MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGaribon-Ka-Paseena-Beh-Raha-Hai
HomeGaribon-Ka-Paseena-Beh-Raha-Hai
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh paani bahate bahate keh raha hai kabhi wo din bhi aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh bunden dekh lena ek din tufaan laayengi zameen toh hai zameen yeh aasman ko bhi hilayengi garibon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai sitam ka had se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai zamana ek din girte huon ko khud uthaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali toh kudrat ke khazane dekhna ho jayenge khaali zameen phat jayegii zameen phat jayegi suraj ka gola toot jaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

garibon ka paseena beh raha hai Naya Aadmi (1956) 03:57 36172
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
N T Rama Rao, Anjali Devi
Duration : 03:57   Song Number : 36172