Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDeewaanaa%20Huaa%20Baadal
HomeDeewaanaa%20Huaa%20Baadal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


deewaana dil sangeet ka deewaana geeton ka main hoon parvaana sangeet mera mazhab sangeet mera rab hai sangeet mera khazaana deewaana deewaana dil sangeet ka deewaana deewaana geeton ka main hoon parvaana parvaana sangeet mera mazhab sangeet mera rab hai sangeet mera khazaana pyaar bhagwaan jahaan pyaar imaan jahaan pyaar armaan jahaan wahaan se aaya hoon main pyaar wo laaya hoon main jahaan naari mein raadha jahaan naari mein seeta jahaan vaani mein geeta wahaan se aayi hoon main pyaar wo laayi hoon main pyaar mera naam pyaar mera kaam pyaar ko salaam pyaar ko pranaam deewaana deewaana dil sangeet ka deewaana deewaana geeton ka main hoon parvaana parvaana sangeet mera mazhab sangeet mera rab hai sangeet mera khazaana sa ni sa re sa re ga re ga re sa re ni sa re ni sa re ga re sa har bhesh bhesh apna har desh desh apna pyaar sandesh apna sabse main pyaar karoon sabka deedaar karoon har dil ka dard jismein dhadkan ka geet jismein hai mann ka meet jismein sangeet
ho ho ho ho ho ho aa ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aahaa haaa ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal saawan ki ghataa chhaayi ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal aisi to meri takdeer naa thi tum saa jo koi mehboob mille dil aaj khushi se paagal hai dil aaj khushi se paagal hai ae jaan e wafaa tum khoob mille ae jaan e wafaa tum khoob mille dil kyun naa bane paagal kyaa tumne adaa paayee ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal jab tum se nazar takraayi sanam jazbaat kaa ik toofaan uthhaa tinke ki tarah main beh nikli tinke ki tarah main beh nikli sailaab mere roke naa rukaa sailaab mere roke naa rukaa jeewan mein machee hulchul aur bajne lagi shehnaai ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal hai aaj naye armaanon se aabaad mere dil ki nagri barson se khizaan kaa mausam thaa barson se khizaan kaa mausam thaa veeraan badi duniyaa thi meri veeraan badi duniyaa
Deewane Do Dil Mile
ooooo ooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooooo sajnaaaaaaa sajnaaaaaaa deewaani deewaani deewana tera ho gaya ooooo ooooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa deewaani deewaani deewana tera ho gaya jab se tu dil mein samaayi jab se tu dil mein samaayi deewaani deewaani deewani teri ho gayi hooo deewaani deewaani deewani teri ho gayi aayi teri baahon mein aayi aayi teri baahon mein aayi sajanaaaaaa sajanaaaaaa hooooo ooooo oooo jab se mili tu tere siwa mujhe kuchh bhi raha nahin yaad hoooo jab se mili tu tere siwa mujhe kuchh bhi raha nahin yaad teri hi baaton mein teri hi yaadon mein ab to dhale din raat chaahat meri tu raahat meri tu kismat meri hai tu hooooo janmon se jiske sapne sajaaun sapna wahi hai tu sajaniiiiiiiii sajanaaaaa deewaani deewaani deewani teri ho gayi deewaani deewaani deewana tera ho gaya aayi teri baahon mein aayi hoooooo jab se tu dil mein samaayi oooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo oooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo
deewana aadmi ko banati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan khud naachti hain sabko nachaati hain rotiyaan nachaati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan budha chalaaye thele to faankun se jhulte bachcha uthaaye bojh khilone ko bhool ke bachcha uthaaye bojh khilone ko bhool ke dekha na jaaye jo dekha na jaaye jo sab dikhaati hain rotiyaan dikhaati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan baithi hai ye jo chehre pe malke jigar ka khoon duniyaan bura kahe inhen par main to ye kahoon duniyaan bura kahe inhen par main to ye kahoon kothe pe baith ooo kothe pe baith aankh ladaati hain rotiyaan ladaati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan kehta tha ek fakeer ke rakhna zara nazar roti ko aadmi hi nahin kha ke bekhabar roti ko aadmi hi nahin kha ke bekhabar aksar to aadmi ko aksar to aadmi ko dikhaati hain rotiyaan khaati hain rotiyaan deewana
deewana dil deewana deewana tera deewana kab se kare hai tera intezaar kab aayegi meri jaane bahaar kab se kare hai tera intezaar kab aayegi meri jaane bahaar ke jitna hi behlaaun ye utna hi machalta dil deewana dil deewana deewana tera deewana andaaz dikhlaati sau sau tarah ke jalwe lootati huyi andaaz dikhlaati sau sau tarah ke jalwe lootati huyi aati hogi mausam ke saath gulshan khilaati huyi aa bhi jaa ab jaane jaan deewana dil deewana kab se kare hai tera intezaar kab aayegi meri jaane bahaar ke jitna hi behlaaun ye utna hi machalta dil dil se laga kar ke rakha hai ab tak resham ka tera rumal dil se laga kar ke rakha hai ab tak resham ka tera rumal aage kahoon kya jaaneman aa dekh jaa mera haal aa bhi jaa ab jaane jaan deewana dil deewana toota sitaara to maanga tha rab se tujh ko hi jaane wafaa toota sitaara to maanga tha rab se tujh ko hi jaane wafaa jo toot jaayen taare tamaam maangun wahi ik duwaa aa bhi jaa ab jaane jaan deewana dil deewana kab se kare
deewana dil dhundhe mashooq ek aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe phoolon ki khushboo fizaaon mein bikhre karti ho jab jab wo baaten raaten chamakti hai jyun chaandni ki aise chamakti ho aankhen kabhi bhi kisi ne naa dekhi suni ho haseen meri mehboob ho aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe husn ke tukde chura ke nazar ne tasveer uski banaayi saare jahaan ke haseenon ki raunak ek hi tann mein sajaayi wo ban ke haqeeqat nazar aayegi kab khayaalon mein khaabon mein hai jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi zindagi ki tarah khoobsurat ho jo aur masoom ho pyaar ke jaisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi deewana dil dhundhe mashooq ek aisi
deewana hai dekho beqaraar woh sambhalo sambhalo na pyaar ho hey deewana hai dekho beqaraar woh sambhalo sambhalo na pyaar ho apna bana ke dekho dil na chura le woh aisa kyun lage hai bolo na jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko pehli baar dekha hai aisa ajnabi na ajnabi ke jaisa pehli baar dekha hai aisa ajnabi na ajnabi ke jaisa duniyaa mein doston ki waise kami nahin hai yaar hota hai phir bhi na jaane kyun dil beqaraar haaye re haaye kya hua na jaane kyun dhadke hai dil baar baar begaana hai dekho thoda yaar wo haan sambhalo sambhalo na pyaar ho apna bana ke dekho dil na chura le woh aisa kyun lage hai bolo na jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko jhoom chiki chiki jhoom tum bolo hai woh kaun jo baar baar ye dil khota hai dekh ke usko hmmm aankhon mein doob jaane ko hum
main deewaana hoon deewaana hoon raahat se main begaana hoon raahat se main begaana hoon deewaana hoon deewaana hoon raahat se main begaana hoon raahat se main begaana hoon dil ko kaise behlaaun main haa ye zakhm kise dikhlaaun main dil ko kaise behlaaun main ye zakhm kise dikhlaaun main aansu sun sun kar hanste hain kya dard bhara afsaana hoon kya dard bhara afsaana hoon aayi na bahaar khizaan hi sahi aayi na bahaar khizaan hi sahi ujde dil mein armaan hi sahi ujde dil mein armaan hi sahi hairaan hoon ki aakhir kya hoon main hairaan hoon ki aakhir kya hoon main aabaad hoon ya veeraana hoon aabaad hoon ya veeraana hoon ghayal hoon tumse door hoon main ghayal hoon tumse door hoon main par phoonk chuka majboor hoon main par phoonk chuka majboor hoon main ae shamma balaayein le aakar ae shamma balaayein le aakar aakhir main bhi parwaana hoon aakhir main bhi parwaana hoon aakhir main bhi parwaana hoon
aap ke dil mein jo thodi si jagah mil jaaye apne armaanon ki betaab kali khil jaaye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye jawaani mein jawaani ke sahaare ho jawaan mere meharbaan mujhe tu hi tu humsafar chaahiye humsafar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan hai sar pe humaare khula aasmaan khula aasmaan humare liye hai yahi aashiyaan yahi aashiyaan bina pyaar ke zindagi kuchh nahin bina pyaar ke zindagi kuchh nahin jahaan pyaar hai har khushi hai wahin ho phoolon bhari chaahe chaahe kaanton bhari haan kaanton bhari chale jiss pe tu wo dagar chaahiye dagar chaahiye deewane hain deewanon ko naa ghar chaahiye naa darr chaahiye muhabbat bhari ek nazar chaahiye nazar chaahiye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye nighaahon mein aise ishaare huye ishaare huye ke dil
deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyaar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan magar badi dooriyaan badi majbooriyan mita de lag ke gale mita de lag ke gale gile yeh subah shaam ke khade hain dil thaam ke jo chaahe salook kar na mujhse bol tu utha de zara haath hi zubaan mat khol tu salaam to kar magar salaam to kar magar badle salaam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke
khidki pe aaun na baahar na jaaun kaise main saara din ghar mein bitaaun nazren milaaun to main kaise milaaun deewaane deewaane to deewaane hain deewaane deewaane to deewaane hain chhupke se chori se milne woh aaya pyaar bhi chori se usne jataaya na na jo ki maine to gussa dikhaya deewaane deewaane to deewaane hain deewaane deewaane to deewaane hain haan dil mein bassi hoon main sapnon mein aaun sapnon mein aake main sabko sataaun laakhon hain majnoo kisko apna banaaun deewaane deewaane to deewaane hain deewaane deewaane to deewaane hain haan deewaane logon se jawaani main chhupaaun re jeena hai bhari mera kaise ye bataaun re meri aadaaon pe to machle machle hain saare main dil sambhaloon kaise behke behke hain saare mere liye hain saare ab tak kunwaare haan deewaane deewaane to deewaane hain deewaane deewaane to deewaane hain haan khidki pe aaun na baahar na jaaun kaise main saara din ghar mein bitaaun nazren milaaun to main kaise milaaun deewaane deewaane to
deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana wohi hai dil wohi hain hum magar nazar mein naya hai fasaana deewane tum deewane hum naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi zara sa chhed bhi do aaj koi baat nayi nayi mehfil nayi halchal hai kahaan hum jaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale phir bhi pyaas ka hai daur zara aur chale jale shamma uthe shole jale kyu parwaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nashe mein jhoome to lo hansti huyi raat kahe koi kitna humen roke rukenge mastaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum
deewaani deewaana anjaana afsaana tum jo mile dil ne kaha teri baahon mein guzre zamaana deewaani deewaana anjaana afsaana tum jo mile dil ne kaha teri baahon mein guzre zamaana deewaani deewaana aankh micholi khele jawaani badli badli apni kahaani aankh micholi khele jawaani badli badli apni kahaani shabnam baadal phool hawaa shaam subah har baat suhaani teri baahon mein guzre zamaana deewaani deewaana anjaana afsaana tum jo mile dil ne kaha teri baahon mein guzre zamaana deewaani deewaana saawan aaye ya na aaye koi tumhen na door le jaaye saawan aaye ya na aaye koi tumhen na door le jaaye sapnon ki sargam sapnon ki lay hai apna milna sadiyon se tay hai teri baahon mein guzre zamaana deewaani deewaana anjaana afsaana tum jo mile dil ne kaha teri baahon mein guzre zamaana deewaani deewaana teri baahon mein prem sajaaya teri baahon mein sab kuchh paaya teri baahon mein sapne dekhe teri baahon mein waada nibhaya saath jiyen hum sang mar jaana yahi thi kahaani yahi
We''ve been here too long tryin'' to get along Pretending that you''re oh so shy I''m a natural man doin'' all I can My temp''rature is runnin'' li''l high Friday night no one in sight and we got so much to share Talkin''s fine if you got the time I ain''t got the time to spare Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Where There Yeah Oh Yeah Oh yeah Oh oh yeah Oh yeah Oh yeah Ev''ry growin'' boy needs a little joy all you do is sit an'' stare Beggin'' on my knees baby won''t you please Run your fingers thru'' my hair My my my whisky & rye don''t it make you feel so fine Right or wrong don''t it turn you on Can''t you see we''re wastin'' time Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch Yeah Do you wanna touch me there Where There Yeah Oh Yeah Oh yeah Yeah Oh yeah Oh yeah
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Deewaana Dil Sangeet Ka Deewaana Hoshiyar (1985) 05:04 38844
 
Poster of Hoshiyar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Meenakshi Seshadri
Duration : 05:04   Song Number : 38844   

Deewaanaa Huaa Baadal Kashmir Ki Kali (1964) 05:53 20317
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:53   Song Number : 20317   

Deewaane Do Dil Mile Kudrat (1998) 06:40 40004
 
Poster of Kudrat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Urmila Matondkar
Duration : 06:40   Song Number : 40004   

Deewaani Deewaani First Love Letter (1991) 08:25 18757
 
Poster of First Love Letter (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vivek Mushran, Manisha Koirala
Duration : 08:25   Song Number : 18757   

Deewana Aadmi Ko Banati Kali Topi Lal Rumal (1959) 04:15 32739
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:15   Song Number : 32739   

Deewana Dil Deewana Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) 06:38 16778
 
Poster of Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Deepak Tijori
Duration : 06:38   Song Number : 16778   

Deewana Dil Dhundhe Mashooq (1992) 05:13 18737
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Kumar Sanu, Chorus
On Screen Actors- 
Ayub Khan
Duration : 05:13   Song Number : 18737   

Deewana Hai Dekho Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 05:39 16743
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Hrithik Roshan
Duration : 05:39   Song Number : 16743   

Deewana Hoon Deewana Raahat Se Zindagi (1940) 03:31 40747
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:31   Song Number : 40747   

Deewane Hain Deewanon Ko Zanjeer (1973) 04:47 20389
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Gulshan Bawara, Sanjana
Duration : 04:47   Song Number : 20389   

Deewane Tere Naam Ke Saudagar (1991) 04:16 32408
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Duration : 04:16   Song Number : 32408   

Deewane To Deewane Hain Shweta Shetty 04:09 11436
 
Poster of Shweta Shetty
 
Category
Indipop
Lyricist
Shyam Anuragi
Music Director- 
Jawahar Wattal, Ravi Pawar
Singer- 
Shweta Shetty
Duration : 04:09   Song Number : 11436   

Deewane Tum Deewane Hum Bezubaan (1962) 03:30 19185
 
Poster of Bezubaan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Helen
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 19185   

Deewani Deewana Anjaana Afsana Teri Baahon Mein (1984) 07:10 40230
 
Poster of Teri Baahon Mein (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 07:10   Song Number : 40230   

Do You Wanna Touch (Yeah) In the Style of Gary Glitter 03:17 11123
 
Poster of Gary Glitter
 
Category
English
Singer- 
Gary Glitter
Duration : 03:17   Song Number : 11123