Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBabul%20Kaun%20Ghadi%20Yeh
HomeBabul%20Kaun%20Ghadi%20Yeh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille naazon se tujhe paala maine kaliyon ki tarah phoolon ki tarah bachppan mein jhoolaayaa hai tujh ko baahon ne meri jhooloon ki tarah mere baag ki ae naazuk daali tujhe har pal nayi bahaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille jiss ghar se bandhein hain bhaag tere uss ghar mein sadaa teraa raaj rahe honthon pe hansee ki dhoop khile maathe pe khushi kaa taaj rahe kabhi jiski jyot naa ho pheeki tujhe aisa roop singaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille beetein tere jeewan ki ghadiyaan aaraam ki thandi chhaanvv mein kaanta bhi naa chubhne paaye kabhi meri laadli tere paanv mein uss dwaar se bhi dukh door rahe jiss dwaar se tera dwaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaa baabul moraaaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re moraa apna begaana chhutoooosaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh le baabul ghar aapnaa baabul baabul baabul baabul baabul le baabul ghar aapnaa main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaa baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa moraaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re moraa apna begaana chhutoooo jaayee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh le baabul ghar aapno main chali piya ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee
la lalalaa la la la la la lalalaa la lalalaa la la la la la lalalaa aazmaa leee aaja tu saamne aazmaa leee aaja tu saamne dil parda faash hai neeyat aiyyash hai na bann shareef tu babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai na bann shareef tu babli badmaash hai aaja jalwon ke shaamiyane mein kya rakha hai iss zamaane mein aaja jalwon ke shaamiyane mein kya rakha hai iss zamaane mein tu behlata hai dil ko baaton se husn ko chhule aaj haathon se dil lagaa le aaja tu saamne dil parda faash hai neeyat aiyyash hai na bann shareef tu babli badmaash hai pyaas jaagi hai kitni raaton se aa bujha le hum behke jazbaaton se pyaas jaagi hai kitni raaton se aa bujha le hum behke jazbaaton se na fursat ho saans lene ki bas khwahish ho pyaar dene ki dil jala leee aaja tu saamne dil parda faash hai neeyat aiyyash hai na bann shareef tu babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai
babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai shehnai ki goonj mein kho gayi babul meri duhaai dil bhi mera tab tab dhadke jab jab khanke kangna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela us angna mein aaj khada hai bhaiya mera akela jaagti aankhon dekh raha hai mere sukh ka sapna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna
babul jo tumne sikhaya jo tum se paya sajan ghar le chali sajan ghar le chali sajan ghar main chali yaadon ke lekar saye chali ghar paraye tumhari laadli kaise bhool paungi main baba suni jo tumse kahaniyaan chhod chali aangan mein maiya bachpan ki nishaniyaan sun meri pyari behna sajaye rehna yeh babul ki gali ban gaya pardes ghar janam kaa mili hai duniya mujhe nayi naam jo piya se maine joda naye rishton se bandh gayi mere sasur ji pita hain pati devta hai devar chhavi krishn ki sajan ghar main chali sajan ghar main chali
babul kaun ghadi yeh aayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi saajan ka jab aaye bulaawa koi na baadha maane raadha saajan ka jab aaye bulaawa koi na baadha maane raadha tod ke pinjda ud jaaye chidiya roye bhale shehnaayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi solah baras toone god khilaaya baanhon mein lekar jhoola jhulaaya solah baras toone god khilaaya baanhon mein lekar jhoola jhulaaya gale lagaaya aaj na kyun jab gale lagaaya aaj na kyun jab meri huyi bidaayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye lekin main aisi bad kismat aansoo dahez mein laayi babul kaun ghadi yeh
babul tere baagan di main bulbul babul tere baagan di main bulbul babul tere baagan di main bulbul tujhe kaun sa geet sunaaun main roun ya muskaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun babul tere baagan di main bulbul tujhe kaun sa geet sunaaun main roun ya muskaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun tere bina koi meri kadar na jaane log deewane log deewane tere bina koi meri kadar na jaane log deewane log deewane begaane sab anjane kise man ki baat bataun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun yaad nahin bhool gayi mujhe pyari pyari surat teri o murat teri yaad nahin bhool gayi mujhe pyari pyari surat teri o murat teri yug beete tujhe dekhe main kaise tasveer banaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun doli nahin to na sahi mujhe arthi mein tu bithlana o phir tu jaana doli nahin to na sahi mujhe arthi mein tu bithlana o phir tu jaana so jana mat kho jana so jana mat kho jana ro ro ke lori gaaun main roun ya muskaaun ho main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baabul Ki Duaayein Leti Jaa Neel Kamal (1968) 04:21 20171
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:21   Song Number : 20171   

Baabul Mora Aavishkar (1973) 05:18 12612
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:18   Song Number : 12612   

Baabul Mora Street Singer (1938) 03:15 11224
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 11224   

Babli Badmaash Shootout At Wadala (2013) 04:29 32385
 
Poster of Shootout At Wadala (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Anand Raj Anand
Duration : 04:29   Song Number : 32385   

Babul Chhoot Chala Tera Rakhi (1962) 03:52 32339
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:52   Song Number : 32339   

Babul Jo Tumne Sikhaya Hum Aapke Hain Koun (1994) 03:45 32990
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Sharda Sinha
On Screen Actors- 
Renuka Shahane
Duration : 03:45   Song Number : 32990   

Babul Kaun Ghadi Yeh Umang (1970) 05:53 14376
 
Poster of Umang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Subhash Ghai
Duration : 05:53   Song Number : 14376   

Babul Tere Baagan Di Main Bulbul Jheel Ke Us Paar (1973) 05:01 32705
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:01   Song Number : 32705