Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDuniya%20Isi%20Ka%20Naam%20Hai
HomeDuniya%20Isi%20Ka%20Naam%20Hai
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniya mein sabhi chehre lagte to hain pehchaane kyun phir bhi hain anjaane ye baat wahi jaane haaye duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain apne hi apnon se yahan begaane jaise rehte hain begaane jaise rehte hain begaane jaise rehte hain duniya isi ka naam hai jo hum chaahen jo tum chaaho wo kab hota hai duniya mein muqaddar ke ishaaron pe hi sab hota hai duniya mein ye sab hota hai duniya mein duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ka naam hai kabhi uss mod par loota gaya hai karwaan dil ka jahaan se do kadam hi faasla baaki thaa manzil ka yahan kehti hai khamoshi hazaaron ghum ke afsaane magar is baat ka matlab koi bedard kya jaane koi bedard kya jaane duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ko kehte hain duniya isi ka naam hai yahan har ghum khushi ka ek naya paigaam laata hai andheri raat
ho kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam are jaisa mera pyaar waisa gussa hai mera teri kasam teri kasam teri kasam teri kasam ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li hooo ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li shishe jaisa toota aise jo tu rootha shishe jaisa toota aise jo tu rootha aisa hua kya sitam tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam lalalala lalalala main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana dekhe mere naina dil mein chhupke rehna ho dekhe mere naina dil mein chhupke rehna rakhna na bahar kadam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam tauba sanam tauba sanam apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani hooo apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de o mere achchhe balam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam hoo kaisa
duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi nagma hai kahin shehnaayi kaa maatam hai kahin tanhaayi kaa koi zehar piye koi jaam re koi zehar piye koi jaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi tum gair se naata jod chale aur mujhko tadapta chhod chale socha naa mera anjaam re socha naa mera anjaam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi ho tum ko mubaaraq duniyaa nayi duniyaa nayi kar lena humen bhi yaad kabhi kar lena humen bhi yaad kabhi tum shaad ho hum naaqam re tum shaad ho hum naaqam duniyaa hai isi ka naam kahin shaadi kahin barbaadi kahin shaadi kahin barbaadi kabhi subah kabhi hai shaam kahin shaadi kahin barbaadi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniya Isi Ka Naam Hai Duniya (1968) 05:11 36207
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala, Balraj Sahni
Duration : 05:11   Song Number : 36207   

Duniya Isi Ka Naam Hai Love Story (1981) 05:26 32658
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:26   Song Number : 32658   

Duniyaa Hai Isi Ka Naam Sohni Mahiwal (1958) 03:47 14268
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:47   Song Number : 14268