Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaawan%20Ke%20Jhoole%20Pade
HomeSaawan%20Ke%20Jhoole%20Pade
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere saaiyaan mere saaiyaan ree saaiyaan ree sachaa bole na jhoota mahiyaa re hoo oo mere saaiyaan ree saaiyaan ree jhooti mayaa ka jhoota hai jiya re hoo oo ab kis disha jaaun kit main basera paaun tu jo thame sambhal jaaun hoo oo saaiyaan mere saaiyaan saaiyaan mere saaiyaan mere saaiyaaan mere saaiyaan re saaiyaan re sachaa bole na jhoota mahiyaa re daaman mein samete andhera laayi hai behrupiyaa roshani hoo oo loriyaan gaayen to neenden jal jati hai laage gal sureeli chandani mere saiyaan re saiyaan re dil sheeshe ka toota aashiyan re hoo oo ab kis disha jaaun kit main basera paaun tu jo thame sambhal jaaun hoo oo saiyaan mere saiyaan saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan mere saiyaan
saamne aa dekhe zamana saara saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe saamne aa dekhe zamana saara saamne aa heyy saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe zara sambhal tu sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa kitne haseenon ka garoor toda hai haan haan toda hai kitne haseenon ka garoor toda hai maine jawaani mein wo din gaye wo mousam gaye haan wo din gaye wo mousam gaye rakha hai kya is kahani mein ye baat hai haan haan ye baat hai ye baat hai haan haan ye baat hai to zara sambhal tu hey sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu uuu uuuu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa chhote miyaan to chhote miyaan are bade miyaan kya kahna aa chhote
saamne aa ke tujhko pukaara nahin saamne aa ke tujhko pukaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin zakhm seene ke tujhse chhupaaunga main zakhm seene ke tujhse chhupaaunga main pyaar ka naam lab par naa laaunga main haar kar bhi ye baazi main haara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin shukriyaa tumne jo dard mujhko diya shukriyaa tumne jo dard mujhko diya khush raho phir bhi deta hoon tumko duaa koi shikwaa jabaan par tumhaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin mujhse logon ne poochhee kahaani teri mujhse logon ne poochhee kahaani teri kya dikhaaun main unko nishaani teri tere chehre se pardaa utaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin saamne aa ke tujhko pukaara nahin teri ruswaayi mujhko ganwaara nahin
saamne hai jo usse log bura kehte hain saamne hai jo usse log bura kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale jeene waale to gunaahon ki saza kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain faasle umr ke kuchh aur badha deti hai faasle umr ke kuchh aur badha deti hai jaane kyun log usse phir bhi dawa kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain chand masoom se patton ka lahu hai faakir chand masoom se patton ka lahu hai faakir jisko mehboob ke haathon ki hina kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain
hey hey ho ra ra ra ra ra ra ra ra ra he hey ho saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal arre baatein mulaakaatein hum se bhee to hongee arre hum se khulengen wo aaj naheen to kal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge la la la la la la la la la la la la la la la saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal aankhon hee aankhon mein baaton hee baaton mein kabhi jaan pehchaan hogee sun lo ye kahani hasina ik anjanee kisee din meherbaan hogee aankhon hee aankhon mein
saawan aaya baadal aaye mere piya nahin aaye chal dun wahaan wo hai jahaan ab to raha nahin jaaye saawan aaya baadal aaye mere piya nahin aaye sooni gali soona angan soona soona hai mera mann sooni raaten soone hain din soona soona sara jeevan kisse kahun ye sunapan moh se kaha nahin jaaye saawan aaya baadal aaye mere piya nahin aaye khoyi khoyi aankhen meri teri raahen dekhe har pal bhola ye mann maane nahin laute na wo beeta jo kal til til jalun jaise diya phir bhi bujha nahin jaaye saawan aaya baadal aaye mere piya nahin aaye mere piyaaa
saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye taar mille jab dil se dil ke wohi samay mann bhawan hai wohi samay mann bhawan bhawan hai saawan aaye ni sa re ma re sa re ma pa re ma pa ni pa ma pa ni sa aaa aa aa aa aa jab se piyaa tu nainon mein aaya prem ke rang mein rach gayi kaaya aaa aa aa aa aa aa aa baag mein bann mein neel gagan mein sab mein hai tere roop ki chhaaya tu hai mere sang to hardum khushi ki aawan aawan hai khushi ki aawan aawan aawan hai saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye ni sa ne sa re ma pa pa ma re ma pa sa ni aaa aa aa aa aa ankhiyan majeere mann ek taara in mein baaje naam tihaara aaa aa aa aa aa aa aa aa haste gaate jeevan beete ant na ho ye geet humaara mausam aaya sukh paawan ka dukhon ki jaawan jaawan hai dukhon ki jaawan jaawan jaawan hai saawan aaye ya na aaye jeeya jab jhoome saawan hai saawan aaye
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm saawan ka mahina pawan kare sor saawan ka mahina pawan kare shor umm hm pawan kare sor pawan kare shor are baba shor nahin sor sor sor pawan kare sor haan jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya oye purvaiya ke aage chale na koi jor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor o ho ooho o o oo o saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara marji hai tumhaari le jaao jis oor jiyaraare jhoome re aise re jaise ban maan
saawan ka mahinaa aa gaya hoooo hoooo oooo oooo saawan ka mahinaa aa gaya hoooo saawan ka mahinaa aa gaya hoooo hoooooo jeena nahin aata tha jin logon koooo unn logon ko jeena aa gaya hooooo ooooo saawan ka mahinaa aa gaya hooo peena nahin aata tha jinn logon ko unn logon ko peena aa gaya hai saawan ka mahinaa aa gaya kitne baras tarse ab ke baras barse kitne baras tarse ab ke baras barse ambar pe baadal dharti pe premi paagal kitne baras tarse hooooo ooooo rabb jaane kya baat huyi kaisi ye barsaat huyi tune angdaayi jo li to kaliyon koooo kaliyon ko pasinaa aa gaya hai saawan ka mahinaa aa gaya paani nahin barsa haaye barsi hai aag piya haaye paani nahin barsa haaye barsi hai aag piya kehte hain sab ke bairan barkha mein ab ke paani nahin barsaa hooo aag to phir bhujh jaati hai pyaas bahot tadpaati hai kaahe tum pyaase mujon mein iss dil kaaa iss dil ka safina aa gaya hooo saawan ka mahinaa aa gaya jeena nahin aata tha jin logon koooo unn logon ko jeena aa gaya
Sawan Ke Badalon
saawan ke din aaye sajanva aan milo aan milo barkha jiya tarsaaye sajanva aan milo aan milo doori sahi naa jaaye sajaniyaa yaad tumhari aaye sajaniyaa aan milo aan milo birha jiya tadpaaye sajanvaa aan milo sajaniyaa aan milo aan milo jaise ghata mein bijli chamke peer uthe mann mein tham tham ke peer uthe mann mein tham tham ke koi nahinnnnnnnn dheer bandhaye dheer bandhaye birha jiya tadpaaye sajanvaa aan milo yaad tumhari aaye sajaniyaa aan milo aan milo aag lagi hai thandi pawan mein chhaya dhuwan sa hai ankhiyan mein chhaya dhuwan sa hai ankhiyan mein jale koiiiiiiiiii tum bin haayee tum bin haaye birha jiya tadpaaye sajaniyaa aan milo aan milo yaad tumhari aaye sajanvaa aan milo aan milo doori sahi naa jaaye sajaniyaa yaad tumhari aaye sajanvaa aan milo aan milo saawan ke din aaye sajanva aan milo sajaniyaa aan milo aan milo aan milo aan milo aan milo
aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa saawan ke jhoole pade saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan pawan aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan aaaaa aaaaaa aaaaaaa ab kya karoon main jatan dhadke jiya jaise panchhi ude haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa aaaaaa aati hai jo des se hum uss dagar pe hain kab se khade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaaa jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaa aaaaa hum kitne anjaan the baali umariya mein naina lade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao
la la la aaaa la la la la aaaa la la la la la la laaa saawan ke mahine mein ek aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein ek aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein hey hey hey barson chhalkaye maine ye sheeshe aur ye pyale barson chhalkaye maine ye sheeshe aur ye pyale kuchh aaj peela de aise jo mujhko hi pee daale har roz to yun hi dilko behka ke main pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein lambe jeevan se achha wo ek pal jo apna ho lambe jeewan se achha wo ek pal jo apna ho us pal ke baad ye duniya kya ghum hai agar sapna ho kuchh soch ke aisi baatein ghabara ke main pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein hey hey hey maikhane mein aaya hoon mausam ka ishara pa ke maikhane mein aaya hoon mausam ka ishara pa ke dam bhar ke liye baitha hoon rangeen sahara paa ke saaqi jo teri zid hai to sharma ke main pee leta
sochta hoon piyun piyun na piyun taak daaman siyun siyun na siyun dekh kar jaan kashmakash mein hoon kya karun main jiyun jiyun haai na jiyun saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein chaand ki chaal bhi sazaki hui raat ki aankh bhi sharabi hai saari kudrat nashe mein hai jab to are maine pee li to kya kharaabi hai saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein
ghir aayin kaari ghata matwaari ghir aayin kaari ghata matwaari saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re bela chameli ki kaliyaan chatak gayin bela chameli ki kaliyaan chatak gayin mehkat ban ki bayaar re mehkat ban ki bayaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re khil gaye hatheli pe mehndi ke boote khil gaye hatheli pe mehndi ke boote lachkat jhoolan se daaaar re dhaani chunar more sar pe naa thehre dhaani chunar mori sar pe naa thehre chudiyaan kare jhankaaaar re chudiyaan kare jhankaaaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re baadal beech bijuriyaa chamke baadal beech bijuriyaa chamke dhundhun main balma ki baaaanh re aadhi rain jab bole papihaa aadhi rain jab bole papihaa jiyaraa pe lagat qataaar re jiyaraa pe lagat qataar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji bheeji sajanwaa ki seeeej re bheej gayi mori haaye kori chunariyaa bheej
saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein raahi koi bhoola hua toofanon mein khoya hua raah pe aa jaata hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein teri nazar se ise dekh loon main dil se mere tum ye mehsoos kar lo toofan ye mere dil se utha hai chaaho to tum apne daaman mein bhar lo toofanon mein khoya hua ye raasta hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein haara hua tha andheron ka raahi manzil se pehle hi neend aa rahi thi tum door le kar chale aaye warna mere charaagon se lau jaa rahi thi tere liye jeete hain hum dil jaanta hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein raahi koi bhoola hua toofanon mein khoya hua raah pe aa jaata hai saawan ki raaton mein aisa bhi hota hai saawan ki raaton mein
tumhen geeton mein dhaalunga aaaa aaaa aaaa haaaa tumhen geeton mein dhaalunga tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do saawan ko aane do hooooooooooo ooooo oooo oooooo ooooo hooooo ooooo oooooo oooooo hooooo ooooo oooooo oooooo jhulon ki hongi qataaren phoolon ki hongi bahaaren sargam ki lai pe bhanware kaliyon ka ghunghat utaare sapne jaga loonga tumko tumhin se main ik din chura loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do dekho ye shaan humari hum hai pawan ke pujaari dharti gagan ke milan ki aarti humne utaari ab main naa maanunga iss dil ke darpan mein tumko sajaa loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do baadal se ras rang barse pyaasa mann kaahe ko tarse kehti hai barkha deewani gori simat nahin darr se apna banaa loonga dil mein basaa loonga seene se laga loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do
tumhen geeton mein dhaalunga aa aa aa ha tumhen geeton mein dhaalunga tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do saawan ko aane do tumhen geeton mein dhaalunga tumhen geeton mein dhaalunga saawan ko aane do saawan ko aane do saawan ko aane do hooo hooo hooo hoo hooo hooo hooo hooo jhoolon ki hongi kataaren phoolon ki hongi bahaaren jhoolon ki hongi kataaren phoolon ki hongi bahaaren sargam ki lay pe bhanvre kaliyon ka ghunghat utaaren sapne jaga loonga tumko tumhi se main ek din chura loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do dekho yeh shaan humaari hum hain pawan ke pujaari dekho yeh shaan humaari hum hain pawan ke pujaari dharti gagan ke milan ki aarti humne utaari ab main na maanunga iss dil ke darpan mein tumko saja loonga kab saawan ko aane do saawan ko aane do baadal se ras rang barse pyaasa mann kaahe ko tarse baadal se ras rang barse pyaasa mann kaahe ko tarse kehti hai barkha deewaani gori simat nahin dar se apna bana loonga dil
saawan mein morni ban ke main to chham chham nachun o main to chham chham nachun saawan mein morni ban ke main to chham chham nachun o main to chham chham nachun saanwariya teri yaad mein saanwariya teri yaad mein teri chitthiyaan baanchun ho ooo saawan mein morni ban ke main to chham chham nachun o main to chham chham nachun saanwariya teri yaad mein saanwariya teri yaad mein teri chitthiyaan baanchun ho ooo saawan mein morni ban ke main to chham chham nachun o main to chham chham nachun teeron si chubhti hain saawan ki sab ye boondein chitthi ka har akshar meri udata hai neendein ik to yeh tanhaayi dhaaye hai sitam uspe yun saawan mein jalte hain hum saawan mein morni ban ke main to chham chham nachun o main to chham chham nachun saanwariya teri yaad mein saanwariya teri yaad mein teri chitthiyaan baanchun ho ooo saawan mein morni ban ke main to chham chham nachun o main to chham chham nachun aao aao jaanam pyaar ka hai yeh mausam matwaali baarish mein aao zara
hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo sunn aye haseena paagal deewani sunn aye haseena paagal deewani aaj naa soya saari raat dil mera haaaye haaye re hooo gajra laga ke aayi kes mein haaye kes mein hooo gajra laga ke aayi kes mein haaye kes mein jamti hai gori kaale bhes mein haaye bhes mein jaana hai kiss pardes mein haaye des mein khanki jo chudi aadhi raat dil mera haaaye ho saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo paayal pehan ke aayi paanv mein haaye paanv mein hooo paayal pehan ke aayi paanv mein haaye paanv mein peepal ki thandi thandi chhanv mein haaye chhanv mein tumsaa koi naa gori gaanv mein haaye gaanv mein aaj huyi jo barsaat ke dil mera haaye hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye hooo sunn aye haseena paagal deewani sunn aye haseena paagal deewani aaj naa soya saari raat dil mera haaaye hooo saawan mein lag gayi aag dil mera haaye ke dil mera haaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saaiyaan Heroine (2012) 03:23 17076
 
Poster of Heroine (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Arjun Rampal
Duration : 03:23   Song Number : 17076   

Saamne Aa Dekhe Zamana Saara Judaai (1980) 07:57 37373
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 07:57   Song Number : 37373   

Saamne Aa Ke Tujhko Pukaara Nahin Mehdi Hassan 03:23 11427
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 11427   

Saamne Hai Jo Usse Jagjit Singh 05:53 37131
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:53   Song Number : 37131   

Saamne Ye Kaun Jawani Diwani (1972) 04:07 18241
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:07   Song Number : 18241   

Saawan Aaya Baadal Aaye Jaan Haazir Hai (1975) 03:21 19214
 
Poster of Jaan Haazir Hai (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Jay Paarte
Singer- 
Daljit Kaur
On Screen Actors- 
Urmila Bhatt
Duration : 03:21   Song Number : 19214   

Saawan Aaye Ya Na Aaye Jeeya Jab Jhoome Saawan Hai Dil Diya Dard Liya (1966) 03:39 12329
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:39   Song Number : 12329   

Saawan Ka Mahina Milan (1967) 05:49 12207
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 12207   

Saawan Ka Mahina Nehle Peh Dehlaa (1976) 05:30 12415
 
Poster of Nehle Peh Dehlaa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Saira Banu
Raag- 
Tilang
Duration : 05:30   Song Number : 12415   

Saawan Ke Baadalo Rattan (1944) 03:29 39108
 
Poster of Rattan (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Swarn Lata
Duration : 03:29   Song Number : 39108   

Saawan Ke Din Aaye Sajanva Bhumika (1977) 03:43 15147
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vanraj Bhatia
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 03:43   Song Number : 15147   

Saawan Ke Jhoole Pade Jurmana (1979) 05:31 21199
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman, Anu Malik
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 05:31   Song Number : 21199   

Saawan Ke Mahine Mein (Happy) Sharabi (1964) 04:44 37046
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 04:44   Song Number : 37046   

Saawan Ke Mahine Mein (Sad) Sharabi (1964) 03:32 12488
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 12488   

Saawan Ki Aayi Bahaar Junoon (1978) 04:12 12301
 
Poster of Junoon (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jenifar Kendal, Others
Duration : 04:12   Song Number : 12301   

Saawan Ki Raaton Mein Prem Patra (1962) 03:53 12432
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sadhna, Shashi Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 12432   

Saawan Ko Aane Do Sawan Ko Aane Do (1979) 04:01 12484
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Arun Govil, Zarina Wahab
Duration : 04:01   Song Number : 12484   

Saawan Ko Aane Do (Long Version) Sawan Ko Aane Do (1979) 05:18 37869
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Raj Kamal
On Screen Actors- 
Zarina Wahab, Arun Govil
Duration : 05:18   Song Number : 37869   

Saawan Mein Falguni Pathak 04:55 40452
 
Poster of Falguni Pathak
 
Category
Indipop
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
Falguni Pathak
On Screen Actors- 
Shweta Aggarwal
Duration : 04:55   Song Number : 40452   

Saawan Mein Lag Gayi Aag Mika 04:10 10682
 
Poster of Mika
 
Category
Indipop
Lyricist
Virag Mishra
Music Director- 
Anu Malik, Shibani Kashyap
Singer- 
Mika
Duration : 04:10   Song Number : 10682