Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaane%20Kya
HomeJaane%20Kya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Bhajan Bina Chain Na
jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa dikash samaa hai jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa hai dilkash samaa hai jaana kahaan hai ruuuuuuuuuuuu ruru ruruuuuuuuu turu ruru ruuuuuu ruru ruruuuuuuuuuu bahaaaar hi bahaar hai mehka mehka pura chaman hai kiska intezaar hai dil beqaraar hai bahaaaar hi bahaar hai mehka mehka pura chaman hai kiska intezaar hai dil beqaraar hai jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa hai dilkash samaa hai jaana kahaan hai chanchal aaj pawan hai meethi meethi si chubhan hai ban ke ek lehar mann jhoom raha hai chanchal aaj pawan hai meethi meethi si chubhan hai ban ke ek lehar mann jhoom raha hai jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa dikash
hmmm hmmm hmmm la lala la lala haaa haaaa haaaa jaane chamannnn jaane bahaaaaar jaane chamannnn jaane bahaaar tu eeeek hai tereee naam hazaar kisse tereeeee hain beshumaar jaane chamannnn jaane bahaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar kabhi honthon pe hansi aa jaaye aa jaaye kabhi aankhon pe hayaa chhaa jaaye kabhi zulf teri lehraaye kabhi roop tera sharmaaye kabhi honthon pe hansi aa jaaye aa jaaye kabhi aankhon pe hayaa chhaa jaaye kabhi zulf teri lehraaye kabhi roop tera sharmaaye teri har adaa peee aataa hai pyaaaar jaane chamannnn jaane bahaaaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar aayin gayin kayi barsaaten hey hey rahi dil mein hi dil ki baaten badi lambi judaayi ki raaten badi chhoti si ye mulaqaaten aayin gayin kayi barsaaten ho ho rahi dil mein hi dil ki baaten badi lambi judaayi ki raaten badi chhoti si ye mulaqaaten kab tak karunga main intezaar jaane chamannnn jaane bahaaaaar tu eeeek hai tereee naam hazaaaaar
hey hey hey ayeeeeee hey hey ayee jaane kahaan le ke jaaye zindagi kaise khaab dikhaaye zindagi ban ke tera humsafar main chala jaane kidhar zindagi o zindagi kya kya rang dikhaaye zindagi haan jaane kahaan le ke jaaye zindagii hey hey hey ayee aye hey hey la lala abhi abhi chalte chalte aisa laga hai abhi abhi tune mujhse kuchh to kaha hai hooooo mere har kadam par tune khushiyaan bichha di chaaha tha jo kuchh maine sab mil gaya hai koi shikva hi nahin kuchh shikaayat bhi nahin zindagi o zindagi kitne phool khilaaye zindagi haan jaane kahaan le ke jaaye zindagii dil mera laaya mujhko dil ke shehar mein haan taare bichhe hain kaise har rehguzar mein hoooooo khushiyaan huyi hai mujhpar itni meharbaan rehta hoon jaise ab to khushiyon ki ghar mein iss shehar ko hai salaam rehguzar ko hai salaam zindagi o zindagi dil ke saaz sunaaye zindagi jaane kahaan le ke jaaye zindagi ban ke tera humsafar main chala jaane kidhar zindagi o zindagi
kitni anjaani soorten le kar lab pe jaane se naam aate hain kis ko maaloom tha muhabbat mein aise aise muqaam aate hain jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jamuna kinaareeeeeee ayeeee eee eeeee eeee jamuna kinaare kabhi bheegi bheegi choli mein saanware ke sang kabhiiiiii saanware ke sang kabhi gopiyon ki toli mein kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen hoooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo oooooo raavi ke kinaare jahaaaaaaaaan heer ki saheliyaan poochhti hai raanjhen waaliiiiii pyaar ki paheliyaan kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen neel ke kinaareeeeeeeeee ayeeeee eeee eeeee eeeee
jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dekhte dekhte kya se kya ho gaya dhadkane reh gayin dil juda ho gaya haaye dil juda ho gaya jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi aaj toota huaaa dil ka ye saaz hai ab wo naghmen kahaan sirf aawaaz hai haaye sirf aawaaz hai jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi ghuttaa rehta naa dum jaan to chhutti kaash kehta koi wo mohabbat na thi haaye wo mohabbat na thi jaane kahaan gayiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi haal kya hai mera aa ke khud dekh jaa ab tere haath hai jeena marna mera haaye jeena marna mera jaane kahaan gayiiii dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi dil mera le gayi le gayi wo jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi jaane kahaan gayi
jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji are jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji koi ulfat ki nazar zara pher de koi ulfat ki nazar zara pher de le le do chaar aane jigar mera pher de le le do chaar aane jigar mera pher de aise nahin chori khulegi taqraar se chalo chalo thaane bataayen jamaadaar se aise nahin chori khulegi
jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mujhko rula rula diya jaati huyi bahaar ne jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai saaya hi apne saath tha saaya hi apne saath hai jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge
jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum charon taraf viraaniyan hain charon taraf charon taraf viraaniyan hain khamoshiyan hain tanhaayiyan hain aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas jeevan ki rahen aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tumko pukare toota hua dil tumko pukare tumko pukare toota hua dil ashkon mein aahon mein duba hua dil aaaaaaaa jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum
jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye dil jo mile gul se khile jaan gaye hum raaz naye tujh se sanam teri kasam seekh liye andaaz naye gayi dil ko uda teri shokh ada mera bas na chala jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi dil hai nadaan raat haseen kaisa sama hai kaisi ghadi kaise bujhe dil ki lagi ab to ye mushkil aan padi aisa dard mila nahin jis ki dava tere pyaar ke siva jaane kaisa chhaane laga nasha ye pyaar ka jaane kaisa chhaane laga nashaa ye pyaar ka thoda thoda aane laga maza bahaar kaa
jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the jab talak aap mere dil ke mehmaan na the dil ke mehmaan na the tum se mehka hai mera viraana kabhi apno ko nahin kehte begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai ho ho ho hmm hmm aa haa haa ha main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya apni aankhon mein mujhe naya aakaash diya naya aakaash diya yehi chhota sa mera afsaana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya yehi to hoga sanam tumne jab pyaar kiya tumne jab pyaar kiya mere paas aao
jaane kaise beetegi yeh barsaaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi dhuwan dhuwan sa rehta hai bujhi bujhi si aankhon mein aaaaaaaa dhuwan dhuwan sa rehta hai bujhi bujhi si aankhon mein sulag rahe hain geele aansu aag lagati hain barsaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi bhara hua tha dil shayad chhalak gaya hai seene mein bhara hua tha dil shayad chhalak gaya hai seene mein behne lage hain sare shikwe badi gamgeen hain dil ki baaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi yeh barsaaten mange huye din hain mangi huyi raaten jaane kaise beetegi
jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi pal mein paraayi dekho ho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara rang se ang bhigo gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya jagmag deep sanjo gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan
kiski khushboo hai meri saanson mein mehki mehki si jaani jaani si dil tha abhi seene mein isko churaya jaane kisne kiski surat hai meri aakhon main halki halki si pyaari pyaari si dil tha abhi seene main isko churaya jaane kisne wo kaun hai jiske aahon ko takti hai nazar wo kaun hai jisne kiya hai mujhko khud se bekhabar wo kaun hai jo mere pal pal mein shamil hai wo kaun hai jo meri manzil hai wo kaun hai jise main sunna chahta hoon dekhna chahta hoon mere kaanon main goonjti hai jo meethi meethi si kiski boli hai dil tha abhi seene main isko churaya jaane kisne kiski khushboo hai meri saanson mein mehki mehki si jaani jaani si dil tha abhi seene mein isko churaya ban ke saaya mere sang rehta hai kaun maine ye na jana kabhi aisa na tha haal mera pehle haal ye mera hua hai abhi wo khwab hai ya haqeeqat hai wo jo bhi hai meri zaroorat hai zaroorat hai kiski khushboo hai mehki mehki si jaani jaani si dil tha abhi seene mein isko churaya pyaari pyaari si meri saason
jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho log to log rahen apne se sharmaayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho kitni saada ho magar phir bhi bhali lagti ho bhes koi bhi sahi ek pari lagti ho kitni saada ho magar phir bhi bhali lagti ho bhes koi bhi sahi ek pari lagti ho jaise deewar e ajanta se utar aayi ho log to log rahen apne se sharmaayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho sirf sita hi nahin kehte hain raadha tumko mera ghar tumse hai tumse hai sahara dil ko sirf sita hi nahin kehte hain raadha tumko mera ghar tumse hai tumse hai sahara dil ko dil ka tum phool khila do wo hi purwaai ho log to log rahen apne se sharmaayi ho jaane kiss roop ki jaadoo bhari parchhayi ho baat karti ho agar sar ko jhuka leti ho laaj ke maare pasine mein naha jaati ho baat karti ho agar sar ko jhuka leti ho laaj ke maare pasine mein naha jaati ho main to khush haal hoon jiss roz se tum aayi ho log to log rahen
jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo pehle dil ghabraaye phir aisa jaadoo chhaaye dil ko reh naa jaaye dil ki khabar hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke chhalke badan se kaliyaan gulaab ki koi misaal kya tere shabaab ki paayega kya tu har bhed khol ke aankhon se naap ke nazron mein tol ke jaane kya ho jaaye jab dil se dil takraaye sach hai pehle pehle lagta hai darr hoooo ooooo oooo ooooo jaane kya ho jaaye nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein reh jaaye hosh kyun chadti bahaar mein nazren mila ke chaahe tu jhoom le zulfon ko bhool jaa khushboo ko choom le mehke jawaani baahon ke haar mein
jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai saari saari raat mujhe kisne jagaaya saari saari raat mujhe kisne jagaaya jaise koi sapna jaise koi saaya koi nahin lagta hai koi mere saath hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai ghunghat abhi se mera khol raha hai door abhi to piya ki mulaaqat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai neend nahin aati badi lambi raaaaaaat hai
Jaane Kya Baat Hai
jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai ab na wo pyaar na us pyaar ki yaadein baaki aag yun dil mein lagi kuchh na raha kuchh na bachaa jiski tasveer nigaahon mein liye bhaithi ho main wo dildaar nahin uski hoon khaamosh thika jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai zindagi haske guzarti to bahut achha tha khair haske na sahi roke guzar jaayegi raakh barbaad muhabbat ki bachha rakhi hai baar baar isko jo cheda to bikhar jaayegi jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah ye wo duniyaa hai jahaan pyaar nahin ho sakta jaise baazar ka dastoor tumhein samjhaaun bik gaya jo wo kharidaar nahin ho sakta bik gaya jo wo
jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi raasten hi raasten hai kaisa hai yeh safar dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi bechehra sa koi sapna hai woh kahin nahin hai phir bhi apna hai woh aise mere andar shaamil hai woh main hoon behta dariyaa saahil hai woh hai kahaan woh woh kidhar hai raasten kuchh to bata kaun sa uss ka nagar hai rehguzar kuchh to bata dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi suna sa hai mandir murat nahin khaali hai aaina surat nahin jeene ka jeevan mein kaaran to ho mehke kaise kaliyaan gulshan to ho shamma hai jo mujh mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhajan Bina Chain Na Rafoo Chakkar (1975) 06:38 38363
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Aziz Nazan, Kanchan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 38363   

Jaana Kahaan Hai Chalte Chalte (1976) 06:40 18441
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 06:40   Song Number : 18441   

Jaane Chaman Jaane Bahaar Dulhan (1974) 04:56 18500
 
Poster of Dulhan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jeetendra
Duration : 04:56   Song Number : 18500   

Jaane Kahaan Dreams (2005) 05:03 18645
 
Poster of Dreams (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Arun Kerkar
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Ashish Chanhana
Duration : 05:03   Song Number : 18645   

Jaane Kahaan Dekha Hai Biwi Aur Makan (1966) 05:52 16074
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:52   Song Number : 16074   

Jaane Kahaan Gayi Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:39 13090
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kishore
Duration : 04:39   Song Number : 13090   

Jaane Kahaan Mera Jigar Mr & Mrs 55 (1955) 03:46 20613
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Yasmeen Khan
Duration : 03:46   Song Number : 20613   

Jaane Kahan Gaye Mera Naam Joker (1970) 04:49 20612
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:49   Song Number : 20612   

Jaane Kahan Gaye Tum Aaja Sanam (1975) 04:50 36295
 
Poster of Aaja Sanam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 04:50   Song Number : 36295   

Jaane Kaisa Chhaane Laga Zabak (1961) 03:09 32857
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:09   Song Number : 32857   

Jaane Kaisa Hai Mera Deewana Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 04:42 20614
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:42   Song Number : 20614   

Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaaten Baseraa (1981) 04:27 36822
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Raj Kiran, Rakhi
Duration : 04:27   Song Number : 36822   

Jaane Kaise Sapnon Mein Anuradha (1960) 03:16 12724
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Manj-Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 12724   

Jaane Kisne Shaimak Davar & Chetan Shashital 03:58 37333
 
Poster of Shaimak Davar & Chetan Shashital
 
Category
Indipop
Duration : 03:58   Song Number : 37333   

Jaane Kiss Roop Ki Archana (1974) 05:20 18496
 
Poster of Archana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:20   Song Number : 18496   

Jaane Kya Aaina (1977) 03:44 12553
 
Poster of Aaina (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dharmendra, Neetu Singh
Duration : 03:44   Song Number : 12553   

Jaane Kya Baat Hai Asha Bhosle 04:54 15020
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1984
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:54   Song Number : 15020   

Jaane Kya Baat Hai Sunny (1984) 05:20 12047
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:20   Song Number : 12047   

Jaane Kya Dhoondhati Rehti Shola Aur Shabnam (1961) 03:31 14254
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 14254   

Jaane Kya Dhoondta Hai Sur (The Melody of Life) (2002) 07:05 17880
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 07:05   Song Number : 17880