Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaadu%20Hai%20Nasha%20Hai%20(Female)
HomeJaadu%20Hai%20Nasha%20Hai%20(Female)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa hmmm jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan kuchh bhi na samjhe kuchh bhi na maane dil kar rahaa hai kitne bahaane tumko dekhe tumko chaahe iss tarhaa se kabhi humne kisi ko chaahaa kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan lo thaam lo ye lamhon ke dhaage hum chal pade hain sapnon se aage raasta ye hai kathin par iss safar mein kabhi na hoongi koi ab dooriyaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon main aa
aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aah ye pal hai apna to iss pal ko jee le sholon ki tarah zara jal ke jee le pal jhapakte kho na jaana chhoo ke kar loon yakin na jaane pal ye paaye kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aa aa aa aaaaaaa baahon mein teri yun kho gayen hain armaan dabe se jagne lage hain jo mile ho aaj humko door jaana nahin mita do saari ye dooriyaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan aa aa aaaaaa aa aa aaaaaaaa
jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori ik pal juda na rehna ik pal juda na rehna mushkil judaayi sehna kadam bahek jaayen itni bhi theek nahin doori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori tum hi tum samaayi ho meri nas nas mein ho ke door rahega na dil ye mera mere bas mein bandh gayi tumse dori aur tumhi meri kamzori bandh gayi tumse dori aur tumhi meri kamzori aise na tarsaao pyaas karo poori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori sur bina hai ye nagma adhura adhura do badan milen jab tabhi pyaar hota hai poora kuchh bhi nahin main tujh bin aur kuchh bhi nahin tu mujh bin kuchh bhi nahin main tujh bin aur kuchh bhi nahin tu mujh bin aise na tarsaao pyaas karo poori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori
jitni haseen ho tum haaye utni hi bewafa ho jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho phir bhi mere liye tum phir bhi mere liye tum main kya bataun kya ho jitni haseen ho tum tumko saja rakha hai palkon ki chilmanon mein tum saans le rahi ho is dil ki dhadkanon mein itni kareeb ho kar itni kareeb ho kar phir kyun juda juda ho jitni haseen ho tum mujhko siwa tumhaare kuchh bhi pata nahin hai duniya mein hai to kya hai duniya mein kya nahin hai kitni hi badguma ho tum phir bhi badguma ho naaraaz ho khafa ho jitni haseen ho tum itni duniya pe humne baad e wafa naa paayi apne liye tumhaari koi ada naa paayi lagta hai yun ke mujhse lagta hai yun ke mujhse rutha mera khuda ho jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho phir bhi mere liye tum phir bhi mere liye tum main kya bataaun kya ho jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho jitni haseen ho tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaadu Hai Nasha Hai Jism (2003) 05:26 11944
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:26   Song Number : 11944   

Jaadu Hai Nasha Hai (Female) Jism (2003) 05:29 20603
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:29   Song Number : 20603   

Jitna Zaroori Mann Ka Milan Kashmakash (1973) 03:18 36313
 
Poster of Kashmakash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rekha, Feroz Khan
Duration : 03:18   Song Number : 36313   

Jitni Haseen Ho Tum Mangu Dada (1970) 04:12 19294
 
Poster of Mangu Dada (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujit Kumar
Duration : 04:12   Song Number : 19294