Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh%20Mojeza%20Bhi%20Mohabbat%20Kabhi%20Dikhaaye%20Mujhe
HomeYeh%20Mojeza%20Bhi%20Mohabbat%20Kabhi%20Dikhaaye%20Mujhe
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hoo khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi lehraake apne aap jawaan zulf khul gayi hum apni dil pasand panaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaa haaa aaaa haaa haaa o hooo hooo hmm hmm hmmm lara laaaa aaaa haaa haaa hmm hmm hmmm lala la laaaa keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne iqraar kar liya hai bahaaron ke saamne donon jahaan aaj gawaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa
maahi maahi motiyaan waala maahi maahi motiyaan waala humen jab se muhabbat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai fizaaon mein nayi ik roshni hai hawaaon mein ajab si taazgi hai tum iss waadi mein mujhse mil rahi ho zamin lagtaa hai jaise gaa rahi hai nayi rutt ki mahurat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai hain lipte dhundh mein dilkash nazaare nadi khaamosh hai chup hai kinaare hai ik chhoti si kashti aur hum hain chale jaate hain lahro ke sahaare suhaani apni sangat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai main kheton mein bani pagdandiyon par tumhaara haath thaame chal rahaa hoon hai pighalaa shaam ke sooraj kaa sona magar main sirf tumko dekhtaa hoon ajab iss dil ki haalat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai ye saare log bilkul
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa mujhe aisa mila moti aisa moti koi saagar mein naa hoga mujhe aisa mila moti aisa moti koi saagar mein naa hoga mujhe aisa mila taara aisa taara koi ambar mein naa hoga tann jiska hai manbhavan mann jiska paavan paavan tann jiska hai manbhavan mann jiska paavan paavan aise wo mila jaise ke mile pyaasi dharti ko saawan mujhe aisa mila moti aisa moti koi saagar mein naa hoga mujhe aisa mila taara aisa taara koi ambar mein naa hoga mehlon se main kab maani daulat ko naa daulat jaani mehlon se main kab maani daulat ko naa daulat jaani saara hi jahaan soorat dekhe main seerat ki deewani mujhe aisa mila moti aisa moti koi saagar mein naa hoga mujhe aisa mila taara aisa taara koi ambar mein naa hoga wo jafaa karen seh loongi wo gila karen seh loongi wo jafaa karen seh loongi wo gila karen seh loongi jiss haal mein wo rakhe mujhko uss haal mein main reh loongi mujhe aisa mila moti aisa moti koi saagar mein naa hoga
mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi dard ki aakhiri manzil se gujar jaaane do dard ki aakhiri manzil se gujar jaaane do mere sheeraaz e hasti ko bikhar jaane do ek naye ghum jo ubhrta hai ubhar jaane do mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi apni majboori e khamosh pe mit jaunga apne halat e alankush pe mit jaunga apni ujdi huyi aagosh pe mit jaunga mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi bazm e anjum se bahut door chala jaaaunga bazm e anjum se bahut door chala jaaaunga nashe e ishq se mamoor chala jaunga dil mein hasrat liye majboor chala jaunga mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi yun zamane ne sitam karke ubhara hai mujhe hoke majboor mere ghum ne pukara hai mujhe do do shab hasrte paigham ne sawara hai mujhe shola bhadka hai ise ab na bujhaye koi ab mere paas mere paas na aaye koii
yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Jab Simat Ke Aapki Waqt (1965) 05:33 14405
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 14405   

Humen Jab Se Muhabbat Border (1997) 07:36 18663
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt, Akshay Khanna
Duration : 07:36   Song Number : 18663   

Mujhe Aisa Mila Moti Pighalta Aasman (1985) 05:17 10678
 
Poster of Pighalta Aasman (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 10678   

Mujhe Samjhane Mere Paas Na Aaye Koi Manna Dey 03:58 32254
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Ghazal
Duration : 03:58   Song Number : 32254   

Yeh Mojeza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaaye Mujhe Jagjit Singh 05:13 19225
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:13   Song Number : 19225