Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChaahat%20Na%20Hoti
HomeChaahat%20Na%20Hoti
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho oo oo oo oo oo oo oo oo hooo are hoga thanedar tu hoga thanedar tu mera hai dildaar tu vardi ka tu rob jamaa le topi wale daraa le kar le jo hai karna main nahi darna main nahi darna main nahi darna o jag main nahi darna main nahi darna main nahi darna hogi pakitmar tu are hogi pakitmar tu choron ki sardar tu apne saare teer chalaa le nazaron wale daraa le kar le jo hai karna main nahi marna main nahi marna main nahi marna oye main nahi marna main nahi marna main nahi marna tere jaise mere aage pichhe phirte hain aisa kyaa tere jaise mere aage pichhe phirte hain kitnon ke dil batuye se girte hain kaise mitti kaise mitti kaise mitti gagan choomegi tu ladki deewani itna bhi na jaani tu ladki deewani itna bhi na jaani vardi ka tu rob jamaa le topi wale daraa le kar le jo hai karna main nahi darna main nahi darna main nahi darna o jag main nahi darna main nahi darna main nahi darna laa laa la la lala la la lala la la lala la la chhod mujhe dhund koi aur dilwala are
kaahe dhundhe raam ko dharti aur gagan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein apne hi mann mein kaahe dhundhe phool jo chadhaye jaa ke charnon mein bhagwaan ke raam hi muskaate hain un phoolon ki muskaan mein raam daras ke pyaase nain jo raam base un naynan mein raam base un naynan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein path andhiyaare mein dikhate prabhu raam hi deep ki lou banke jagmagaate prabhu raam hi haath mein jo rekhayen bhagya ki raam hi raam chhupe unmein raam hi raam chhupe unmein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein jiski kirnon se khilti dharti pe dhoop hai aur kuchh nahin vo suraj raam ka hi roop hai shaam salone raam hi base chanda roopi darpan mein chanda roopi darpan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein kyun itni adheer hai tu raam ke milan ko raam ka hi roop hai tu dekh apne tan ko dason dishayen
kdantadha kdantadha kdantadha ta na na na na ta dhi na naar dhir dhir dhoom ta na na na ta dhi na naar dhir dhir dhoom ta na na na ta na na dhir dhir dhoom ta naum ta naum ta na na dhir dhir kdantadha kdantadha kdantadha sa re ma pa dha ta dha re sa ni dha ni pa ga pa ma sa re ni sa ma ta na na na na ta di ye nare dhir dhir dhoom ta na na na ta di ye nare dhir dhir dhoom ta na na na ta na na dhir dhir dhoom ta naum ta naum ta na na dhir dhir kdantadha kdantadha kdantadha dhoom kit tak dha na dha ta dha dha ni dhi dha dha girdhi na dha gi dhi na dha na dha dha gidi gidi thei kdantadha thiri kiti kiti thei ta ta thei ta ta thei kdantadha thiri kiti kiti thei ta ta thei ta ta thei kdantadha thiri kiti kiti thei ta ta thei ta ta thei thei kdantadha kdantadha kdantadha kdantadha kdantadha kdantadha thrik thrik thrik thrik thum tha na na na chhai ghata thrik thrik thrik thrik thum tha na na na na na chhai ghata dhimak dhimak dhum dhum boondan barsayi ghata dhimak dhimak
dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan sooraj na badlaa chaand na badlaa na badlaa re aasmaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan aaya samay bada bedhanga aaj aadmi bana lafanga kahin pe jhagda kahin pe danga naach raha nar ho kar nanga chhal aur kapat ke haathon apna bech raha imaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan raam ke bhakt rahim ke bande rakhte aaj fareb ke phande kitne ye makkar ye andhe dekh liye inke bhi dhandhe inhi ki kaali kartooton se huya ye mulk masaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan jo hum aapas mein na jhagadte bane huye kyun khel bigadte kaahen laakhon ghar ye ujadte kyun ye bachche maa se bichhadte phoot phoot kar kyun rote pyaare baapu ke pran
kitna dukh bhulaya tumne pyaari kitna dukh bhulaya tumne pyaari mere zakhm e dil pe rakh kar apna komal haath mere zakhm e dil pe rakh kar apna komal haath preetam kyun ghabraye ho preetam kyun ghabraye ho bass soch ke itni baat sab dard mitaya tumne pyaari sab dard mitaya tumne pyaari apni balkhayi zulfen seene pe mere bichha ke apni balkhayi zulfen seene pe mere bichha ke apne gulaabi hothon ko apne gulaabi hothon ko mere hothon pe mila ke amrit ras pilaya tumne pyaari amrit ras pilaya tumne pyaari hum tum chup baithe hain hum tum chup baithe hain dil kehta hai kisse dil ke chura liya hai hosh humara chura liya hai hosh humara char aankhon ne milke kismat ko jagaya tumne pyaari kismat ko jagaya tumne pyaari kitna dukh bhulaya tumne pyaari
kitne atal the tere iraade yaad to kar tu wafaa ke waade tune kaha tha khaa kar kasmen sada nibhayenge pyaar ki rasmen tu auron ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi kya ye tere sukh ke saadhan meri yaad ko bhoola sakenge meri yaad jab neend udaa degi kya yeh tujhko sulaa sakenge hooooo kya yeh tujhko sulaa sakenge saadhan mein sukh hota nahin hai sukh jeevan ki ek kala hai mujhse hi chhal kiya na tune apne ko tune aap chhala hai tu auro ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi tere liye main laaya bahaaren tere liye main jaan pe khela do din tune hi raah na dekhi chhod ke chal di mujhe akela hooooo chhod ke chal di mujhe akela teri judaayi meri cheeta hai ghum ki cheeta mein main jal rahaa hoon mann mera dehke marghat jaisa angaaron par main chal rahaan hoon tu auro ki kyun ho gayi
tujhko aaj batana hoga kya thi wo majboori saath umra bhar ka dena tha de di umra bhar ki doori kitne atal the tere iraade yaad to kar tu wafa ke waade tune kaha tha kha kar kasmein sada nibhayenge pyaar ki rasmein tuu auron ki kyun ho gayi tu hamaari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniya sanvaari thi tuu auron ki kyun ho gayi pyaar ki masti tune na chahi tune to chaha chandi ka pyaala aasoon kisi ke kya tu pehanti tujhko pehenni thi moti ki mala ho tujhko pehenni thi moti ki mala pag pag par vishwaas ke badle chhala karegi tujhko shanka aag ki lapton mein lipti hai yeh teri sone ki lanka tuu auron ki kyun ho gayi tu hamaari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniya sanvaari thi tuu auron ki kyun ho gayi kya ye tere sukh ke saadhan meri yaad ko bhula sakenge meri yaad jab neend uda degi kya ye tujhko sula sakenge hooo kya ye tujhko sula sakenge saadhan mein sukh hota nahin hai sukh jeevan ki ek kala hai mujhse hi chhal kiya na tune apne ko tune aap
aaaa kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum ho kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum yeh pyaar na hoga kam sanam teri kasam sanam teri kasam sanam teri kasam kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum yeh pyaar na hoga kam sanam teri kasam ho sanam teri kasam ha ha sanam teri kasam mana ki khata meri hai par itni saza na de tu le baiyaan padun teri sajna ab to gale laga le tu ho mana ki khata meri hai par itni saza na de tu le baiyaan padun teri sajna ab to gale laga le tu tere dum se hain mera dum sanam teri kasam haha sanam teri kasam ho sanam teri kasam aise hi rooth ke mujhse ab aur kahan jayega aahon mein asar hoga to tu laut ke phir ayega aise hi rooth ke mujhse ab aur kahan jayega aahon mein asar hoga to tu laut ke phir ayega arre tu hain to kya hai ghum sanam teri kasam aaaaa sanam teri kasam ha sanam teri kasam kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum ho kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum yeh pyaar na
kitne bhi tu kar le sitam has has ke sahenge hum kitne bhi tu kar le sitam has has ke sahenge hum ye pyaar na hoga kam sanam teri kasam sanam teri kasam sanam teri kasam kitne bhi tu kar le sitam has has ke sahenge hum ye pyaar na hoga kam sanam teri kasam sanam teri kasam sanam teri kasam jitna tadpaayegi mujhko utna hi tadpegi tu bhi jo aaj hai aarzoo meri wo kal teri aarzoo hogi jitna tadpaayegi mujhko utna hi tadpegi tu bhi jo aaj hai aarzoo meri wo kal teri aarzoo hogi ye jhooth nahin sach hai sanam sanam teri kasam hoo sanam teri kasam sanam teri kasam nafrat se dekhna pehle andaaz pyaar ka hai ye kuchh hai aankhon ka rishta gussa ikraar ka hai ye nafrat se dekhna pehle andaaz pyaar ka hai ye kuchh hai aankhon ka rishta gussa ikraar ka hai ye bada pyaara hai tera zulam sanam teri kasam hoo sanam teri kasam sanam teri kasam kitne bhi tu kar le sitam has has ke sahenge hum kitne bhi tu kar le sitam has has ke sahenge hum ye pyaar na hoga kam sanam teri kasam
kitne din aankhen tarsengi kitne din aankhen tarsengi kitne din yun dil tarasenge ek din to badal barsenge ae mere pyase dil aaj nahin to kal mahkegi khwabon ki mahfil kitne din aankhen tarsengi soone soone se murjhaye se hain kyun ummidon ke chehre katon ke sar pe hi bandhe jayenge phulon ke sehre soone soone se murjhaye se hain kyun ummidon ke chehre katon ke sar pe hi bandhe jayenge phulon ke sehre naya zamana aayega naya zamana aayega kitne din kitne din yun dil tarasenge ek din to badal barsenge ae mere pyase dil aaj nahin to kal mahkegi khwabon ki mahfil aaaa aa aaa aa aa aaa aaaa zindagi pe sab ka ek sa haq hai sab tasleem karenge sari khushiyaan sare dard barabar hum takseem karenge zindagi pe sab ka ek sa haq hai sab tasleem karenge sari khushiyaan sare dard barabar hum takseem karenge naya zamana aayega naya zamana aayega kitne din kitne din yun dil tarsenge ek din to badal barsenge ae mere pyase dil aaj nahin to kal mahkegi khwabon ki mahfil kitne din
kitni baatein yaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhe bhoolun dil ko kya samjhaaoon kitni baatein kehne ki hain honton par jo sehmi si hain ek roz inhen sun lo kyun aise gumsum ho kyun poori ho na paayi daastaan kaise aayi hain aisi dooriyaan dono ke dilon mein chupa hai jo ek anjana sa ghum kya ho payega wo kam koi kya kahe dono ne kabhi zindagi ke ik mod pe thi jo payi hai kaisi wo tanhai koi kya kahe kitna viraan hai ye samaa saanson mein jaise ghulta hai dhuaaan kaise aayi hain aisi dooriyaan kitni baatein yaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhe bhoolun tumse aaj yun mil ke dil ko yaad aye lamhe kal ke ye aansoon kyun hain chalke ab kya kahein tumne humko dekha jo aise toh ek umeed hai jagi phir tumse pyaar pane ki ab kya kahein aa gaye hum kahan se kahan dekhe mud ke ye dil ka carvaan kaise aayi hain aisi dooriyaan kitni baatein kehne ki hain honton par jo sehmi si hain ek roz inhen sun lo kyun aise gumsum ho kitni
kitni der tak tum baahar rukogi kitni der tak main rukungaa kitni der tak tum sochti rahogi yeh maine dekhon jaan kitni der tak tum mujhe na kahogi apne shahar aane ko kitni der tak dhundna hai bahaana tumhein kisi bhi traha chhone ka kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak odho baad main tur jaana rowaanga main bai ke door kisi kone wich mud ke ni geet main gaana odho baad main tur jaana odho baad tu tur jaana kitni der tak tum baatein karogi filmon ki aur falsafon ki kitni der aarzoo aad mein chhipegi coffy ki aur kehkahon ki kitni der tak uss dil mein rahega mere naam par ik sawaal kitni der tak yeh chhand na girega saath mein chalegi taal kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak odho baad main tur jaana rowaanga main bai ke door kisi kone wich mud ke ni geet main gaana odho baad main tur jaana odho baad tu tur jaana kitni der tak kitni
kya itna bhi adhikaar nahin dhoondh sakun nazaron mein teri apna khoyaa pyaar dekh sakun dekh sakun jee bhar ke tujhko door khada ek baar door khada ek baar kya itna bhi adhikaar nahin kabhi kahin jaane anjaane kar loon main lachaar jhoom sakun jhoom sakun main sun kar teri payal ki jhankaar payal ki jhankaar kya itna bhi adhikaar nahin karun tere sapnon pe apni raaton ka shingaar chhed sakun chhed sakun man ki veena par tere geet hazaar tere geet hazaar kya itna bhi adhikaar nahin nain bichha main raah niharun prem nagar ke dwaar poochh sakun poochh sakun main tujh se apne jeene ka aadhaar jeene ka aadhaar kya itna bhi adhikaar nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hoga Thanedar Tu Shahenshah (1988) 07:07 32148
 
Poster of Shahenshah (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Amar Utpal
Duration : 07:07   Song Number : 32148   

Kaahe Dhunde Ram Ko Hanuman Vijay (1974) 04:11 17601
 
Poster of Hanuman Vijay (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
Ajay Vishwanath
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:11   Song Number : 17601   

Kdantadha Kdantadha Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:22 14138
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:22   Song Number : 14138   

Kitna Badal Gaya Nastik (1954) 03:31 20323
 
Poster of Nastik (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Ajit, Nalini Jayvant
Duration : 03:31   Song Number : 20323   

Kitna Dukh Bhulaya Tumne Pyaari Hemanta Mukherjee 03:37 37528
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Category
Hindi Non Film
Duration : 03:37   Song Number : 37528   

Kitne Atal The Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:26 18353
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 18353   

Kitne Atal The (Male) Ek Bar Mooskura Do (1972) 05:37 18198
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Duration : 05:37   Song Number : 18198   

Kitne Bhi Tu Karle Sitam (Female) Sanam Teri Kasam (1982) 04:36 32489
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 04:36   Song Number : 32489   

Kitne Bhi Tu Karle Sitam (Male) Sanam Teri Kasam (1982) 04:27 17968
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Duration : 04:27   Song Number : 17968   

Kitne Din Aankhen Tarsengi Naya Zamana (1971) 03:59 36885
 
Poster of Naya Zamana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Raag- 
Kirawani
Duration : 03:59   Song Number : 36885   

Kitni Baatein Lakshya (2004) 05:49 32107
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:49   Song Number : 32107   

Kitni Der Tak Delhii Heights (2007) 05:10 15142
 
Poster of Delhii Heights (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Rabbi Shergill
Music Director- 
Rabbi Shergill
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Neha Dhupia
Duration : 05:10   Song Number : 15142   

Kya Itna Bhi Adhikaar Nahin Talat Mahmood 03:19 38023
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:19   Song Number : 38023