Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWo%20Jab%20Yaad%20Aaye%20Bahot%20Yaad%20Aaye
HomeWo%20Jab%20Yaad%20Aaye%20Bahot%20Yaad%20Aaye
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye aahtein jaag uthin raaste hans diye thaamkar dil uthe hum kissi ke liye kai baar aisa bhi dhoka hua hai chale aa rahe hain wo nazaarein jhukaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye ghame zindagi ke andhere mein humne charage mohabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye dil sulagne lagaa aaskh behene lage jaane kya kya humein log kehne lage magar rote rote hasin aa gayi hai khayalon mein aaake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo juda kya hue zindagi kho gayi shamma jalti rahi roshni kho gayi bahot koshishein ki magar dil na behla kayi saaz chede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye wo jab yaad aaye bahot yaad aaye
wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain kisi ke aane se ronak hai aaj mehfil mein kisi ke aane se ronak hai aaj mehfil mein hum to bas shaam se khushiyon ki saher dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain bahut kharaab hain gairon se baat karte hain bahut kharaab hain gairon se baat karte hain aji suniye hum idhar hai kya udhar dekh rahe hain hum to bas dekhne waalon ki nazar dekh rahe hain wo jidhar dekh rahe hain sab udhar dekh rahe hain
hmmm hmmm hmmmmmmm ye wohi geet hai jissko maine dhadkan mein basaya hai ye wohi geet hai jissko maine dhadkan mein basaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai maine ye geet jab gungunaya sajj gahi hai khayaalon ki mehfil pyaar ke rang aankhon mein chhaye pyaar ke rang aankhon mein chhaye muskuraayi ujaalon ki mehfil muskuraayi ujaalon ki mehfil ye wo naghma hai jo zindagi mein roshini ban ke aaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai hooo hoooo hoooooo hooo hoooo hoooooo mere dil ne yahi geet gaa kar jab kabhi tujhko aawaaz di hai phool zulfon mein apni sajaa kar phool zulfon mein apni sajaa kar tu mere saamne aa gayi hai tu mere saamne aa gayi hai tujhko aksar meri bekhudi ne seene se lagaaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Jab Yaad Aaye Bahot Yaad Aaye Parasmani (1963) 04:30 21410
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:30   Song Number : 21410   

Wo Jidhar Dekh Rahe Hain Sabak (1973) 03:05 19847
 
Poster of Sabak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:05   Song Number : 19847   

Ye Wohi Geet Hai Man Jaiye (1972) 03:35 13637
 
Poster of Man Jaiye (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey
Duration : 03:35   Song Number : 13637