Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTera%20Dil
HomeTera%20Dil
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha bharaa ashqon se wo daaman jise phoolon se bharna tha mujhe iss bewafaa duniyaa pe ronaa baar baar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya badi barbaadiyaan le kar wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa wafaa tadpi khushi royi loote armaan hansi duniyaa jo aansoon aankh mein aayaa wo ho kar beqaraar aaya badi barbaadiyaan le kar meri duniyaan mein pyaar aaya hansi ik baar aayi hai to rona laakh baar aaya badi barbaadiyaan le kar
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai kabhi hum saath guzre jin sajili raah guzaaron se khiza ke bhes mein girte hain ab patte chanaaron se ye raahen yaad karti hain ye gulshan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai koi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai gumaan hota hai jaise tu mera daaman hilaata hai kabhi chooma tha jo toone wo daaman yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai wohi hain jheel ke manzar wohi kirnon ki barsaaten jahaan hum tum kiya karte the pehron
dard e ulfat haaye dard e ulfat chhupaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan dil ki duniya basaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan chupke se wo mere dil mein samaaye chupke se wo mere dil mein samaaye unhen leke jaaun kahaan unhen leke jaaun kahaan unhen leke jaaun kahaan dard e ulfat haaye dard e ulfat chhupaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan dil ki duniya basaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan chahat hai naazuk zaalim hai zamaana chahat hai naazuk zaalim hai zamaana main bach ke bhi jaaun kahaan main bach ke bhi jaaun kahaan main bach ke bhi jaaun kahaan dard e ulfat haaye dard e ulfat chhupaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan dil ki duniya basaaun kahaan dard e ulfat chhupaaun kahaan unhen dekh sharma ke poochha nazar ne unhen dekh sharma ke poochha nazar ne wo aaye bithaun kahaan wo aaye bithaun kahaan wo aaye bithaun kahaan dard e ulfat haaye dard e ulfat chhupaaun kahaan dard
aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya mila nahin to kya hua wo shaqal to dikha gaya dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya judaaiyon ke zakhm dard e zindagi ne bhar diye judaaiyon ke zakhm dard e zindagi ne bhar diye tujhe bhi neend aa gayi mujhe bhi sabr aa gaya tujhe bhi neend aa gayi mujhe bhi sabr aa gaya mila nahin to kya hua wo shaqal to dikha gaya dayar e dil ki raat mein charaag sa jala gaya aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ye suboh ki safediyan ye dophar ki zardiyan ye suboh ki safediyan ye dophar ki zardiyan ab aaine mein dekhta hoon main kahan chala gaya ab aaine mein dekhta hoon main
din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain har subha koi naya dard liye aati hai har nayi shaam aansuon mein doob jaati hai maut se pehle jo mar jaate hain unse puchho zindagi aadmi par kaise sitam dhati hai din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain zulm sehte hain tadapte hain aah bharte hain hoke majboor khud ko hum tabaah karte hain zindagi mein kayi aise bhi mod aate hain hum nahin chaahte phir bhi gunaah karte hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain dava ke badle kahin zeher pila deti hai dulhan ki maang ka sindoor mita deti hai ye gareebi ye bhookh aur havas jeene ki yahaan insaan ko haivaan bana deti hai din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota
taara taluku taara tanivi theera palukaga dhaara pranaya raara manasu dwara chilakaga koluvuntava kanula yedara kalisuntava brathuku chivara taara taluku taara tanivi theera palukaga dhaara pranaya raara manasu dwara chilakaga ninu kalisina nimishamuna kavinavana nuvvu kalavani tharunamuna kalatavana nadireyi pagalavvana vodicheri sagamavvana taara taluku taara tanivi theera palukaga dhaara pranaya raara manasu dwara chilakaga nuvu nadachina adugulaku madugavana nuvu velisina mamatha gudi gadapavana jeda ninda poolavvana thadi kanta poojinchana taara taluku taara tanivi theera palukaga dhaara pranaya raara manasu dwara chilakaga
aaj tujhse jo kehna hai kehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de tera dil mere paas rehne de tera dil mere paas rehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de mera dil mere paas rehne de mera dil mere paas rehne de meri aankhen tera chehra chehre pe dil thehraa meri dhadkan pe har dam teri yaadon ka pehraa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa betaabi tadpaaye dil mera ghabraaye teri baaton kaa jaadoo mujh pe naa chal jaaye ye dard e muhabbat sehne de ye dard e muhabbat sehne de tera dil mere paas rehne de tera dil mere paas rehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de mera dil mere paas rehne de mera dil mere paas rehne de tere honthon se khelun teri zulfen suljhaaun tujhe baahon mein le ke tera tann mann mehkaaun aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa mastaana aalam hai mausam hai sindoori darr lagta hai mujhko rehne de kuchh
Tera Dil Jo Kehta Hai
tere dil ka makaan saiyyan bada aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna jadugar shoukeen bajaye meethi meethi been jadugar shoukeen bajaye meethi meethi been geet chhed rangeen liya mera chhota sa dil chheen teri beena ki yeh taan saiyyan badi aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna chhed doon aisa raag laga doon tan mann mein ek aag zulf teri ke naag bhi jaayen tadap tadap ke jaag meri been ki tum ho taan mere jadu ki ho shaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna tere dil ka makaan saiyyan bada aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna chheda aisa geet ke jaise jadu ka sangeet ek din ki pehchaan ban gayi janam janam ki preet teri pehli ye pehchaan saiyyan badi aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya
tere dil ki tu jaane uuuu uuu uuuu tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane tera jaane kya hai iraada hooooo tera jaane kya hai iraada ho tu nahin karta koi waada teri marzi tu jaane teri marzi tu jaane main apni marzi jaanun main waada karti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon pyaar ka pehla saal hai mera hoo ab se hi ye haal hai mera pyaar ka pehla saal hai mera ab se hi ye haal hai mera teri haalat tu jaane teri haalat tu jaane main apni haalat jaanun main aahein bharti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon naam tere sab kuchh likh jaaun tere
tere dil mein zara si jagah agar mile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo ooooo aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile paas aa tujhe apna banaa loon sajna re sajna baanh khol ke dil se lagaa loon sajna re sajna nazron mein tum ho sapnon mein tum ho tum ho mann mein phool se khile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile chal kahin chalen ke bahaar kaa ye kehna hai kehna rang rang se ab sang sang rehna hai rehna gali gali behke rutt rutt mehke mehke aaj mil ke gale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile kya kahun sajan dil beqraar kitna tha kitna tum mile mujhe
hmmmm aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa iss dil ko dard ki wo aag tune di sadiyon se ye chitaa jal kar nahi bujhi jal kar nahi bujhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa aankhon se ashq e ghum sukhe nahi abhi aa jaa ke baant len shikwe gile sabhi shikwe gile sabhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa tere liye mila ye aakhri janam mumkin kahan mile phir iske baad hum phir iske baad hum kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badi Barbadiyan Le kar Dhoon (1953) 03:11 13086
 
Poster of Dhoon (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13086   

Bedardi Baalma Tujhko Arzoo (1965) 05:00 20206
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:00   Song Number : 20206   

Dard E Ulfat Chhupaun Kahan Aurat (1953) 03:01 12154
 
Poster of Aurat (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:01   Song Number : 12154   

Dayar E Dil Ki Raat Mein Charaag Sa Jala Gaya Asha Bhosle & Ghulam Ali 08:10 15970
 
Poster of Asha Bhosle & Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nasir Kazmi
Duration : 08:10   Song Number : 15970   

Din Bure Hote Hain Haalaat Bure Hote Hain Sangdil (1967) 05:09 38022
 
Poster of Sangdil (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:09   Song Number : 38022   

Taaru Taluku Tara Lakshmi (2006) 04:12 10226
 
Poster of Lakshmi (2006)
 
Category
Telugu
Year- 
2006
Lyricist
Chandrabose
Music Director- 
Ramana Gogula
Singer- 
Raju, Sunitha
On Screen Actors- 
Charmi, Venkatesh
Duration : 04:12   Song Number : 10226   

Tera Dil Hungama (2003) 04:54 18601
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Rimi Sen
Duration : 04:54   Song Number : 18601   

Tera Dil Kya Kehta Hai Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:22 40012
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:22   Song Number : 40012   

Tere Dil Ka Makaan Do Ustad (1959) 03:33 37361
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 03:33   Song Number : 37361   

Tere Dil Ki Tu Jaane Naam (1986) 04:51 38919
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Kumar Gaurav
Duration : 04:51   Song Number : 38919   

Tere Dil Mein Zara Si Anokhi Ada (1973) 05:23 12712
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 12712   

Teri Talaash Mein Teri Talash Mein (1968) 05:25 16330
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Indira
Duration : 05:25   Song Number : 16330