Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaiyaara
HomeSaiyaara
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhus bhar diya aiyo bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne ye kya kiya haye ye kya kiya dekho to sahi mil jul kar saale logon ne mil jul kar saale logon ne bhus bhar diya kari sau sau hera pheri thi tab ja ke pari ek gheri thi kari sau sau hera pheri thi tab ja ke pari ek gheri thi mera judta taanka tod diya tod diya mera judta taanka tod diya yun aib uchhale logon ne yun aib uchhale logon ne bhus bhar diya bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne bhus bhar diya purkhon ne jo pooji jodi thi bus ek dukaan hi chhodi thi purkhon ne jo pooji jodi thi bus ek dukaan hi chhodi thi us ek dukaan ke phatak par phatak par us ek dukaan ke phatak par lagwa diye taale logon ne lagwa diye taale logon ne bhus bhar diya bhus bhar diya meri chaahat mein bhus bharne waale logon ne bhus bharne waale logon ne bhus bhar diya iss ishq se yaaro bach ke raho aye akl ke maaro bach ke raho iss ishq
hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta koi dil pe humare bhi meethi nazar ek baar karta koi pyaar karta nikle the hum dil ki jholi liye duniyaa ne kaante hi kaante diye nikle the hum dil ki jholi liye duniyaa ne kaante hi kaante diye itne to bure naa the humse nazar koi chaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta duniyaa mein kya kya na mele rahe hum the akele akele rahe duniyaa mein kya kya na mele rahe hum the akele akele rahe dil rakhte the hum hum ko bhi koi dildaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta maangi thi humne khudaayi kahaan thokar pe thokar mili jo yahaan maangi thi humne khudaayi kahaan thokar pe thokar mili jo yahaan kya jaata agar koi dil ka nagar gulzaar karta koi pyaar karta hasrat hi rahi humse bhi kabhi koi pyaar karta koi pyaar karta koi dil pe humare bhi meethi
hasraten hain bahut magar tumse main kya kahun hasraten hain bahut magar tumse main kya kahun le ke baahon mein main tumhen pyaar karta rahun khwahishen hain bahut magar tumse main kya kahun khwahishen hain bahut magar tumse main kya kahun had se aage guzar ke bhi ab mohabbat karun hasraten hain bahut magar tumse main kya kahun le ke baahon mein main tumhen pyaar karta rahun jane wafa jane jahan aisi ada hogi kahan dekha sanam maine tumhen behke mere kadam aankhen mili palken jhukin jaadu jaga sansen rukin aise mujhe chhedo na tum aaye badi sharam chahaten hai bahut magar tumse main kya kahun chahaten hai bahut magar tumse main kya kahun le ke baahon mein main tumhen pyaar karta rahun khwahishen hain bahut magar tumse main kya kahun had se aage guzar ke bhi ab mohabbat karun bechain main hone lagi jaane kahan khone lagi khushbu bina mehka badan chhane laga nasha maine kaha tumne suna dhadkan bani dil ki zuban tanha yahan tum jo mile aane laga maza aarzoo hai bahut
Hazar Baatein Kahe Zamana
hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai jahan se tum mod mudd gaye the jahan se tum mod mudd gaye the ye mod ab bhi wahin pade hain hum apne pairon mein jaane kitne hum apne pairon mein jaane kitne bhanwar lapete hue khade hain badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai kahin kisi roz yun bhi hota kahin kisi roz yun bhi hota humari haalat tumhari hoti jo raat hum ne guzaree mar ke jo raat hum ne guzaree mar ke wo raat tum ne guzaree hoti badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai tumhen ye zid thi ke hum bulaate humein ye ummeed wo pukaarein hai naam hothon pe ab bhi lekin aawaaz mein pad gayee daraarein hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai humaari thodi si bewafaai
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle nikalna khuld se nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka ussi ko ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib aur kahaan baayaz par itna par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle hazaaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dum nikle
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle niklna khuld se aaaadam kaa sunte aaye hain lekin bahot beaabroo ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa muhabbat mein nahin hai fark jeene aur marne kaa ussi ko dekh kar jeete hain jiss qaafir pe dam nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim khuda ke waaste pardaa naa kaabe se utha zaalim kahin aisa naa ho yaan bhi wahi qaafir sanam nikle kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz kahaan maikhaane ka darwaaza gaalib aur kahaan waaiz par itna jaante hain kal wo jaata tha ke hum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
na hanso pyaar peee nadaan zamaane waaloo kya mitaaoge mohabbat ko mitaane waloo hazaaron rang badlega zamaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana pighal jaate hain patthar mom ho kar pighal jaate hain patthar mom ho kar simat jaate hain katre mein samandarr muhabbat chhedti hai jab taraana muhabbat chhedti hai jab taraana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana ude to chaand taare tod laaye ude to chaand taare tod laaye gire to aag paani mein lagaye banaaye bijliyon pe aashiyana banaaye bijliyon pe aashiyana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana muhabbat maut se bhi kya maregi muhabbat maut se bhi kya maregi zamaane se muhabbat kya daregi ki iski thokaron mein hai zamaana ki iski thokaron mein hai zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat
hajaar takar jhar batita raat taake je din korechhe taari niche baaiji nache thumri ganer tukro chuye hajaar takar jhar batita tobolchita dichhe thheke sarengi ta shur doreche pichkirita dhaalchhe ator dhuper dhoya jachhe ure hajaar takar jhar batita porowa to nei du dosh lakh porowa to nei du dosh lakh pai jodi hoy dena ekti rater mezaaj ta hok onek takai kena angur pholer rongin roshe paan peyala oi dhorechi swapne duchokh joriye ashuk surobhir suraay soore hajaar takar jhar batita taari niche baaiji nache thumri ganer tukro chuye hajaar takar jhar batita ra ja je takata marchho chhure sobhanalla diye sei takatai porto jodi ektu dure giye benche jeto hoi tu kaaro kothor jothor jwala khule jeto bondhodwarer andhokarer tala anaharer shite kenpe je gachheri daal morechhe hoito bancharasha jaagto sikhor fure shikor fure gachher moto bujle sitapoti shikorfure gacher moto agacha o to hoi mejaaz ta to asole raja aami raja noy tomar keno eto boka sei kothatai vabi aamar
I was a fighter always looking for trouble And my life was so empty, there was nothing left to live for But then it happened one night as I got into a fight I could hear someone saying as though he was praying Treat him well, he is your brother You might need his help some day We depend on one another Love him, that''s the only way On the road (on the road) that we''re going We all need (we all need) words of comfort and compassion Treat him well, he is your brother Love him, that''s the only way I was a woman never thinking of others And my life was so lonely, didn''t care for anybody But then I happened to meet a begging man in the street As I turned down his praying I heard someone saying Ahaahaaaah Treat him well, he is your brother You might need his help one day We depend on one another Love him, that''s the only way On the road (on the road) that we''re going We all need (we all need) words of comfort and compassion Treat him well, he is your brother Love
aaaa aaaa aa aa aaaaa aa aa aa aa aa aa he surano chandra vha he surano chandra vha he surano chandra vha chandanyache kosh majhya chandanyache kosh majhya priyakarala pochava priyakarala pochava he surano chandra vha he surano chandra vha vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi aa aa aa aa aaaa aa aa aaaaa aa aa aa aa aaaaa aa aa vaat ekaki tamachi aa aa aaaaa aa aa aa aaaaa aa aa aaaaa aaa aaaaa vaat ekaki tamachi tamaaaaaaaaachi aa aa aaaaaa aa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aa aa aa aa vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi vaat ekaki tamachi harvalelya manasachi harvalelya manasachi harvalelya manasachi harvalelya manasachi barsuni akash saare barsuni akash saare amrutane nahava amrutane nahava amrutane nahava he surano chandra vha chandra vhaaa he surano chandra vhaaaa he surano chandra vhaa chandanyache kosh majhya chandanyache kosh majhya kosh majhya
husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj tarse huye hathon ki suni jaayegi har kali pyaar ki gin gin ke chuni jaayegi pyaar ki aag mein jal jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do dil jo betaab hua jata hai ho jaane do bin piye aaj bahak jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge zindgani se bhi ye raat badi kar denge aaj har cheez pe chha jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke
huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon idhar se guzraa tha idhar se guzraa tha socha salaam kartaa chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dilllllllllllll dillllll dillll dillll dillll dilllll nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai tumhaari zulf ke tumhaari zulf ke saaye mein shaam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon unhen ye zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid zid zid zid zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mera ye shauk ke sabse qalaam
hooooo beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala ala ala bas mein naa raha ye mann jal gaya ye tan badan chhad gayin khumaariyaan kyun bahek rahe kadam hmmmm bas mein naa raha ye mann jal gaya ye tan badan chhad gayin khumaariyaan kyun bahek rahe kadam huu huu huu huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala kuchh khayaal tum karo kuchh khayaal hum karen naa sawaal tum karo naa sawaal hum kare heyyyyy kuchh khayaal tum karo kuchh khayaal hum karen naa sawaal tum karo naa sawaal hum kare uuuuuuuu huzoor e ala huzoor huzoor e ala
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye koi manchalaa gar pakad legaa aanchal koi manchalaa gar pakad legaa aanchal zaraa sochiye aap kyaa ki jiyegaa lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan to kyaa apni zulfein jhatak dijiyegaa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye bahut khubsoorat hai har baat lekin bahut khubsoorat hai har baat lekin agar dil bhi hotaa to kyaa baat hoti likhi jaati phir daastaan e muhabbat likhi jaati phir daastaan e muhabbat ik afsaane jaisi mulakaat hoti huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein huzoore wala kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai kyun na keh dein muhabbat khuda hai ye haqeeqat nahin hai to kyaa hai o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale badaa luft chhup chhup ke jalne mein hai mazza teer kha kar sambhalne mein hai huzoore wala jo ho ijaazat to hum ye saare jahaan se keh dein tumhaari adaaon pe marte hain hum ye kisne kahaa hai ke darte hain hum huzoore wala dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke dekhiye to zaraa muskuraa ke kaun betha hai pehloo mein aa ke o dil waale daao lagaa le kar diya dil ko tere hawaale ye neechi nigaahein gazab kar gayeen pata na chala zulm kab kar
saaaaaaaaaa reeeeeeeee gaaaaa to maaaaaaaaa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa pa dha pa ma ma pa ma ga re pa ma ga ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa geet pehle bana tha ya bani thi yeh sargam geet pehle bana tha ya bani thi yeh sargam ek hi saath hua tha do dilon ka ye sangam pyaar ka yeh taraana zamaana sun le sa re ga ma one two three four sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa jaise dil milte hain waise sur milte hain jaise dil milte hain waise sur milte hain phool tab geeton ke honton pe khilte hain tum tana na na dhim tana na zamaana sun le sa re ga ma one two three four sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa sa re ga ma ma sa re ga ga sa re ma ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa ma ga re sa
sa re ga ma pa ma ga re sa gaao sa re ga ma pa ma ga re sa sa re ga ma pa ma ga re sa ga sa ga phir se gaao sa re ga ma pa ma ga re sa ga sa ga shaabash sa re ga ma pa ma re ga sa ga sa ga re ga ma pa ma ga re sa re pa re pa pa dha ni sa ni dha pa ma ma dha ga dha pa ni sa sa re ga ma pa ma re ga sa ga sa ga re ga ma pa ma ga re sa re pa re pa pa dha ni sa ni dha pa ma ma dha ga dha pa ni sa aawaz sureeli ka jaadoo hi niraala hai aa haa haa haa o ho ho o sangeet ka jo premi wo kismat waala hai aa haa haa haa o ho ho o tere mere mere tere sapne sapne sach huye dekho saare apne sapne dheere mera mann ye bola bola bola kya sa re ga ma pa ma ga re sa ga sa ga re ga ma pa ma ga re sa re pa re pa pa dha ni sa ni dha pa ma ma dha ga dha pa ni sa hey chaaru chand ki chanchal chitwan bin badraa barse saawan megh malhaar madhur mann bhaawan pawan piyaa premi paawan ho chalo chaand sitaaron ko ye geet sunaate hain aa haa haa haa o ho ho ho ho hum dhoom machaakar aaj soya
saaaaa saaaa reeeeeee reeeeee gaaaaaaa gaaaa maaaaaa mmmmm maaaaaa paaaaaaaa papapapapa paaaaaaaa paaaaaaaaaa sa re ga ma pa pa pa pa pa pa dha ma re gaa re mere sang mere saajna sa re ga ma pa pa pa pa pa pa dha ma re gaa re mere sang mere saajna dha ma dha tu mera ma re ma main teri chal gaa re mere sang mere saajna sa re ga ma pa pa pa pa pa pa pa dha ma re gaa re mere sang mere saajna main hoon bahaar chhodo naa baiyaan aaj geeton se rang doongi saiyaan main hoon bahaar chhodo naa baiyaan aaj geeton se rang doongi saiyaan dha ma dha tu kaala ma re ma main gori are le le mera rang mere saajna sa re ga ma pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa dha ma re gaa re mere sang mere saajna saajan mazaa tab hai jeene mein saans ho meri tere seene mein saajan mazaa hmmmmm tab hai jeene mein haaaaaaa saans ho meri tere seene mein dha ma dha marte hain ma re ma jeete hain are chhoo ke tera ang tere saajna sa re ga ma pa papa pa papa pa papa pa pa pa pa pa pa dha ma re gaa rahen
saara din sataate ho raaton ko jagaate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho tum yaaaaad bahut aate ho tum yaad bahut aate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho tum yaad bahut aate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas deewaanon si baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas diwaanon si deewane ho tum sab ko deewaana banaate ho o thodi der ko aate ho chale jaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mujhko aisa lagta hai jaise tum bulaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai haaye chakori ka man ye jaise
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhus Bhar Diya Meri Amaanat (1977) 07:58 40445
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 07:58   Song Number : 40445   

Hasrat Hi Rahi Bombay Ka Chor (1962) 03:30 12931
 
Poster of Bombay Ka Chor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:30   Song Number : 12931   

Hasraten Hain Bahut Magar Aatish (1994) 06:28 37611
 
Poster of Aatish (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 06:28   Song Number : 37611   

Hazaar Baaten Kahe Zamaana Ghatna (1974) 03:53 37728
 
Poster of Ghatna (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:53   Song Number : 37728   

Hazaar Raahen Mudd Ke Thodisi Bewafaii (1980) 05:21 20512
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 20512   

Hazaaron Khwahishen Aisi C H Atma 03:17 38518
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:17   Song Number : 38518   

Hazaaron Khwahishen Aisi Jagjit Singh 05:41 15119
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:41   Song Number : 15119   

Hazaaron Rang Badlega Zamaana Shirin Farhad (1956) 03:50 39893
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 39893   

Hazar Takar Jharbatita Manna Dey & Hemanta Mukherjee 04:23 38905
 
Poster of Manna Dey & Hemanta Mukherjee
 
Music Director- 
Nachiketa Ghosh
Duration : 04:23   Song Number : 38905   

He Is Your Brother In the Style of Abba 03:19 10701
 
Poster of Abba
 
Category
English
Singer- 
Abba
Duration : 03:19   Song Number : 10701   

He Surano Chandra Vha Pt Jitendra Abhisheki 06:54 16139
 
Poster of Pt Jitendra Abhisheki
 
Category
Marathi
Duration : 06:54   Song Number : 16139   

Husn Aur Ishq Ke Sagai (1966) 04:48 36838
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 04:48   Song Number : 36838   

Huzoor Aapkaa Bhi Ehtraam Karta Chaloon (Live) Jagjit Singh 07:47 14688
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:47   Song Number : 14688   

Huzoor E Ala Page 3 (2005) 05:03 18871
 
Poster of Page 3 (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sandeep Nath
Music Director- 
Shamir Tondon
On Screen Actors- 
Atul Kulkarni, Hrishita Bhatt
Duration : 05:03   Song Number : 18871   

Huzoor Iss Kadar Masoom (1983) 03:49 20569
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Raag- 
Yaman
Duration : 03:49   Song Number : 20569   

Huzoore Wala Jo Ho Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 05:55 20570
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Anindita Menon
Duration : 05:55   Song Number : 20570   

Sa Re Ga Ma Chupke Chupke (1975) 03:12 12318
 
Poster of Chupke Chupke (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amitabh Bachchan
Duration : 03:12   Song Number : 12318   

Sa Re Ga Ma Man Pasand (1980) 05:14 31100
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 05:14   Song Number : 31100   

Sa Re Ga Ma Pa Abhinetri (1970) 05:11 21187
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 05:11   Song Number : 21187   

Saara Din Sataate Ho Raaste Pyar Ke (1982) 05:01 38120
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 38120