Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAjnabee%20Shehar%20Mein%20Ajnabee%20Raaste
HomeAjnabee%20Shehar%20Mein%20Ajnabee%20Raaste
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe main bahot der tak yunhi chalta raha main bahot der tak yunhi chalta raha tum bahot der tak yaad aate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zindagi bhi humen aazmati rahi zindagi bhi humen aazmati rahi aur hum bhi use aazmate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula hum bhi doya kisi saaz ke taar hain hum bhi doya kisi saaz ke taar hain chot khaate rahe gungunaate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe
ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen barkha bahaar laayi kaali ghatayen aise mein kise hum kisko pukaaren kya kaali ghatayen kahti hain jaane naahi koi kya thandi hawayen kahti hain samjhe naahi koi kyun dil ye sulagta rahta hai puchhe naahi koi tune bhi nahin puchha kya hai dard mera kab tak rahega ye ghor andhera ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen ye tanhaayi kya kahti hai sune naahi koi kyun badli barasti rahti hai dekhe naahi koi kyun dil ye tadapta rahta hai soche naahi koi tune bhi nahin socha kya hai haal mera kab tak rahega ye dil yun akela ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen aise mein kise hum kisko pukaaren aise mein kaise hum dil ko sambhalen
ajnabeeee ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ye nayi nayi mulakaat hai phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho lagta hai yun khwaab hai jaise koi dekha hua lagta hai yun khwaab hai jaise koi dekha hua kehta hai dil aaj mila hai koi khoya hua na khayaal tumhen na khayaal humein phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee kisko khabar pehle mile the hum donon kahaan kisko khabar pehle mile the hum donon kahaan kabse magar dhoondh raha tha tumhen mera jahaan na to yaad tumhein na to yaad humein phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee kitne janam beet gaye hain tumhein paane mein kitne janam beet gaye hain tumhein paane mein humne tumhein pyaar kiya hai anjaane mein na kabhi mile na qareeb huye phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ye nayi nayi mulakaat hai phir bhi jaane kyun
ajnabi ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi wada kiya tha kisi saathi se na woh pyaar rahaa na woh baat rahi phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi dil mein rahe aur humaara dil tod diya dil mein rahe aur humaara dil tod diya saath chale mod pe aa ke humen chhod diya tum ho kahin aur hum kahin phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi
ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum tum to har geet mein shaamil the tarannum ban ke tum mile ho mujhe phoolon ka tabassum ban ke aisa lagta hai ke barson se shanaaz aayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum khaab ka rang haqeeqat mein nazar aaya hai dil mein dhadkan ki tarah koi utar aaya hai aaj har saans mein shehnaayi si leharaayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum koi aahat si andheron mein chamak jaati hai raat aati hai to tanhaayi mehak jaati hai tum mile ho yaa muhabbat ne ghazal gaayi hai ajnabi kaun ho tum jab se tumhen dekha hai saari duniyaa meri aankhon mein simat aayi hai ajnabi kaun ho tum
ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai dekh ke tujh ko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai kitni bholi hai tu kitni naadan hai dil ki baaton se anjaan hai ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai dekh ke tujh ko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai hoo kitni bholi hai tu kitni naadan hai dil ki baaton se anjaan hai ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai kya sochta hoon main kya chahta hoon hai mushkil tujhe wo batana maine suna hai ke mushkil bada hai dabhi chaahton ko chhupana hey kya sochta hoon main kya chahta hoon hai mushkil tujhe wo batana hooo oooo maine suna hai ke mushkil bada hai dabhi chaahton ko chhupana raaz tere sabhi khol degi abhi inn labon pe jo muskaan hai ajnabi mujhko itna bata dil mera kyun pareshaan hai kaise bataun meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana hooo begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begana haan haan kaise bataun meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana hooo oooo begaane ko
ajnabi se ban ke karo na kinaaraa ajnabi se ban ke karo na kinaaraa khudaraa idhar bhi dekho idhar bhi khudaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa ishaaraa na samajhega ye nazar ka ishaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho hum na padenge nazron ki chaah mein phir chal rahi ho kyun meri raah mein ho ho ho hum na padenge nazron ki chaah mein phir chal rahi ho kyun meri raah mein ho ho ho bekhudi mein hum ko mausam ne thaa pukaaraa ajnabi se ban ke karo na kinaaraa khudaraa idhar bhi dekho idhar bhi khudaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho betaab dil hai aisi bhii chaal kyaa dil hai tumhara hum jaane haal kyaa ho ho ho betaab dil hai aisi bhii chaal kyaa dil hai tumhara hum jaane haal kyaa ho ho ho dekhiye nazar mein afsaanaa hai hamaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa ishaaraa na samajhega ye nazar ka ishaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho ye lo chale hum chalta hai ye samaa ye to bata do milna hai phir kahaan ho ho ho ye lo chale hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ajnabee Shehar Mein Ajnabee Raaste Ashok Khosla 04:52 16017
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 04:52   Song Number : 16017   

Ajnabee Toofan Meri Kahani (1983) 05:43 16102
 
Poster of Meri Kahani (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Dileep Dhavan
Duration : 05:43   Song Number : 16102   

Ajnabee Tum (Female) Hum Sab Ustad Hain (1965) 04:07 38758
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Maruti Rao
Duration : 04:07   Song Number : 38758   

Ajnabee Tum (Male) Hum Sab Ustad Hain (1965) 03:32 12005
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita, Dara Singh
Duration : 03:32   Song Number : 12005   

Ajnabi Kaun Ho Tum Sweekar Kiya Maine (1983) 05:02 15742
 
Poster of Sweekar Kiya Maine (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Shabana Azmi
Duration : 05:02   Song Number : 15742   

Ajnabi Mujhko Itna Bata Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 06:11 16785
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 06:11   Song Number : 16785   

Ajnabi Se Ban Ke Karo Na Kinara Ek Raaz (1963) 04:17 16234
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:17   Song Number : 16234