Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChitra
HomeChitra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do inn aankhon mein rehna hai gar pyaar se rehne do pehle dil ko nazron ke kuchh teer to sehne do hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao ye fasaana hai purana koi baat nayi farmao chalo jhooth sahi par baat meri ek baar ji sunn to lo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare ho ishaara jo tumhara to main tod ke laa doon sitaare aji tumpe yakeen kuchh hum ko nahin zara hosh ki baat karo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai baaton se behlana tumko ye kamaal aata hai sach kehte hain hum chalo khaao kasam chahe apni kasam le
pyaar hi se pyaar ki kismat bana li jaayegi tum ye mat samjho meri fariyaad khaali jaayegi uthegi tumhari nazar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere ye maana khalish hai abhi halki halki ye maana khalish hai abhi halki halki khabar bhi nahin hai tumko mere dard e dil ki mere dard e dil ki khabar ho rahegi magar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere milega jo koi haseen chupke chupke milega jo koi haseen chupke chupke meri yaad aa jaayegi wahin chupke chupke wahin chupke chupke sataayega dard e jigar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere sulagte hain kab se isi chaah mein hum sulagte hain kab se isi chaah mein hum pade hain nighaahen daale isi raah mein hum isi raah mein hum ke aaoge tum bhi idhar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi
Wo Chaand Chamka
woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai sun bhaiya wahin meri bhabhi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche ho dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche mat dekh utha ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara main jaan gayi ye bechara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai kehta hai tu pee ghar jaayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja teri
ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai chalo baithe ho kya bekaar kismat ke doraahe par chalo baithe ho kya bekaar kismat ke doraahe par wohi rasta hai seedha jo tumhaare dil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai agar dushman koi tofaan uthaye bhi to kya parwaah agar dushman koi tofaan uthaye bhi to kya parwaah safina rond kar tufaan ko saahil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai
ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do nazar jo baat keh chuki wo baat munh se bol do ke jhoom uthe nighaah mein bahaar kaa samaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai har ek khayaal kho gaya bas ab yahi khayaal hai ke faaslaa naa kuchh rahe humare darmiyaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan bura naa maano tum agar to
yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai sab apni udaayen ye jaan na paayen kab kis ki chadhe kis ki kat jaaye ye hai kisko pata rukh badle hawa aur dor idhar se udhar hat jaaye ho wo dor ya kamaan ya zameen aasmaan koi jaane na banane wala kaun hai ude akad akad dhan walon ki patang sada dekha hai gareeb se hi pench lade hai guroor ka huzoor sar niche sada jo bhi jitna uthaaye use utne pade kis baat ka gumaan bhala kare insaan jab jaane na banane wala kaun hai
yeh hawaa yeh fizaa yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan jagmagaati dahakti huyi chaah mein do musafir kuchh aise mile raah mein jagmagaati dahakti huyi chaah mein do musafir kuchh aise mile raah mein aankhein mili takra gaye dil dhadkan ne kholi zubaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan pyaar ki mauj par baadlon ki kali door lekar kahin dil ki nayya chali pyaar ki mauj par baadlon ki kali door lekar kahin dil ki nayya chali toofan ko bhooli lehron mein jhooli khwabon ki ye kashtiyaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan do dilon ne jo li saath angdayiyaan door bajne lagin jaise shehnaayiyaan do dilon nein jo li saath angdayiyaan door bajne lagin jaise shehnaayiyaan masti mein khokar dil tha zamin par jhukne laga aasmaan yeh
ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet honth tere hain ya kaliyaan ya misri ki do daliyaan honth tere hain ya kaliyaan ya misri ki do daliyaan naak teri hai chaurangi aankhein peras ki galiyaan ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet shirin hai ya heer hai tu husn ki ek tasveer hai tu shirin hai ya heer hai tu husn ki ek tasveer hai tu dekh ke tujhko chain pade shimla ya kashmir hai tu ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet ek chhalakta jaam hai tu ya ke avadh ki shaam hai tu ek chhalakta jaam hai tu ya ke avadh ki shaam hai tu husn tera tauba tauba daal se tapka aam hai tu ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye
zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe suhaani chandani mein dil ye kahin kho jaaye na zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum wo kaun hai jo sanam aaj tera ho jaaye na na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga zara sambhaliye adayen aapki chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren jhukaate huye chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren
zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi naachti hain husn ki parchhaiyaan naachti hain husn ki parchhaiyaan le rahi hain aarzu angdaaiyaan mere hisse mein hain kyun tanhaaiyaan sooni sooni kyun mere dil ki gali zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi jagmagaati jaagti jungle ki raat jagmagaati jaagti jungle ki raat gungunaati naachti aanchal ki raat dil mein utri hain mere hulchal ki raat jaise mehfil mein kisi ki hai kami zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi phool se chehre ye baahon ke chaman phool se chehre ye baahon ke chaman jhoomte hain lehlahaate se badan bas humin bhoole hain jeene ka chalan bas humin se kyun hai teri dushmani zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumse Kuchh Kehna hai Guest House (1959) 03:55 13294
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ajeet, Shakeela
Duration : 03:55   Song Number : 13294   

Uthegi Tumhari Nazar Dheere Dheere Ek Raaz (1963) 03:47 16235
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pran, Lalita Pawar
Duration : 03:47   Song Number : 16235   

Wo Chaand Chamka Son Of Sinbad (1958) 02:54 36618
 
Poster of Son Of Sinbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Jubeen, Prem Nath
Duration : 02:54   Song Number : 36618   

Woh Door Jo Nadiya Behti Hai Barkha (1959) 03:44 10387
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Jagdeep, Nanda
Duration : 03:44   Song Number : 10387   

Ye Maana Dil Jise Dhunde Zimbo (1958) 02:54 17212
 
Poster of Zimbo (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:54   Song Number : 17212   

Ye Parbaton Ke Vaasna (1968) 05:34 11833
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Kumud Chhugani
Duration : 05:34   Song Number : 11833   

Yeh Duniyaa Patang Patang (1960) 03:09 32738
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 03:09   Song Number : 32738   

Yeh Hawa Yeh Fiza Yeh Sama Taxi Stand (1958) 03:29 19477
 
Poster of Taxi Stand (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:29   Song Number : 19477   

Yeh Ras Teri Baaton Ka Chocolate Ghar Basake Dekho (1963) 03:41 40643
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 03:41   Song Number : 40643   

Zara Sambhaliye Adayen Aapki Bada Aadmi (1961) 03:52 37543
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vijaya Choudhury, Sheikh Mukhtar
Duration : 03:52   Song Number : 37543   

Zindagi Ae Zindagi Do Shikaari (1979) 05:37 38991
 
Poster of Do Shikaari (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 05:37   Song Number : 38991   
Karaoke Songs of chitra, Sad Songs of chitra, Love Songs of chitra, Dance Songs of chitra, Hip-hop songs of chitra, Best songs of chitra, Super hit songs of chitra, hit songs of chitra, duet songs of chitra, solo songs of chitra, old songs of chitra, famous songs of chitra, Hindi Karaoke Songs of chitra, Hindi Sad Songs of chitra, Hindi Love Songs of chitra, Hindi Dance Songs of chitra, Hindi Hip-hop songs of chitra, best Hindi songs of chitra, super hit Hindi songs of chitra, hit Hindi songs of chitra, duet Hindi songs of chitra, solo Hindi songs of chitra, old Hindi songs of chitra, famous Hindi songs of chitra, Sing Along Songs of chitra, Sing Along Sad Songs of chitra, Sing Along Love Songs of chitra, Sing Along Dance Songs of chitra, Sing Along Hip-hop songs of chitra, Sing Along Best songs of chitra, Sing Along Super hit songs of chitra, Sing Along hit songs of chitra, Sing Along duet songs of chitra, Sing Along solo songs of chitra, Sing Along old songs of chitra, Sing Along famous songs of chitra