Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum%20Tum%20Ye%20Bahaar
HomeHum%20Tum%20Ye%20Bahaar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gusse mein ho phir bhi sanam lagti ho behad haseen khayaalon mein bhi kisi aur ko kabhi maine chaaha nahin maano na maano magar hum kahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge koi humein kuchh bhi kahe pyaar karte hain karte rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge khamoshi ye kaisi shayad woh humse khafa hain maanenge woh kaise husn ka unko nasha hai badi mushkil hai naazuk dil hai aur wo bade bewafa hain wo kuchh bhi karen hum wafa hi karenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge koi humein kuchh bhi kahe pyaar karte hain karte rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge
hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein ooooooo oooooo oooooo ooooo oooooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri aankhon ki ye masti hai jo saawan ban ke aayi hai mera dum jab tak rahe pyaar ki chamak mere dil ke nagine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen aankhon mein ishaare ho jaayen ulfat ka chale aisa jaadoo dushman bhi humare ho jaayen
hooooooo hoooo hoooo hum tumhaare liye tum haumare liye hum tumhaare liye tum haumare liye phir zamaane ka kya hai humaara na ho aapke pyaar ka jo mile aasra aapke pyaar ka jo mile aasra phir khuda ka bhi beshaq sahaara na ho hum tumhaare liye tum haumare liye tumhin ho dil mein tumhin ho meri nighaahon mein naa aur aayega ab koi meri raahon mein karoon na aarzooo oooo ooooo karoon na aarzooo marne ke baad jannat ki agar ye zindagi guzre tumhaari baahon mein tumhaari baahon mein pyaar ke chaand se raat roshan rahe pyaar ke chaand se raat roshan rahe phir koi aasmaan pe sitaara na ho hum tumhaare liye tum haumare liye hoo hoo nazar nazar se kadam se kadam milaaye huye chale hai waqt ki raftaar ko bhulaaye huye bahaar poochh rahi hai bahaar poochh rahi hai chaman ke phoolon se ye kaun aaya ke tum sab ho sar jhukaaye huye ho sar jhukaaye huye soch mein phool hai hum agar chal diye soch mein phool hai hum agar chal diye phir chaman mein kabhi ye nazaara na ho hum
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re pag mein ghungar bandh ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pag mein ghungar bandh ke ghunghta mukh par daar ke nainan mein kajara laga ke re madhuban mein radhika naache re dolat chham chham kamini aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dolat chham chham kamini chamkat jaise damini chanchal pyari chhab lage re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re mirdang baaje tirikit dhum tirikit dhum ta ta mirdang baaje tirikit dhum tiri kit dhum ta ta nachak chum chum ta thai tathai tak chum chum chnana na chum chum chnana na kraathe kraathe dha dha dha dhadhaa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika ni sa re sa ga re ma ga pa ma dha pa ni dha
mat maaro shyaam pichkaari mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari naazuk tan mora rang na daalo shyama ang nag mora phadke rang pade jo more gore badan par roop ki jwaala bhadke kit jaaun main laaj ki maari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari kaah karun main kaanhaa roop hai bairi mera rang pade khil jaaye dekhe jag mohe tirchhi nazariya se mora jiya ghabraaye kit jaaun main laaj ki maari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari mat maaro shyaam pichkaari pyaar ke rang mein saiyaan mori rang de chunariya khel na dil ki holi teri baali hai umariya pyaar ke rang mein saiyaan mori rang de chunariya neela ho na laal kesari na peela na kaala ho aise ho wo rang preet ka jismein jaadu daala ho aaj khelne preet ki holi aayi re banwariya khel na dil ki holi teri baali hai
meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma bholi bhaali teri ye ada saari duniya ispe fida hum bhi to tere matwaale hain piya bhari mehfil mein lo keh diya meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma humsafar hamdum o hamnava tere bina jeena hai saza isiliye tu lage sabse juda mujhe duniya mein o re dilruba meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma subah ki tu pehli kiran kabhi raat ka tu reshmi badan din ho ya raat mujhe teri har baat jahan bhar se pyaari lage meet mere mann ke mera ye vaada hai teri khushi ke liye jaan ki baazi laga denge chahe to aazma
jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo teekhi teekhi tez tez ye sooli par hai sej sej imaan banaakar tum rakh lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam jaan hatheli pe rakh lo aankhon se moti chakh lo teekhi teekhi tez tez ye sooli par hai sej sej imaan banaakar tum rakh lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi mohabbat hai mirchi sanam uljhi uljhi tirchhi tirchhi mohabbat ki galiyaan sanam har waqt lagaaye aag aag kismat jaayegi jaag jaag tum pal pal jee lo aur mar lo nas nas mein jawaani ko bhar lo duniya se le lo panga pyaar ki behne do ganga duniya se le lo panga pyaar ki behne do ganga bijli bijli barf barf ye meetha meetha dard dard ye jaan mein jannat ko bhar lo mohabbat hai mirchi mohabbat hai
mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaana jhootha hai ye khayaal aa aa aa ye pyaar ki kadar tum jaanoge nahin na ja o bekhabar pehchanoge nahin pehchaanta hoon main hoti hai bewafa tu hi zara bata kiska hua bhala sun jaane jigar ek baar to dil mila mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaanaa jhootha hai ye khayaal matlab ki dosti matlab ka pyaar hai ye laalchi jahaan paise ka yaar hai anmol pyaar ki keemat na tu laga bikti nahin kabhi beshaq dua dawa sun shokh e haseen jhoote na jalwe dikha mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal aa mere dilruba tu chaahti hai kya tu jaan hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Hain Tumhaare Yeh Kaisa Nasha Hai (1979) 03:15 40262
 
Poster of Yeh Kaisa Nasha Hai (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
D S Sultania
Music Director- 
Chand Pardesi
Singer- 
Suresh Wadkar
Duration : 03:15   Song Number : 40262   

Hum Tum Ye Bahaar Amber (1952) 03:19 12653
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 03:19   Song Number : 12653   

Hum Tumhaare Liye Intaqam (1969) 04:22 20557
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 20557   

Madhuban Mein Radhika Nache Re Kohinoor (1960) 06:16 12094
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Others
Raag- 
Hamir
Taal- 
Tintal
Duration : 06:16   Song Number : 12094   

Mat Maaro Shyaam Pichkari Durgesh Nandini (1956) 06:22 40217
 
Poster of Durgesh Nandini (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Duration : 06:22   Song Number : 40217   

Meet Mere Mann Ke Unees Bees (1980) 04:09 36984
 
Poster of Unees Bees (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:09   Song Number : 36984   

Mohabbat Hai Mirchi Chura Liyaa Hai Tumne (2003) 06:01 16822
 
Poster of Chura Liyaa Hai Tumne (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sanjay Chhel
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Gayatri Iyer
On Screen Actors- 
Zayed Khan, Esha Deol
Duration : 06:01   Song Number : 16822   

Mohabbat Huyi Mere Saiyaan Shakka (1981) 04:43 38640
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Simple Kapadia
Duration : 04:43   Song Number : 38640