Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAaiye%20Aapko%20Main
HomeAaiye%20Aapko%20Main
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm hooo aaiye aapko main apne bangle ki sair karaun chhote se is parivar ka aapse mail karaun are aaiye aapko main apne bangle ki sair karaun to ye mera bangla hai aur ye main hoon maine samjha prem pyaar ko ik savan ka jhoola tauba meri tauba main to shadi karke bhoola haal hua ye are dekho mera haal hua ye dekho mera logo ban kar dulhaa sej ke badle merikismat mein likha tha chulha sej ke badle meri kismat mein likha tha chulha ye meri prem katha hai aur ye main hoon inki kya tareef karun insaan hain ye kuchh aise inse miliye kaun hain ye nadan hain ye kuchh aise mann ko bhi dhan se tole dhanvan ye hain kuchh aise mujhse bhi anjaan mere mehmaan hain ye kuchh aise ye mere saas sasur hain aur ye main hoon waise hain is desh mein sab kuchh kehne ki azadi mere munh par chup ka tala main aisa faryadi chain se soyi hai wo dekho samne ik shehzadi bhool se kar baithi jo mujh jaise kangal se shadi haan wo meri biwi hai aur wo main hoon main hoon main hoon main hoon
aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain main to kuchh bhi nahin tum ko hanseen lagti hoon isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain ek hum hi nahin ek hum hi nahin sab dekhne waale tumko sang e marmar pe sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain aisi baaten naa karo aisi baaten naa karo jin kaa yakin mushkil ho aisi taarif ko aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa iss ko sadiyon ki iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaiye Aapko Main Joroo Ka Ghulam (1972) 03:17 36919
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Om Prakash, Nanda, Rajesh Khanna
Duration : 03:17   Song Number : 36919   

Aap Ki Mehki Huyi Trishul (1978) 03:07 14355
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:07   Song Number : 14355