MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo hmm hansegi meri paayal dil waalo are hansegi meri paayal dil waalo ho main na milungi nazar hata lo are hansegi meri paayal dil waalo kaahe pe aye eee eeee jhule ho are bemausam hmm hmm hmm hmm phoole ho aaye ho kya kuchh pee ke kyun tumko suroor itna hai raam hi jaane tumko kaahe pe guroor itna hai main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo are hansegi meri paayal dil waalo ho hansegi meri paayal dil waalo dil ke ho hooo oooo sunn kaale are bante ho hooo oooo dil waale door se dekho mujhko yaa sang mere ab jhumon baitho meri raahon mein yaa mere kadam ko chumon main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo hmm hansegi meri paayal dil waalo are hansegi meri paayal click here
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main click here
main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya click here
main nadiya ki dhaara baahen teri kinaara deta chal mujhko sahaara saath hai itna pyaara kam hai ye jeevan saara aayenge jag mein dobaara main nadiya ki dhaara baahen teri kinaara deta chal mujhko sahaara kaun sambhalega mujhko bin tere bhatak jaaungi kaun sambhalega mujhko bin tere bhatak jaaungi jahaan jahaan le jaayega tu wahaan wahaan aaungi chhutega na saath humaara deta chal mujhko sahaara saath hai itna pyaara kam hai ye jeevan saara aayenge jag mein dobaara main nadiya ki dhaara baahen teri kinaara deta chal mujhko sahaara hoooo ohooo aaa aaa aaaa roop rang ras ki tu ganga main pyasa panghat hoon roop rang ras ki tu ganga main pyasa panghat hoon aur paas aane ko tarsun yun to bahut nikat hoon jeevan mera tune sanwaara aayenge jag mein dobaara main nadiya ki dhaara baahen teri kinaara deta chal mujhko sahaara saath hai itna pyaara kam hai ye jeevan saara aayenge jag mein dobaara hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm click here
aaaa main nahin makhan khayo maiya mori kasam tori main nahin makhan khayo maiya mori main nahin makhan khayo bhor bhayo gayyan ke paachhe bhor bhayo gayyan ke paachhe madhuban mohe pathayo madhuban mohe pathayo chaar prahar bansi bat bhatkyo chaar prahar bansi bat bhatkyo saanjh pare ghar aayo maiya mori main nahin makhan khayo main baalak bahiyan ko chhoto main baalak bahiyan ko chhoto chheenko kahin bidhi paayo chheenko kahin bidhi paayo gwaal baal sab bair pare hain gwaal baal sab bair pare hain barbas mukh liptaayo maiya mori main nahin makhan khayo ye le apni lakuti kamaliyaan ye le apni lakuti kamaliyan bahut hi naach nachaayo bahut hi naach nachaayo soordaas tab binhsi yasoda soordaas tab binhsi yasoda le urr kanth lagaayo maiya mori main nahin makhan khayo maiya mori kasam tori main nahin makhan khayo maiya mori main nahin makhan khayo click here
main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane murli ki lai ne dil mera chheena taar jagaaye dil ke taar jagaaye raag bikhere jab tere dil ne raag uthaaye maine raag uthaaye mitne naa doongi ye pyaar ke taraane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane preet ki dori tum sang baandhi tum sang baandhi saiyaan tum sang baandhi bujhne naa doongi preet ka deepak kitni bhi aaye saiyaan duniyaa ki aandhi main nahin badli ye badle zamaane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane click here
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasi tum saawan main pyaasi tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to aankhon ko jab band karoon main aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aayen hooo pyaar bina ye jeevan phikaa sapne ye samjhaayen mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho na hoon to ho ho na hoon to maine jab jab anjaane se maine jab jab anjaane se dekhi haath ki rekha main batlaa doon uss rekha mein tumne mujhe hi dekha main to ik parchhayee hoon tumhin ho mere darpan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to click here
main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe chalta rahega o mere qaatil main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil aaaaa haaaa haaaa haaaa haaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaa teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar ab teri meri ek dagar main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar jo khila hai ban ke bahaar tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe click here
main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun zidd toot gayi inkaar ki rut jaag uthi deedaar ki zidd toot gayi inkaar ki rut jaag uthi deedaar ki tum aaj mere nazdeek ho yahi jeet hai mere pyaar ki dil leke hum deke sharmaaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun tum mera hasin armaan ho ek khoyi huyi pehchaan ho tum mera hasin armaan ho ek khoyi huyi pehchaan ho kal gairon ke mehmaan the aaj is ghar ke mehmaan ho duniya ke dukh paake ghabraaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere dil pe tumhaara haath hai kaisi pighali huyi ye raat hai mere dil pe tumhaara haath hai kaisi pighali huyi ye raat hai kal tak jo nazar magroor thi wo hi shokh bhari saugaat hai tarsaa ke tadpaa ke pachhtaaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun mere saiyaan tum aaye to ho main sadke jaaun click here
tu kitne baras ka tu kitne baras ki main solah baras ki to main satraah baras ka solah satraah satraah solah mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna main solah baras ki tu satraah baras ka main solah baras ki tu satraah baras ka mil naa jaayen naina kuchh bhi ho mushkil hai door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna parbat se ghanghor ghataayen takraayen to kya ho barsaat hoooo tere dil se mera dil mil jaaye to kya ho baaraat ho jaane kab barsaat ho jaane kab baaraat ho mera dil to chaahe aaj ki raat milan ki raat ho kyun kyun kyun kyun kyunke tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna sachche premi sab milte hain ab dekhen click here
ho ho hoooo aa aa aaaaa aaa hmmm hmm aaaa aaa hoo hoo hoo hoo hoo hoo main kehti hoon dil sunta hai dil kehta hai main sunti hoon main sunti hoon main kehti hoon dil sunta hai dil kehta hai main sunti hoon main sunti hoon aisi aisi baaten koi sun le to mushkil ho jaaye tauba main kehta hoon dil sunta hai dil kehta hai main sunta hoon main sunta hoon aisi aisi baaten koi sun le to mushkil ho jaaye tauba darte sharmaate main tumse milne aati hoon darte sharmaate main tumse milne aati hoon phir na aaungi ye soch ke waapas jaati hoon haaye mera jaana phir chale aana ye mulakaten koi dekh le to mushkil ho jaaye tauba tauba tauba main kehti hoon dil sunta hai dil kehta hai main sunti hoon main sunti hoon din to khair guzar jaata hai kitni baaton mein din to khair guzar jaata hai kitni baaton mein jaan nikal jaati hai meri lambi raaton mein yaad teri aati hai neend udd jaati hai raaton ki ye baaten koi jaan le to mushkil ho jaaye tauba tauba tauba main kehta hoon dil click here
bane to ban jaaye zamaanaa dushman bane to ban jaaye zamaanaa dushman main teraa hoon dulha tu meri dulhan bane to ban jaaye zamaanaa dushman bane to ban jaaye zamaanaa dushman tu meraa hai dulhaa main teri dulhan duniyaa ne zanjeer to daali thi paanv mein aiji aa hi baithe hum teri zulfon ki chhaanv mein duniyaa ne zanjeer to daali thi paanv mein aa hi baithe hum teri zulfon ki chhaanv mein ki honaa thaa ho ke rahaa ye milan bane to ban jaaye zamaanaa dushman main teraa hoon dulha tu meri dulhan tu meraa hai dulhaa main teri dulhan mera dil bechain tha sahaare ke liye ye nazren betaab thi nazaare ke liye mera dil bechain tha sahaare ke liye aji ye nazren betaab thi nazaare ke liye mohabbat mein aakhir utha di chilman bane to ban jaaye zamaanaa dushman main teraa hoon dulha tu meri dulhan tu meraa hai dulhaa main teri dulhan main doli mein baith ke ghar aai chaand ke are main laayaa hoon chaandni ko sehraa baandh ke main doli mein baith ke ghar aai chaand ke aji click here
main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen gaadi mein romance karen tu mera husband main teri wife jo main kahun tu karega right phir door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen tere badan ki khushboo mujhko uda le jaaye baahon mein teri aake saara jahaan bhool jaayen dekh zara aage tu koi khatra lagta hai are khatra nahin re rasta to saaf suthra lagta hai main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen raste mein romance karen door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen jhoomti thandi lehren kya keh rahin hain tumse aaoge kab humein milne poochh rahin hain humse kya beete tere man mein tujhe kaisa lagta hai are main kya bolun mujhko to idea achchha lagta hai main tera husband tu meri wife jo main kahun tu karegi right phir aa zara paas hum pyaar karen paani mein romance karen door se aankhen chaar karen kaam ki koi baat karen disco ki baat na poochho click here
aaaaaaa aaaaaaaa main tere ishq mein mar na jaaoon kahin tu mujhe aazmaane ki koshish na kar main tere ishq mein mar na jaaoon kahin tu mujhe aazmaane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon main bhi hasin mujhse nazrein churaane ki koshish na kar main tere ishq mein shauk se tu meraa imtehaan le shauk se tu meraa imtehaan le tere kadmoon pe rakh di hai jaan le bekadar bekhabar maan jaa zid na kar todkar dil mera aye mere humnasheen is tarah muskuraane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon main bhi hasin mujhse nazrein churaane ki koshish na kar main tere ishq mein pher li kyun nazar mujhse ruth kar pher li kyun nazar mujhse ruth kar dil ke tukde hue toot toot kar kyaa kahaa dilrubaa tu hai mujhse khafaa ek bahaana hai yeh haqeekat nahin tu bahaane banaane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon main bhi hasin mujhse nazrein churaane ki koshish na kar main tere ishq mein kab se baithi hoon main intzaar mein kab se baithi hoon main intzaar mein jhootha click here
hmmm hmmm hoooo hooooo hmmm hmmm aaaaa haaaaa aaaaa haaaa hoooo hooooo ooooo main tere pyaar mein paagal aise ghoomta hoon jaise main koi pyaasa baadal barkha ko dhundhtaa hooooon main tere pyaar mein paagal aise ghoomti hoon jaise main koi pyaasi badli saawan ko dhundhti hoooooon main tere pyaar mein paagal paagal paagal paagal jab jab tu chhup jaati hai inn phoolon ki galiyon mein jab jab tu chhup jaati hai inn phoolon ki galiyon mein aur chatakne lagti hain kitni kaliyaan kaliyon mein main tera pata sabhi se aise poochhta hoon jaise main koi bhula raahi manzil ko dhundhtaa hoon main tere pyaar mein paagal paagal paagal paagal mere chehre pe teri thehri thehri do aankhen aankhen aankhen mere chehre pe teri thehri thehri do aankhen kitni gehri jheel hain ye jheel se gehri do aankhen main teri inn aankhon mein aise doobti hooooon jaise main koi tooti naiyyaa maajhi ko dhundhti hoooooooon main tere pyaar mein paagal paagal paagal paagal tu ho naa ho aankhon mein click here
main teri chhoti behna hoon main teri chhoti behna hoon samjh na mujhko souten hhoo samjh na mujhko souten shyaam tere hain tere rahenge shyaam tere hain tere rahenge main to unki jogan hoo samjh na mujhko souten hoo samjh na mujhko souten vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai hoo vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai vehem ne jug mein sab ko duboya kisko paar utaara hai kisko paar utaara hai tera man saajan ka ghar ho tera man saajan ka ghar tu unke man ki dhadkan hoo samjh na mujhko souten jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja maine unko ishwar samjha dosh bata kya aur hai dooja dosh bata kya aur hai dooja main patjhad ki sookhi paati main patjhad ki sookhi paati aan padi tere aangan hoo samjh na mujhko souten antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon hoo antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon man mein koi mail na rakhna itna kehne aayi hoon itna kehne click here
ho main to bhool chali babul ka des piya ka ghar pyaara lage koi maike ko de do sandes jaa ke maike ko de do sandes piya ka ghar pyaara lage nandi mein dekhi hai behna ki surat sasuji meri hain mamta ki murat hooooo pita jaisaaaaa ho pita jaisa sasur ji ka bhes piya ka ghar pyaara lage chanda bhi pyaara hai suraj bhi pyaara par sabse pyaara hai sajna humara hooooo aankhen samjhen ho aankhen samjhen jiya ka sandes piya ka ghar pyaara lage baitha rahe sainyan nainon ko jode ik pal akela wo mujhko na chhode hooooo nahin koiiii o nahin koi jiya ko kales piya ka ghar pyaara lage ho koi maike ko de do sandes jaa ke maike ko de do sandes piya ka ghar pyaara lage click here
main to darti ooooo ooo aaaa aaa main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste mera hans ke mera hans ke ye bole gajarwa ke nainon mein sajan baste saara din to tere milan ka dard mujhe tadpaaye saara din to tere milan ka dard mujhe tadpaaye raat ka deepak bujhe to dil ka jalna shuru ho jaaye kab mujhko milenge saanwariya kab mujhko milenge saanwariya ke nainon mein sajan baste kab mujhko milenge saanwariya ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste phoolon ke rukhsaaron pe leti shabnam angdaayiyaan phoolon ke rukhsaaron pe leti shabnam angdaayiyaan tujhe pukaare meri palkon ki pyaasi parchhaiyaan mere man ki hai sooni atariya mere man ki hai sooni atariya ke nainon mein sajan baste mere man ki hai sooni atariya ke nainon mein sajan baste main to darti na daalun kajarwa ke nainon mein sajan baste baithi baithi shaam savere dekhun sapne tere baithi click here
pa ma re ni sa re ma pa ni pa ma pa ni pa pa ni sa ni ni sa re sa main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare honthon se jab jab wo murli lagaaye honthon se jab jab wo murli lagaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye sakhi ri phir tu hi bata sakhi ri phir tu hi bata dil kaise na koi haare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare kitna bhi koi manwa ko roke kitna bhi koi manwa ko roke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke sakhi ri koi bas na chale sakhi ri koi bas na chale jab mohan ki murali pukaare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa click here
kaun rokega ab pyaar ka raasta main to pi ki nagariya jaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj baithe bithaaye ye kya ho gaya dil ki har baat aankhon mein aane lagi dil ki har baat aankhon mein aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aa gaye aa gaye muskuraane ke din aa gaye aa gaye muskuraane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din maine paayal to paanvon mein baandhi nahin aur aavaaz aur aavaaz ghungharu ki aane lagi aur aavaaz ghungharu ki aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga maine darpan abhi tak to dekha nahin meri bindiya magar jhilmilaane lagi meri bindiya magar jhilmilaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan lehlahaane laga mera naazuk badan lehlahaane laga mera naazuk click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Na Milungi Pyar Ka Mausam (1969) 03:37 14009
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:37   Song Number : 14009   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 04:00 12742
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:00   Song Number : 12742   

Main Nadiya Ki Dhaara Naag Panchami (1972) 04:31 21047
 
Poster of Naag Panchami (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jaya Shree, Ashish Kumar
Duration : 04:31   Song Number : 21047   

Main Nahin Makhan Khayo Lata Mangeshkar 03:33 19105
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Bhajan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:33   Song Number : 19105   

Main Piya Teri Basant Bahar (1956) 03:44 12859
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 12859   

Main Pyaasa Tum (Duet) Faraar (1975) 04:04 18208
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan
Duration : 04:04   Song Number : 18208   

Main Rangila Pyaar Ka Chhoti Bahen (1959) 03:44 12987
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Shobha Khote
Duration : 03:44   Song Number : 12987   

Main Sadke Jaaun Vaasna (1968) 04:30 21195
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:30   Song Number : 21195   

Main Solah Baras Ki Karz (1980) 05:19 20868
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:19   Song Number : 20868   

Main Sunti Hoon Dil Kehta Hai Apna Bana Lo (1982) 06:01 20806
 
Poster of Apna Bana Lo (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 06:01   Song Number : 20806   

Main Tera Hoon Dulha Dulha Dulhan (1964) 04:17 40384
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhana
Duration : 04:17   Song Number : 40384   

Main Tera Husband Shriman Shrimati (1982) 04:20 39215
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Rajesh Roshan
Duration : 04:20   Song Number : 39215   

Main Tere Ishq Mein Mar Na Jaaoon Loafer (1973) 04:49 20870
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:49   Song Number : 20870   

Main Tere Pyaar Mein Prem Bandhan (1978) 06:29 13980
 
Poster of Prem Bandhan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 06:29   Song Number : 13980   

Main Teri Chhoti Souten (1983) 06:48 35951
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Tina Munim
Raag- 
Marwa
Duration : 06:48   Song Number : 35951   

Main To Bhool Chali Saraswatichandra (1968) 05:21 20873
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:21   Song Number : 20873   

Main To Darti Na Paise Ki Gudiya (1974) 05:01 14170
 
Poster of Paise Ki Gudiya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 05:01   Song Number : 14170   

Main To Jaaun Na Jamuna Kinaare Baap Bete (1959) 03:41 38281
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:41   Song Number : 38281   

Main To Pi Ki Nagariya Ek Kali Muskayee (1968) 05:27 13218
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meera
Raag- 
Des
Duration : 05:27   Song Number : 13218   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar