Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit%20Singh
HomeJagjit%20Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay fulete fagun ele fote se agun jele dale dale patay patay fulete fagun ele fote se agun jele dale dale patay patay monete fagun ele mon jole jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay akashe chandni ase alote bhuban bhase dike dike se alo chharay akashe chandni ase alote bhuban bhase dike dike se alo chharay monete chandni ele mon alo pay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay nodite tufan ele kul bhenge jay sahojei take dekha jay monete tufan ele buk bhenge jay dekhanor nei je upay dekhanor nei je upay dekhanor nei je upay
om om om om om anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme anandmayi chaitanyamayi satyemayi parme
paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi jal thal saagar ghur raha hai jal thal saagar ghur raha hai jal thal saagar ghur raha hai bhatkat hirday udaasi re bhatkat hirday udaasi re paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke aatam giyan bina nar bhatke koi mathura koi kaashi re koi mathura koi kaashi re paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho kahat kabeer suno bhai saadho sehaj mile avinaasi deh sehaj mile avinaasi deh paani mein meen pyaasi mohe sun sun aawe haasi re paani mein meen pyaasi paani mein meen pyaasi
parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna jahan dariya samandar se mila darya nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai hamare shehar mein bhi ab koi hum sa nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta mohabbat ek khushboo hai hamesha saath chalti hai koi insaan tanhaai mein bhi tanha nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta
pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao humen to aaj ki shab pau phate tak jaagna hoga humen to aaj ki shab pau phate tak jaagna hoga yahi kismat humari hai sitaaron tum to so jaao pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao humen bhi neend aa jaayegi hum bhi so hi jaayenge humen bhi neend aa jaayegi hum bhi so hi jaayenge abhi kuchh beqaraari hai sitaaron tum to so jaao pareshan raat saari hai sitaaron tum to so jaao sukun te marg taari hai sitaaron tum to so jaao
pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai hum log wahin se laute hain bas shukr karo laut aaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan sehra mein khushi ke phool nahin shehro mein ghumon ke saaye hain honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir hum aehle mohabbat par aksar aise bhi zamaane aaye hain
pehle to apne dil ki raza jaan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye phir jo nigah e yaar kahe maan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye phir gard e raah jo bhi kahe maan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane kuchh keh rahi hain aap ke seene ki dhadkane mera nahin to dil ka kaha maan jaiye mera nahin to dil ka kaha maan jaiye mera nahin to dil ka kaha maan jaiye pehle mijaz e rahguzar jaan jaiye ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ik dhoop si jami hai nigahon ke aas paas ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye ye aap hain to aap pe qurbaan jaiye pehle to apne dil ki raza jaan jaiye shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho shayad huzoor se koi nisbat hamein bhi ho ankhon mein jhank kar hamein pehchaan jaiye
phir kuchh is dil ko beqaraari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai seena zoya e zakhm e kaari hai phir kuchh is dil ko phir jigar khodne laga naakhun aamad e fasle lalaqaari hai phir kuchh is dil ko phir usi bewafaa pe marte hain phir usi bewafaa pe marte hain phir wohi zindagi hamaari hai phir kuchh is dil ko bekhudi besabab nahin gaalib kuchh to hai jiski pardadaari hai phir kuchh is dil ko beqaraari hai
phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye chhodiye dushmani ki ravish chhodiye dushmani ki ravish ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye baat afsaana ban jayegi baat afsaana ban jayegi is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye aayiye khul ke miliye gale aayiye khul ke miliye gale sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye kab se mushtaak didaar hoon kab se mushtaak
phoolon ki tarah lab khol kabhi phoolon ki tarah lab khol kabhi phoolon ki tarah lab khol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi alfaaz parakhtaa rehtaa hai alfaaz parakhtaa rehtaa hai alfaaz parakhtaa rehtaa hai aawaaz humari tol kabhi aawaaz humari tol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khidki mein kati hain sab raateeeeen khidki mein kati hain sab raaten khidki mein kati hain sab raaten khuchh choras aur kuchh gol kabhi khuchh choras aur kuchh gol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi ye dil bhi dost zameen ki taraaaahh ye dil bhi dost zameen ki tarah ye dil bhi dost zameen ki tarah ho jaata hai daamadol kabhi ho jaata hai daamadol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi phoolon ki tarah lab khol kabhi khushboo ki zubaan mein bol kabhi
pratham sumir shri ganesha pratham sumir shri ganesha gauri suta priya mahesh gauri suta priya mahesh pratham sumir shri ganesha lambodhara bhuj vishaal lambodhara bhuj vishaal kar thrishool chandra bhaal lambodhara bhuj vishaal kar thrishool chandra bhaal shobhit gal pushpa maal raktha vasan ja kubesha pratham sumir shri ganesha gauri suta priya mahesh pratham sumir shri ganesha pooran gun gan nidhaan pooran gun gan nidhaan sur muni yasha karat gaan pooran gun gan nidhaan sur muni yasha karat gaan brahmananda charan dhyaan vighna haro gaj naresh pratham sumir shri ganesha gauri suta priya mahesh pratham sumir shri ganesha pratham sumir shri ganesha pratham sumir shri ganesha
pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai naye parindon ko udne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai jism ki baat nahin thi unke dil tak jaana tha jism ki baat nahin thi unke dil tak jaana tha lambi doori tai karane mein waqt to lagta hai lambi doori tai karane mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai gaanth agar lag jaaye to phir rishte hon yaa dori gaanth agar lag jaaye to phir rishte hon yaa dori laakh karein koshish khulne mein waqt to lagta hai laakh karein koshish khulne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai humne ilaaj e zakhme dil to dhoondh liya lekin humne ilaaj e zakhme dil to dhoondh liya lekin gehre zakhmon ko bharne mein waqt to lagta hai gehre zakhmon ko bharne mein waqt to lagta hai naye parindon ko udne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai pyaar ka pehla
qasid ke aate aate khat ek aur likh rakhun main jaanta hoon jo wo likhenge jawaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haye hizr ko bhi rakhun gar hisaab mein mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam mujh tak kab unki bazm mein aata tha daur e jaam saaki ne kuchh mila na diya ho sharaab mein kafir na intzaar mein neend aaye umr bhar kafir na intzaar mein neend aaye umr bhar aane ka ahad kar gaye aaye jo khwaab mein ghalib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi ghalib chhuti sharab par ab bhi kabhi kabhi peeta hoon roz abru e sabi mahtaab mein kab se hoon kya bataun jahaan e kharaab mein shab haye hizr ko bhi rakhun gar hisaab mein
Raat Gai Kar Tara Tara
raat khaamosh hai chaand madhosh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai milan ki daastaan dhadkanon ki zubaan gaa rahi hai zameen sun raha aasmaan milan ki daastaan dhadkanon ki zubaan gaa rahi hai zameen sun raha aasmaan gun gunaati hawaa de rahi hai sadaa sard iss raat ki garm aagosh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai mehkati ye fizaa jaise teri adaa chhaa raha ruh par jaane kaisa nasha mehkati ye fizaa jaise teri adaa chhaa raha ruh par jaane kaisa nasha jhoomata hai jahaan ajab hai ye samaan dil ke gulzaar mein ishq pur josh hai raat khaamosh hai chaand madhosh hai thaam lena mujhe jaa raha hosh hai raat khaamosh hai
rishta kya hai tera mera rishta kya hai tera mera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera tu hai chaand sitaaron jaisa tu hai chaand sitaaron jaisa meri qismat ghor andhera meri qismat ghor andhera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera phoolon jaise raahen teri phoolon jaise raahen teri kaanton jaisa mera dera kaanton jaisa mera dera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera aata jaata hai ye jeewan aata jaata hai ye jeewan pal do pal ka rain basera pal do pal ka rain basera rishta kya hai tera mera main hoon shab aur tu hai savera rishta kya hai tera mera rishta kya hai tera mera
roshan jamaal e yaar se hai anjuman tamaam dehka hua hai aatishe gul se chaman tamaam allah re jismein yaar ki khoobi ke khud ba khud rangeeniyon mein doob gaya pairahan tamaam dekho to chashm e yaar ki jaadu nigaahon mein behosh ik nazar mein huye anjuman tamaam roshan jamaal e yaar se hai anjuman tamaam dehka hua hai aatishe gul se chaman tamaam
rukh se parda utha de zara sakiya bas abhi rang e mehfil badal jayega rukh se parda utha de zara sakiya bas abhi rang e mehfil badal jayega hai jo behosh wo hosh mein aayega girne wala hai jo wo sambhal jayega rukh se parda utha de tum tassali na do sirf baithe raho waqt kuchh mere marne ka tal jayega tum tassali na do sirf baithe raho waqt kuchh mere marne ka tal jayega kya yeh kam hai masiha ke rahne hi se maut ka bhi iraada badal jayega rukh se parda utha de teer ki jaan hai dil dil ki jaan teer hai teer ko na yun kheencho kaha maan lo teer ki jaan hai dil dil ki jaan teer hai teer ko na yun kheencho kaha maan lo teer kheencha to dil bhi nikal aayega dil jo nikla to dum bhi nikal jayega rukh se parda utha de iske hasne mein rone ka andaaz hai khak udane mein fariyaad ka raaz hai iske hasne mein rone ka andaaz hai khak udane mein fariyaad ka raaz hai isko chhedo na anvar khuda ke liye warna bimar ka dum nikal jayega rukh se parda utha de zara sakiya bas abhi rang
saamne hai jo usse log bura kehte hain saamne hai jo usse log bura kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale jeene waale to gunaahon ki saza kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain faasle umr ke kuchh aur badha deti hai faasle umr ke kuchh aur badha deti hai jaane kyun log usse phir bhi dawa kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain chand masoom se patton ka lahu hai faakir chand masoom se patton ka lahu hai faakir jisko mehboob ke haathon ki hina kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain
sabse oonchi sabse oonchi duryodhan ko meva tyaago duryodhan ko meva tyaago duryodhan ko meva tyaago duryodhan ko meva tyaago saag vidur ghar payi sabse oonchi prem sagaai sabse oonchi prem sagaai juthe phal sabari ke khaaye bahu vidhi prem lagaayi sabse oonchi sabse oonchi prem ke bas arjun rath haankyo prem ke bas arjun rath haankyo prem ke bas arjun rath haankyo prem ke bas arjun rath haankyo bhool gaye thakurai sabse oonchi prem sagaai sabse oonchi prem sagaai aisi preet badhi vrindaavan aisi preet badhi vrindaavan gopin naach nachaai sabse oonchi sabse oonchi soor kroor is laayak naahi soor kroor is laayak naahi soor kroor is laayak naahi soor kroor is laayak naahi kehe lek kare badaai sabse oonchi prem sagaai sabse oonchi prem sagaai hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare raama hare raama raama raama hare hare hare raama hare raama raama raama hare hare hare krishna hare krishna krishna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nadite Tuphan Ele Jagjit Singh 04:56 14818
 
Poster of Jagjit Singh
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:56   Song Number : 14818   

Om Anandmayi Chaitanyamayi Jagjit Singh 07:04 37716
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:04   Song Number : 37716   

Paani Mein Meen Pyaasi Jagjit Singh 05:35 40886
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:35   Song Number : 40886   

Parakhna Mat Parakhne Mein Jagjit Singh 05:07 37499
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:07   Song Number : 37499   

Pareshan Raat Saari Hai Sitaaron Tum To So Jaao Jagjit Singh 03:44 15955
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:44   Song Number : 15955   

Pathar Ke Khuda Pathar Ke Sanam Jagjit Singh 05:30 15121
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:30   Song Number : 15121   

Pehle To Apne Dil Ki Raza Jaan Jaiye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:54 36723
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 36723   

Phir Kuchh Is Dil Ko Beqaraari Hai Jagjit Singh 03:00 40140
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:00   Song Number : 40140   

Phir Nazar Se Pila Dijiye Jagjit Singh 07:56 35958
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 07:56   Song Number : 35958   

Phoolon Ki Tarah Jagjit Singh 04:50 16920
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 04:50   Song Number : 16920   

Pratham Sumir Shri Ganesh Jagjit Singh 04:24 40676
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:24   Song Number : 40676   

Pyaar Ka Pehla Khat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai Jagjit Singh 05:54 11341
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 11341   

Qasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Jagjit Singh 04:12 37770
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:12   Song Number : 37770   

Raat Gayi Kar Taara Taara Jagjit Singh 03:27 38977
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Punjabi
Lyricist
Shiv Kumar Batalvi
Music Director- 
Jagjit Singh, Chitra Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:27   Song Number : 38977   

Raat Khamosh Hai Jagjit Singh 05:52 18264
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:52   Song Number : 18264   

Rishta Kya Hai Tera Mera Jagjit Singh 04:53 37300
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:53   Song Number : 37300   

Roshan Jamaal e Yaar Se Hai Jagjit Singh 02:46 38890
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 02:46   Song Number : 38890   

Rukh Se Parda Jagjit Singh 05:54 36736
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:54   Song Number : 36736   

Saamne Hai Jo Usse Jagjit Singh 05:53 37131
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:53   Song Number : 37131   

Sabse Oonchi Prem Sagaai Jagjit Singh & Chitra Singh 05:10 40432
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Devotional
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 40432