Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAawaara
HomeAawaara
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aawaaraa aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa hawaa pe rakhe sookhe patte aawaaraa hawaa pe rakhe sookhe patte aawaaraa paanv zameen pe lagte hi udd lete hain dobaaraa aawaaraa aawaaraa aawaaraa naa shaakh judeee naa jadd pakde naa shaakh judeee naa jadd pakde mausam mausam banjaaraaaa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa jhaunka jhaunka ye hawaa hoooo jhaunka jhaunka ye hawaa roz udaaye reee jaa ki daar kahin wo to beet gaya jaa ki maati gayi waa ka meet gaya koi naa bulaayee reee rutt rang liye aayi bhi gayi muthiyaan naa khuli berang rahi sookha pataa banjaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aawaaraa awaara aawaaraa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa sa re ga dha haule haule ye hawaa haule haule ye hawaa khel khilaaye reeee khole dhoop kabhi ghole chhanv kabhi kabhi pankh bane bane paanv kabhi dhool dikhaaye re koi thaa na mili naa hawa na
aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara veeranon mein sehraaon mein aate jaate inn raahon mein tere ishaaron par naachi main jeevan bhar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara ab to batlaa aye dil mere baaki hain ab kitne phere ab to ruke ye safar mera bhi koi ghar aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara raat aur din ke ye do chehre kab tak pehnun kuchh to keh re kaun hoon main kya hoon sach hoon ke saaya hoon aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara aye mere dil jaane kahaan hai teri manzil aawaara
aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen koyal ki koohu koohu papihe ki peehu peehu jungle mein jheengar ki chhaayen jhaayen nadiya mein lehren aayen bal khaayen chhalki jaayen bheege honthon se wo gungunaaye gaata hai sahil gaata hai behta paani gaata hai ye dil sun sa re ga ma pa dha ni sa re aawaara bhanware jo haule haule gaayen haan phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen raat jo aaye to sannaata chhaaye to tik tik kare ghadi suno door kahin guzre rail kisi pull se goonje dhada dhadi suno sangeet hai ye sangeet hai sangeet hai ye sangeet hai mann ka sangeet suno baahon mein leke bachcha maa jab gaaye lori gaaye mamta ka geet suno aawaara bhanware jo haule haule gaayen phoolon ke tan pe hawayen sarsaraayen bheege parinde jo khud ko sukhaane ko parr phad phadaate hain suno
awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon ghar baar nahin sansaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin uss paar kisi se milne ka iqraar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin sunsaan nagar anjaan dagar kaa pyara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon aabaad nahin barbaad sahi gaata hoon khushi ke geet magar gaata hoon khushi ke geet magar zakhmon se bhara seena hai mera hansti hai magar ye mast nazar duniyaaaaaaa duniya mein tere teer ka yaa taqdeer ka maara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon awaara hoon awaara hoon
awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein har dam har pal bechaini hai kaun bala hai seene mein iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai apne liye to theek usi pal roz dhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari ho na ho iss par kahin koi khaab jala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta ishq ki aise raha guzar ko hum ne chuna hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona thoda sa dil mera bura hai thoda bhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein
oooo hooooooo hoooooo ooooooo aaaaaaaahaaaaa haaaaa aaaaaaaaaaaaaa aawaara maajhi aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan ubhraa hai yahi se armaanon bhara dil armaanon bhara dil doobega yahin pe chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe aaj mujhse meri hasraton se gusse mein naa kije mil jaane kaa waada aye jaane muhabbat ab to dil ne tum pe mar ke kar liya hai jeene ka iraada chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aawaara 7 Khoon Maaf (2011) 05:29 17048
 
Poster of 7 Khoon Maaf (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Master Salim
On Screen Actors- 
Priyanka Chopra
Duration : 05:29   Song Number : 17048   

Aawaara Aye Mere Dil Raat Aur Din (1967) 05:22 14029
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 05:22   Song Number : 14029   

Aawaara Bhanware Sapnay (1997) 06:37 20159
 
Poster of Sapnay (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kajol, Arvind, Prabhu Deva
Duration : 06:37   Song Number : 20159   

Awaara Hoon Awara (1951) 03:06 20160
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:06   Song Number : 20160   

Awaarapan Banjarapan Jism (2003) 07:02 20080
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 07:02   Song Number : 20080   

Awara Majhi Jayega Kahan Pyasi Sham (1969) 03:08 14023
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:08   Song Number : 14023