18338
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:35   Song Number : 18338   

Waada Karo Aa Gale Lag Jaa (1973) 05:22 18123
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:22   Song Number : 18123