Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la lalalaa la la la la la lalalaa la lalalaa la la la la la lalalaa aazmaa leee aaja tu saamne aazmaa leee aaja tu saamne dil parda faash hai neeyat aiyyash hai na bann shareef tu babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai na bann shareef tu babli badmaash hai aaja jalwon ke shaamiyane mein kya rakha hai iss zamaane mein aaja jalwon ke shaamiyane mein kya rakha hai iss zamaane mein tu behlata hai dil ko baaton se husn ko chhule aaj haathon se dil lagaa le aaja tu saamne dil parda faash hai neeyat aiyyash hai na bann shareef tu babli badmaash hai pyaas jaagi hai kitni raaton se aa bujha le hum behke jazbaaton se pyaas jaagi hai kitni raaton se aa bujha le hum behke jazbaaton se na fursat ho saans lene ki bas khwahish ho pyaar dene ki dil jala leee aaja tu saamne dil parda faash hai neeyat aiyyash hai na bann shareef tu babli badmaash hai babli badmaash hai babli badmaash hai
babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai shehnai ki goonj mein kho gayi babul meri duhaai dil bhi mera tab tab dhadke jab jab khanke kangna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela us angna mein aaj khada hai bhaiya mera akela jaagti aankhon dekh raha hai mere sukh ka sapna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna
babul kaun ghadi yeh aayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi saajan ka jab aaye bulaawa koi na baadha maane raadha saajan ka jab aaye bulaawa koi na baadha maane raadha tod ke pinjda ud jaaye chidiya roye bhale shehnaayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi solah baras toone god khilaaya baanhon mein lekar jhoola jhulaaya solah baras toone god khilaaya baanhon mein lekar jhoola jhulaaya gale lagaaya aaj na kyun jab gale lagaaya aaj na kyun jab meri huyi bidaayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye lekin main aisi bad kismat aansoo dahez mein laayi babul kaun ghadi yeh
hooo ooooo oooo oooo haa haa haa haa haa aaaaa aaaa aaaa ha ha haa haa haa haa haa ae bach gaye haan bach gaye hum donon fanste fanste hum bhi chalen aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad bach gaye haan bach gaye hum donon fanste fanste hum bhi chalen aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad bach gaye main gawaalan prem nagar ki preet hai meri pooja main gawaalan prem nagar ki preet hai meri pooja main nahin hoon tera kanhaiya dhoondh le koyi dooja dhoondh le koyi dooja arre tarbooja kharbooja jiski karti rehna pooja teri jaisi to humko nahin chaalse teri jaisi to saannu naiyon chaldi eee bach gaye haan bach gaye hum donon fanste fanste hum bhi chalen aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad hey tera mera chacha zindabaad he bach gaye mera raag yaman kalyaan aur meri videshi taan taan taan mera raag yaman kalyaan o dar taani tade re taana
bada hi c i d hai wo neeli chhatri wala har taale ki chaabi rakhe har chaabi ka taala bada hi c i d hai wo neeli chhatri wala har taale ki chaabi rakhe har chaabi ka taala bada hi c i d hai wardi uski badi neerali kabhi nazar na aane wali wardi uski badi neerali kabhi nazar na aane wali na koi billa na koi number daftar uska neela amber note hai uski paaket book mein sabka maal masala bada hi c i d hai wo neeli chhatri wala har taale ki chaabi rakhe har chaabi ka taala bada hi c i d hai chup chup koi daaka daale yaa kare khoon ho jaaye usko automatic telephoon chup chup koi daaka daale yaa kare khoon ho jaaye usko automatic telephoon are chaubees ghante jaage uski aankh kabhi na laage hoshiyaar khabardaar bach ke rahna dekh raha hai sab kuchh upar waala bada hi c i d hai wo neeli chhatri wala har taale ki chaabi rakhe har chaabi ka taala bada hi c i d hai lamba chauda uska thaana sabko ek din wohin hai jaana lamba chauda uska thaana sabko ek din wohin hai jaana kya
o o o o o o o o badi der bhai nandlala teri raah take brijbala gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re koi na jaaye kunj galin mein tujh bin kaliyaa chunne ko taras rahe hain taras rahe hain jamuna ke tat dhun murli ki sunne ko ab to daras dikha de natkhat kyun dubidha mein daala re sankat mein hai aaj wo dharti jis par tune janam liya pura kar de o o o o o pura kar de aaj wachan wo geeta mein jo toone diya koi nahin hai tujh bin mohan bharat ka rakhwaala re gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re
badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai jaati huyi ek geet naya aayi hawa hai humne bhi suna hai ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ek saath humen dekh ke karte hain ishaare kehte hai jameen par koi dil dil se mila hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun uss chaand ko main chhod ke uss chaand ko dekhun wo chaand to duniya ka hai ye chaand mera hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se main tod ke rakh dungi tujhe neel gagan se milte huye dil dekh ke ye chaand jala hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai
badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen laayen to kaise tujhe dhundh ke laaye hooo oooo dhundh ke laaye badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa jaa tujhe hum kab se pukaaren hooo oooo kab se pukaaren badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand
nazar se door jaane waale dil se door naa karna meri aankhon ko rone par kahin majboor naa karna bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge ghataayen phir bhi chhaayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte theeee jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren sandesa pyaar kaa laayegi saawan ki jawaan raaten pawan jhoomegi gaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren
bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha kisi ke dil se hook uthi to koi raagani samjhaa kisi ke dil se hook uthi to koi raagani samjhaa bahaaye chand ne aansoon chhoopaya kis taraha ghum ko zamaane ki nigaahon se chhoopaya kis taraha ghum ko zamaane ki nigaahon se zamaane ki nigaahon se mera ghum dekhne waala mere ghum ko khushi samjhaa bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha bahaaye chand ne aansoon chaman ko chhod kar maine guzaari zindagi aise chaman ko chhod kar maine guzaari zindagi aise guzaari zindagi aise ke jo kaanta nazar aaya ussi ko main kali samjhaa bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha kisi ke dil se hook uthi to koi raagani samjhaa bahaaye chand ne aansoon
la la la la la la la la la la la la la la la la la la bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega bujhaane se ye shola na bujhaaya jaayega zamaane se na kehna ki jalega zamaana zamaane se na kehna ki jalega zamaana karega badnaami banega afsaana achchha hmmmm zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai nigaahon hi
aaaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa bairan neend na aaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye sooni padi meri palkon ki galiyan sooni padi meri palkon ki galiyan kaun khilaye neendiya ki kaliyan apne bhi hain paraye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye laakh jatan karun aankh na laage laakh jatan karun aankh na laage so gayi khushiyan aur ghum jaage ghayal mann kit jaaye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye yaad aayein jab pyaar ki baatein yaad aayein jab pyaar ki baatein aur bhi lambi ho jaye raatein bhor nazar nahin aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye
Bairi Chhod De
bala kanakamaya chela sujana pari paala kanakamaya chela sujana pari paala kanakamaya chela sujana pari paala sri ramalola midruka sharajala shukada karunalavala ghana nela navya vanamalika harana yeee laa neee daya raaaadooo paraku cheseee aaa samayamu kaadu ra ra ra ra ra ra devaa dideva ra ra mahanubhava ra ra devaadideeeva ra ra mahanubhava ra ra devaadideeeva ra ra mahanubhava ra ra rajeevanetra raghuvara putra saratarasudha poora hrudaya ra ra ra ra saraterasudha poora hrudaya parivara chelati ghambeera dhanuja samhara dasaratha kumara budha jana vihara sakala sruti sara nadu kaieeela nee daya raaaadu yela nee daya raadu paraku chese vela samayamu kaadu aaaa aaa yela nee daya raadu
balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan re balma bada nadaan baiyaan pakduuun baiyaan pakdun haath dabaaun baiyaan pakdun haath dabaaun samjhat naahi kaise samjhaaun samjhat naahi kaise samjhaaun laakh jatan kiye haar gayi main rogi ho gayi jaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan bedardi sang naata laagaaaaa bedardi sang naata laaga meri preet ka bhaag na jaga meri preet ka bhaag na jaga binti karun main paiyaan padun main ab to meri maan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan
bas yahi apraadh main har baar karta hoon bas yahi apraadh main har baar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon bas yahi apraadh main har baar karta hoon bas yahi apraadh main har baar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon luru lu luru lu luru lu luru lu luru lu luru luru luru lu luru lu luru lu luru lu luru lu luru luru ek khilona ban gaya duniyaan ke mele mein koi khele bheed mein koi akele mein ek khilona ban gaya duniyaan ke mele mein koi khele bheed mein koi akele mein muskuraa kar bhent har swikaar karta hoon muskuraa kar bhent har swikaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon hoon bahut naadan karta hoon ye naadani bech kar khushiyan kharidoon aankh ka paani hoon bahut naadan karta hoon ye naadani bech kar khushiyan kharidoon aankh ka paani haath khaali hain magar vayaapar karta hoon haath khaali hain magar vayaapar
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaaaaaaaa bedardi dagabaaz jaa jaa re jaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa dha ni dha ni dha sa ni dha ma ga re re sa ni dha pa ma ga re sa ni sa ma bansi bajaaye bansi bajaaye dil bharmaaye meethi dhun mein kya samjhaaye kaahe chhaliya mann lalchaaye jaa re jaa jaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaa bedardi dagabaaz jaa jaa re jaa nis din tere aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa nis din tere roop niraale tann ke ujle mann ke kaale bhes badal kar dore daale jaa re jaa jaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaaaaaaaa bedardi dagabaaz jaa jaa re jaa
beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan jo naa socha tha wo ho gaya kyun naseeba mera so gaya ghum ki aisi ghata chhaa gayi chain dil ka kahin kho gaya ye bata kis liye le rahaa hai mera imtehaan beraham aasmaan bhujh gaya hai ye dil iss tarah chaand pichhale paher jis tarah itni taarikiyon mein bata raah dhoondhe koi kiss tarah kho gayi manzilen ho gaya ghum kahin carvaan beraham aasmaan jaa rahe hai naa jaane kidhar dekh sakti nahin kuchh nazar chhod di naav majhdhaar mein kiss kinaare lage kya khabar kya kare door tak roshani ka nahin hai nishaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan beraham aasmaan mujhse kismat ne dhokha kiya har kadam par naya ghum diya hai khushi ki kasam ke yahaan chain kaa saans tak naa liyaa bhujh gaya dil mera raas aaya naa tera jahaan beraham aasmaan meri manzil bataa hai kahaan teri duniyaan mein yun hum jiye aansuyon ke samandar piye dil mein shikwen tadapte rahe honth lekin hamesha siye kab talak hum rahen
bhagwaan bhagwaan bhagwaan do ghadi zara insaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh bhagwaan do ghadi zara insaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o hai jinko teri yaad kabhi unki le khabar kabhi unki le khabar o aasmaan waale gareebon pe kar nazar gareebon pe kar nazar dil mein kisi gareeb ke armaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o jo kuchh bhi ho raha hai woh teri nazar mein hai teri nazar mein hai aa dekh meri laaj ki naiyya bhanwar mein hai naiyya bhanwar mein hai sab jaante huye bhi naa anjaan ban ke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o o o tujhko khabar nahin koyi kitna niraash hai kitna niraash hai tinke ki doobte ko malik talaash hai malik talaash hai insaan ban sake na to bhagwaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh bhagwaan do ghadi
hoon hoon hoon la la la la lara la la la la la la la la la la la lara la la la le la are hey la ra la rera ra rera rara re rara ra ra ra ra ra ra ra ra bhai battur bhai battur ab jaayenge kitni door bhai battur bhai battur ab jaayenge kitni door naazuk naazuk meri jawaani chalne se majboor bhai battur bhai battur ab jaayenge kitni door naazuk naazuk meri jawaani chalne se majboor dar laage kya hoga peechhe koi chor laga hoga are ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho oh oh dar laage kya hoga peechhe koi chor laga hoga ho chhoti umariya safar bada main thak kar ho gayi choor ho bhai battur bhai battur ab jaayenge kitni door naazuk naazuk meri jawaani chalne se majboor la la la la la aa aa aa aa angadaayi jab aaye husn mera kyun itraye are ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho oh oh ho angadaayi jab aaye husn mera kyun itraye ho aaina dekhoon aur sochun kya ho gayi main magroor bhai battur bhai battur ab jaayenge kitni door naazuk naazuk meri jawaani chalne se majboor la
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Babli Badmaash Shootout At Wadala (2013) 04:29 32385
 
Poster of Shootout At Wadala (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Anand Raj Anand
Duration : 04:29   Song Number : 32385   

Babul Chhoot Chala Tera Rakhi (1962) 03:52 32339
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:52   Song Number : 32339   

Babul Kaun Ghadi Yeh Umang (1970) 05:53 14376
 
Poster of Umang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Subhash Ghai
Duration : 05:53   Song Number : 14376   

Bach Gaye Hum Dono Chacha Zindabad (1959) 06:07 40919
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Anita Guha
Duration : 06:07   Song Number : 40919   

Bada C I D Hai Chandan (1958) 03:18 19126
 
Poster of Chandan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:18   Song Number : 19126   

Badi Der Bhai Nandlala Khandan (1965) 03:55 13542
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:55   Song Number : 13542   

Badli Mein Chhupe Chaand Ne Shatranj (1956) 03:15 16478
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 16478   

Badli Se Nikla Hai Chaand Sanjog (1961) 03:55 14141
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 03:55   Song Number : 14141   

Bahaaren Phir Bhi Lahore (1949) 03:11 13576
 
Poster of Lahore (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nargis
Duration : 03:11   Song Number : 13576   

Bahaaye Chand ne Aansoon Lagan (1955) 03:19 13574
 
Poster of Lagan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Sajjan
Duration : 03:19   Song Number : 13574   

Baharon Se Kahenge Ulfat (1978) 04:28 12341
 
Poster of Ulfat (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:28   Song Number : 12341   

Bairan Neend Na Aaye Chacha Zindabad (1959) 03:50 12955
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aneeta Guha
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:50   Song Number : 12955   

Bairi Chhod De Babul Ki Galiyan (1972) 03:53 38781
 
Poster of Babul Ki Galiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:53   Song Number : 38781   

Bala Kanaka Sagara Sangamam (1983) 04:18 31118
 
Poster of Sagara Sangamam (1983)
 
Category
Telugu
Year- 
1983
Lyricist
Tyagaraja
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
S Janaki
Duration : 04:18   Song Number : 31118   

Balma Bada Nadaan Re Albela (1951) 03:06 19114
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:06   Song Number : 19114   

Bas Yahi Apraadh Main Pehchan (1970) 05:09 20242
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 20242   

Bedardi Dagabaaz Bluff Master (1963) 03:07 12926
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Tintal
Duration : 03:07   Song Number : 12926   

Beraham Aasmaan Bahana (1960) 06:12 12797
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sajjan
Duration : 06:12   Song Number : 12797   

Bhagwan Do Ghadi Zara Insaan Banke Dekh Bahar (1951) 03:51 11855
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:51   Song Number : 11855   

Bhai Battur Padosan (1968) 04:42 20215
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:42   Song Number : 20215   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj