Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIss%20Duniyaa%20Mein
HomeIss%20Duniyaa%20Mein
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


iss duniya mein apna kya hai iss duniya mein apna kya hai kehne ko sab kuchh apna hai iss duniya mein apna kya hai tere saath gayi woh raunak tere saath gayi woh raunak ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai ab iss shehar mein rakha kya hai iss nagri ke kuchh logon ne iss nagri ke kuchh logon ne dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai dukh ka naam dawa rakha hai
is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha main ghum hoon armaan nahin patthar hoon insaan nahin main ghum hoon armaan nahin patthar hoon insaan nahin haan ji haan yeh sach hai mujhko phoolon ki pehchan nahin maine phool bahut kam dekhe kante bahut jayada isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha peete peete din nikla peete peete raat huyi peete peete din nikla peete peete raat huyi ek magar haan kabhi kabhi anhoni si baat huyi aankh mein aansu bhar aaye hasne ka kiya iraada isliye main ban gaya veeru se veeru dada veeru dada is duniya mein jee nahin sakta aadmi sidha sadha kabhi idhar mud jaata hoon kabhi udhar mud jaata hoon kabhi idhar mud jaata hoon
is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna bada aasan hai dena sazaye bada mushkil hai par maaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna tujhse ho jaye na kuchh buraai tu bhala hai bura hai zamana tujhse ho jaye na kuchh buraai tu bhala hai bura hai zamana is zamane se sun ae deewaane apna daman zara tu bachana daag lag jaye daman pe koi aasuon se pade saaf karna bada aasan hai dena sazaye bada mushkil hai par maaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil hai insaaf karna chal pada tu udhar kyun musafir jis taraf koi manzil nahin hai chal pada tu udhar kyun musafir jis taraf koi manzil nahin hai koi kaliyon ka gulshan nahin hai koi phoolon ki mehfil nahin hai in rahon pe bikhre hain kaante in rahon se bach ke guzarna bada aasan hai dena sazaye bada mushkil hai par maaf karna is duniya mein o duniyawalo bada mushkil jiss bharam mein tu khoya hua hai wo bharam todna
is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna haye is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare bababa bashu bet bababa bashu bet bababa bashu bet bet men meshura husn husn teri takdeer hai pyaar teri jageer hai ranjha bankar dhund le jahaan bhi teri heer hai ranjha bankar dhund le are jahaan bhi teri heer hai o doli chadan mariyaan heer cheekkan o doli chadan mariyaan heer cheekkan o mainu le chal bawla le chal ve o sanu le chal ve are miyaun miyaun are baffu baffu are miyaun miyaun are baffu baffu paa kar chahat yaar ki charcha na karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare are tu karle fashion are tu karle fashion are tu karle fasion karle karle kar zara jiyo jiyo to aisi shaan se jhoom uthe khud zindagi maro to is andaz se kare zamana bandagi maro to is andaz se are kare zamana bandagi karle karle karle khuda ke naam pe pyare fashion bahut zaroori hai karle khuda ke
la la la la la la la la la la la la la la la la ra is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi paisa chor koi murgi chor aur koi dil ka chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi chori kare khazaane ki koi aane ya do aane ki koi chori kare khazaane ki koi chori kare khazaane ki koi aane ya do aane ki koi chhota chor koi bada chor ye baitha chor wo khada chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi paisa chor koi murgi chor aur koi dil ka chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi daaka daale raaton mein koi kaate baaton baaton mein koi daaka daale raaton mein koi daaka daale raaton mein koi kaate baaton baaton mein koi gora chor koi kaala chor koi laat saab ka saalaa chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi paisa chor koi murgi chor aur koi dil ka chor is duniya mein sab chor chor is duniya mein sab chor chor koi kisi ki neend churaata hai oo oo ooo koi
oooo oooo ooooooo ooooo oo aaa aaaaa aa ooooo oooo oooo iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai tere dil mein jagah mili swarg hume kya karna hai kya karna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai tere dil mein jagah mili swarg hume kya karna hai kya karna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai chhuna chaaho to badal ko chuu lo apne haatho se are dil na behlaao sajna unche mahlo ki baaton se unn galiyon ki baaten karo jin galiyon se gujarna hai gujarna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai dekho main sab dekh rahi hoon meri aankhen band nahi dekho main sab dekh rahi hoon meri aankhen band nahi dhundh rahe ho swarg mein pariyaan kya main tumhe pasand nahi pariyaan dil behlaane ko hai pyaar tumhi se karna hai karna hai iss duniyaa mein jeena hai iss duniyaa mein marna hai tere dil mein jagah mili swarg hume kya karna hai kya karna hai iss
iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin ulfat karna khel hai lekin karke nibhaanaa khel nahin jab se huye hain door wo humse jab se huye hain door wo humse dhoondh rahi hai unko nazar dhoondh rahi hai unko nazar haai re o bedard zamaane haai re o bedard zamaane ye bhi nahin hai tujhko khabar ye bhi nahin hai tujhko khabar aag lagi hai dil mein kuchh aisi jis ka bujhaana khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin laakh sataayen pyaar ke dushman laakh sataayen pyaar ke dushman bhool sakenge unko na hum bhool sakenge unko na hum aur badhegi unki muhabbat aur badhegi unki muhabbat jitne bhi honge zulm o sitam jitne bhi honge zulm o sitam kehde ye koi naadaanon se humko mitaanaa khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Is Duniya Mein Jagjit Singh 03:07 18957
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nasir Kazmi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:07   Song Number : 18957   

Is Duniya Mein Jee Nahin Sakta Veeru Dada (1990) 06:17 37384
 
Poster of Veeru Dada (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amrita Singh
Duration : 06:17   Song Number : 37384   

Is Duniya Mein O Duniyawalo Do Bhai (1969) 06:32 35882
 
Poster of Do Bhai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:32   Song Number : 35882   

Is Duniya Mein Pyare Shrimanji (1968) 03:34 36410
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 36410   

Is Duniya Mein Sab Bhai Bhai (1956) 03:37 40326
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:37   Song Number : 40326   

Iss Duniyaa Mein Apnapan (1977) 06:04 12727
 
Poster of Apnapan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sulakshana Pandit
Duration : 06:04   Song Number : 12727   

Iss Duniyan Mein Ae Dil Walo Dil Ka Lagana Dillagi (1949) 03:26 13122
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Raag- 
Tilang
Duration : 03:26   Song Number : 13122