Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHaye%20Haye%20Ek%20Ladka
HomeHaye%20Haye%20Ek%20Ladka
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan gir padi bijliyaan jal gaya aashiyaan uth raha hai dhuwaan chal diya carvaan o jaane waale thehar zaraaaaa fariyaad humari suntaa jaa daaman pe likhi hai ashqon ne rudaad humaari suntaa jaa jee sakenge naa hum tujhse ho kar judaa jaa meri zindagi tera haafiz khuda tera mehnil chalaa haath se dil chala reh gayi daastaan chal diya carvaan loot gaye hum yahaan tum wahaan chal diya carvaan
chalona dighar soikat chhere jhau boner chhayay chhayay shuru hok patho chala shuru hok katha bala chalona dighar soikat chhere jhau boner chhayay chhayay shuru hok patho chala shuru hok katha bala aaj je katha gechhe theke pahar uchu moner aral dujanei gechhi dheke aaj je katha gechhe theke pahar uchu moner aral dujanei gechhi dheke se katha bajuk hriday nupur boishakhi chanchala shuru hok patho chala shuru hok katha bala ei nirjane nibhrite nirbak hoye chokhe chokh rekhe geye gechhe sangite aaj mon chhile niye mone jadi nijer mon ke tomar kachhe pathai nirbasane se mon hok na nijer aloke urbashi urmila shuru hok patho chala shuru hok katha bala chalona dighar soikat chhere jhau boner chhayay chhayay shuru hok patho chala shuru hok katha bala
hoooooooo haaa haaa haaa haaaa hoooooooo haaa haaa haaa haaaa chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat jaana humko jaana hai wahaan apne dil ki manzil hai jahaan chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo ye safar hai naya hai naye raasteeee chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum jawaan dil jawaan hain jawaan haunsalen chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan sach kabhi honge to mere
la la la la la la la la la la la la chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar todo na saaz e dil ke saaz e dil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega halchal ki har ek mauj mein shaamil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote hanste bas yunhi tum gun gunaate rehana kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge sapanon ko phir bhi tum yunhi sajaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar hum laut aaenge tum yunhi bulaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna rote hanste bas yun hi tum gungunaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna alvida to ant hai aur ant kisne dekha ye judaai hiii milan hai jo humne dekha yaadon mein aa kar tum yun hi gaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna
chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil aa haa oo hoo aise bhi hans lete hain hum aise me bhi dil gaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai aa haa oo hoo koi dukh me jee leta hai koi sukh me mar jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi mein kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi
chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada hey chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ha sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ki tune meri raani ye beimani khoob hai ye ada apna dil na diya mera dil le liya haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada teri to matki tooti apna to dil hi toota haye teri to matki tooti apna to dil hi toota gussa ye chhod jhuta ohh meri roopa kuchh to insaaf kar pyaar se tu na darr chal mere saath ghar haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada oh maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk
chalte chalte chalte chalte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte sare raah chalte chalte wahin tham ke reh gayi hai wahin tham ke reh gayi hai meri raat dhalte dhalte meri raat dhalte dhalte jo kahi gayi na mujhse jo kahi gayi na mujhse wo zamaana keh raha hai wo zamaana keh raha hai ke fasana ke fasana ban gayi hai ke fasana ban gayi hai meri baat talte talte meri baat talte talte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte sare raah chalte chalte yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte chalte chalte sare raah chalte chalte chalte chalte chalte chalte chalte chalte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha shab e intezaar aakhir shab e intezaar aakhir kabhi hogi muqtasar bhi kabhi hogi muqtasar bhi ye chirag ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain mere saath jalte jalte mere saath jalte jalte ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain ye
chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi mud ke naa dekhe kuchh bhi naa bole bhed apne dil kaa raahi naa khole aayaa kahaan se kiss desh kaa hai koi naa jaane kya dhundhataa hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi jhalke naa kuchh bhi aashaa niraasha kya koi samjhe nainon ki bhaasha chehraa ke jaise kora safaa hai kismat ne jis par kuchh naa likha hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi
hey ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai haan duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar to dekh ja nazdeek se phoolon ka bhi hai kya jigar kaanton ki tej nok par palti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi haan ohh tere hann han han heyyy haa haa hey hey manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin haan aandhi chale ya tufan mile saamne uske jhukna nahin sanche mein rang birang ke dhalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi
apna nahin par apna lage jaane kaisa ye raaz hai hanste hain lab rota hai dil jeene ka ye bhi andaaz hai girti sambhalti jhumti masti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai kya hai galat kya hai sahi kaisa nasha ye kaisa garoor josh e junoon rishte khoon koi bataaye kaise hon door jaani anjaani bhool ki galti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ladte hain kyun aapas mein hum nadaani hai ye diwanapan shohrat rahe na daulat rahegi jaayenge sab hi odhe kafan patjhad mein aur bahaar mein khilti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai
aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya jis chaman mein bhi gaye jis chaman mein bhi gaye apna chaman yaad aa gaya gulbadan gul pairahan ek pardesi se karli aaj tumne dosti ek pardesi se karli aaj tumne dosti kyaa karoge kal agar usko watan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gir gayi meri nigahon se baharen rang rang gir gayi meri nigahon se baharen rang rang ek aisa husn e sada pairahan yaad aa gaya ek aisa husn e sada pairahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan samne se koi ghuzra aaj iss andaaz se saamne se koi guzra aaj iss andaaz se zindagi ko apna khoya baank pan yaad aa gaya jis chaman mein bhi gaye jis chaman mein bhi gaye apna chaman yaad aa gaya gulbadan gul pairahan gulchadahan yaad aa gaya gulbadan gul pairahan
haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai likhta hai haye muft mein le le tu mera dil bikta hai tera mera janam janam ka rishta hai rishta hai haye mera premi koi paagal jiska hai haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai kya ho jo ye khat kisi ke haath lag jaaye re kya ho jo ye khat kisi ke haath lag jaaye re ek rang aaye mukh pe ek rang jaaye re ho ho ibke rang na khelungi main holi mein holi mein haye pichhle baras ye daag laga tha choli mein ab dil na kho jaaye aankh micholi mein micholi mein haaye le na jaaye yaar bitha ke doli mein ho haye haye ek ladka mujhko khat likhta hai doli mein na baithungi main ghar se bhaag jaungi doli mein na baithungi main ghar se bhaag jaungi chhod ke baaraat so ti raat jaag jaaungi ho ho jogan pe rut aayi prem ki baaton ki baaton ki haaye luk chhup chori chori mulakaaton ki khan khan choodi khanke mere haathon ki haathon ki haaye udd gayi neend nigodi bairan raaton ki hoo likhta hai haye
khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wooo humne is duniya ke dil mein jhaanka hai sau baar le le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bhare the tab banglon mein thehre are khaali huye to hum tak pahuche bhare the tab banglon mein thehre khaali huye to hum tak pahuche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche hoo oo in sharnarthiyon ke sar par de de thoda pyaar le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali ki guarantee dunga
hmm hmm hmm hmm hmm hmm khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko milte hain dil yahaan mil ke bichhadane ko khilte hain gul yahaan kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan hooo ooooo hooo hoooo ho ho ho ho haaaaaa jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye sama utaar le khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai inn lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan khil ke
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko khilte hain gul yahaan kal rahe naa rahe mausam ye pyaar kaa kal ruke na ruke dolaa bahaar kaa kal rahe naa rahe mausam ye pyaar kaa kal ruke na ruke dolaa bahaar kaa chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain hoo jheelon ke honthon par jheelon ke honthon par meghon kaa raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye samaa utaar de khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai in lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan
koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lal lal lala lala lala la la lala koi ladka mujhe kal raat sapne mein mila badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala la lala lala lala lala la la lala dekh leti main jo uss bairan sautan ko jaan le leti main kasam se dekh leta main jo uss tere saajan ko jaan de deta main sharm se hooo phir kyun roothe tum jo roothi lal lala are tum hi mujhe kal raat sapne mein mili are tum hi mujhe kal raat sapne mein mile mujhe tumse tumhein mujhse zaroori kaam tha lala la la lala la la lala la la la la tumhein mujhse mujhe tumse zaroori kaam tha chaandani thi raatein khoob huyi mulaaqatein pyaar bhari huyi baatein dono mein raat bhar hum jaage nain piyaa sang laage rang bhare huye waade dono mein tum jhoothi ho tum jhoothe ho la lala koi ladka koi ladki koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala lala lala lala lala lala la la lala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chal Diya Caravaan Laila Majnu (1953) 03:27 13582
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:27   Song Number : 13582   

Chalona Digar Saikhat Pintoo Bhattacharya 03:14 14770
 
Poster of Pintoo Bhattacharya
 
Lyricist
Barun Biswas
Duration : 03:14   Song Number : 14770   

Chalte Chale Lehron Ke Saath Saaheb (1985) 07:25 18321
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Amrita Singh
Duration : 07:25   Song Number : 18321   

Chalte Chalo Chalta Hua Insaan Aur Shaitan (1970) 03:21 41000
 
Poster of Insaan Aur Shaitan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 41000   

Chalte Chalte Chalte Chalte (1976) 05:08 18437
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 05:08   Song Number : 18437   

Chalte Chalte (Sad Version) Chalte Chalte (1976) 02:29 18440
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 02:29   Song Number : 18440   

Chalte Chalte In Atma Ram (1979) 05:37 12749
 
Poster of Atma Ram (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Thakur
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Satrughan Sinha, Bindiya Goswami
Duration : 05:37   Song Number : 12749   

Chalte Chalte Peechhe Mudke Dekh Jaise Ko Taisa (1973) 03:40 36414
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 03:40   Song Number : 36414   

Chalte Chalte Yunhin Koi Pakeezah (1972) 05:57 20269
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:57   Song Number : 20269   

Chalti Chali Jaa Zindagi Door Ka Rahi (1971) 05:02 13169
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ashok Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 05:02   Song Number : 13169   

Chalti Ka Naam Zindagi Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 05:11 38211
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 38211   

Chalti Ka Naam Zindagi - II Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 03:33 17095
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 17095   

Gulbadan Gul Pairahan Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:37 36772
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Nazeer Banarasi
Duration : 06:37   Song Number : 36772   

Haye Haye Ek Ladka Kuchhe Dhaage (1973) 03:03 37648
 
Poster of Kuchhe Dhaage (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:03   Song Number : 37648   

Khaali Dabba Khaali Botal Neel Kamal (1968) 04:37 32124
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:37   Song Number : 32124   

Khilte Hain Gul Yahaan Sharmilee (1971) 04:02 20764
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 20764   

Khilte Hain Gul Yahaan (Female) Sharmilee (1971) 04:52 38720
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:52   Song Number : 38720   

Koi Ladki Mujhe Kal Seeta Aur Geeta (1972) 04:17 14191
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Hema Malini
Duration : 04:17   Song Number : 14191