Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAaj%20Ka%20Yeh%20Din
HomeAaj%20Ka%20Yeh%20Din
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey ye hey hey aaj chahe honth see do aaj chahe honth see do kaat do chahe zabaan kal zamana khud hi dauhraega meri dastaan aaj chahe honth see do kaat do chahe zabaan kal zamana khud hi dauhraega meri dastaan haay aaj chahe honth see do main rahoon yaa na rahoon charche rahenge pyaar ke main rahoon yaa na rahoon charche rahenge pyaar ke josh phir bhi kam na honge mujh dil e bimaar ke banke gul mehkenge dekho ghaav bhi talvaar ke banke gul mehkenge dekho ghaav bhi talvaar ke maut bhi gehna banegi maut bhi gehna banegi zindagi hogi jawaan kal zamana khud hi dauhraega meri dastaan haay aaj chahe honth see do ye junoon e ishq hai iska nasha utrega kyaa ye junoon e ishq hai iska nasha utrega kyaa raah e dil se kaarwan ab doosra guzrega kyaa ishq se yaari na ho to husn phir nikhrega kya ishq se yaari na ho to husn phir nikhrega kya jaanti hai ye zameen jaanti hai ye zameen aur jaanta hai aasmaan kal zamana khud hi dauhraega meri dastaan haay aaj chahe honth see do
hey he he aaj ka yeh din kal ban jayega kal aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal tu peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal hey he he jane wale pe na aitbaar kar aane wale ka tu intezaar kar jane wale pe na aitbaar kar aane wale ka tu intezaar kar beete dino ki yaadon mein na jal ae babu aage chal aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal are peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal yeh shikve baharon ke fizul hain phoolon mein kanten kanton mein phool hain yeh shikve baharon ke fizul hain phoolon mein kanten kanton mein phool hain badla hai mausam tu bhi to badal badla hai mausam tu bhi to badal sheru aage chal ee aaj ka yeh din kal ban jayega kal peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal aree peechhe mud ke na dekh pyaare aage chal ae bhai tera dhyaan kidhar hai ek jagah jo baitha reh
aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai phir zamin par kahin masjid kahin mandir kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apni nazron mein har insaan sikandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir warna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai
aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar main tumhare liye dukh aur khushi bhi laaya main tumhare liye aansun bhi hansi bhi laaya dekh lo aaj ke insaan ki haalat kya hai aaj ki duniyaa mein imaan ki keemat kya hai log jeete hain yahaan duniyaa ko dhoka de kar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar aaj ek bhakht ne bhagwaan ka mandir loota ek beimaan ne masjid mein churaaya joota kaale baazar ki ek toli police ne dhar li ek bhude ne jawaan ladki se shaadi kar li ek ladka uda ek mem ka batuwaa le kar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aaj ki taaza khabar aao kaka ji idhar aao mama ji idhar suno duniyaa ki khabar ek dhanwaan ne aaj apna dharm chhod diya aaj ek bhookhe ne footpaath pe dam tod diya aaj tankhaah badi hai to hain majdoor magan kal se ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Chahe Honth See Do Runa Laila 04:37 36160
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Indipop
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Runa Laila
Duration : 04:37   Song Number : 36160   

Aaj Ka Yeh Din Nastik (1983) 04:50 18148
 
Poster of Nastik (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:50   Song Number : 18148   

Aaj Ke Daur Mein Ae Dost Jagjit Singh 06:25 19355
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:25   Song Number : 19355   

Aaj Ki Taaza Khabar Son Of India (1962) 04:03 14274
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shanti Mathur
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:03   Song Number : 14274