Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGangaram%20Ki%20Samjh%20Mein
HomeGangaram%20Ki%20Samjh%20Mein
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gangaram kanwara reh gaya gangaram kanwara reh gaya gangaram kaun hai gangaram kaun hai gangaram hai ek tote ka ram totaram kanwara reh gaya gangaram kanwara reh gaya ek maina thi meena naam ki ek maina thi meena naam ki uss se chonch ladi gangaram ki ek hi daali pe donon rehte the ek hi daali pe donon rehte the ek dooje se wo ye kehte the prem karna to apne hath hai paana aur khona kismat ki baat hai bas maina ki shaadi ho gayi aur kisi ke saath dhoom dhaam se aayi uss din jungal mein baarat miyaan mithu ki ho gayi neend haraam gangaram kanwara reh gaya ho totaram kanwara reh gaya haathi ne suna to wo chinghada sher ne suna to wo bhi dhahada kaalu bhalu bhi cheekha zor se dol gaya saara jungal shor se tote ka humdard gidad ban gaya iss chakkar mein wo leader ban gaya hooooo doli baith ke maina khoob royiiiiiiii doli baith ke maina khooob royi mainu lai chal totiyaa lai challe veeeee kaha suna humara maaf karna ooooo oooo oooooo oooo bas vairi yaaden assi lai
wo pari kahaan se laaun teri dulhan jise banaun ke gori koi pasand na aaye tujhko ke chhori koi pasand na aaye tujhko wo pari kahaan se laaun teri dulhan jise banaun ke gori koi pasand na aaye tujhko ke chhori koi pasand na aaye tujhko wo pari kahaan se laaun teri dulhan jise banaun ke gori koi pasand na aaye tujhko ke chhori koi pasand na aaye tujhko ye to meri hai saheli dilwaali albeli jaise moti ya chameli jaise pyaar ki paheli solha saal ki umr coco cole si kamar rasi bhar bhi nazar kahin aaye na nazar kuchh hua hai asar gol jude mein ye veni aur veni mein ye tehni kaise judiyon se ped ugaaye ye gangaram ki samjh mein na aaye aank jiski hai billi naam iska hai lilli aisi kajre ki dhaar jaise teekhi talwaar oooooo dekh honthon ka ye rang dekh chalne ka dang kate angrezi baal baandha reshmi rumaal bolo kya hai khayaal isse jab liya tak mera rang hua phak chhori hoke ye hajaamat karaye ye gangaram ki samjh mein na aaye naam iska kamal jaise ganne ki fasal jaise
ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje aankhon ne aankhon se masti churaayi aankhon ne aankhon se masti churaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayee mann ke singhaasan pe tu hi biraaje ho tu hi biraaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chaahat bina zindagi thi adhoori chaahat bina zindagi thi adhoori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori raadha ko saaje to mohan hi saaje mohan hi saaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi iss pag mein kabhi uss pag mein bandhta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya yuhin lut lut ke aur mit mit ke banta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi kabhi mandir mein kabhi mehfil mein sajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein phir kaisa gila jag se jo mila sehta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi is pag mein kabhi us pag mein bandhta hi raha
mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye kuchh mujh pe naya joban bhi tha kuchh pyaar ka paagalpan bhi tha har palak meri teer bani aur zulf meri zanjeer bani liya dil saajan ka jeet liya dil saajan ka jeet wo chhede payaliyaa ne geet ke ghunghroo toot gaye wo phool fazaon mein mehke bin peeye hi koi kyon behke ye masti bhari teri angdayi jaise koi bijli lehraayi ye teri jawaani ka josh ye teri jawaani ka josh ke teri payal thi kamzor ke ghunghroo toot gaye dharti pe na mere pair lage bin piya mujhe sab gair lage mujhe ang mile armaanon ke mujhe pankh mile parwanon ke jab mila piya ka gaaon jab mila piya ka gaaon to aisa lachka mera paanv ke
hey kanchaa haaye re daiya haaye re mera saajan wo kehlaaye dekhte sab rah jaayen wo mera haath pakad lei jaaye hoo re ghungroo ka bole aiysa ho wo aiysa ho mera ghunghta jo khole hoo re ghungroo ka bole aiysa ho wo aiysa ho mera ghunghta jo khole are kora kora gora gora banka chhora saiyan mora hoo re ghungroo ka bole re jidhar se bhi guzar jaaye mera chitchor ha ha mera chitchor haaye daiya mach jaye galiyon mein shor jhaanke jharokhon se goriyan jidhar se bhi guzar jaaye mera chitchor ha ha mera chitchor haaye daiya mach jaye galiyo mein shor jhaanke jharokhon se goriyan jo dekhe ye bole haaye mera man dole ho jo dekhe ye bole haaye mera man dole hoo re ghungroo ka bole aiysa ho wo aiysa ho mera ghunghta jo khole are kora kora gora gora banka chhora saiyan mora hoo re ghungroo ka bole re mele mein akele mohe sang lei jaaye mohe sang lei jaaye kaanch ki pachrangi chudiyan pehnaye jhumke bhi lei de bazaar se mele mein akele mohe sang lei jaaye mohe sang lei jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gangaram Kanwara Reh Gaya Jeevan Dhaara (1982) 06:48 18457
 
Poster of Jeevan Dhaara (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Rekha
Duration : 06:48   Song Number : 18457   

Gangaram Ki Samjh Mein Pehchan (1970) 06:59 13947
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Babita
Duration : 06:59   Song Number : 13947   

Ghungharwa Mora Chham Chham Baaje Zindagi (1964) 03:18 38711
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Helen
Duration : 03:18   Song Number : 38711   

Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Chor Machaye Shor (1974) 05:22 20478
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:22   Song Number : 20478   

Ghunghroo Toot Gaye Ek Hi Maqsad (1988) 05:57 17999
 
Poster of Ek Hi Maqsad (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Music Director- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:57   Song Number : 17999   

Ghungroo Ka Bole Hare Rama Hare Krishna (1971) 08:32 36553
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 08:32   Song Number : 36553