Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home36%20China%20Town%20(2006)
Home36%20China%20Town%20(2006)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aawaaraa aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa hawaa pe rakhe sookhe patte aawaaraa hawaa pe rakhe sookhe patte aawaaraa paanv zameen pe lagte hi udd lete hain dobaaraa aawaaraa aawaaraa aawaaraa naa shaakh judeee naa jadd pakde naa shaakh judeee naa jadd pakde mausam mausam banjaaraaaa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa jhaunka jhaunka ye hawaa hoooo jhaunka jhaunka ye hawaa roz udaaye reee jaa ki daar kahin wo to beet gaya jaa ki maati gayi waa ka meet gaya koi naa bulaayee reee rutt rang liye aayi bhi gayi muthiyaan naa khuli berang rahi sookha pataa banjaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa sa re ga dha haule haule ye hawaa haule haule ye hawaa khel khilaaye reeee khole dhoop kabhi ghole chhanv kabhi kabhi pankh bane bane paanv kabhi dhool dikhaaye re koi thaa na mili naa hawa na
aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana achhi nahin ye dillagi khamosh kyun baithe ho ji achhi nahin ye dillagi khamosh kyun baithe ho ji dil se mere kyun door ho kyun door ho kuchh to kaho aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana socho zaraa yaad aayegi jaadu bhari wo chandani socho zaraa yaad aayegi jaadu bhari wo chandani chanda pe wo soyi ghata soyi ghata khoyi hawa aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana jab se lagi teri nazar zakhmi pade hain dil jigar jab se lagi teri nazar zakhmi pade hain dil jigar baithe ho tum sab jaan ke sab jaan ke pehchaan ke aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana diya tha tumhen dil yahi din the yahi tha zamaana aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana aji o suno to nahin tumne hamein pehchaana
arey tauba arey tauba ye teri ada hansti bijli gaata shola ye kisne dekha arey tauba arey tauba ye teri ada hansti bijli gaata shola ye kisne dekha arey tauba milte jhukti si aankhen rukta chalta sa jadoo jis ke pehlu mein dil ho paaye wo kaise kaabu uff ye nigaahen lehraati baahen uff ye nigaahen lehraati baahen kehta hai dil aaj ke kuchh aisa waisa hoga arey tauba arey tauba ye teri ada hansti bijli gaata shola ye kisne dekha arey tauba thoda sa aankhen daale thoda sa mukhda khole aisi adaaon pe to dil mera yun yun dole tadpe hai ghaayal mehfil ki mehfil tadpe hai ghaayal mehfil ki mehfil kehta hai dil aaj ke kuchh aisa waisa hoga arey tauba arey tauba ye teri ada hansti bijli gaata shola ye kisne dekha arey tauba saari saari mehfil se nazren uljhana dekho aadhi aadhi raaton ko zulfen bikhrana dekho chhaayee siyaahi aayi tabaahi chhaayee siyaahi aayi tabaahi kehta hai dil aaj ke kuchh aisa waisa hoga arey tauba arey tauba ye teri ada hansti bijli gaata shola ye
baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain hooo sabnam se sard aansoo phoolon pe jam gaye hain hum par nahi kisi par ae kaash reham khaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen hoo kab se lachak rahi hain armaan ki narm baahen har mod par tamanna aahat usi ki paayen shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par
hmmm bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na lillah ek zara chehra udhar kijiye inaayat hogi ek zara chehra udhar kijiye inaayat hogi aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na bekaraan hai bekaraan aankhen band kijiye na doobne lage hain hum saans lene dijiye na ek zara dekhiye to aapke paon tale kuchh to atka hai kahin waqt se kahiye chalen udti udti si nazar mujhko chhoo jaaye agar ek tasleem ko har baar meri aankh jhuke hain aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai aankh kuchh laal si hai raat jaage to nahin raat jab bijli gayi dar ke bhaage to nahin kya laaga honth kali jaise koi chhoot chale jaane kya soch ke is baar meri aankh jhuki hai aapko dekh ke badi der se meri saans ruki hai
buli buli yerrani buggaladaana champaku chaaredu kannuladaana buli buli yerrani buggaladaana champaku chaaredu kannuladaana marachipoyyava nuvve maaripoyyava ayyo marachipoyyava nuvve maaripoyyava chedda daarilo thirigane nee chempa debbale thinnane chedda daarilo thirigane nee chempa debbale thinnane manchi maatanee nota vinaalani oho raadha oka manchi maata oka manchi maatanee nota vinaalani manasu maarchukoni vocchaneeee vocchane buli buli yerrani buggaladaana champaku chaaredu kannuladaana marachipoyyava nuvve maaripoyyava ayyo marachipoyyava nuvve maaripoyyava bommala pelli chesaave ee bommaku haaram vesaave bommala pelli chesaave ee bommaku haaram vesaave chacchi brathiki nee chentaku vosthe hayyo radha ne chacchi brathiki nee chentaku vosthe nanne kaadani antaave antaave buli buli yerrani buggaladaana champaku chaaredu kannuladaana marachipoyyava nuvve maaripoyyava ayyo marachipoyyava nuvve maaripoyyava yevado raaja antaave ee raajane kaadantaave yevado
chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na yun to saath ho sabke par juda juda si ho is haseen mehfil se kuchh khafa khafa si ho saans ki khushboo aankh ka jaadu is mehfil mein gholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo bolo dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na in haseen aankhon mein berukhi nahin sajti phool jaise honthon pe khamoshi nahin sajti naaz ye kya hai raaz ye kya hai chup na raho dil kholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na
hey darrrrling aankhon se aankhen chaar karne do darling aankhon se aankhen chaar karne do darling aankhon se aankhen chaar karne do roko na roko na mujhko pyaar karne do darling sorry tujhe sunday ke din zehmat huyi darling milna tera fazle khuda rehmat huyi hey daaarling khaadim ko dil pe to ikhtiyaar karne do darling chhodo zara sharmaane ka ye kaayeda hey darling hairat bhi hai gairat bhi hai kya faayda hey darrrrling public mein sansani ek baar karne do darling aankhon se aankhen chaar karne do darling
dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena o dekh idhar ae haseena sun le kabhi dil ki sada o naazni jee na jala sun le kabhi dil ki sada o naazni jee na jala bimaar e ghum hoon shafa mujhko de daaman se apne hawa mujhko de bimaar e ghum hoon shafa mujhko de daaman se apne hawa mujhko de haye main hoon madam marina o re fat fat fatina door se baat karna paas aana kabhi na main hoon madam marina laakhon hi jab aahen bharen tum hi kaho hum kya karen laakhon hi jab aahen bharen tum hi kaho hum kya karen kis kis ke dil ki khabar koi le kis kis ke ghum ka asar koi le kis kis ke dil ki khabar koi le kis kis ke ghum ka asar koi le haye dekh idhar ae haseena june ka hai mahina daal zulfon ka saaya aa raha hai paseena dekh idhar ae haseena muddat se hoon barbaad main shirin hai tu farhaad main muddat se hoon barbaad main shirin hai tu farhaad main ye na
baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza marzi aawara dil ki aisi thi kuch boriyat aur kuch zarurat thi peecha jo kiya pehli sadak ka to aa pahunche hum yahan haque se chaurahon pe naam likha raste mein ruk ke elaan kiya bade naseebon ka shehar hai ye jo iski qismaton mein hum hain likhe aaye hain baadshaah aaye hain baadshaah aa yahan ke naye naye baadshaah baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza kisi se pucha naa nasihat lee gussa naa aayaa ye ganeemat thi warna jo bhi aaya koi saamne to bhaksha hai humne kaha jo bhi chaha farmaan padha masti mein kaha kabhi takhliya gustaakhiyon ko bhi maaf kiya dil ko jo koi bhala saa laga aaye hain baadshaah aaye hain baadshaah aa yahan ke naye naye baadshaah baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza
dil mera ek tara dil mera aawara dil mera behosh banjara dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara dhadkanon se bhi anjana yeh biya baan veerana hai teri pyaar ki dhun se begana dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pyaar hota hai kya tumse jana sanam saath parchhaiyaan har ghadi har kadam mehke meri saanson mein teri khushboo saajan man se man ka rishta na toote koi kaaran chamki hai aaj meri zindagi oo ooo dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara dil mera ek tara dil mera aawara dil mera behosh banjara dhadkanon se bhi anjana yeh biya baan veerana hai teri pyaar ki dhun se begana dil mera dil mera aawara dil mera behosh banjara na koi khwahishein na koi ilteja tum nibhate rahe dil se dil ki wafaa tumne badi der se jaana main hoon teri jogan kore kagaz ki tarah kora mera ye mann barsaa de aaj baadal pyaar ka ohohoho dil mera ek tara dil mera aawaara dil mera behosh banjara dil
duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki ikraar kare na kare koi ikraar kare na kare koi izhaar kare na kare koi har dil mein samayi hai ladki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki chehre ka rang khil jaata hai chehre ka rang khil jaata hai sar jhuke huye tan jaate hain aa jaaye saamne jab ladki budhe bhi jawaan ban jaati hain ladki wo cheez har dil azeez iske mareez dil waale kya naujawaan chhote mahaan sab ik samaan matwaale insaan to kya bhagwaan ne bhi dekha to tabiyat bhadki bhadki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki duniya ke banane waale ne kya cheez banayi hai ladki koi sajta aur sanwarta hai koi sajta aur sanwarta hai are ladki ka dil paane ko jo kuchh bhi karta hai insaan sab ladki ke dikhlane ko din aur raat ladki ki baat iske hi saath sukh saare ye roop rang kare dhyan bhang muni aur malang sab haare dekh ke ladki sabke dil mein aag pyaar ki bhadki bhadki
hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise khilta gulaab jaise shaayar ka khwaab jaise ujli kiran jaise ban mein hiran jaise chaandni raat jaise narmi ki baat jaise mandir mein ho ek jalta diyaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise subahon ka roop jaise sardi ki dhoop jaise beena ki taan jaise rangon ki jaan jaise balkhaaye bel jaise lehron ka khel jaise khushboo liye aaye thandi hawaaaaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise naachta mor jaise resham ki dor jaise pariyon ka raag jaise sandal ki aag jaise sola singaar jaise ras ki phuhaar jaise aahista aahista badhta nashaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga
aaaa aaaaa hmm hmm hmm hmmmm hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamein haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari oooo oo ooo ooo yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari mohabbat mein yeh dard sehna hai sahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai agar ho sake meri aankhon mein rahiye zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden aaaaaa aaa aaa zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden mohabbat ki maujon mein behna hai bahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi nigaahon ki aaghosh mein hai aaaa aaa aaa na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi
jaane aaj kya hua aisa kabhi hua na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha meetha meetha dard sa uthe ang ang mein jaage koi aag si jeene ki umang mein hawa se tape badan jaisa kabhi tapa na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha chaya chaya door tak rangon ka gubaar hai aisa to na tha jahaan ho na ho yeh pyaar hai khwabon ka sama saja jaisa kabhi saja na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha jaane aaj kya hua aisa kabhi hua na tha saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha tumhi bolo kya karen aisa hoga pata na tha
jabiliki theliyadulera vennelalo thana viluva cheekatiki thelusunulera jabilini tholi chaluvu vayasa thelusa yedalo theguva thelisi alusa chebithe vinava kanule terachi manasa kanavaaa lera lera lera oohallu ulikeyyala rara rara simhamla chindeyyalaa aaa aaa oohallu ulikeyyala rara rara jabiliki theliyadulera vennelalo thana viluva cheekatiki thelusunulera jabilini tholi chaluvu vayasa thelusa yedalo theguva thelisi alusa chebithe vinava kanule terachi manasa kanavaaa lera lera lera oohallu ulikeyyala rara rara simhamla chindeyyalaa aaa aaa oohallu ulikeyyala rara rara oohalanu anichi anichi cheralo pedithe yelaa aa aa gaali mari gadilo aagenaa aa aa aa aa aa aa aaa kannule kanane kaadante kantike lotu ledante ee ee ee eee aasaki viluve ledante gundelo chote ledante vinta kaada ee godava lera lera lera oohallu ulikeyyala rara rara andarilo chindeyyalaaa aaa uttenala ulikeyyala rara rara jabiliki theliyadulera vennelalo thana viluva cheekatiki thelusunulera jabilini
na harm mein na sukoon milta hai but khaane mein chain milta hai to saaqi tere mai khaane mein jhoom barabar jhoom sharaabi jhoom barabar jhoom jhoom barabar jhoom sharaabi jhoom barabar jhoom jhoom barabar jhoom sharaabi jhoom barabar jhoom kaali ghata hai mast fazaa hai kaali ghata hai mast fazaa hai jaam uthaa kar ghoom ghoom ghoom jhoom barabar jhoom sharaabi jhoom barabar jhoom jhoom barabar jhoom sharaabi jhoom barabar jhoom jhoom barabar jhoom sharaabi jhoom barabar jhoom aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom jhoom aaj angoor ki beti se mohabbat karle shekh saahab ki nasihat se bagaavat kar le iski beti ne uthaa rakhi hai sar par duniya ye to achchhaa hua angoor ko beta na hua kam se kam surat e saaqi ka nazaara kar le aake maikhaane mein jeene ka sahaara kar le aankh milte hee jawaani ka maza aayegaa tujhko angoor ke paani ka maza
hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aankhon mein khushi naache honthon pe hansi gaaye keh do ghum e duniya se chup ke se guzar jaaye suno dil ki pukaar kahe dil baar baar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ohhh aaaa chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ek shokh nazar teri sau bhed bataati hai tumhi mera karaar tumhi mera nikhar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aaaaa kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hayyyy bedard zamaane ko hum pyaar sikha denge dil kho hi chuke pehle ab jaan bhi ganwa denge ye hai aisa khumaar nahin jiska utaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hoooooo
kaisa jaadoo balam tune daara hoooo ooooo kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene tauba tauba tauba tauba tauba tauba nazar ka ishaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte lo chale lo chale lo chale naam le kar tumhaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi teer saiyaan teer saiyaan teer saiyaan ajab tune maara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya
kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan ho ooo kaise bataaun tujhe ke dil mera kya keh raha rahe na faasle ye jo hain apne darmiyaan tere kareeb main ho sakoon de de tu apni razaa paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo ooo ooo hoo oo oo oo tujhse mohabbat huyi hai meri hai bus ye khata tujhse main door rahoon ye mujhko gawaara kahaan main tere saath mein hi rahoon chhodun ye saara jahaan paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud ko mujhe ho oo oo oo hoo oo oo oo ho oo oo oo ho oo oo oo oo ho ho hooo teri adaaon mein doob loon doob loon main tujhi mein ho jaaun tere itne kareeb ki main dikhun ab tujhi mein paas baithaaun ye zulf sawaroon aur baanhon mein le loon tujhe main hai dil ki ye khwahish ki sun le guzaarish aur de de tu khud
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aawaara 7 Khoon Maaf (2011) 05:29 17048
 
Poster of 7 Khoon Maaf (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Master Salim
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra
Duration : 05:29   Song Number : 17048   

Aji O Suno To Nahin 12 O'clock (1958) 04:17 12542
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shashikala
Duration : 04:17   Song Number : 12542   

Are Tauba Yeh Teri Ada 12 O'clock (1958) 04:44 19765
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:44   Song Number : 19765   

Baithe Hain Reh Guzar Par 40 Days (1959) 03:33 12543
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:33   Song Number : 12543   

Bekaraan 7 Khoon Maaf (2011) 06:20 32947
 
Poster of 7 Khoon Maaf (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra, Irfan Khan
Duration : 06:20   Song Number : 32947   

Buli Buli Yerrani 6 Teens (2001) 04:04 15241
 
Poster of 6 Teens (2001)
 
Category
Telugu
Year- 
2001
Lyricist
Ghantadi Krishna
Music Director- 
Ghantadi Krishna
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Ruthika, Rohith
Duration : 04:04   Song Number : 15241   

Chup Ho Aaj Kaho Kya Hai Baat 36 Ghante (1974) 03:22 12018
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Parveen Babi
Duration : 03:22   Song Number : 12018   

Darling 7 Khoon Maaf (2011) 03:33 17049
 
Poster of 7 Khoon Maaf (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra, Naseeruddin Shah
Duration : 03:33   Song Number : 17049   

Dekh Idhar Ae Haseena 12 O'clock (1958) 04:27 38075
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:27   Song Number : 38075   

Delhi Destiny 99 (2009) 04:45 16086
 
Poster of 99 (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Vaibhav Modi
Music Director- 
Ashu
Singer- 
Raja Hasan, Ashu
On Screen Actors- 
Kunal Kemu
Duration : 04:45   Song Number : 16086   

Dil Mera Ek Tara 16 December (2002) 04:49 37400
 
Poster of 16 December (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sadhana Sargam
Music Director- 
Karthik Raja
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
Dipannita Sharma, Milind Soman
Duration : 04:49   Song Number : 37400   

Duniya Ke Banane Waale Ne 5 Rifles (1974) 04:23 37465
 
Poster of 5 Rifles (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
I S Johar
Duration : 04:23   Song Number : 37465   

Ek Ladki Ko Dekha To 1942 A Love Story (1993) 04:39 20442
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 04:39   Song Number : 20442   

Humen Haal E Dil Tumse Kehna Hai 24 Ghante (1958) 03:39 37764
 
Poster of 24 Ghante (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Prem Nath, Shakeela
Duration : 03:39   Song Number : 37764   

Jaane Aaj Kya Hua 36 Ghante (1974) 03:48 37274
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:48   Song Number : 37274   

Jabiliki 10th Class (2006) 04:55 10234
 
Poster of 10th Class (2006)
 
Category
Telugu
Year- 
2006
Lyricist
Kula Sekhar
Music Director- 
Mickey J Meyer
Singer- 
Deepu
On Screen Actors- 
Barath, Saranya, Sunayana
Duration : 04:55   Song Number : 10234   

Jhoom Barabar Jhoom 5 Rifles (1974) 06:43 12179
 
Poster of 5 Rifles (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naza Sholapuri
Music Director- 
Aziz Nazan
Singer- 
Aziz Nazan
On Screen Actors- 
Ambika Jauhar
Duration : 06:43   Song Number : 12179   

Kaho Aake Bahar 40 Days (1959) 03:42 15030
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shakila, Prem Nath
Duration : 03:42   Song Number : 15030   

Kaisa Jadoo Balam Tune Dara 12 O'clock (1958) 03:25 11997
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11997   

Kaise Bataaun 3G (A Killer Connection) (2013) 04:44 37219
 
Poster of 3G (A Killer Connection) (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Mithoon
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Sonal Chauhan, K K
On Screen Actors- 
Sonal Chauhan, Neil Nitin Mukesh
Duration : 04:44   Song Number : 37219