Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDost%20Kahaan%20Koi%20Tumsa
HomeDost%20Kahaan%20Koi%20Tumsa
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai teri aawaaz ke saaye tere honton ke saraab dasht e tanhaai mein doori ke khas o khaak tale khil rahe hain tere pehlu ke saman aur gulaab dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai teri aawaaz ke saaye tere honton ke saraab dasht e tanhaai mein doori ke khaso khaak tale khil rahe hain tere pehlu ke saman aur gulaab dasht e tanhaai mein uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch apni khushboo mein sulagti huyi maddham maddham door ufaq paar chamakti huyi qatra qatra gir rahi hai teri dildaar nazar ki shabnam dasht e tanhaai mein aye jaan e jahaan larzaan hai teri aawaaz ke saaye tere honton ke saraab uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch uth rahi hai kahin qurbat se teri saans ki aanch apni khushboo mein sulagti huyi maddham maddham door ufaq
dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein koi kahega kya koi sunega kya kisi ke bhi kahe sune se tera waasta hai kya khayaal zulf e yaar kar ye lo khayaal zulf e yaar kar nazar ko beqaraar kar nahin hoti idhar udhar pade kadam tu kar na gham na soch zindagi mein tera raasta hai kya kya dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein ye chaand ki haseen shamma aaj tere haath hai kya baat hai bada haseen saath hai haseen hoon main jawaan hai tu magar bataa kahaan hai tu jahaan hoon main wahaan to zindagi nashe mein choor hai saroor hi saroor hai teri nazar ka noor hai zara qareeb aa mere arre apan bhi majboor hai aur tu bahut hi door hai dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein har koi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein tu bhi ek gunaah kar zindagi tabaah kar dekhta chala gaya main zindagi ki raah mein suraahi jhoomne lage
hey dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai aahe dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai kissa itna hai wo ik fitna hai laakhon mein ek hai soorat kyaa kehne muskaane pehne seerat se nek hai kissa itna hai wo ik fitna hai laakhon mein ek hai soorat kyaa kehne muskaane pehne seerat se nek hai khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai aahe dekhta hoon koi ladki hasin sochta hoon kahin wohi to nahin hey poochhe bina chali aati hai jo neend khule to chali jaati hai jo khaabon ki raani jaane jaan kab se teri talaash hai yun to lakhon se hooti hain baatein par baat wo
dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan tujhse kaise kahun dard ka manjara maine socha tha kya aur kya ho gaya paas aaye magar ho gayi dooriyaan paas aaye magar ho gayi dooriyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan sabke hote huye bhi akeli hoon main sabke hote huye bhi akeli hoon main aap apne liye ik paheli hoon main haaye majbooriyaan haaye lachariyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar haaye main lut gayi tu raha bekhabar mujhpe rote rahe ye zamin aasman dekhte dekhte jal gaya aashiyan reh gayi raakh si uth raha hai dhuan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan
dekhte hi tujhe hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm mere dil ne kaha dekhte hi tujhe mere dil ne kaha dekhte hi tujhe mere dil ne kaha zindagi bhar tujhe dekhta hi rahun dekhta hi rahun jaane kya baat hai saadgi mein teri jaane kya baat hai saadgi mein teri bas nazar se tujhe chumta hi rahun chumta hi rahun tera apna ajab ek andaaz hai tera apna ajab ek andaaz hai teri aankhon mein masti bhara raaz hai meri nazron ne laakhon mein chaaha tujhe aaj apni nazar pe mujhe naaz hai har adaa mein teri hai qayaamat sanam har adaa mein teri hai qayaamat sanam bas qayaamat se main khelta hi rahun khelta hi rahun dekhte hi tujhe mere dil ne kaha zindagi bhar tujhe dekhta hi rahun dekhta hi rahun muskuraa ke jo dekha hai tune idhar o muskuraa ke jo dekha hai tune idhar maine dil mein chhupa li wo teri nazar dard badhata hi jaayega ab pyaar ka teer dil se na niklega ye umr bhar dard e dil ki dawaa tu jo de de mujhe dard e dil ki dawaa tu jo de de mujhe har ghadi main tujhe poojtaa hi
dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega saans ki to bahut tez raftaar hai aur chhoti bahut hai milan ki ghadi gunthate gunthate ye ghata saanwari bujh na jaaye kahin roop ki phuljhari chudiyaan hi na tum chudiyaan hi na tum khankhnati raho ye sharmsaar mausam badal jaayega badal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum surkh honthon pe uff ye hansi madbhari jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho jaado bunti huyi ye nasheeli nazar dekh le to khudaayi pareshaan ho muskuraao na aise muskuraao na aise chura kar nazar aaina dekh suraj machal jaayega machal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum chaal aisi hai madhosh masti bhari neend suraj sitaaron ko aane lage itne naazuk kadam chum aaye agar sote sote biyaa baan gaane lage mat mahaavar rachaao mat mahaavar rachaao bahut paanv mein farsh ka marmari dil daihal jaayega daihal jaayega dekhti hi raho
dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar dhaa raha hai gazab muskuraana tera bijliyaan mere dil pe giraana tera dhaa raha hai gazab muskuraana tera bijliyaan mere dil pe giraana tera leke dil de diya hai tadapna mujhe haan sataa le ke hai yeh zamaana tera haan sataa le ke hai yeh zamaana tera dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar tu hi tu hai nigaahon ki aaghosh mein ae khuda main na aaun kabhi hosh mein tu hi tu hai nigaahon ki aaghosh mein ae khuda main na aaun kabhi hosh mein yun chali aa rahi hoon main teri taraf jaise saawan mein nadiyaan bahein josh mein jaise saawan mein nadiyaan bahein josh mein dekhti hoon jidhar tu hi tu hai udhar kitni bechain hoon dekh idhar ik nazar oyeoyeoyeoye dekhti hoon jidhar
dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale maine dekhe hain kai rang badalne waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale tumne chup reh ke sitam aur bhi dhaaya mujh par tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale tumse achchhe hain mere haal pe hansne waale main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon main to ikhlaak ke haathon hi bika karta hoon aur honge tere baazar mein bikne waale aakhiri baar salaam e dil e mustar le lo phir naa lautenge shab e hijr ke rone waale dost ban ban ke mile mujhko mitaane waale
dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum kiran nnnnn tum kiran sawere ki tum chiraag manzil ka jab se tum ko dekha hai khil uthha hai chaman dil ka dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum ho mera aaaaa tum ho mera aaina main tumhaari soorat hoon tum mera muqaddar ho main tumhaari kismat hoon dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho umar bhar naa aaa umar bhar na aana tum dil jalon ki baaton mein saath hum ko chalna hai haath leke haathon mein dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho
dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha amaanaten main pyaar ki gaya tha jisko saunp kar wo mere dost tum hi the tum hi to the jo zindagi ki raah mein bane the mere humsafar wo mere dost tum hi the tum hi to the saare bhed khul gaye raazdaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha gale lagi seham seham bhare gale se boltin wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi safar ke waqt mein falak pe motiyon ko tolti wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi nashe ki raat dhal gayi ab khumaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha wafaa ka le ke naam jo dhadak rahe the har ghadi wo mere nek nek din tumhin to ho jo muskuraa ke reh gaye zehar ki jab suyi gadi wo mere nek nek din tumhin to ho ab kisi ka mere din intezaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost
dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kabhi tum darling kabhi mehbooba kabhi tum bholi bhali sister ohh sister dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi sister chali gayi jaane do ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek baar lag jaao gale se devdaas hain bade dukhi ek boond mein charchil ho gaye ek boond mein hitlar ae ae ae ae ae dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske jin se bhaage bhoot nigoda tum kiske hum kiske raat ko pee ke boriya dhundhe din ko dhundhe bistar hmm mister wah ha dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein doob naa jaaye andhere mein phenko ise ujaale mein ye kiske sindoor se maine ye kiske sindoor se maine daag liya hai dil par dost kahaan koi tumsaa
dosti haaye humne to ki hai rain se dosti haaye humne to ki hai rain se jaage yaar ki yaadon mein hum jaage yaar ki yaadon mein hum wo jaage subah ke liye re dosti haaye humne to ki hai rain se jaage yaar ki yaadon mein hum jaage yaar ki yaadon mein hum wo jaage subah ke liye re dosti haaye humne to ki hai rain se palken jhapakne paati nahin hain yaad tihaari jaati nahin hain aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa palken jhapakne paati nahin hain yaad tihaari jaati nahin hain chaandni dil ko lubhaati nahin hain mast pawan bhi sulaati nahin hai baatein raat se teri karein hum baatein raat se teri karein hum wo os ke aansu roye re dosti haaye humne to ki hai rain se man ka panchhi dhundhe basera mann ka andhera chaahe savera aa aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aaaaa mann ka panchhi dhundhe basera man ka andhera chaahe savera aaja basa le hum apna dera ye jag tera hai na mera dheeme dheeme chali hai rain bhi dheeme dheeme chali hai rain bhi aaja ik nayi subah liye re dosti haaye
dosti jab kisi se ki jaaye dosti jab kisi se ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye dosti jab kisi se ki jaaye maut ka zehar hai fizaaon mein maut ka zehar hai fizaaon mein ab kahan ja ke saans li jaaye ab kahan ja ke saans li jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye bas isi soch mein hoon dooba hua bas isi soch mein hoon dooba hua ye nadi kaise paar ki jaaye ye nadi kaise paar ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye mere maazhi ke zakhm bharne lage mere maazhi ke zakhm bharne lage aaj phir koi bhool ki jaaye aaj phir koi bhool ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye botalen khol ke to pee barson botalen khol ke to pee barson aaj dil khol ke bhi pee jaaye aaj dil khol ke bhi pee jaaye dosti jab kisi se ki jaaye dushmanon ki bhi raye li jaaye dosti jab kisi se ki jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dasht E Tanhaai Mein Iqbal Bano 09:24 36263
 
Poster of Iqbal Bano
 
Category
Ghazal
Singer- 
Iqbal Bano
Duration : 09:24   Song Number : 36263   

Dekhta Chala Gaya Gateway Of India (1957) 03:30 38712
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Johnny Walker, Madhu Bala
Duration : 03:30   Song Number : 38712   

Dekhta Hoon Koi Ladki Sanam Teri Kasam (1982) 06:25 18031
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Duration : 06:25   Song Number : 18031   

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyaan Naata (1955) 03:25 37666
 
Poster of Naata (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:25   Song Number : 37666   

Dekhte Hi Tujhe Parivar (1967) 05:28 13925
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra, Nanda
Duration : 05:28   Song Number : 13925   

Dekhti Hi Raho Aaj Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:19 13825
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Kedar
Duration : 03:19   Song Number : 13825   

Dekhti Hoon Jidhar Hong Kong (1962) 03:33 40647
 
Poster of Hong Kong (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:33   Song Number : 40647   

Dost Ban Ban Ke Mile Mujhko Mitaane Wale Jagjit Singh 04:22 16020
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:22   Song Number : 16020   

Dost Ban Ke Aaye Ho Bin Phere Hum Tere (1979) 05:19 32724
 
Poster of Bin Phere Hum Tere (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Sarika
Duration : 05:19   Song Number : 32724   

Dost Dost Naa Raha Sangam (1964) 05:47 20403
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 20403   

Dost Kahaan Koi Tumsa Khamoshi (1969) 03:55 37721
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Deven Verma
Duration : 03:55   Song Number : 37721   

Dosti Humne To Ki Hai K J Yesudas 06:03 40826
 
Poster of K J Yesudas
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 06:03   Song Number : 40826   

Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye Jagjit Singh 05:45 37308
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:45   Song Number : 37308