Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDhanya%20Dhanya
HomeDhanya%20Dhanya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam koi kitna ameer ho yaa kitna gareeb khaaye utna hi jitna hai uska naseeb koi kitna ameer ho yaa kitna gareeb khaaye utna hi jitna hai uska naseeb aage maalik ke chalta nahin koi daam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam teri kismat ki likhi huyi hai kitaab tere ek ek din ka hai uss mein hisaab teri kismat ki likhi huyi hai kitaab tere ek ek din ka hai uss mein hisaab tere bas mein naa subah hai naa teri shaam lene waale karod dene waala ek raam dane dane pe likha hai khaane waale kaa naam lene waale karod dene waala ek raam kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang kabhi garmi ki mauj kabhi baarish ka rang aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang chaand suraj zameen sab uske
kaliyaan khadi yaa main kaliyaan ladi yaa main kaliyaan khadi yaa main kaliyaan ladi yaa main kadra naa hoyiyaan meriyaan dhanya dhanya naari jeevan auron ko hi tu arpan dhanya dhanya naari jeevan auron ko hi tu arpan apne liye tu soche naa dhanya dhanya naari jeevan auron ko hi tu arpan apne liye tu soche naa maa hai kabhi tuuuuuu hooooo maa hai kabhiiii maa hai kabhi tu beti premika hai kabhi patni bahan si premika hai kabhi patni bahan si jaane jag tujhe kyun pooje naa dhanya dhanya naari jeevan auron ko hi tu arpan dhanya dhanya naari jeevan auron ko hi tu arpan apne liye tu soche naa iss jeevan ke har mausam kaa hai aakarshan tuuuu haaannnnn sang se tere rang hain saare roop kaa darpan tuuuuuu chhalke to saari duniyaan pe chhaye simte to keval mann mein samaaye jivit ye devi khoye naaa dhanya dhanya naari jeevan auron ko hi tu arpan apne liye tu soche naa jab tujh pe main geet likhun lage shabad bahot kam hai aaaaaaaa aaaaaaaa phir bhi jeevan ke udgham ki
toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte syaane is se kaam nikaale syaane is se kaam nikaale bachche samjhen khel toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata sabhi musafir bichhad jaayenge sabhi musafir bichhad jaayenge pal bhar ka hai mail pal bhar ka hai mail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jeevan kaaaa jeevan ka hai bhed bataati jeevan ka hai bhed bataati gyaani ko ye rail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail
duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa teri jafaaon kaa bas koi hisaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa tu chhanv hai yaa hai dhoop khabar kis ko kya hai tera asli roop khabar kis ko tu chhanv hai yaa hai dhoop khabar kis ko kya hai tera asli roop khabar kis ko aayen nazar kaise tu aansun hai khwaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa teri zubaan pe hai zikr sitaaron kaa tere labon pe hai naam bahaaron kaa teri zubaan pe hai zikr sitaaron kaa tere labon pe hai naam bahaaron kaa par tere daaman mein kaante hain gulaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin duniyaa o duniyaa ye kin khayaalon mein kho gaye hain aap kyun kuchh pareshaan se ho gayen hain aap ye kin khayaalon mein kho gaye hain aap kyun kuchh pareshaan se ho gayen hain aap aap se to mujhko kuchh shikwaa janaab nahin duniyaa o duniyaa tera jawaab nahin teri jafaaon kaa bas koi hisaab nahin duniyaa o duniyaa
tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tum jo aayi rubaroo zakhmi ye dil ho gaya lamha jaise tham gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tujhse umeeden karne lage hai jaane kyun tujhpe marne lage hai tum jo aayi rubaroo zakhmi ye dil ho gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye inn silsilon ka aisa nasha hai har ek tasavuur lagta zuda hai tum jo aayi rubaroo zakhmi ye dil ho gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye
tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge jab tak aansun paas rahenge tab tak geet sunaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do chaar kitaaben padh kar wo bhi hum jaise ho jaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai hum jab thak kar ruk jaayenge auron ko samjhayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai hum to uss din raaye denge jis din dhoka khayenge
thaniye thannandhaniye naan kaaththuk kaaththu ninraen nilamae poru nilamae un porumai venru viduvaen thaniye thannandhaniye naan kaaththuk kaaththu ninraen nilamae poru nilamae un porumai venru viduvaen puriyaadhaa paeranbae puriyaadhaa paeranbae october maadhaththil andhimazhai vaanaththil vaanavillai rasiththirundhaen andha naeraththil yaarumillai dhooraththil ival mattum vaanavillai rasikka vandhaal october maadhaththil andhimazhai vaanaththil vaanavillai rasiththirundhaen andha naeraththil yaarumillai dhooraththil ival mattum vaanavillai rasikka vandhaal anru kangal paarththuk kondoam uyir kaatrai maatrik kondoam anru kangal paarththuk kondoam uyir kaatrai maatrik kondoam rasanai ennum oru pulliyil iru idhayam inaiyak kandoam rasanai ennum oru pulliyil iru idhayam inaiyak kandoam naanum avalum inaigaiyil nilaa anru paalmazhai pozhindhadhu thaniye thannandhaniye naan kaaththuk kaaththu ninraen nilamae poru nilamae un porumai venru viduvaen puriyaadhaa paeranbae
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo
yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya dam lene ko saaya hai talwaaron ka so jaane ko bistar hai angaaron ka kadam choom tu sar ke andhe peeron ke karna hai to sajda kar deewaaron ka arre karna hai to sajda kar deewaaron ka yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya har zaalim ek hasti hai mazhab julm parasti hai yeh duniya yeh duniya raaz yeh dar ka maut hai yahaan ki raani kadam kadam pe zor julm ki manmaani bhook yahaan ki fasal saal bhar falti hai log yahaan peete hain aankhon ka paani are log yahaan peete hain aankhon ka paani yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya harsu aag barasti hai pyaasi rooh tarasti hai yeh duniya yeh duniya badal rahi hai roz badalti jaayegi badal rahi hai roz badalti jaayegi duniya karwat legi chakkar khayegi lekin hum majrum gareebon ki kismat kabhi na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dane Dane Pe Likha Baarish (1957) 03:42 12767
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:42   Song Number : 12767   

Dhanya Dhanya Sonu Nigam 07:36 16042
 
Poster of Sonu Nigam
 
Category
Indipop
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Deepak Pandit
Singer- 
Sonu Nigam
Duration : 07:36   Song Number : 16042   

Duniya Ye Duniya Toofaan Mail Jawab (1942) 02:58 36452
 
Poster of Jawab (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Kamal Das Gupta
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 02:58   Song Number : 36452   

Duniyaa O Duniyaa Naya Zamana (1971) 04:12 11966
 
Poster of Naya Zamana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:12   Song Number : 11966   

Tanha Tanha Fear (2007) 05:29 15798
 
Poster of Fear (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ameet M Gaurr
Duration : 05:29   Song Number : 15798   

Tanha Tanha Hum Ro Lenge Jagjit Singh 07:34 15123
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:34   Song Number : 15123   

Thaniye Thananthaniye Rhythm (2000) 05:27 37004
 
Poster of Rhythm (2000)
 
Category
Tamil
Year- 
2000
Lyricist
Vairamuthu
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Meena, Arjun, Shankar Mahadevan, Jyotika
Duration : 05:27   Song Number : 37004   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Yeh Duniya Yeh Duniya Yahudi (1958) 03:56 39127
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 39127