Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil%20E%20Betaab%20Ko
HomeDil%20E%20Betaab%20Ko
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


daulat ke jhuthe nashe mein ho choor gareebon ki duniyaa se rehte ho door aji ek din aisa aayega jab maati mein sab mil jaayega maati hi odhan maati bichhaavan maati ka tann bann jaayega maati mein sab mil jaayega oonche aasmaan se bhi oonchi teri aas hai par kabhi socha nahinnnnn ginti ki teri saans hai iss ka tu hisaab kar angutha ungaliyon pe dhar kitni kharch kar raha bhalaayi mein kitni tu laga raha buraayi mein bhalaayi ka phal reh jaayega baaki maati mein sab mil jaayega maati hi odhan maati bichhaavan maati ka tann bann jaayega maati mein sab mil jaayega oonchi haveli ye oonche mehal aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa oonchi haveli ye oonche mehal pal bhar mein jaayenge pagle badal le tu kisi ki duwaaon ka phal le tu kisi ki duwaaon ka phal badi se tu tall aur neki pe chal jaisa boyega waisa paayega baaki maati mein sab mil jaayega daulat ke jhuthe nashe mein ho choor gareebon ki duniyaa se rehte ho door aji ek din aisa aayega jab maati mein sab mil jaayega
dil de kar dard liya maine maine maine dil de kar dard liya maine maine maine tere naam ki khaatir sajni apne ko badnaam kiya maine dil de kar dard liya teri khushi mein khushi hai merii teri hansi ab hansi hai meri teri khushi mein khushi hai merii teri hansi ab hansi hai meri yahi soch kar aansoo piya hai aansoo piya maine dil de kar dard liya mere gagan par chamke the jo taare tere ghar ke deep bane deep bane hain saare mere gagan par chamke the jo taare tere ghar ke deep bane deep bane hain saare apni duniyaa ko lutake mehfil ko teri basa ke apni duniyaa ko lutake mehfil ko teri basa ke apna haal badal diya hai badal diya maine dil de kar dard liya maine maine maine
dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili jahaan hum aur tum mil ke ho jaayen gum wo muhabbat bhari zindagi naa mili dil ko naahak muhabbat ka josh aa gaya dil ko naahak muhabbat ka josh aa gayaaaaa josh aa gaya bewafaa tumko paaya to hosh aa gayaa hosh aa gaya meri kismat mein tha haaye andhera likha chaand to mil gaya chandani naa mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye chhaaye huye meri aankhon mein aansoon hain aaye huye aaye huye mujhe dhoka diya mere dil ne ye kya ashq to mil gaye aur hansi na mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili
dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene waalon dil dena seekho ji hoo dil lene waalon dil dena seekho ji dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene waalon dil dena seekho ji hooo dil lene waalon dil dena seekho ji poochhoo poochhoo poochhoo parwaane se zara dheere dheere jalne mein kaisa hai mazaa oo poochhoo poochhoo poochhoo parwaane se zara dheere dheere jalne mein kaisa hai mazaa hooo hoooo hooo tum bhi dil de ke jal jaana seekho ji haaa haaa haaa tum bhi dil de ke jal jaana seekho ji kaise dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene waalon dil dena seekho ji hoo dil lene waalon dil dena seekho ji samjho samjho samjho deewane ki zabaan pyaar jo naa hota naa hota ye jahaan oooo samjho samjho samjho deewane ki zabaan pyaar jo naa hota naa hota ye jahaan hooo hoooo hooo tum bhi dil de ke ye gaana seekho ji haaa haaa haaa tum bhi dil de ke ye gaana seekho ji kya dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene
dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga aisa lagta hai main kisi pe marne laga haaye dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga main poochhaa kartaa hoon iss dil deewane se main poochhaa kartaa hoon iss dil deewane se wo khud aaye to kya ho jiski yaad aane se aayi koi khushboo koi jaadoo chalne laga hooooooo aisa lagta hai main kisi pe marne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga tasveeren dekhi hai kitni baazaron mein heyyyy tasveeren dekhi hai kitni baazaron mein tum jaise hain hazaaron wo hai ek hazaaron mein dekhi do nighaahen main aanhen bharne laga hooooooo aisa lagta hai main kisi pe marne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga socha tha khelunga main ek khilone se heyyyy socha tha khelunga main ek khilone se ab kaise rokun dil ko uss pe aashique hone se main to dillagi mein dil ka sauda
dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga apni soorat ko tu aye jaane wafaa yun naa chhupaa garmi e husn se jal jaaye naa aanchal tera lag gayi aag to mujhko hi bhujhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj aalam hai jo dil kaa wo bataaye na bane paas aaye na bane door bhi jaaye na bane main hoon madhosh mujhe hosh mein laana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga aap to itne kareeb aa gaye allaah tauba kya kare aap se takraa gaye tauba tauba ishq inn baaton se ruswaa e zamaana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga
dil tha akela akela saathi mila albela sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega chaahenge hum tumhen dil se mile ho tum mushkil se sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega dil tha akela akela saathi mila albela laakhon mein aankhen to tumpe hi jaa ruki saansen bhi tumko hi apna bana chuke tum mein sanam kho jaayege deewane hum ho jaayege chaahenge hum tumhen dil se mile ho tum mushkil se sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega dil tha akela akela saathi mila albela tumko hi dil diya jaan bhi denge hum zindagi kam huyi phir janam le lenge hum jaa ke bhi hum aa jaayegen phir se tumhen paa jaayenge chaahenge hum tumhen dil se mile ho tum mushkil se sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega dil tha akela akela saathi mila albela sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega lala lala lala la la lala lala lala la la
dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain jinki jaanib se ho jinki jaanib se halka sa ishaara bhi nahin koyi aawaaz to aayi hai kahin se lekin usne ab tak to bhoole se pukara bhi nahin dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kya khata ki jiski humko to khabar hi na huyi jaane kyun humse khafa hai yeh zamane wale kya khata ki jiski humko to khabar hi na huyi jaane kyun humse khafa hai yeh zamane wale humko apna le hoooo humko apna le yeh unko to gawara bhi nahin dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain tum humein chaho na chaho ye tumhara dil hai hum tumhein paa ke rahenge ye humara dil hai tum humein chaho na chaho ye tumhara dil hai hum tumhein paa ke rahenge ye humara dil hai meri ummid hoooo meri ummid koi tuta sitara bhi nahin dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain jinki jaanib se halka sa ishaara bhi nahin koyi aawaaz to aayi hai kahin se lekin usne ab tak
dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula kal jo hua so hua bhool jaa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula wo bhi naa bole hum bhi naa bole aankh mili pehchaan huyi koi chala jab saath safar mein humko dagar aasaan huyi humko dagar aasaan huyi dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula kal jo hua so hua bhool jaa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula roop nagar ki bheed mein humne khud ko bhulana seekh liya mast nazar ke jaam mein humne ghum ko doobana seekh liya ghum ko doobana seekh liya dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula lal lal laa kal jo hua so hua bhool jaa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula lal lal laa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Daulat Ke Jhuthe Nashe Mein Ho Choor Oonchi Haveli (1955) 03:13 31077
 
Poster of Oonchi Haveli (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Karan Diwan
Duration : 03:13   Song Number : 31077   

Dil De Kar Dard Liya Maine Jagmohan Sursagar 03:07 37159
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Duration : 03:07   Song Number : 37159   

Dil De Ke Sanam Amber (1952) 03:18 12651
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:18   Song Number : 12651   

Dil Deke Dekho Dil Deke Dekho (1959) 04:17 12167
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:17   Song Number : 12167   

Dil Dhak Dhak Karne Patita (1980) 05:30 13944
 
Poster of Patita (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:30   Song Number : 13944   

Dil E Betaab Ko Palki (1967) 04:08 13906
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Wahida
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:08   Song Number : 13906   

Dil Tha Akela Akela Surakksha (1979) 05:37 15673
 
Poster of Surakksha (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:37   Song Number : 15673   

Dil To Kehta Hai Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 05:33 18082
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Salim Bijnori
Music Director- 
Daboo Malik
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Amisha Patel
Duration : 05:33   Song Number : 18082   

Dil Tu Bhi Gaa Hamrahi (1963) 03:23 13314
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 13314