Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAa%20Ja%20Ab%20To%20Aa%20Ja
HomeAa%20Ja%20Ab%20To%20Aa%20Ja
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja neelaam ho rahi hai meri chahat sare bajaar ab to aa jaa aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja sabne lagayi boli lalchaayi har nazar main teri ho chuki hu duniyan hai bekhabar sabne lagayi boli lalchaayi har nazar main teri ho chuki hu duniyan hai bekhabar duniyan hai bekhabar zaalim bade bhole hain mere ye talabgar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja hasrat bhari jawani ye husn ye shabab rangeen dil ki mehfil mere haseen khawab hasrat bhari jawani ye husn ye shabab rangeen dil ki mehfil mere haseen khawab mere haseen khawab goya ke meri duniya lootne ko hai tyaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaa ab to aa jaa meri kismat ke kharidaar ab to aaja aa jaaaaa
aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade roz hi ki tarah aaj bhi dard ko hum chhupane lage the magar ro pade magar ro pade aur ab kya kahen kya hua hai humen tum to ho bekhabar hum bhi anjaan hai bas yahi jaanana to bahut ho gaya hum bhi rakhte hain dil hum bhi insaan hain muskuraate huye hum bahaana koi phir banaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade hain sitaare kahaan itne aakaash par har kisi ko agar ik sitaara mile kashitiyon ke liye ye bhanwar bhi to hai kya zaroori hai sabko kanaara mile bas yahi soch ke hum rahe chain se doob jaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade umr bhar kaash hum yunhi rote rahen aaj kyun ke humen ye huyi hai khabar muskuraahat ki to koi keemat nahin aasuon se huyi hai humaari kadar baadlon ki tarah hum to barse bina
aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai udta phire dil utarna jaane na aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai bigda hua dil sambhalna jaane na aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai jagah jagah dhoonde tujhe tujhko dhoonde khayalon mein jahaan jahaan saaya tera jaaye raina wahin ohhoo jagah jagah dekhe tujhe chaahton ke hawalon mein jahaan jahaan paaye tujhe bole jannat yahi aaj dil shayrana shayrana o aaj dil shayrana shayrana shayrana lagta hai wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo subha dhoonda pukaara tujhe shaam shaam shaam shaam ko shaam shaam shaam shaam ko khud se zyaada liya hai tere naam naam naam naam ko naam naam naam naam ko meri baaton mein tera woh oo oooo aana jaana lagta hai hai yahi ishqana ishqana ishqana ishqana ishqana lagta
aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke tomar o path aloy bharano jani amar e path adhare achhe je dheke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke sei shapather mala khule amare gechho je bhule sei shapather mala khule amare gechho je bhule tomarei tobu dekhi bare bare aaj shudhu dur theke amar e path adhare achhe je dheke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke amar e kul chhari tabo bissoraner kheya bhara pale akule diyechhi pari amar e kul chhari tabo bissoraner kheya bhara pale akule diyechhi pari aaj jatobar deep jali alomoy tai kali aaj jatobar deep jali alomoy tai kali e bedona tobu sohi hasi mukhe nibire lukaye rekhe amar e path adhare achhe je dheke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke
aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai jaane kyun aaj dil mein reh reh kar meethe meethe khyaal aate hain jaane kyun aaj mere honthon par kuchh adhoore sawaal aate hain ye haqiqat hai yaa kahaani hai ye haqiqat hai yaa kahaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai yun nazar aa rahaa hai jaise koi aaj mere qareeb aataa hoo aur dil ki haseen raahon mein zindagi ke diye jalaataa ho jaane kis ki ye meharbaani hai jaane kis ki ye meharbaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai
aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako ho ho ho a ha ha hu hu hu hu haoar galpo ar pakhi der gan shune shune aj ei falgune duti chokhe sapno shudhu ako haoar galpo ar pakhi der gan shune shune aj ei falgune duti chokhe sapno shudhu ako aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako ho ho ho a ha ha hu hu hu hu eso aj saradin bose noy thaki pashapashi aj shudhu bhalo basa basi shudhu gan ar hasa hasi ranger barsha oi nemechhe je dekho phule phule duti hat tule amake aro kachee dako ranger barsha oi nemechhe je dekho phule phule duti hat tule amake aro kachee dako ho aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako aha ha o ho ho ho hu hu hu
aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan naam ek ka baapu gandhi aur ek laal bahaadur hai ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan baapu jisne maanavta ka duniya ko sandesh diya baagdor bhaarat ki sambhali nehru ko aadesh diya laal bahadur jisne humko garv se jeena sikhlaaya sach puchho to geeta ka adhyaay usi ne dohraaya vishwa shanti ke hit mein dekho in veeron ne diye hain pran ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan mere munne do october ke shubh din hi tu janma meri yahi duwayen hain ki un jaisa hi tu banna aur jo un jaisa na ban paaye to phir itna karna kam se kam unke batlaaye raste par hi tu chalna jinpe duniya naaz karegi tu hai un veeron ki shaan ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan
jay jay aaaa aaaa aaaa aaj ibaadat aaj ibaadat rubaroo ho gayi jo maangi thi jo maangi thi us duaa se guftgoo ho gayi mere maula mere maula mere maula mere maula tera shukriya aaj ibaadat rubaroo ho gayi dard ke andheron se aa gaye ujaalon mein ishq ke charaagon ka noor hai khayaalon mein dard ke andheron se aa gaye ujaalon mein ishq ke charaagon ka noor hai khayaalon mein nazron se teri chaaq dil pe rafu ho gayi dil pe rafu ho gayi mere maula mere maula mere maula mere maula tera shukriya aaj ibaadat rubaroo ho gayi maulaaa mere maulaaaaaaa maulaaaaaa maulaaa
aaaaj tobe eai tuku thak baki kotha pore hobe dhusor shulir poth bhenge pore aache roth bohu dur dur jete hobe aaaaj tobe eai tuku thak baki kotha pore hobe sobuj sobuje mesha nil nilimaay pabe na aamay bodhu nil chaya pothe khujo na aamaay sobuj sobuje mesha nil nilimaay pabe na aamay bodhu nil chaya pothe khujo na aamaay soroter kono ek naam na jana tar seulir ful jetha jhore jhore jai kisori moner moto duti chokhe obonoto naga basi hoi hoye robe aaaaj tobe eai tuku thak baki kotha pore hobe tokhon onno mon onno aasha onno bhasha janina ki rup nebe bhalobasha tokhon onno mon onno aasha onno bhasha janina ki rup nebe bhalobasha tumi jodi mone mone mogno hoye fure sisu hoye rou ghumiye aami surjeyr hoye tomake jabo chuye se kotha ti bhul hoye jabe aaaaj tobe eai tuku thak baki kotha pore hobe dhusor shulir poth bhenge pore aache roth bohu dur dur jete hobe aaaaj tobe eai tuku thak baki kothaaa pore hobeeee
haan aaj tu gair sahi pyar se bair sahi haan aaj tu gair sahi pyar se bair sahi teri aankhon mein koi pyaar ka paigaam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin aaj tu gair sahi pyar se bair sahi teri aankhon mein koi pyaar ka paigaam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin ho tune thukraya tha jis dil ko kisi ki khatir aaj us dil mein bagawat ke siva kuchh bhi nahin jinme sapne the tere pyar ke aye jaan e wafa aaj un aankhon mein nafrat ke siva kuchh bhi nahin pyaar ki aag mein pyaar ki aag mein sang dil mein jala hoon kitna tujhko utna na jalaya to mera naam nahin tujhko apna na banaya to mera naam nahin sari duniya mein fakat tujhse mohabbat ki hai tu kisi aur ki ho jaye ye mumkin hi nahin naam tera hi mere naam ke saath aayega tu kisi aur ki kehlaye ye mumkin hi nahin naaz hai tujhko naaz hai tujhko bahut husn pe apne lekin tere sar ko na jhukaya to mera naam nahin
aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar aaj tumse door hokar aise roya mera pyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar kuchh tumhaari bandishen hain kuchh hain mere daayre jab muqaddar hi bane dushman to koi kya kare haaye koi kya kare iss muqaddar par kisi ka kya hai aakhir ikhtiyaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar har tamnna se juda mein har khushi se door hoon jee rahaa hoon kyun ke jeene ke liye majboor hoon haaye main majboor hoon mujhko marne bhi na dega yeh tumhaara intezaar chaand roya saath mere raat royi baar baar chaand roya saath mere raat royi baar baar
aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya phir nayi mastiyaan saath le kar muskuraate nazaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aye bahaaron tumhaari kahaani ab meri daastaan ho gayi hai ab meri daastaan ho gayi hai mil gayi phir mujhe meri manzil main haseen yaadgaaron mein aaya main haseen yaadgaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera gungunaane lagi hai fizaayen phir hawaaon ne nagma bakhera phir hawaaon ne nagma bakhera saaz phir chhid gaye zindagi ke rang phir dil ke taaron mein aaya rang phir dil ke taaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj ki bekhudi kya bataaun
dil insaan ka ek taraazu dil insaan ka ek taraazu jo insaaf ko tole apni jagah par pyaar hai kaayam dharti ambar dole sabse bada sach ek jagat mein bhed anek jo khole prem bina jeevan soona yeh paagal premi bole ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi zaalim kitni der laga di zaalim kitni der laga di tumne aate aate ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jaate dil deewana deewane ko hum kaise samjhate dete raam duhaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi fursat bhi hai mausam bhi hai fursat bhi hai mausam bhi hai mann hai rang raliyon mein chhup gayi hai tu khushboo ban ke shaayad in kaliyon mein maine tujhko kitna dhoondha aawaara galiyon mein yeh aawaaz lagayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi mast hawaa ne baat koi mast hawaa ne baat koi aisi keh di kaanon mein
Aaja Tujhe Afsana
aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aawaaz de rahi hai tu meri zindagi hai aaja aaja bujhne lage hain taare ab raat kam hai aajaaa meri kasam hai aaja beqaif hain nazaare phiki si chaandani hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja bechain hai mohabbat ae husn tu kahaan hai chup chaap aasmaan hai khamosh ho ke duniyan tasveer ban gayi hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja ae shamma dekh tera parwaana aa gaya hai deewaana aa gaya hai ae shamma dekh tera parwaana aa gaya hai deewaana aa gaya hai aaja ke aarzu ki ye raat dhal rahi hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja
dildaar ke kadmon mein aa aa aa dildaar ke kadmon mein dil daal ke nazraana mehfil se utha aur ye kehne laga deewana ab aage teri marzi ho aage teri marzi ho more saiyaan ho more balma bedardi aage teri marzi aage teri marzi sajanwa aage teri marzi piharwa aage teri marzi na puchh humse ke kyun sogawaar baithe hain na puchh humse ke kyun sogawaar baithe hain teri adaayon pe hum dil ko vaar baithe hain teri adaayon pe hum dil ko vaar baithe hain labon pe jaan hai aur beqaraar baithe hain nigaah milne ke ummidvaar baithe hain ab aage teri marzi ho aage teri marzi ho more saiyan ho more balma bedardi aage teri marzi aaaaaaaaaaaaaaaaaa seene mein mohabbat ke jazbaat ka toofaan hai jeene ki bhi hasrat hai marne ka bhi armaan hai ab aage teri marzi ho aage teri marzi ho more saiyaan ho more balma bedardi aage teri marzi aage teri marzi o zulmi aage teri marzi bedardi aage teri marzi
ajab hai dastaan teri aye zindagi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi tum aayi maa ki maamta liye to muskuraaye hum ke jaise phir se apne bachpan mein laut aaye hum tumhare pyaar ke tumhare pyaar ke isi aanchal tale phir se deepak jale phir se deepak jale dhala andhera jagi roshni ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi magar bada hi sang dil hai ye maalik tera jahaan yahaan maa beton pe bhi log uthaate hain ungaliyaan kali ye pyaar ki kali ye pyaar ki julas ke reh gayi har taraf aag thi her taraf aag thi hansane aayi thi rulaa kar chali ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi
ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan koi apni daulat pe itra raha hai koi apni daulat pe itra raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai na jane ye kahan se aaaaa na jane ye kahan se hawayein chali hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan badal ke yahan bhes kitne hi baithe badal ke yahan bhes kitne hi baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe yahaan hosh ka naam aaaaa yahaan hosh ka naam deewangi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan yahan de na koi sahara kisi ko yahan de na koi sahara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat ka matlab haaaan mohabbat ka matlab faqat dil lagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum
aaa aaa aa aaa aaa ajj din chadheya tere rang varga ajj din chadheya tere rang varga phool sa hai khila aaj din rabba mere din yeh na dhale woh jo mujhe khwab mein mile usse tu laga de ab gale tenu dil da vasta rabba aaya dar digaar ke sara jahan chhod chhaad ke mere sapne sanwaar de tenu dil da vasta ajj din chadheya tere rang varga baksha gunahon ko sun ke duwaon ko rabba pyaar hai tune sab ko hi de diya meri bhi aahon ko sun le duwaon ko mujhko woh dila maine jisko hai dil diya hoo baksha gunahon ko sun ke duwaon ko rabba pyaar hai tune sab ko hi de diya meri bhi aahon ko sun le duwaon ko mujhko woh dila maine jisko hai dil diya aasmaan pe aasmaan usko de itna bata woh jo mujhe dekh ke hanse pana chahun raat din jise rabba mere naam kar usse tenu dil da vasta ajj din chadheya tere rang varga haa aaa aaaa aaa maanga jo mera hai jaata kya tera hai maine kaun si tujhse jannat maang li kaisa khuda hai tu bas naam ka hai tu rabba jo teri itni si bhi na chali ohhhh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ja Ab To Aa Ja Anarkali (1953) 04:15 12670
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:15   Song Number : 12670   

Aaj Dil Pe Koi Zor Milan (1967) 05:01 11853
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:01   Song Number : 11853   

Aaj Dil Shayarana Holiday (2014) 04:21 36036
 
Poster of Holiday (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 04:21   Song Number : 36036   

Aaj Dujanar Duti Path Geeta Dutt 03:07 14805
 
Poster of Geeta Dutt
 
Duration : 03:07   Song Number : 14805   

Aaj Duniyaa Badi Suhaani Hai Nartaki (1963) 04:07 32253
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uma Khosla, Sunil Dutt, Various
Duration : 04:07   Song Number : 32253   

Aaj Ei Dintake Antarale (1985) 04:25 14757
 
Poster of Antarale (1985)
 
Year- 
1985
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:25   Song Number : 14757   

Aaj Hai Do October Parivar (1967) 04:15 39666
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda, Jeetendra
Duration : 04:15   Song Number : 39666   

Aaj Ibaadat Bajirao Mastani (2015) 04:44 38670
 
Poster of Bajirao Mastani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
A M Turaz
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Javed Bashir
On Screen Actors- 
Ranveer Singh, Deepika Padukone
Duration : 04:44   Song Number : 38670   

Aaj Tabe Ei Tuku Thak Lata Mangeshkar 03:57 40402
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Lyricist
Salil Chowdhury
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:57   Song Number : 40402   

Aaj Tu Gair Sahi Oonche Log (1985) 05:57 36865
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:57   Song Number : 36865   

Aaj Tumse Door Hokar Ek Raat (1967) 03:24 13232
 
Poster of Ek Raat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravi Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 13232   

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Gehra Daag (1963) 04:49 13272
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 13272   

Aaja Teri Yaad Aayi Charas (1976) 05:51 12965
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:51   Song Number : 12965   

Aaja Tujhe Afsaana Mirza Sahiban (1947) 03:32 39649
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:32   Song Number : 39649   

Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Karwan (1956) 03:22 15610
 
Poster of Karwan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:22   Song Number : 15610   

Ab Aage Teri Marzi Devdas (1955) 03:21 40899
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:21   Song Number : 40899   

Ajab Hai Dastaan Teri Aye Zindagi Shararat (1959) 03:18 16320
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 16320   

Ajab Hai Ye Duniya Naya Aadmi (1956) 03:40 36732
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 03:40   Song Number : 36732   

Ajeeb Dastaan Hai Ye Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:37 20125
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:37   Song Number : 20125   

Ajj Din Chadheya Love Aaj Kal (2009) 05:13 37267
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Giselli Monteiro
Duration : 05:13   Song Number : 37267