Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaane%20Kya%20Baat%20Hai
HomeJaane%20Kya%20Baat%20Hai
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kitni anjaani soorten le kar lab pe jaane se naam aate hain kis ko maaloom tha muhabbat mein aise aise muqaam aate hain jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen jamuna kinaareeeeeee ayeeee eee eeeee eeee jamuna kinaare kabhi bheegi bheegi choli mein saanware ke sang kabhiiiiii saanware ke sang kabhi gopiyon ki toli mein kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen hoooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo oooooo raavi ke kinaare jahaaaaaaaaan heer ki saheliyaan poochhti hai raanjhen waaliiiiii pyaar ki paheliyaan kahaan kahaan poochha hai kahaan kahaan dhundha hai kahaan dekha hai tumhen jaagi jaagi ankhiyon ke sapnon mein jaane kahaan dekha hai kahaan dekha hai tumhen neel ke kinaareeeeeeeeee ayeeeee eeee eeeee eeeee
jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai saari saari raat mujhe kisne jagaaya saari saari raat mujhe kisne jagaaya jaise koi sapna jaise koi saaya koi nahin lagta hai koi mere saath hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa dhak dhak abhi se jeeya dol raha hai ghunghat abhi se mera khol raha hai door abhi to piya ki mulaaqat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai jaane kya baat hai neend nahin aati badi lambi raat hai neend nahin aati badi lambi raaaaaaat hai
Jaane Kya Baat Hai
jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai ab na wo pyaar na us pyaar ki yaadein baaki aag yun dil mein lagi kuchh na raha kuchh na bachaa jiski tasveer nigaahon mein liye bhaithi ho main wo dildaar nahin uski hoon khaamosh thika jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai zindagi haske guzarti to bahut achha tha khair haske na sahi roke guzar jaayegi raakh barbaad muhabbat ki bachha rakhi hai baar baar isko jo cheda to bikhar jaayegi jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah ye wo duniyaa hai jahaan pyaar nahin ho sakta jaise baazar ka dastoor tumhein samjhaaun bik gaya jo wo kharidaar nahin ho sakta bik gaya jo wo
jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi raasten hi raasten hai kaisa hai yeh safar dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi bechehra sa koi sapna hai woh kahin nahin hai phir bhi apna hai woh aise mere andar shaamil hai woh main hoon behta dariyaa saahil hai woh hai kahaan woh woh kidhar hai raasten kuchh to bata kaun sa uss ka nagar hai rehguzar kuchh to bata dhoondti hai jisko nazren jaane hai woh kidhar jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi jaane kya dhoondta hai yeh mera dil tujh ko kya chahiye zindagi suna sa hai mandir murat nahin khaali hai aaina surat nahin jeene ka jeevan mein kaaran to ho mehke kaise kaliyaan gulshan to ho shamma hai jo mujh mein
jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi jaag uthe khwaab kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe aa gayi chaal nayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi khul gaye raaz kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi
jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun dheere dheeere saara jag ye begaana dil ka fasaana jaana anjaana sa lage hoooooo dheere dheere koi apna hai rutha dil bhi ye toota rishta bhi jhuta sa lage jaane kyun haan maana tha saaya apna jise usi ne seekhaya hai humen jalna kyun aise sheeshe ki tarah se toota hai aankhon mein hi mera sapna dheere dheere mere sapne suhaane ho ke deewane kaise theekane jaa lage hooooo dheere dheere koi apna hai rutha dil bhi ye toota rishta bhi jhuta sa lage jaane kyun tanhaa ho gaye sapne kho gayeeeeee jaane kyun huye hain wo khafa begaane bewafaa jaane kyun saare wo chaahton ke pal kho gaye jaane kyun inn baarishon mein aajaa bheege aye dil dekhe naa koi aansun jo hai behte haan
je akhite eto hasi lukano phule phule tar keno akhi dhaar je moner achhe eto madhuri se keno cholechhe boye batha bhar je akhite eto hasi lukano deeper shikhay eto alo je tobu keno kajole se kalo je deeper shikhay eto alo je tobu keno kajole se kalo je eklar bhalo laga ki ase kede kede hote chay dujanar je akhite eto hasi lukano sagor kakhono cheye dekhena buke tar ki raton royechhe kangaler mato tire tire se phire phire abo hela soyechhe prem jodi bhare eto sudha go tobu keno hridayer khudha go prem jodi bhare eto sudha go tobu keno hridayer khudha go je meghe royechhe eto mamota keno tar bidyute hahakar je akhite eto hasi lukano phule phule tar keno akhi dhaar je moner achhe eto madhuri se keno cholechhe boye batha bhar je akhite eto hasi lukano
Jeene Ka Dhang
laaa lala lala lala laaaaa haaaaa aaaaa aaaaa haaaaa haaaaa haaaa jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein iss dil ka kya haal karun aisi bahaaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein main apna kya haal karun keh do ishaaron mein chhoone se mere surkh labon ki kaliyaan aaaa haaa nikhri oooo hooo jaise aaaa haaaa khul ke aaj talak dil mein jo dabe hain armaan hmm hmm keh doon hmm hmm sajnaa hmm hmm khul ke lala la lala lala lala lala lala chupke se kyun baat chale chaahat ke maaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein iss dil ka kya haal karun aisi bahaaron mein aaj mujhe dekhen ye nazaare jaise hmm hmm main hoon hmm hmm sundar hmm hmm sapnaaaa aaj to ye gulzaar ye gul ye shaakhen aaaa haaaaa roke laa laa chaahe hmm hmm jitna lala la lala lala lala lala lala choom hi legi meri nazar tumko hazaaron mein jeene ka din marr jaane ka mausam hai inn nazaaron mein main apna kya haal karun keh do ishaaron mein
hey hey hey hey hey jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi aao mil jul ke sukh dukh baante kyun hum rahen ajnabi humsafar hain sabhi jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi aao mil jul ke sukh dukh baante kyun hum rahen ajnabi humsafar hain sabhi sur mein humare aa ke sur to mila pyaar bhare naghmen zamaane ko suna sur mein humare aa ke sur to mila pyaar bhare naghmen zamaane ko suna loota de kisi ke liye tu apni khushi jeene ko to jeete hain sabhi pyaar bina kaisi zindagi aao mil jul ke sukh dukh baante kyun hum rahen ajnabi humsafar hain sabhi laaaa lala laaaaa hey hey heyyyyyyy tum bhi gaao naa lal lal lala la lala la la haan lal lal lala la lala la la lal lal lala la lala la la lal lal lala la lala la la apne liye jo bhi jeete hain yahaan unko bhula de ek pal mein jahaan apne liye jo bhi jeete hain yahaan unko bhula de ek pal mein jahaan rahenge dilon mein jo baante sabko hansi
aa aa aa aa aa aa aa jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge haan wohi log haan wohi log haan wohi log tere chahne waale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge mai barasti hai fazaaon pe nashakaari hai mai barasti ee ee ee eeee mai barasti hai fazaaon pe nashakaari hai mere saaqi ne kahin jaam uchhale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge shamma le aaye hain hum jalwa kahe jaana se shamma le aaye hain hum hum mm mm mm mm umm shamma le aaye hain hum jalwa kahe jaana se ab to aalam mein ujaale hi ujaale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge hum bade naaz se aaye the teri mehfil mein ee ee humm mm mm um mummm hum bade naaz se aaye the teri mehfil mein kya khabar thi lab e izhaar pe taale honge kya khabar thi lab e izhaar pe taale honge jinke honthon pe hansi paaon mein chhale honge haan wohi log haan wohi log haan wohi log haan wohi log tere chahne waale honge jinke
jo unki tamanna hai barbaad ho jaa jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa na unka tabassum tere vaaste hain na unka tabassum tere vaaste hain na tere liye unki zulfon ke saaye tu beaas phir kyon jiye ja raha hai tu beaas phir kyon jiye ja raha hai jawaani mein ye zindagaani luta de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa sitam ya karam husn walon ki marzi sitam ya karam husn walon ki marzi yahi soch kar koi shikawa na karna sitamgar salaamat rahe husn tera sitamgar salaamat rahe husn tera yahi usko mitne se pehle duaa de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaane Kahaan Dekha Hai Biwi Aur Makan (1966) 05:52 16074
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:52   Song Number : 16074   

Jaane Kya Baat Hai Asha Bhosle 04:54 15020
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1984
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:54   Song Number : 15020   

Jaane Kya Baat Hai Sunny (1984) 05:20 12047
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:20   Song Number : 12047   

Jaane Kya Dhoondhati Rehti Shola Aur Shabnam (1961) 03:31 14254
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 14254   

Jaane Kya Dhoondta Hai Sur (The Melody of Life) (2002) 07:05 17880
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 07:05   Song Number : 17880   

Jaane Kya Toone Kahi Pyaasa (1957) 04:04 20616
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 20616   

Jaane Kyun Tanhaa Ho Gaye Bhram (2008) 05:58 17588
 
Poster of Bhram (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Dino Morea
Duration : 05:58   Song Number : 17588   

Je Ankhite Eto Hasi Lukano Talat Mahmood 03:22 14941
 
Poster of Talat Mahmood
 
Lyricist
Shyamal Gupta
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:22   Song Number : 14941   

Jeene Ka Dhang Parwana (1947) 03:15 33014
 
Poster of Parwana (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:15   Song Number : 33014   

Jeene Ka Din Gomti Ke Kinare (1972) 04:58 11950
 
Poster of Gomti Ke Kinare (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Rahman
Duration : 04:58   Song Number : 11950   

Jeene Ko To Jeete Hain Sabhi Yeh Vaada Raha (1982) 05:47 18075
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon, Various
Duration : 05:47   Song Number : 18075   

Jinke Honton Pe Hansi Ghulam Ali 07:41 19745
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Parvaz Jullundheri
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 07:41   Song Number : 19745   

Jo Unki Tamanna Hai Barbaad Ho jaa Intaqam (1969) 03:37 13374
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:37   Song Number : 13374