Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGulshan
HomeGulshan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho dil aapko jab se diya hai ye faisla tab se kiya hai dil aapko jab se diya hai ye faisla tab se kiya hai tum jahan jaoge humko hi paoge humko hi paoge ho dil aapko jabse diya hai ye faisla tab se kiya hai tum jahan jaoge humko hi paoge haan haan humko hi paoge jo raat mein aake ankhon se neenden churaye wo tum ho wo tum ho oo ooo jo dil mein reh reh ke khwaboon khayalon mein aaye wo tum ho wo tum ho ho dil aapko jabse diya hai ye faisla tab se kiya hai tum jahan jaoge humko hi paoge haan haan humko hi paoge ab ek manzil hai aur ek rasta humara jhoom ke hum chale oo oooo ek duje ko pyaar ka deke hardam sahara jhoom ke hum chale ooo dil aapko jabse diya hai ye faisla tab se kiya hai tum jahan jaoge humko hi paoge haan haan humko hi paoge dil kah raha hai zara apni bahon mein lelo dard to kuchh mite ooo tanhayi mein pyaar ka khel jee bhar ke khelo dard to kuchh mite oooo dil aapko jabse diya hai ye faisla tab se kiya hai tum jahan jaoge humko hi paoge humko hi paoge
tum ko mere dil ne tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne mujh ko pehli nazar mein laga hai yun mujh ko pehli nazar mein laga hai yun saath sadiyon purana hai apna aur sadiyo hi rehna padega tum ko ban ke in aankho ka sapna yug yug ki kasme nibha ke sanam is jag ki rasme nibha ke sanam apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pyar ki in hasin waadiyo mein pyar ki in hasin waadiyo mein jhoom ke yun hi milte rahenge zindagi ke suhane safar mein humsafar ban ke chalte rehenge is dil ke armaan jaga ke sanam mujh ko baahon ki rahon mein laa ke sanam apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne hmm hmm hmm hmm hmm apni
ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho ho tum se door rehke tum ko paake na pehlu mein lagta thaa yun jite hain kis liye aur zinda hain kyun hum bhi rahte the bechain se har ghadi bin tumhare to viraan thi zindagi bin tumhare to viraan thi zindagi ho tum se door rehke ho tum se door rehke duriyaan kis liye mil gaye hain jo hum ab to hone do armaan pure sanam waqt aane pe meet jayengi duriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan ho tum se door rehke ho tum se door rehke
tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei
la la la la la lalalaaa la la la la la lalalaaa tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi sapne to apne hoke rahenge mujhe tha yakin aap ek din kahenge tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi dilon ka basera basayen wahan pe koi pyaar ka na ho dushman jahaan pe dilon ka basera basayen wahan pe koi pyaar ka na ho dushman jahaan pe wahin pe milegi zindagi ki har khushi tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi mohabbat ke ye din kabhi na bhulayen sada pyaar ke hum madhur geet gayen mohabbat ke ye din kabhi na bhulayen sada pyaar ke hum madhur geet gayen jawan dhadkanon ke saaz mein hai dilkashi tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi sapne to apne hoke rahenge mujhe tha yakin aap ek din kahenge tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi tumhin ho tumhin ho jaan e jaan ab meri zindagi
tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin huu tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin meri zindagi mera pyaar tu mere pyaar ka hai nikhar tu jo main sach kahun hai bahaar tu hooo meri jaan hoo hoo hooo hu meri zindagi mera pyaar tu mere pyaar ka hai nikhar tu jo main sach kahun hai bahaar tu hooo meri jaaaannnn tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin hoo haaa hey tere husn mein hai wo dilkashi tu hansi to ye duniya hansi tu mili mujhe mili har khushi oooo meri jaan ooo ooo hey haa tere husn mein hai wo dilkashi tu hansi to ye duniya hansi tu mili mujhe mili har khushi oooo meri jaan tune kiya kya jaadu tere bina dil kahe bas jeena hi nahin jeena hi nahin tune kiya kya jaaadu
haath ki safai ki haath ki safai ki mehnat ki kamaai ki upar wale teri duniya mein kabhi jeb kisi ki na khali mile koi bhi gareeb na ho jag mein har paakit mein haryali mile hindu muslim sikh isayi sab ki jebon mein paise hon apni nazaron mein aye malik sab ke sab hi ek jaise hon sab ke sab hi ek jaise hon kabhi haar gale ka mil jaye kabhi kanon ki humein bali mile itni si daya karna data humein sada bachana wardi se pala na pade kabhi apna kisi jalim ya bedardi se kisi jalim ya bedardi se sab khush rahe sab ke saath saath humko bhi sada khushhali mile uper wale sun le niche walon ki pukar are jinko do deta hai malik unko dena char aadha unse hum le lenge ho jaye beda par are waise to sab kuchh hai tera jag ke palan har bolo dekho ye apna dhanda malik na karna manda dete rahna yun chanda mile kabhi na kadka banda mile kabhi na kadka banda mile kabhi na kadka banda hum bhala sabhi ka chahein hai apni yahi duayein hai apni yahi duayein koi bhi gareeb na ho jag mein
vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse tum kisi gair ki amanat ho kaisa shikwa gila bhala tumse vaasta hi na jab raha dard de ke paraye ho baithe kaise maangun main ab dawa tumse dard de ke paraye ho baithe kaise maangun main ab dawa tumse kam se kam jhoothi tasalli dete haaye ye bhi naa ho saka tumse vaasta hi na jab raha chand roti huyi yaadon ke sivaa dekh lo kuchh nahin liya tumse chand roti huyi yaadon ke sivaa dekh lo kuchh nahin liya tumse yaaron hanste ho mujh pe khoob hanson aur ho bhi sakega kya tumse vaasta hi na jab raha uss ki kismat pe rashq aata hai jiske dil ka jahaan basa tumse uss ki kismat pe rashq aata hai jiske dil ka jahaan basa tumse achchhi kismat hi nahin thi apni kaise keh doon bura hua tumse vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse vaasta hi na jab raha
waadaa kar le saajna waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa main dhadkan tu dil hai piyaa main baati tu mera diyaa hum pyaar ki jyot jalaaein hum pyaar ki jyot jalaaein main raahi meri manzil hai tu main hoon lehar aur saahil hai tu jeevan bhar saath nibhaaein jeevan bhar saath nibhaaein aaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le jaan e jaan tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa jab se mujhe tera pyaar milaa apni to hai bas yahi duaa har janam yun milke rahenge har janam yun milke rahenge sundar saa ho apna jahaan pyaar apnaa rahe sadaa jawaan hum sukh dukh mil ke sahenge hum sukh dukh mil ke sahenge aaaaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa
yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega iss duniyaa mein chhoti si apni duniyaa basaana yaad rahengaa hoooo yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi hoooo ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi jab tak hai saanson ka bandhan jab tak hai saanson ka bandhan ye bandhan toote naa kabhi janam janam ye rasmen nibhaane ki janam janam ye rasmen nibhaane ki kasmen uthana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade hooo apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade jo bhi kadam badhta ho apna jo bhi kadam badhta ho apna ek duje ki aur badhe pyaar mein jhoom ke do saayon kaa pyaar mein jhoom ke do saayon kaa ik ho jaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad
aa aa aa aa aa aa aa gar khuda mujh se kahe gar khuda mujh se kahe kuch maang ae bande mere main ye maangoon main ye maangoon mehfilon ke daur yun chalte rahein hum pyaala o hum niwaala o hum safar humraaz hon taa qayamat taa qayamat jo chiraagon ki tarah jalte rahein yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre yaari hai imaan mera yaar meri zindagi pyaar ho bandon se ye ooooo pyaar ho bandon se ye sabse badi hai bandagi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi saaz e dil chhedo jahan mein saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada hey saaz e dil chhedo jahan mein pyaar ki goonje sada jin dilon mein pyaar hai un se baharein ho fida pyaar le ke noor aaya pyaar le ke noor aaya pyaar le ke saadgi yaari hai yaari hai imaan mera yaar meri zindagi yaari hai imaan mera yaar meri zindagi arre jaan bhi jaaye agar jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin hey jaan bhi jaaye agar yaari mein yaaro ghum nahin apne ho
ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye chaand ye sitaare kehte hai mil ke saare aajaa pyaar kare ye chanda bairi dekhe aise mein bolo kaise iqraar kare dil mein hai kuchh kuchh kahe zubaan pyaar yahi hai jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye pyaar ki lambi raahen baahon mein daalen baahen kahin door chalen baithe hain ghera daale ye zaalim duniyaa waale humen dekh jale jalta hai to jale jahaan thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir
ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji saamne ho tum to ankhein hain nashe mein choor de ke banhon ka sahara le chalo kahin door aaj har ek cheez mein hai aaj har ek cheez mein hai rang aur dilkashi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji aaaa keh rahi hain hamse lehren thaam lo patwaar saath ho jo tum hamare ja lagenge paar pyaar mein jo tum mile ho pyaar mein jo tum mile mujhe mil gayi zindgi bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji chhed di moujon ne meri zindagi ki dhun hans ke tum bolo balam to jhoomta hai mann teri muskaanon se mere teri muskaanon se mere geet ki dhun saji chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji
la lala lala la laha laha la la la la la la la la la la la la la tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa hooo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha hoo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha lala lala la lala lala la main aawaaz hoon to tu hai geet mera main aawaaz hoon to tu hai geet mera jahaan se niraala mann meet mera mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa kisi mod pe bhi na ye saath toote mere haath se tera daaman na chhoote lala la lala la lala kabhi khaab mein bhi tu mujh se na roothe mere pyaar ki koi khushiyaa na loote mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne
zindagi ka maza pyaar se leejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji pyaar to zindagi hai pyaar to keejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji hey hey hey hey pyaar mein jo hawas ho to pyaar kis kaam ka wo yaar jo ho matlabi to yaar kis kaam ka wo pyaar mein jo hawas ho to pyaar kis kaam ka wo yaar jo ho matlabi to yaar kis kaam ka wo rahne bhi deejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji pyaar to zindagi hai pyaar to keejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji hey hey hey hey is jawaani ka nasha bhi sabse pyaara nasha hai husn bhi hai nikhra nikhra jadu har ek adaa hai is jawaani ka nasha bhi sabse pyaara nasha hai husn bhi hai nikhra nikhra jadu har ek adaa hai aankhon se peejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji pyaar to zindagi hai pyaar to keejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji zindagi ka maza pyaar se leejiye ji
hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan sargam hum se bane nagmein hum se jawaan jhoome aasmaan are hum hi to duniyaan ke saat ajoobe hai hum se hai jahaan dua dua dua dua dua dua hey zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe are ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe khushiyaan baantenge hum har ghum mil ke sahen phir kyun aansoon bahe ban ke sahaara ek dooje ka yunhi chalte rahe dua dua dua dua dua dua hoye zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa ke sunaayenge hum to saat rang hai ye jahaan rangeen banayenge zindagi mil ke bitaayenge haal e dil gaa
Zubi Zubi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Jahan Jaoge (Ye Raat) Ganga Meri Maa (1983) 06:32 36840
 
Poster of Ganga Meri Maa (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Neetu Singh
Duration : 06:32   Song Number : 36840   

Tum Ko Mere Dil Ne Rafoo Chakkar (1975) 04:43 14035
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Neetu Singh, Rishi Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 14035   

Tum Se Door Rehke Adalat (1976) 03:31 21388
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 03:31   Song Number : 21388   

Tumhein Yaad Hogaa Satta Bazaar (1959) 03:44 11981
 
Poster of Satta Bazaar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Suresh, Vijay Chaudhary
Duration : 03:44   Song Number : 11981   

Tumhin Ho Tumhin Ho Jaan E Jaan Rangila Ratan (1976) 04:31 37965
 
Poster of Rangila Ratan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Rishi Kapoor
Duration : 04:31   Song Number : 37965   

Tune Kiya Kya Jaadu Apne Apne (1987) 04:30 40355
 
Poster of Apne Apne (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Karan Shah, Mandakini
Duration : 04:30   Song Number : 40355   

Upar Wale Teri Duniya Haath Ki Safai (1974) 06:06 32096
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Satyendra Kapoor, Others
Duration : 06:06   Song Number : 32096   

Vaasta Hi Na Jab Raha Chori Chori (1972) 04:44 13008
 
Poster of Chori Chori (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Tuntun (Uma Devi)
Duration : 04:44   Song Number : 13008   

Wada Kar Le Sajna Haath Ki Safai (1974) 04:39 21398
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Simi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21398   

Yaad Rahega Pyaar Ka Umar Qaid (1975) 05:28 14377
 
Poster of Umar Qaid (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:28   Song Number : 14377   

Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zindagi Zanjeer (1973) 06:24 21424
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Pran
Duration : 06:24   Song Number : 21424   

Ye Mausam Rangeen Sama Modern Girl (1961) 03:20 13756
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Saida Khan
Duration : 03:20   Song Number : 13756   

Ye Sama Ye Khushi Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:20 37496
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Azra, suresh
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 37496   

Yeh Vaada Raha Yeh Vaada Raha (1982) 06:52 18078
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 06:52   Song Number : 18078   

Zindagi Ka Maza Jab Andhera Hota Hai (1974) 04:07 36827
 
Poster of Jab Andhera Hota Hai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:07   Song Number : 36827   

Zindagi Mil Ke Bitaayenge (Happy) Satte Pe Satta (1981) 04:33 17963
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:33   Song Number : 17963   

Zubi Zubi Mehboobi Ram Tere Kitne Nam (1985) 04:59 38726
 
Poster of Ram Tere Kitne Nam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sachin Pilgaokar
Duration : 04:59   Song Number : 38726   
Karaoke Songs of Gulshan, Sad Songs of Gulshan, Love Songs of Gulshan, Dance Songs of Gulshan, Hip-hop songs of Gulshan, Best songs of Gulshan, Super hit songs of Gulshan, hit songs of Gulshan, duet songs of Gulshan, solo songs of Gulshan, old songs of Gulshan, famous songs of Gulshan, Hindi Karaoke Songs of Gulshan, Hindi Sad Songs of Gulshan, Hindi Love Songs of Gulshan, Hindi Dance Songs of Gulshan, Hindi Hip-hop songs of Gulshan, best Hindi songs of Gulshan, super hit Hindi songs of Gulshan, hit Hindi songs of Gulshan, duet Hindi songs of Gulshan, solo Hindi songs of Gulshan, old Hindi songs of Gulshan, famous Hindi songs of Gulshan, Sing Along Songs of Gulshan, Sing Along Sad Songs of Gulshan, Sing Along Love Songs of Gulshan, Sing Along Dance Songs of Gulshan, Sing Along Hip-hop songs of Gulshan, Sing Along Best songs of Gulshan, Sing Along Super hit songs of Gulshan, Sing Along hit songs of Gulshan, Sing Along duet songs of Gulshan, Sing Along solo songs of Gulshan, Sing Along old songs of Gulshan, Sing Along famous songs of Gulshan