Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMaar%20Daala
HomeMaar%20Daala
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kitna pyaara hai ye pyaar pyaara pyaara hua hai pehli baar hota hai ek baar phir na hoga ye dubaara haaye mera dil churake le gaya churaane waala mera qaatil haaye mera dil churake le gayi churaane waali meri qaatil ye dil tujhpe aaya hai aate aate dard e dil to jaata hai jaate jaate jaage hain soye hain hum dono khoye hain kaisi tanhaai hai masti si chhaai hai ye mausam hai pyaar ke kaabil haaye mera dil churake le gaya churaane waala mera qaatil ab to kaate na katen pyasi raaten kuchh kuchh hota hai sunke aisi baaten becheini sahne de palkon mein rehne de teri baahon mein hai teri raahon mein hai jaane jaana meri manzil haaye mera dil churake le gayi churaane waali meri qaatil haaye mera dil churake le gaya churaane waala mera qaatil kitna pyaara hai ye pyaar pyaara pyaara hua hai pehli baar hota hai ek baar phir na hoga ye dubaara
haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se aati hai sadaa unki meri saanson ke taaron se dushman humein pyaara hua raaz ye duniya kya jaane haaye kya jaane dushman humein pyaara hua raaz ye duniya kya jaane haaye kya jaane haal e dil apna hum kaha karte hain taaron se haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se dil ki lagi bhujhti nahin unko bhulaana khel nahin haaye khel nahin dil ki lagi bhujhti nahin unko bhulaana khel nahin haaye khel nahin aate hain mere dil mein khayaalon ke jahaaron se haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se kya hua bura hua apni haalat kya kahiye haaye kya kahiye kya hua bura hua apni haalat kya kahiye haaye kya kahiye rote hain gale mil ke akele mein bahaaron se haaye mera dil le gaya koi aake ishaaron se
humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare main hoon ji pyaar ki pehli nishaani main hoon ji pyaar ki pehli nishaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani oooooo ooooo oooo sun lo ji paiyaan padun hoooo oooo ooooo ooooo dekho ji binti karun dekho ji binti karun hoooo oooo hoooo oooooo umar bhar laaj nibhana dil naa dukhaana balmaa kahaa mera maan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare meethe do bol yahaan mushkil hai bolna meethe do bol yahaan mushkil hai bolna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna oooooo ooooo oooo jhuthi hai preet yahaan hoooo oooo ooooo ooooo koi naa meet yahaan koi naa meet yahaan hoooo oooo hoooo oooooo bura hai aaj zamaana toote jiya naa unn sang mein hai meri jaan hooo piya duniyaa badi
ye kiski hai aahat ye kiska hai saaya hui dil mein dastak yahan kaun aaya hum pe ye kisne hara rang daala hum pe ye kisne hara rang daala khushi ne hamaari humein maar daala maar daala maar daala maar daala humein maar daala humein maar dala humein maar daala allah maar daala allah maar daala allah maar daala na chaand hatheli par sajaaya na taaron se koi bhi rishta banaaya na rab se bhi koi shikaayat ki har gham ko humne chhupaaya har sitam ko haske uthaaya kaanton ko bhi gale se lagaaya aur phoolon se zakhm khaaya haan magar dua mein jab ye haath uthaaya oh oh oh haan magar dua mein jab ye haath uthaaya khuda se dua mein tumhein maang daala maang daala maang daala maang daala humein maar daala humein maar daala humein maar daala allah maar daala allah maar daala allah maar daala maar daala oh maar daala maar daala ho maar daala maar daala maar daala maar daala maar daala
hooooo ooooooo oooooo ooooooooo ooooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo oooooo mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware duniyaa ne tod diye sapne suhaane ro ro ke yaad karun guzre zamaane duniyaa ne tod diye sapne suhaane ro ro ke yaad karun guzre zamaane aa jaa piyaa mera tadpe jiyaa mere jeevan ki hone lagi shaam re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware aa jaa ke pyaar bhare dil ne pukaara badli se chaand mere kar de ishaara aa jaa ke pyaar bhare dil ne pukaara badli se chaand mere kar de ishaara main hoon yahaan aur tu hai wahaan kaise aaun main piyaa tere gaanv re kahaan dhundhe nayan more baaware aa jaa aa jaa o saanware mera badli mein chhup gaya chaand re kahaan dhundhe nayan
aaaaa aaaaa aaaaa aaa aaaa aa aa aa aa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaa mera dil ab tera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa nain hamaare tum sang laage tum sang preet hamaari man bhaaye tum jaano na jaano jaane hai duniya saari koi aur na mera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa morni ban ke raah takoon main tum baadal ban chhao mere pyaase rom rom pe ras barsaate jaao tera dil mein baseraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa pyaar ka bandhan janam janam ka saans ke sang hi toote saare hi rang pheeke pad jaaye pyaar ka rang na chhoote tune tan man gheraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna
mera dil bahaaron ka wo phool hai mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi kisi ne jalaya nahin ye chaman ise baghban ki nazar lag gayi ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya kisi ne jo poochha to ye keh diya mujhe aasman ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin sitamgar koi mujhse rutha nahin kisi meharban ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye jahan dil deewane ne sajde kiye usi aasta ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi
mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai par samane jab tum aate ho par samane jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai o mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai kitna isko samjhata hoon kitna isko behlata hoon kitna isko samjhata hoon kitna isko behlata hoon nadaan hai kuch na samajhata hai din raat ye aahein bharta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai par samane jab tum aate ho par samane jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai o mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai har pal mujhko tadpaata hai mujhe saari raat jagaata hai har pal mujhko tadpaata
mera dil bhi shauq se todo mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag raat hai ghum ki aaj bhujha do jalta hua har ek charaag dil mein andhera ho hi chuka hai dil mein andhera ho hi chuka hai ghar mein andhera aur sahi mera dil bhi dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo dam hai nikalta ik aashiq ka bheed hai aa kar dekh to lo laakh tamaashe dekhe honge laakh tamaashe dekhe honge ek nazaara aur sahi mera dil bhi khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo khanjar le kar sochte kya ho qatl muraad bhi kar daalo daag hain sau daaman pe tumhaare daag hain sau daaman pe tumhaare ek izaafa aur sahi mera dil bhi shauq se todo ek tajurba aur sahi laakh khilone tod chuke ho ek khilona aur sahi mera dil bhi
mera dil hai tera tera dil hai mera mera dil hai tera tera dil hai mera jab se humne dil badle hain sara jag badla jab se humne dil badle hain sara jag badla aaj ke khaatir jaane kab se dil tha aas lagaaye jaane kab se taras rahi thi aankhein pyaas jagaaye haai aaj ke khaatir jaane kab se dil tha aas lagaaye jaane kab se taras rahi thi aankhein pyaas jagaaye jaane kab se taras rahi thi aankhein pyaas jagaaye mera dil hai tera tera dil hai mera jab se humne dil badle hain sara jag badla jab se humne dil badle hain sara jag badla pyaar ki deewani duniyan mein kho jaane do do dil ko paagal thehra aur bhi paagal ho jaane do do dil ko haaye pyaar ki deewani duniyan mein kho jaane do do dil ko paagal thehra aur bhi paagal ho jaane do do dil ko paagal thehra aur bhi paagal ho jaane do do dil ko mera dil hai tera tera dil hai mera jab se humne dil badle hain sara jag badla jab se humne dil badle hain sara jag badla dhoom machaate gaate niklo niklo aaj idhar se khushiyon ki
mera dil jo mera hota palkon pe pakad leti honthon pe utha leti haathon mein khuda hota mera dil la la la la la la ha ha ha ha ha ha sooraj ko masal kar main chandan ki tarah malti sone sa badan lekar kundan ki tarah jalti is gore se chehre par aaina fida hota mera dil la la la la la la ha ha ha ha ha ha barsa hai kayi barson aakaash samandar mein ek boond hai chanda ki utri na samandar mein do haathon ki os mein ye gir padta to kya hota haathon mein khuda hota mera dil jo mera hota palkon pe pakad leti la la la la hmm hmm hmm hmm haathon mein khuda hota mera dil la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha ha
mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re haan dil se tujhe pyaar kiya dil maine tujhe yaar diya haan dil se tujhe pyaar kiya dil maine tujhe yaar diya ek meetha meetha dard liya laage naa kahin ab to jiya mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re meri aankhon ne tujhe sapnon mein utaara soona lage zamaana tere bin tanha ab kahin nahin hoga guzaara tere bin kate na ab ye din laakhon mein tujhe yaar chuna maine to tera khaab buna laakhon mein tujhe yaar chuna maine to tera khaab buna mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re mera dil laile mera dil laile mera dil laile tu laile re ban jaayegi kabhi teri meri kahaani aa gale se lagaa le meri jaan honthon se tu de de shabnami nishaani yahi kya hai mere dil ke armaan main saara jahaan bhool gaya baahon mein teri jhool gaya main saara jahaan bhool gaya baahon mein
mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon saari duniyaan se keh doongi saari duniyaan se keh doongi tujhse pyaar main karti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon akela tu hai akeli main hoon akelepan se jeeya dartaa hai chhupata kyun hai bata de dilbar husn pe mere tu bhi marta hai madhoshi chhaayi hai dil pe ab to bilkul hosh nahin iss mein hain teri bhi khataayen mera hi sab dosh nahin ab to bas main shaam savere teri aanhen bharti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon hey hey hey hey hey lara lala lala lala lala lala la hey hey kanwaari main hoon kanwaara tu hai rahenge kab tak kanwaare sochao sulagte dil mein bhujhe jaate hai ye kaise armaan humaare socho teri nazar ka teer sanam mere jigar ke paar hua betaabi ke iss aalam mein ab jeena dushwaar hua tere labon ko
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena
mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe pyaar ki yaad hoon main dil e barbaad hoon main mujhe kadmon mein jagah de shirin tera farhaad hoon main mujhe kadmon mein jagah de shirin tera farhaad hoon main mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe tera raanjha hoon sanam teri ulfat ki kasam aaj iqraar karo o heeri kabhi bichhdenge na hum aaj ikraar karo o heeri kabhi bichhdenge na hum mere mehboob mere mehboob haaye mere mehboob mere mehboob mere pehlu se dil gaya gaya gaya gayaa mera dil tumpe aa gaya mera dil tumpe ishq bamaal hoon main bada behaal hoon main kar zara mujhpe karam o soni tera mahiwaal hoon main kar zara mujhpe karam o soni tera mahiwaal hoon main mere mehboob mere mehboob mere
aaaaaa jaaaaa aaaaaa aaaaaa jaaa mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun kya karun tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun door tujhse main reh ke bata kya karun kya karun soona soona hai jahaan ab jaaun main kahaan bas itna mujhe samjha jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya loot gaya aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya pyaar kaa muskuraata jahaan loot gaya loot gaya ik chhoti si jhalak mere mitne talak o chaand o chaand mere dikhlaa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa
teri kudrat teri tadbeerrrrrr mujhe kya maloom banti hogi kahin taqdeer mujhe kya maloom hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hoga tere bas mein jahaan apne to dil khil naa sake hoga tere bas mein jahaan apne to dil khil naa sake mujhko to hai itna pataa bichhade huye mil naa sake hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi humpe tere teer e kazaa zulm naya kar bhi gaye humpe tere teer e kazaa zulm naya kar bhi gaye dekhe koi haaye ke hum jeete bhi hain marr bhi gaye hoooo mera dildaar na milaya main kya jaanun teri ye khudaayi hooo mera dildaar mera dildaar mera dildaar naa milaya main kya jaanun teri ye khudaayi
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa mere aye dil bata mere aye dil bata pyaar tune kiya paayi maine sazaa kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa tu khushi ke samander se khela kiya aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa kiss maze se mujhe tune dhoka diya tujhko moti mile mujhko aansoon mile kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa tu to paagal raha pyaar ke raag mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa tune daala mujhe dard ki aag mein teri kismat khuli meri duniyaa jali kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata pyaar tune kiya paayi maine sazaa kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata brindaban ko chali raam ke saath mein sukh ko thukraa diya
mere dil door bahut door kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal mere dil door bahut door kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal uski yaaden liye aawaara phira karta hoon koi manzil nahin nakaara phira karta hoon koi manzil nahin nakaara phira karta hoon aa aa aa main nashe mein hua makhmoor kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal uske naina mujhe nainon mein nazar aate hain kya kya manzar meri aankhon mein phire jaate hain uske naina mujhe nainon mein nazar aate hain kya kya manzar meri aankhon mein phire jaate hain dil ka sheesha to hua choor kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal uski tasveer mili hai mujhe tadpaayegi ek parchhayi hai parchhayi na kaam aayegi ek parchhayi hai parchhayi na kaam aayegi aa aa aa main to deewaana hoon mashhoor kahin bhi le chal zindgaani se hoon majboor kahin bhi le chal
la la la la hey hey ae hey mere dil jhoom jhoom tu gaaye ja yahin kahin tujhko pyaar mil jaayega hai jhoomta ye sama pyaar ka ye jahaan aise mein hum yahaan tu kahaan hey mere dil jhoom jhoom tu gaaye ja yahin kahin tujhko pyaar mil jaayega hai jhoomta ye sama hai pyaar ka ye jahaan aise mein hum yahaan tu kahaan hey mere dil jhoom jhoom tu gaaye ja mujhko ishara karen ye bijliyaan milne ko aayen mujhse ye titliyaan mujhko ishara karen ye bijliyaan milne ko aayen mujhse ye titliyaan matwaala insaan hoon shola hoon toofaan hoon har dil ka armaan hoon jaanejaan hey mere dil jhoom jhoom tu gaaye ja yahin kahin tujhko pyaar mil jaayega hai jhoomta ye sama hai pyaar ka ye jahaan aise mein hum yahaan tu kahaan hey mere dil jhoom jhoom tu gaaye ja albela raahi hoon main ulfat bhara jisne bhi dekha mujhko mera hua albela raahi hoon main ulfat bhara jisne bhi dekha mujhko mera hua aisi kuchh to baat hai duniya mere saath hai baaji mere haath hai dilruba hey mere dil jhoom
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haaye Mera Dil Josh (2000) 04:10 18605
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 04:10   Song Number : 18605   

Haye Mera Dil Le Gaya Koi Aake Ishaaron Se Parbat (1952) 03:20 40016
 
Poster of Parbat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:20   Song Number : 40016   

Humare Dil Se Na Jana Uran Khatola (1955) 03:11 15172
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Surya Kumari
Raag- 
Bihag
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 15172   

Maar Daala Devdas (2002) 04:39 17931
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:39   Song Number : 17931   

Mera Badli Mein Nagin (1954) 03:34 13813
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:34   Song Number : 13813   

Mera Dil Ab Tera O Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:51 19190
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 19190   

Mera Dil Bahaaron Ka Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:32 37751
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:32   Song Number : 37751   

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Saajan (1991) 05:09 18621
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Madhuri Dixit
Duration : 05:09   Song Number : 18621   

Mera Dil Bhi Shauq Se Todo Chitra Singh 06:32 40963
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Murad Lucknowi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:32   Song Number : 40963   

Mera Dil Hai Tera An Evening In Paris (1967) 03:58 12661
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:58   Song Number : 12661   

Mera Dil Jo Mera Hota Anubhav (1971) 05:39 14567
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 05:39   Song Number : 14567   

Mera Dil Laile Tum (2004) 04:03 18625
 
Poster of Tum (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Karan Nath, Manisha Koirala
Duration : 04:03   Song Number : 18625   

Mera Dil Tera Deewana Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:18 20904
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
Duration : 05:18   Song Number : 20904   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Mera Dil Tumpe Aa Gaya Yeh Dil Kisko Doon (1963) 05:20 40774
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 40774   

Mera Dil Ye Pukaare Nagin (1954) 03:41 20905
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20905   

Mera Dildaar Naa Milaya Shama Parwana (1954) 04:58 14225
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 04:58   Song Number : 14225   

Mere Aye Dil Bata Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955) 04:37 13442
 
Poster of Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:37   Song Number : 13442   

Mere Dil Door Bahut Door Naina (1973) 03:36 39964
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 39964   

Mere Dil Jhoom Jhoom Rani Aur Jaani (1973) 05:02 40855
 
Poster of Rani Aur Jaani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Satyam
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:02   Song Number : 40855