Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil%20Ke%20Armaan%20Aansuon%20Mein%20Beh%20Gaye
HomeDil%20Ke%20Armaan%20Aansuon%20Mein%20Beh%20Gaye
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


phoot aapas mein padi aur hum kunwaare rah gaye sab baraati chal diye dulha bechaare rah gaye dhin phata pat dhingdi pako dhin phata pat dhing daal kaise gale jab ke joota chale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale daal kaise gale jab ke joota chale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale odee dee dee de yeeyiii yuduudufu deee yeeeyiiiiii konrubi nao mor ota are jataoren ka jae are muchlelao tartar moja o dekkhe lagle mone chakh muror koimuja anja kormaka pui jai anja daal kaise gale jab ke joota chale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale har jagah se namoone mangaaye gaye saath ghode gadhe sab bulaaye gaye har jagah se namoone mangaaye gaye sathh chhii hiii ii uhoo hu hoon aisi shaklen jinhen dekh kar dil jale aisi shaklen jinhen dekh kar dil jale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale aisi shaadi se hum to kunwaare bhale dheengamusti huyi khoob jhagde huye
baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza marzi aawara dil ki aisi thi kuch boriyat aur kuch zarurat thi peecha jo kiya pehli sadak ka to aa pahunche hum yahan haque se chaurahon pe naam likha raste mein ruk ke elaan kiya bade naseebon ka shehar hai ye jo iski qismaton mein hum hain likhe aaye hain baadshaah aaye hain baadshaah aa yahan ke naye naye baadshaah baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza kisi se pucha naa nasihat lee gussa naa aayaa ye ganeemat thi warna jo bhi aaya koi saamne to bhaksha hai humne kaha jo bhi chaha farmaan padha masti mein kaha kabhi takhliya gustaakhiyon ko bhi maaf kiya dil ko jo koi bhala saa laga aaye hain baadshaah aaye hain baadshaah aa yahan ke naye naye baadshaah baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza baa adab baa mulahiza
dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam ik nayi subah duniyaan mein aane ko hai pyaar sajne laga saaz bajne laga zindagi dil ke taaron pe gaane ko hai dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam aaj paayal bhi hai nagmaa e dil bhi hai rang e ulfat bahaaron mein shaamil bhi hai aaj paayal bhi hai aaj paayal bhi hai nagmaa e dil bhi hai rang e ulfat bahaaron mein shaamil bhi hai aa gayi hai milan ki suhaani ghadi waqt ki taal par naachati hai khushi naachati hai khushi ghungharuon ki sadaa rang laane ko hai dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam ik nayi subah duniyaan mein aane ko hai jhumte aa rahe hain zamaane naye hasraten gaa rahi hai taraane naye jhumte aa rahe hain zamaane naye hasraten gaa rahi hai taraane naye aaj dil ki tamanna nikal jaayegi geet hoga yahi lai badal jaayegi lai badal jaayegi ik naya raag kismat sunaane ko hai pyaar sajne laga saaz bajne laga zindagi dil ke taaron pe gaane ko hai dhal chuki shaam e ghum muskuraa le sanam
dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai abhi abhi to aayi ho abhi abhi jaana hai dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai abhi abhi to aayi ho abhi abhi jaana hai dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai sitam mere dil pe jo dhaaye kasam lage usko meri jo jaaye sitam mere dil pe jo dhaaye kasam lage usko meri jo jaaye na aise dekho mujhe na toko zara yeh socho bura zamaana hai dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai guzaari saath humne kayi raatein na jaane kab khatam hongi teri baatein guzaari saath humne kayi raatein na jaane kab khatam hongi teri baatein abhi na jaana koi taraana koi fasaana abhi sunana hai dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai banate ho ye roz hi bahaana na jaane dega aaj tumko ye deewana banate ho ye roz hi bahaana na jaane dega aaj tumko ye deewana maana ji maana tu hai deewana mera deewana bada sayaana hai dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jaana hai abhi
dhol baaja dhol baaja dhol dhol jaaniyaa dhol baaja dhol dhol jaaniyaa zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan zindagi teri to ek chhapi hui kitaab hai jis mein tere len den ka sabhi hisaab hai apne dil ke aaine mein jhank aur dekh le khud hi ek sawaal hai tu khud hi ik jawaab hai are dekh zara oye hoye dekh zara dil ki meharbaniyaan dekh zara dil ki meharbaniyaan zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol janiyaa hoye dhol baaja dhol dhol janiyaa zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol janiyaa saaz wo ki jis se sada aaye sada pyaar ki phool wo ki jis pe khud fida ho rut bahaar ki jiska mol hai use to har koi khareed le jiska koi mol nahin wo khushi hai pyaar ki pyaar se pyaar se saja lo tum jawaniyaan pyaar se saja lo tum jawaniyaan zindagi ke saaz pe naacho sabhi jhoom ke ban jaayen pyaar ki kahaaniyaan dhol baaja dhol dhol
dhol bajne laga ganv sajne laga koi laut ke aaya hai sang apne wo rang kitne laaya hai hai hai hai hai ho dhol bajne laga ganv sajne laga koi laut ke aaya hai sang apne wo rang kitne laaya hai hai hai hai hai aaya re humra mitva naache re humra manva aane wale na ab jaana kabhi chhod ke padte hum paiya kabhi haath kabhi jod ke aane wale na ab jaana kabhi chhod ke padte hum paiya kabhi haath kabhi jod ke jaane na denge hum ab dil tod ke apna kunvar aaya rajeshvar aaya sang apne wo rang kitne laaya hai hai hai hai hai aaya re humra mitva naache re humra manva dhol bajne laga ganv sajne laga koi laut ke aaya hai mohabbat se bhara ek dil hai jaise mere bachpan ka saathi mera ganv bahut meetha hai paani is kuyen ka badi thandi hai in pedon ki chhaanv khula sangeet hai jaise hawa mein zara aawaaz to sun chakkiyon ki rahet gaata hai dheemi dheemi lay mein sureeli boliyaan hain panchhiyon ki main barson baad lauta hoon to jaana ye gaav geet hai sadiyon puraana ho dhol
tu bhi aa jaa ke aa gayi rutt mastaani o dhol sajnaa dhol jaani meri gali aa teri meharbaani tu bhi aa jaa ke aa gayi rutt mastaani o dhol sajnaa dhol jaani meri gali aa teri meharbani hooooo oooo oooo oooo oooo tere bin sooni sooni hai shaam suhaani o dhol sajnaa dhol jaani meri gali aa teri meharbaani kehni hai sunni hain kitni hi baaten kehni hai sunni hain kitni hi baaten thode se din hain ye thodi si raaten hooooooooo aisa naa hooo ke aisa naa ho guzar jaaye yunhi jawaani o dhol sajnaa dhol jaani meri gali aa teri meharbaani ho tere bin sooni sooni hai shaam suhaani o dhol sajnaa dhol jaani meri gali aa teri meharbaani laaj saram se main to mari mari jaaun laaj saram se main to mari mari jaaun raah chalat main to dari dari jaaun hooooooooo aisa laage ho aisa laage main ho gayi prem deewani o dhol sajnaa dhol jaani meri gali aa teri meharbaani o tu bhi aa jaa ke aa gayi rutt mastaani o dhol sajnaa dhol jaani meri gali aa teri meharbaani
dhula pare baja aare bajaniaa dhula pare baja baja dhula pare baja aare bajaniaa dhula pare baja baja saanga saritare nachibi muhinre mahuriaa aare mahuriaa mahuri saja re jare ja ja re jare chahata malira darpana dekha mude kiripini paade alita khuchi dei achhe dhaliaa kurta khuchi dei achhe dhaliaa kurta mali phuler jhumpa kayen kurei phuler jhumpa mali phuler jhumpa kayen kurei phuler jhumpa makhichhe nanire mahuriaa aare mahuriaa mahuri sajare lalpaan chidiaa tekaaa torta suhula aniaan khusa torta suhula aniaan khusa re lalpaan chidiaa tekaaa ghunguru pindhi se shulo bayasi hasi deuachhe muluki hasi kapata pindhiche boula kati kapata pindhiche boula kati dekhikari maan kayen bhabi kari maan dekhikari maan kayen bhabi kari maan jaause ratire bajaniyaan aare bajaniyaan dhol tuhi bajare laalchau kala kurutaaa tate ghini demi baha jutaa tate ghini demi baha juta re laalchau kala kurutaaa sambalapurara ratha jatara dekheinebi boli kahuche para tor sabu katha padiba
Dil Aaj Kal
Dil Aajkal Meri Sunta Nahin
dil aaj shayar hai ghum aaj nagma hai shab ye ghazal hai sanam dil aaj shayar hai ghum aaj nagma hai shab ye ghazal hai sanam gairon ke sheron ko o sunane waale ho is taraf bhi karam aa ke zara dekh to teri khaatir hum kis tarah se jeeye aa ke zara dekh to teri khaatir hum kis tarah se jeeye aanson ke dhaage se seete rahen hum jo zakhm tune diye chaahat ki mehfil mein ghum tera le kar kismat se khela juwa duniyaa se jeete par tujh se haare yun khel apna hua hai pyaar humne kiya jis tarah se uska na koi jawaab hai pyaar humne kiya jis tarah se uska na koi jawaab zarra the lekin teri lau mein jal kar hum ban gaye aaftaav hum se hai zinda wafa aur humin se hai teri mehfil jawan hum jab na honge to ro ro ke duniyaa dhoondegi mere nishaa re pyaar koi khilona nahin hai har koi le jo khareed re pyaar koi khilona nahin hai har koi le jo khareed meri tarah zindagi bhar tadap lo phir aana uske kareeb hum to musafir hain koi safar ho hum to guzar jayenge hi lekin lagaya hai
dil achha hai achhi hai soorat mamta ki ho tum koi moorat masoom ka dil mat todo kisi phool ko yun mat chhodo ji tum dil achha hai achhi hai soorat mamta ki ho tum koi moorat masoom ka dil mat todo kisi phool ko yun mat chhodo ji tum dil achha hai achhi hai soorat kaleje se laga lo tum isse agosh mein le lo bada pyara khilona hai khilao aur khud khelo kaleje se laga lo tum isse agosh mein le lo bada pyara khilona hai khilao aur khud khelo dil achha hai achhi hai soorat mamta ki ho tum koi moorat masoom ka dil mat todo kisi phool ko yun mat chhodo ji tum dil achha hai achhi hai soorat abhi se seekh lo sab kuchh kabhi to biyaahi jaogi tumhara phool royega to phir kaise manaogi abhi se seekh lo sab kuchh kabhi to biyaahi jaogi tumhara phool royega to phir kaise manaogi dil achha hai achhi hai soorat mamta ki ho tum koi moorat masoom ka dil mat todo kisi phool ko yun mat chhodo ji tum dil achha hai achhi hai soorat jo hansta dekh le tujhko udasi usko kya hogi hawa hi
dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka bahut paas thi pyaar ki manzilen magar raasta bhool jaate the hum agar dil ki nazron se tum dekhte khade saamne muskuraate the hum dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka yahi hai mere tere kwaabon ki duniya yahi hai mere tere kwaabon ki duniya dil ae dil bahaaron se mil sitaaron se aankhen mila ye samaan ye rangeen samaan ye mausam bhi hai pyaar ka achaanak khayaalon mein aa kar mere tumheen meri neenden churaate rahe tumhen hum ne dil
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa dil ae dil teri manzil dil ae dil teri manzil naadaan sambhal yoon na machal ab aane waali hai dil ae dil teri manzil naadaan sambhal yoon na machal ab aane waali hai dil ae dil jiske liye dhadka kiya tu saawan ki raaton mein wo hi dekhna bas mein tujhe kar lega do baaton mein jiske liye dhadka kiya tu saawan ki raaton mein wo hi dekhna bas mein tujhe kar lega do baaton mein dil ae dil teri manzil dil ae dil teri manzil naadaan sambhal yoon na machal ab aane waali hai dil ae dil o bekhabar koi idhar lehra ke jab aayega huaa saamna mujhe thaamna baar baar tu gaayega o bekhabar koi idhar lehra ke jab aayega huaa saamna mujhe thaamna baar baar tu gaayega dil ae dil manzil dil ae dil teri manzil naadaan sambhal yoon na machal ab aane waali hai dil ae dil main baanwri tu besabar hain donon hi deewaane mera balam tera sanam shama ek do parwaane main baanwri tu besabar hain donon hi deewaane mera balam tera sanam shama ek do
zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu are zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuuu hey dil agar jawaan hai to hai to aadmi jawaan hai are zindagi hai uski jispe jispe husn meherbaan hai ruuuuuuu ru ruuuuuuuu dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai ha ha ha ha ha ha ha ha ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru jeena hai to duniya mein pa pa pa pa jeena hai to duniyan mein apna rang jama ke jee masti ka ye paimaana sabse takra ke pee are jeena hai to duniyan mein apna rang jama ke jee masti ka ye paimaana sabse takra ke pee pyaar ke nashe mein jhoom isme teri shaan hai are zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai are zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa bina piye hi
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda ek bhale manush ko amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda saagar kitna mere paas hai mere jeevan mein phir bhi pyaas hai saagar kitna mere paas hai mere jeevan mein phir bhi pyaas hai hai pyaas badi jeevan thoda amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda kehten hain ye duniya ke raaste koi manzil nahin tere waaste kehten hain ye duniya ke raaste koi manzil nahin tere waaste nakamiyon se naataa mera joda amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda dooba suraj phir se nikale rehta nahin hai andhera mera suraj aisa rootha dekha na maine savera ujaalon ne saath mera chhoda amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda
dil aise naa samjhna ke tu hai akela mushkil mod sahi hum rahe the kabhi na kabhi yahaan par thodi der aur sahi iss pal aayen hain phir kab jaayenge kehne sunne aaye the samjh ke jaayengeeee mera naa koi hai pata iss jagah par yun to hai mera ye jahaan laaya kya maine kab mera hai yahaan par shaayad ho pehle se basta basas yahaan agar bhi thehra hai abhi kehkashaan par phaila hai dekho yahaan wahaaaaan mil ke barastaa ye chala hai jahaan par issi ki marzi hai ho tum aur hum bhi yahaan jab nahin tha jahaan tab se hi koi yahaan to dil kyun na mil ke rahen waqt rahe naa sadaa yun guzar jaayega dil ek saaye mein mil reh jaayengi yaaden do baaten jab chala jaayega chala jaayega sunne waale ne kehne waale ko wo baaten sunaayi samjhane waalon ko taare bhi kaise timtimaate raaton mein koi naa tanha hai wahaan chale hi jaate hain ye dil ko lubhaa ke inhin ke jaate hi aaye savera yahaan dil aise naa samjhna ke tu hai akela mushkil mod nahin
dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai nazuk to tha ye aina socha na tha lekin kabhi kuchh iss tarha todegi dil bus ek nazar ki berukhi kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai patthar kaho sheesha kaho chaahe koi bhi naam do ye pyaar ke kabil nahin dil ko na ye ilzaam do kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai gul bhi khile ghulshan khila harsu huyi rangeen fiza ae kaash ye poochhe koi veeraan kyun hai dil mera kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai
dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi aandhi mein ek deep jalaaya aur paani mein aag lagaayi dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi dil apna hai dard aisa ke sehna hai mushkil duniya waalon se kehna hai mushkil ghir ke aaya hai tufaan aisa bach ke saahil pe rehna hai mushkil ghir ke aaya hai tufaan aisa bach ke saahil pe rehna hai mushkil dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi aandhi mein ek deep jalaaya aur paani mein aag lagaayi dil apna dil ko sambhala na daaman bachaya faili jab aag tab hosh aaya ghum ke maare pukaare kise hum humse bichhda humara hi saaya ghum ke maare pukaare kise hum humse bichhda humara hi saaya dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi aandhi mein ek deep jalaaya aur paani mein aag lagaayi dil apna
dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai jab tak nighahon se teri dil ki mulaaqaten naa thi jeene ko jeete the magar ye rang ye baaten naa thi ab humne jaana baat kya hai inn nighaahon ki kasam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai jitne huye hum se khafaa utne hi tum pyaare huye hum to isi andaaz par baithe hain dil haare huye ab humne jaana pyaar kya hai inn adaao ki kasam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Daal Kaise Gale Baap Re Baap (1955) 03:29 12822
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 12822   

Delhi Destiny 99 (2009) 04:45 16086
 
Poster of 99 (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Vaibhav Modi
Music Director- 
Ashu
Singer- 
Raja Hasan, Ashu
On Screen Actors- 
Kunal Kemu
Duration : 04:45   Song Number : 16086   

Dhal Chuki Shaam E Ghum Kohinoor (1960) 03:19 13556
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:19   Song Number : 13556   

Dhal Gaya Din Ho Gayi Humjoli (1970) 04:59 20329
 
Poster of Humjoli (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:59   Song Number : 20329   

Dhol Baaja Dhol Dhol Vishwas (1969) 06:29 39739
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 06:29   Song Number : 39739   

Dhol Bajne Laga Virasat (1998) 07:01 38532
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Tabu, Pooja Batra
Duration : 07:01   Song Number : 38532   

Dhol Sajna Dhol Jaani Maryada (1971) 03:57 11951
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:57   Song Number : 11951   

Dhula Pare Baja Bajania Akshaya Mohanty 04:37 37032
 
Poster of Akshaya Mohanty
 
Category
Oriya
Singer- 
Akshaya Mohanty
Duration : 04:37   Song Number : 37032   

Dil Aaj Kal (Female) Purani Jeans (2014) 04:10 38887
 
Poster of Purani Jeans (2014)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Prashant Ingole
Music Director- 
Ram Sampath
Singer- 
Sona Mohapatra
Duration : 04:10   Song Number : 38887   

Dil Aaj Kal Meri Sunta Nahin Purani Jeans (2014) 05:16 37311
 
Poster of Purani Jeans (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Prashant Ingole
Music Director- 
Ram Sampath
Singer- 
K K
Duration : 05:16   Song Number : 37311   

Dil Aaj Shayar Hai Gambler (1971) 03:33 17966
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:33   Song Number : 17966   

Dil Achha Hai Tum Haseen Main Jawan (1970) 05:35 36349
 
Poster of Tum Haseen Main Jawan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:35   Song Number : 36349   

Dil Ae Dil Baharon Se Mil Ek Phool Char Kante (1960) 05:18 15592
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 05:18   Song Number : 15592   

Dil Ae Dil Teri Manzil Laadla (1966) 04:28 39200
 
Poster of Laadla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumud Chhugani, Sudheer Kumar
Duration : 04:28   Song Number : 39200   

Dil Agar Jawaan Hai Bond 303 (1985) 04:20 40043
 
Poster of Bond 303 (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi
Duration : 04:20   Song Number : 40043   

Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda Amanush (1975) 05:04 20345
 
Poster of Amanush (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar
Duration : 05:04   Song Number : 20345   

Dil Aise Naa Samjhna Lucky Ali 05:24 16795
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 05:24   Song Number : 16795   

Dil Akhir Dil Hai Dil Akhir Dil Hai (1982) 04:38 18348
 
Poster of Dil Akhir Dil Hai (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anil Mohile
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:38   Song Number : 18348   

Dil Apna Aur Preet Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:03 20346
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 04:03   Song Number : 20346   

Dil Beqaraar (Female) Ishaara (1964) 03:11 13379
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 03:11   Song Number : 13379