Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDekhiye%20Huzur
HomeDekhiye%20Huzur
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin are teri har adaa hai haseen haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho gaalon pe til qaatil aankhen teri paimaane ye honth tere angoori jo dekhen hon deewane hai gaalon pe til qaatil aankhen teri paimaane ye honth tere angoori jo dekhen hon deewane chaahat ho nazaakat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho teri har adaa hai haseen nazar naa lag jaaye kahin aarzoo ho zarurat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho mera dil ye kehta hai tere dil mein hain pyaar ki hulchul chhodo ye laaj ke bandhan lehraane do ye aanchal mera dil ye kehta hai tere dil mein hain pyaar ki hulchul chhodo ye laaj ke bandhan lehraane do ye aanchal sapna ho haqeeqat ho tum badi khoobsurat ho khoobsurat ho hoooo laaaa lala lala laaaaa lala lala
baduke hasiru preethi berethaaga baduke hasiru preethi berethaaga baduke kesaranthe dvesha iruvaaga baduke hasiru preethi berethaaga vishada mullanthe sedu sididhaaga baduke hasiru preethi berethaaga baduke hasiru preethi berethaaga hruhiniyu lakshmiyu maneye mandhira shanthi a manege hunnime chandira iniyana arivude sathiyaa dharma hrudya geluvude snehada marma snehadi kalethu berethaaga jotheyali seri nadedhaaga baduke hasiru preethi berethaaga baduke hasiru preethi berethaaga sathi pathi samsaarada kannugalanthe badukina bandige gaaligalanthe premada maathugale kene haalanthe naguve malligeya hoovugalanthe thingala belaku dhinavella ee nijavannu arithaaga baduke hasiru preethi berethaaga baduke hasiru preethi berethaaga baduke kesaranthe dvesha iruvaaga baduke hasiru preethi berethaaga vishada mullanthe sedu sididhaaga baduke hasiru preethi berethaaga baduke hasiru preethi berethaaga preethi berethaaga preethi berethaaga
bahot khubsoorat jawaan ek ladki sadak par akeli chali jaa rahi thi fakat naam ko usne pehne the kapde ajantaa ki murat nazar aa rahi thi nazar aa rahi thi koi manchala uss se takraa gaya koi manchala uss se takraa gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa hua haadsaa jo wo kaise naa hota ke ban ke qayamat wo nikli thi ghar se wo nikli thi ghar se naa dekhe koi to sharafat hai uski jo dekhe to kuchh bhi chhupe naa nazar se chhupe naa nazar se koi dil jala muft maara gaya koi dil jala muft maara gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa haseen to humesha haseen the magar haseen to humesha haseen the magar kabhi raaston pe nikalte naa the badalte the wo bhi kai roop lekin naye roz faishion badalte naa the wo badalte naa the gaya ek to dusraa aa gaya gaya ek to dusraa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum tumhari nazaakat bani jab se chaahat sukoon ban gayi hai har ik beqaraari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein tumhaari ijaazat tumhaari huqumat ye saara gagan hai ye dharti hai saari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut
Bahut Khoobsurat Hai Aankhein
Dekhiye Huzur
din guzar gaya aitbaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein unki ik nazar kaam kar gayi unki ik nazar kaam kar gayi hosh ab kahan hoshiyaar mein hosh ab kahan hoshiyaar mein mere kabze mein kaaynaat hai mere kabze mein kaaynaat hai main hoon aapke ikhtiyaar mein aankh to uthee phool ki taraf aankh to uthee phool ki taraf dil ulajh gaya husn e khar mein dil ulajh gaya husn e khar mein tujhse kya kahein kitne ghum sahe tujhse kya kahein kitne ghum sahe hamne bewafa tere pyaar mein fikr e aashiyaan har khiza mein ki fikr e aashiyaan har khiza mein ki aashiyaan jala har bahaar mein aashiyaan jala har bahaar mein kis tarah ye ghum bhool jaayen hum kis tarah ye ghum bhool jaayen hum wo juda hua ishtihaar mein din guzar gaya aitbaar mein raat kat gayi intezaar mein wo maza kahan wasl e yaar mein lutf jo milaa intezaar mein
yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere teri hai amaanat paas mere ye dil jo tumhaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar ye jaan meri o jaan e jigar kismat kaa ishaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ruk jaaye kahan hai kis ko khabar dauraan e safar yaa manzil par dauraan e safar yaa manzil par gardish mein sitaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hota hum chhod ke duniyaa chal dete
yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath rishte wafaayein dosti sab kuchh to paas hai kya baat hai pata nahin dil kyun udaas hai har lamha hai haseen nayi dil kashi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai chaahat bhi hai sukoon bhi hai dilbari bhi hai aankhon mein khaab bhi hai labon par hansi bhi hai dil ko nahin hai koi shikaayat kisi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke saath phir bhi koi kami si hai kyun zindagi ke saath hmmm hmmm hmmmm socha tha jaisa waisa hi jeevan to hai magar abb aur kis talaash mein bechain hai nazar kudrat toh meherbaan hai dariya dili ke saath phir bhi koi kami si hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badi Khoobsurat Ho Daulat (1981) 05:35 31070
 
Poster of Daulat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:35   Song Number : 31070   

Baduke Hasiru Nanjundi Kalyana (1989) 03:48 37572
 
Poster of Nanjundi Kalyana (1989)
 
Category
Kannada
Year- 
1989
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Upendra Kumar
Singer- 
Rajkumar
On Screen Actors- 
Malashri, Raghavendra Rajkumar
Duration : 03:48   Song Number : 37572   

Bahot Khubsoorat Ek Ladki Dostana (1980) 04:36 18067
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 04:36   Song Number : 18067   

Bahut Khoobsurat Jagjit Singh 05:32 18141
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:32   Song Number : 18141   

Bahut Khoobsurat Hain Aankhein Sushila (1966) 03:19 36983
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
N/A
Duration : 03:19   Song Number : 36983   

Dekhiye Huzur Tu Nahin Aur Sahi (1960) 05:21 40783
 
Poster of Tu Nahin Aur Sahi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Minoo Mumtaz
Duration : 05:21   Song Number : 40783   

Din Guzar Gaya Jagjit Singh & Chitra Singh 08:31 37301
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 08:31   Song Number : 37301   

Yaadon Ka Sahara Na Hota Patthar Ke Khwab (1969) 03:24 19236
 
Poster of Patthar Ke Khwab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pal Premi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Amar Nath
Duration : 03:24   Song Number : 19236   

Yun To Guzar Raha Hai Jagjit Singh 06:31 36749
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:31   Song Number : 36749