MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil-Mein-Sama-Ke
HomeDil-Mein-Sama-Ke
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saawan aawan keh gaye kar gaye kaal anek ginte ginte ghis gayi ungliyon ki rait ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke tujhe taaron ne dekha tujhe chanda ne dekha ek hum hi abhage tujhe humne na dekha mere sapnon mein aaye par aise na aaye ho dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke tujhe akhiyaan bulayen sooni ratiyaan bulayen aake milja kanhaiya haye hum kaise aayen mere naina lage na jabse naina lagaye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

dil mein sama ke Kanhaiya (1959) 03:26 38038
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 38038