MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJo-Bhi-Dukh
HomeJo-Bhi-Dukh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera phir nahin yaad ke kya yaad aaya phir nahin yaad ke kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi bhool gaya yaad aaya jab koi bhool gaya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz yaad aaya to bhi kya yaad aaya yaad aaya to bhi kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

jo bhi dukh Hariharan 04:37 40271
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 04:37   Song Number : 40271