Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChhoti%20Si%20Ye%20Duniya
HomeChhoti%20Si%20Ye%20Duniya
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada saya bhi tera main hone na doon juda maine tay kar liya tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri rooh pe tere jism pe bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada yaadon mein tujhko rakhoon baatein bhi teri karoon itna deewana hoon tera ho ooo raaton mein jaaga karoon din bhar bhatakta rahoon main to yahan se bus wahan aaa aaa tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri rooh pe tere jism pe bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera bas haq hai ik mera main to bas teri chaahat mein chahoon rehna sada main to bas teri qurbat mein chahoon rehna sada baahon mein tujhko rakhoon dhadkan mein teri sunoon aa itna nazdik aa zara ho jism e dhuwaayen rahein har dum wafaayen rahein doon tujhko aisa ik jahan tere ishq pe tere waqt pe bas haq hai ik mera teri
la la la la la la lala lala laaaaaaa la la la la la la laaaa la la la chaahat kiiii khushboo ko chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya khaamoshi kehti hai maine sun liyaaaaa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya tu hi tu hi aur kuchh nahiii duniya mein dooba rahoon teri yaad ke dariya mein hooo hardam rahoon tere pyaar ki chhaiyaan mein sapnon ne aankhon mein sapnon ne aankhon mein ghar bana liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya palkein meri chhalkein nahin yaad rahe ae hamsafar baahon ka ghar aabaad rahe oo bas pyaar ki fariyaad ho yaad rahe har dhadkan teri hai har dhadkan teri hai oo saathiya maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya chaahat ki khushboo ko maine chhoo liya aa aa maine tumse pyaar kar liya maine tumse pyaar kar liya kar liya kar liya
chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori logon ka kya samjhaane do logon ka kya samjhaane do unki apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori maine dil ki baat rakhi aur toone duniya waalon ki maine dil ki baat rakhi aur toone duniya waalon ki meri garj ki majboori thi unka huqm bhi majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori rok sako to pehli baarish ki boondon ko tum roko rok sako toooooo rok sako to pehli baarish ki boondon ko tum roko kachchi mitti to mehkegi mitti ki ye majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori jab tak hansta gaata hai sab apna hai sab apne hain jab tak hansta gaata hai sab apna hai sab apne hain waqt pade to yaad aa jaati hai sab ko apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi majboori logon ka kya samjhaane do logon ka kya samjhaane do unki apni majboori chaahat mein kya duniyadaari ishq mein kaisi
hoooo oooooo bichhuaaaaaaaaa haaye re peepal chhaiyaan baithi pal bhar hooooooo dhar ke gagariyaa haaye re hoye hoye hoye hoye hoye hoye daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo mantar pherun komal kaayaaaaaaaaa oooooo chhod ke jaa re chhooooo hoye hoye hoye hoye hoye hoye aur bhi chad gayo na gayo paapi bichhua kaisi ye aag lagaa gayo paapi bichhua saare badan pe chhaa gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo haaye re mantar jhootha vaid bhi jhootha hooooooo piya ghar aa re aa re hoye hoye hoye hoye hoye hoye dekho re dekho re dekho utar gayo bichhua hey toot ke reh gayo dank utar gayo bichhua saiyaan ko dekh ke jaane kidhar gayo bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron
huyi chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama hoye chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama hoye raama haaye raama uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin hooo hooo hooo uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin haaye duniyaan huyi re mere pyaar mein deewani laakhon ki main diljaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hooo hooo hooo wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hoye uske kadam choome teri jawaani wo hai sahar ki raani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama
chaahat teri mujhe chaahiye pal do pal ke waaste jeeta hoon tere pyaar se khushiyon ke waaste chaahat teri mujhe chaahiye pal do pal ke waaste jeeta hoon tere pyaar se khushiyon ke waaste kaisa nazron ka jaadoo kiya hai phool shabnam tujhi pe fidaa aasmaan pe hai chhaayin ghataayen dil ne di hai tujhi ko sadaa kaisa nazron ka jaadoo kiya hai phool shabnam tujhi pe fidaa aasmaan pe hai chhaayin ghataayen dil ne di hai tujhi ko sadaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa pyaar ke phool sehraaon mein bhi khil uthe hain haseen hai fizaa dheere dheere magar paanv dolen dil ki baaten kahegi zubaan aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chaahat teri mujhe chaahiye pal do pal ke waaste jeeta hoon tere pyaar se khushiyon ke waaste chaahat teri mujhe chaahiye pal do pal ke waaste jeeta hoon tere pyaar se khushiyon ke waaste jeeta hoon tere pyaar se khushiyon ke waaste jeeta
haaye huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi arre huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi roz baraaten dekh dekh kar pak gayin ankhiyaan ik gudiya ke intzaar mein thak gayi ankhiyaan roz baraaten dekh dekh kar pak gayin ankhiyaan ho ik gudiya ke intzaar mein thak gayi ankhiyaan arre hum bhi dulha bante aur shaan se ghodi chhadte hum bhi dulha bante aur shaan se ghodi chhadte akad ke chalta bapu aur khush hote daada daadi hey huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi jiske sar par sehra saaje usse mubaarak jiske angna kangnaa baaje usse mubaarak ho jiske sar par sehra saaje usse mubaarak ho jiske angna kangnaa baaje usse mubaarak aa ha chance to de koi humko arre phans bhi le koi humko chance to de koi humko arre phans bhi le koi humko
chaudah raat ki bhayee chaandni baalam tujhe bulaaye baalam tujhe bulaaye re aaja chaudah raat ki bhayee chaandni baalam tujhe bulaaye baalam tujhe bulaaye re aaja nain kanwaare chain na paayen baalam hamra dil tadpaaye nain kanwaare chain na paayen baalam hamra dil tadpaaye kahaan kho gayee ho tum rasiyaa re chaudah raat ki bhayee chaandni baalam tujhe bulaaye baalam tujhe bulaaye re aaja dukh saagar mein doob rahi hai baalam tumri chaandni dukh saagar mein doob rahi hai baalam tumri chaandni madhur suron se bichhad gayi hai madhur suron se bichhad gayi hai baalam tumri raagni kahaan kho gayee ho tum rasiyaa re kahaan kho gayee ho tum rasiyaa re kahaan kho gayee ho tum rasiyaa re kahaan kho gayee ho tum rasiyaa re
chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de doooooooo seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de do bejod ruhon ko halka sa jod de do jod do naa toot jaaye saanson ki ladi jod do naa toot jaaye saanson ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hainnnnn hoooooo dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hain kehte hai sapne kabhi jaage to marr jaate hain neend se naa jaage koi khaabon ki ladi neend se naa jaage koi khaabon ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi
chhed mere humrahi geet koi aisa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi mil ke naa bichhde ye dil ye pal ye aankhen ye dil ye pal ye aankhen aa ke naa jaayen ye rutt ye din ye raaten ye rutt ye din ye raaten mausam baagon mein aate jaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi peechhe reh jaaye jeevan ki sab seemayen jeevan ki sab seemayen aisi masti mein hum bas chalte hi jaayen hum bas chalte hi jaayen raahon pe kadam dagmagaate rahen chhed mere humrahi geet koi aisa umr bhar hum jise gungunaate rahen chhed mere humrahi tann ik deepak hai saans hai deepak ki baati saans hai deepak ki baati hum donon ke dil ban ke taare o saathi ban ke taare o saathi kaali raaton mein jagmagaate rahen chhed mere
chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mubaariq jahaan tujhko tera uthaaya faqeeron ne deraa milega kahaan ab thikaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane mila kuchh naa rasta badal ke gira wo chala jo sambhal ke hai ye khel kitna purana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane bacha saari duniyaa se jo dil huaa apne teeron se ghaayal pada kaise ulta nishaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane chheda jo dil ka fasaana hansa zor se kyun zamaana allah jaane maula jaane allah jaane maula jaane
pyaar ka saaj bhi hai dil ki aawaaz bhi hai mere geeton mein tumhin tum ho mujhe naaz bhi hai chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka aankhen bani paimane dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane aankhen bani paimane ho dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne
chhedo dhun matwalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki
chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen aati hai sharam humko roko ye pyari baatein aati hai sharam humko roko ye pyari baatein jo tumko jaante hain wo jaante hain tumhari baatein tum keh lo sharam isko hum to ada kahenge hum to ada kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge chhedo na meri zulfen main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo tum isko pyaar samjho tum isko chahat ka naam de lo lekin zamaane wale iss ko khata kahenge iss ko khata kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen tauba teri nazar ke masti bhare ishaare tauba teri nazar ke masti bhare ishaare dekhenge hum ko tum ko to muskura ke ye sab nazaare ulfat mein do dilon ko behka hua kahenge behka hua kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana
chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the heyyyyy teri kamar ke bal pe nadi muda karti thi hansi teri sun sun ke fasal paka karti thi chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan hooo jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai latto se uljhi lipti ik raat hua karti thi hooo kabhi kabhi takiye pe wo bhi milaa karti hai chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan dil dard ka tukda hai pathar ki dali si hai ik andha kunwaa hai yaa ik band gali si hai ik chhota sa lamha hai jo khatam nahin hota main laakh jalaata hoon ye bhasm nahin hota ye bhasm nahin hota chhod aaye hum wo
chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main byah gudiyon ka hans hans rachaati thi main sabse muhn mod kar kya bataaun kidhar dil lagaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada yaad maike ki dil se bhulaaye chali preet saajan ki mann mein basaaye chali yaad kar ke ye ghar royi aankhen magar muskurana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada
chhod bhi de majhdhaar mein naav lekar uska naam paar utaare ya wo duboye jaane apne kaam aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne ho ho aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya wo kaanton ke sej de ya phoolon ki jhukne ke siwa tera kaam hai kya jhukne ke siwa tera kaam hai kya aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par wo nadi ho ya naav ya aandhi ho sabhi chalte hain uske ishaare par sabhi chalte hain uske ishaare par aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi
chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale banvaasi banraaj dulaare sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chala ram ka sevak ban kar laxman jaisa bhai chali jaanki ban kar apne preetam ki parchaayi nar naari pashu panchhi sab ka mann ab naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya waise hi ro ro kar dekhen ram lakhan ko maiyaan maya mamata mahal mohini sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale laxman bina mahal hai soona seeta bina rasoyi ram bina hai sooni ayodhya saari praja royi chhod ke kaliyon ki galiyan kaanton se naata jod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale aaj humare ram ayodhya chhod chale
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye
aah chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa main chali main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane zaraa sunnaa jaan e tamnnaa o zaraa sunnaa jaan e tamnnaa itnaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho umm hmm hmm hmmm yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdaai ye rastaa ye tanhaai lo dil ne thokar khaayee yahi din
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaahat Blood Money (2012) 04:24 17060
 
Poster of Blood Money (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Jeet Ganguly
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Amrita Puri
Duration : 04:24   Song Number : 17060   

Chaahat Ki Khushboo Ishq Hai Tumse (2004) 05:01 40106
 
Poster of Ishq Hai Tumse (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, Dino Morea
Duration : 05:01   Song Number : 40106   

Chaahat Mein Kya Talat Aziz 05:58 40081
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Year- 
2000
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:58   Song Number : 40081   

Chad Gayo Paapi Bichhua Madhumati (1958) 06:13 11976
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:13   Song Number : 11976   

Chadti Jawaani Meri Caravan (1971) 04:40 20249
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani
Duration : 04:40   Song Number : 20249   

Chahat Teri Mujhe Chahiye Ali Haider 04:11 15699
 
Poster of Ali Haider
 
Category
Indipop
Music Director- 
Ali Haider, Bunny
Singer- 
Ali Haider
Duration : 04:11   Song Number : 15699   

Chat Mangni Pat Shaadi Badi Didi (1969) 04:34 17459
 
Poster of Badi Didi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Duration : 04:34   Song Number : 17459   

Chaudah Raat Ki Bhayee Chandani N L Puri 03:14 40342
 
Poster of N L Puri
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
N L Puri
Duration : 03:14   Song Number : 40342   

Chhadi Re Chhadi Mausam (1975) 04:57 13695
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev, Sharmila Tagore
Duration : 04:57   Song Number : 13695   

Chhed Mere Humrahi Mastana (1970) 05:10 11952
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Bharati
Duration : 05:10   Song Number : 11952   

Chheda Jo Dil Ka Nakli Nawab (1962) 03:09 13834
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 13834   

Chheda Mere Dil Ne Asli-Naqli (1962) 05:44 31131
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:44   Song Number : 31131   

Chhedo Dhun Matwalon Ki Ghar Sansar (1958) 02:38 36968
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 02:38   Song Number : 36968   

Chhedo Na Meri Zulfen Ganga Ki Lahren (1964) 03:58 32442
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 03:58   Song Number : 32442   

Chhod Aaye Hum Maachis (1996) 05:05 10691
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Suresh Wadkar, K K
On Screen Actors- 
Tabu, Chandrachur Singh, Om Puri
Duration : 05:05   Song Number : 10691   

Chhod Baabul Ka Ghar Babul (1950) 03:15 12777
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Raag- 
Marwa
Duration : 03:15   Song Number : 12777   

Chhod Bhi De Manjhdhar Naav Barkha (1959) 03:53 19238
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:53   Song Number : 19238   

Chhod Chale Aaj Humare Ram Ayodhyapati (1956) 03:35 16545
 
Poster of Ayodhyapati (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 03:35   Song Number : 16545   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Chhod Do Aanchal Zamaanaa Kyaa Kahegaa Paying Guest (1957) 04:29 12086
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 12086