Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSenora
HomeSenora
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


quien eres tu donde has estado he removido cielo y tierra y no te encontre y llegas hoy tan de repente y das sentido a toda mi vida con tu querer na main samjha na main jaana jo bhi tumne mujhse kahaa hai senorita magar phir bhi na jaane kyun mujhe sunke achchha laga hai senorita no desvies la mirada quedate cerca de mi mujhko baahon mein tum ghero samjhi na senorita chaahat ke do pal bhi mil paayen duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao kho jaayen bhoole hum hota gham hai kya senorita suno suno senorita kehte hain hum kya hamas podre interpretar hoy el sentido de las palabras que me dedicas pero el calor de tu mirar me hace sentir como la mas bella senorita nigaahon ne nigaahon se kahi armaanon ki daastan hai senorita chaahat ki mohabbat ki saari duniya mein ek hi zubaan hai senorita mujhse ab nazar na phero aao paas tum mere mujhko baahon mein tum ghero samjhi na senorita chaahat ke do pal bhi mil paayen duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao
Senorita (Farhan Live)
suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge jahaan ki rut badal chuki naa jaane tum kab aaoge nazaare apni mastiyaan dikha dikha ke so gaye sitaare apni roshani luta luta ke so gaye har ek shamma jal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge tadap rahe hain hum yahan tadap rahe hain hum yahan tumhare intezaar mein tumhare intezaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein mausam e bahaar mein hawa bhi rukh badal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge
suniiiiiiiiiii raat meinnnnn kho gaye chaand ke saayeeee do akele chal rahe hain raat akeli chaand akela humsafar do ajnabi the raat akeli chaand akela suniiiiiiiiiii raat meinnnnn kho gaye chaand ke saayeeee aawaaara safar jaayeee to kahaan veeraaan hain zameen veeraan aasmaan do kinaare chal rahe hain raat akeli chaand akela aawaazon mein hoon sannnnaton ki dhun naghmon ki zubaan khamoshi hai ghum do ishaare chal rahe hain raat akeli chaand akela do akele chal rahe hain raat akeli chaand akela suniiiiiiiiiii raat meinnnnn kho gaye chaand ke saayeeee
aa aa aaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari duniyaa ki iss bhari sabhaa mein duniyaa ki iss bhari sabhaa mein rakhiyo laaj muraari suniyo araj hamaari tod diyaa andhe haathon ne raam naam ka pyaalaa jal ke raakh huyi re kaanhaa bhakton ki madhushaalaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari paap ke mandir nis din bante jhoot ki gangaa behati dharm ki aankhen andhi ho gayi pujaa ho gayi sasti suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari har man mein tum base huye ho jaane ye sansaari aas milan ki janam janam tak phir bhi rahe kunvaari suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari
suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladka tha ek shehron mein jo husn bemisaal kamsin tha jiski umra thi samjho ki saat saal ramzaan ke jo chaand pe uski nazar padi uske bhi dil mein roze ki ek aarzoo jagi roza rakhunga main bhi ye maa baap se kaha shehri karunga main bhi jaga dena tum zara suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno ladke ki baat sun li magar kuchh nahin kaha ladka subah utha to hua unse wo khafa samjhaya maa ne baap ne aye mere gulsitaan roza nahin hai farz abhi tujhpe meri jaan nanhe se dil ko baat ka sadma bada hua maa se kaha kuraan mein kehta hai ye khuda roze ki bhook pyaas jo hasti uthayegi us rozedaar ko na ye dozakh jalaayegi kuraan jis mein utra suno wo mahina hai tauba kabool karta khuda wo mahina hai suno ramzaan ki daastaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan to suno rehmaton ka bayaan hai bayaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Senorita (Farhan Live) Coke Studio 04:15 36524
 
Poster of Coke Studio
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Ashish Manchanda
Duration : 04:15   Song Number : 36524   

Senorita (Farhan Live) (CS) Coke Studio 04:15 36526
 
Poster of Coke Studio
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Ashish Manchanda
Singer- 
Farhan Akhtar
Duration : 04:15   Song Number : 36526   

Suhani Raat Dhal Chuki Dulari (1949) 03:28 21254
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suresh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 21254   

Suni Raat Mein Sannata (1966) 03:30 12474
 
Poster of Sannata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:30   Song Number : 12474   

Suniyo Araj Hamaari Prabhuji Mohd Rafi 03:37 36500
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:37   Song Number : 36500   

Suno Ramzan Ki Dastan Ko Suno Alam Ara (1973) 05:24 39422
 
Poster of Alam Ara (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 39422