MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLaxmikant Pyarelal
HomeLaxmikant Pyarelal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho oo oo oo oo itni badi duniya mein jo chhote chhote bachche na hote itni badi duniya mein jo chhote chhote bachche na hote chhal hi chhal phir hota jo ye nanhe munne bachche na hote itni badi duniya mein jo chhote chhote bachche na hote chhal hi chhal phir hota jo ye nanhe munne bachche na hote itni badi duniya mein pyaar koi kisi se na karta na hi mamta ka roop sanwarta pyaar koi kisi se na karta na hi mamta ka roop sanwarta kaliyon pe aati na jawaani na hi gunchon ka rang nikharta ye baag bhi na hote bahaaren bhi na hoti jo nanhe munne bachche na hote itni badi duniya mein jo chhote chhote bachche na hote chhal hi chhal phir hota jo ye nanhe munne bachche na hote itni badi duniya mein hans de jo ye to man khil jaaye roye agar to dil hil jaaye hans de jo ye to man khil jaaye roye agar to dil hil jaaye pyaar bhari jise muskaan de de use donon jahaan ki khushi mil jaaye ye hansi jo na hoti to zindagi na hoti jo nanhe munne bachche na hote itni badi duniya mein jo click here
jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai jaana jaana jaldi kya hai jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai dore kitne gulaabi hain in kaali kaali ankhon ke dore kitne gulaabi hain in kaali kaali ankhon ke hum janam ke pyaase aashiq hain do matwaali ankhon ke peeke inhi paymaanon se madhosh hamein ho jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai jis dil mein aap samaaye hain us dil mein humein ruswaai kahaan jis dil mein aap samaaye hain us dil mein humein ruswaai kahaan kya jaane uda le jaaye humein aapki ek angdaayi kahaan hum aapke baahon mein kaidi baahon mein humein balkhaane do thehro thehro dil to click here
hey heyy jaana zara saamne aana main bandh raha hoon nishana thoda dayen thoda bayen thoda aage thoda peechhe ha hey laga laga kahan yahan are laga laga kahan yahan ab mere bachne ki koi ummeed nahin kee jana zara saamne aana main baandh rahi hoon nishana thoda dayen thoda bayen thoda aage thoda peechhe ha hey laga laga kahan yahan laga laga kahan yahan ab mere bachne ki koi ummeed nahin abhi abhi main jawaan huyi abhi abhi maine pyaar kiya abhi abhi main jawaan huyi abhi abhi maine pyaar kiya bada bura kiya tune piya bade zor ka waar kiya batein na banao nazren milao koi na chalega bahana heyy jaana zara saamne aana main bandh raha hoon nishana teri nazar se teri kasam mujhe bada darr lagta hai teri nazar se teri kasam mujhe bada darr lagta hai abhi chala ek teer e nazar abhi gira darr lagta hai dil jalte hain jaan deti hain kaisa hai tu mera deewana heyy jaana zara saamne aana main bandh rahi hoon nishana thoda dayen thoda bayen thoda aage thoda peechhe ha hey click here
hmmm lalalala lalalala lalalala laaaa hmm hmm na na na ruk jaana jaana na ruk jaana jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain jalta hai ye badan chain kotarse ye man jalta hai ye badan chain ko tarse ye man jaise dil banke dhadakne laga hai saara mera tan jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain jaagen mere dil mein hain aarzoyen jawaan ho jaagen mere dil mein hain aarzoyen jawaan ho haay bekraar hoon ho maanti main haar hoon ho tu shikaari hai mera ho main tera shikaar hoon aaj lage maar daalegi ye tanhaai mujhe haaye angdaayi mujhe aur ye raat yun dasti hai ke jaise koi naagan jaane waale zara ruk jaa ye nigahen bulaati hain garm saansen bulaati hain narm baahen bulaati hain tune mere dil ko di kitni betabiyaan tune mere dil ko di kitni betabiyaan ho tu hai aisi naazni hai jo husn se hasin mujh ko tere ishq mein koi hosh hi nahin na dekh aisi click here
jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le are main hoon deewaana tera main hoon deewaana tera soorat meri pehchaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ae mere roothe sanam kehna tu mera maan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le yaad kar yaad kar yaad kar yaad kar kaise kahaan dil reh gaya tha toot kar yaad kar yaad kar ek din main le gaya tha tera sab kuchh loot kar yaad kar yaad kar mujhse vaapas aaj tu apne sabhi armaan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he click here
Jaate Ho Jaane Jaana click here
na hasna mere ghum pe insaaf karna jo main ro padun to mujhe maaf karna jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai maaloom na tha anjaanon ko saahil pe khade ho kar hum ne dekha aksar tufaanon ko ab ke shaayad hum bhi doobe maujon ke safeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein aise to thhes na lagti thi jab apne rootha karte the itna to dard na hota tha jab sapne toota karte the ab ke shaayad dil bhi toote ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke mahine mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein iss kadar pyaar to koi karta nahin marne click here
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai click here
dha gi na dhi nak tin ta gina tinak tin dha gi na dhi nak tin ta thaiya dha gi na dhi nak tin ta gina tinak tin dha gi na dhi nak tin wah bhaiya jab tak ye sansaar nachaye jab tak ye sansaar jab tak ye sansaar nachaye jhoom jhoom kar naache ja dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin ta thaiya dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin wah bhaiya jab tak ye sansaar nachaye jhoom jhoom kar naache ja dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin ta thaiya dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin wah bhaiya are wah mere baanke naach unchi latak se lachkayo re kamariya oh zara aur matak ke jag tujhko hanse to chal sar ko jhatak ke zara aur maze mein chal thumak thumak ke sar par topi laal sajaye sar par topi laal sar par topi laal sajaye moochh taan kar naache ja dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin ta thaiya dha gina dhi nak tin ta gina tinak tin dha gina dhi nak tin wah bhaiya click here
jaipur ki choli mangwa de re saiyaan kesar ke rang mein rangwa de saiyaan jaipur ki choli mangwa de re saiyaan kesar ke rang mein rangwa de saiyaan ae jaipur ki choli kya tere ishare par likh doon main naam tere jaipur khareed kar jaipur ki choli kya tere ishare par likh doon main naam tere jaipur khareed kar jaipur ki choli mangwa de re saiyaan kesar ke rang mein rangwa de saiyaan choli ke peeche locket ka cut ho yaad rakh baalmaa ye kaam jhatpat ho ho ho ho ho ho ho oooooo choli ke peeche locket ka cut ho yaad rakh baalmaa ye kaam jhatpat ho ye jhatpat hoga fataafat hoga mohabbat ki khatir fataafat hoga chudiyon se bhar doonga teri kalaiyaan chudiyon se bhar doonga teri kalaiyaan jaipur ki choli mangwa de re saiyaan kesar ke rang mein rangwa de saiyaan hey hey aa haa oo hoo oo hoo aa haa aa haa hey hey aa haa pehan ke wo choli main jaaungi agra agre se le dena saiyan mujhe ghaghra ho ho ho ho ho ho ha ha ha pehan ke wo choli main jaaungi agra agre se le dena click here
jawaani ka guzra zamaana hooo ooo ooo oooo jawaani ka guzra zamaana mujhe yaad aane laga hai jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hai jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai mera mehmaan walla hai meri jaan walla ho ke kurbaan walla kya maza aane laga hai jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hooo mera mehboob allah mila kya khoob allah gaya dil doob allah kya nasha chhane laga hai jaadu sa chhane laga hai wayi wayi wayi wayi aa dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hai wayi wayi wayi wayi aa dil gungunaane laga hai kya chaand utra zameen pe kya raat hai ya ilaahi kya raat hai ya ilaahi humko mila jo woh teri saugaat hai ya ilaahi rukh e roshan se haiiii utha jo parda haiiii tere jalwon se mera dil ye jagmagaane laga haiiii jaadu sa chhane laga hai dil gungunaane laga hai dil gungunaane laga hai yun apni basti mein laa ke na chhed baatein banaake na chhed baatein banaake ab sharam kaisi click here
jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar raat din honton pe tera naam jo rehta hai raat din honton pe tera naam jo rehta hai aa sama ja dil mein mera pyaar ye kehta hai do din ki jawaani rut suhaani aani jaani duniyaa faani o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar aaj main na jaane dunga door nigaahon se aaj main na jaane dunga door nigaahon se paas main bitha lunga yun thaam ke baahon se chhodo ye sharmana ye ghabraana dil dhadkaana jee tarsaana o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar click here
jeena zaroori hai jeene ke liye peena zaroori hai peene ke liye jeena khair hum to sharaab peete hain jo nahin peete khaakh jeete hain hey jeena zaroori hai jeena zaroori hai jeene ke liye peena peena haan haan peena zaroori hai peene ke liye jeena jeena tauba jeena zaroori hai aye jeene ke liye peena peena peena zaroori hai peene ke liye jeena jeenaa jeena zaroori hai hum ko to bas kaam hai apne hi kaam se kabhi pee li botal se kabhi pee li jaam se kabhi pee li botal se kabhi pee li jaam se farq nahin padta koi dil ko kisi naam se eeee lekin ik haseena zaroori hai jeene ke liye peena peenaa peena zaroori hai haan haan bewajah nahin gussa janaab ka naam hai bada bura is khaana kharaab ka naam hai bada bura is khaana kharaab ka achha nahin peena har mausam mein sharaab ka hayy saawan ka mahina zaroori hai peene ke liye jeena jeenaa jeena zaroori hai tootte hain shaq se rishte dil o jaan ke sachche pyaar ko jo chhod de jhutha pyaar maan ke sachche pyaar ko jo chhod click here
hmmmmmm hmmmm hmmmm jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga aisa sundar sapna apna jeevan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga teri aankhon se saara sansaar main dekhungi teri aankhon se hoooo ooooo ooooo teri aankhon se saara sansaar main dekhungi dekhungi iss paar yaa uss paar main dekhungi nainon ko tera hi darshan hoga rimjhim barasta saawan hoga royengi ye aankhen phir bhi main to muskuraungi royengi ye aankhen hoooo ooooo ooooo royengi ye aankhen phir bhi main to muskuraungi dukh ke toofanon se bhi main naa ghabraungi jab saath mere mera saajan hoga rimjhim barasta saawan hoga aisa sundar sapna apna jeevan hoga jhilmil sitaaron ka aangan hoga rimjhim barasta saawan hoga rimjhim barasta saawan hoga click here
jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyoooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyoooooo bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane apne aapko kuchh na samjhe tumko swaami maane ha tumko swaami maane swami ji swami ji ye to badi natkhat hai iski baaton mein na aayioooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tera mera dharm ka naata phir kaahe sharmaati phir kaahe sharmaati sajni ji sajni ji jo hua so hua ab aur na tarsaiyoooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaaye chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaye chup ri apne ji jaa ji se laaj tujhe na aaye laaj tujhe click here
aaaa julmi humaare saanwariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam na soye kabhi raaton mein hum haan na soye kabhi raaton mein hum yoon roye barsaaton mein hum oooo kyun khoye tori baaton mein hum mana karti thi haan mana karti thi saari nagariya ho raam mana karti thi saari nagariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam ab aaye ab tak the kahaan ab aaye ab tak the kahaan kya jaanun kya beeti yahaan ooo kya koyi sautan thi wahaan humko bhi hoo humko bhi to ho kuchh khabariya ho raam humko bhi to ho kuchh khabariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam kaise gujregi hamri umariya ho raam julmi humaare saanwariya ho raam kaise gujregi hamri click here
jyot se jyot jagaate chalo jyot se jyot jagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo raah mein aaye jo deen dukhi raah mein aaye jo deen dukhi sabko gale se lagaate chalo prem ki ganga bahaate chalo kaun hai ooncha kaun hai neecha sab mein wohi samaaya bhed bhaav ke jhoote bharam mein ye maanav bharmaaya dharm dhawaja haaannnn dharm dhawaja phehraate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo saare jag ke kan kan mein hai divya amar ik aatma ek brahm hai ek satya hai ek hi hai parmaatma pranon se pran haaaannnnn pranon se pran milaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo prem ki ganga bahaate chalo click here
kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara maza to jab hai dekhe zamaana roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhara pyaar hamaara tum mein kya hai tumhen bhi nahin maaloom pehlu rakhte tumhaare ang kitne ban chaman ki ruton mein bhi na hoga har ada mein chhupe hain rang jitne kyun na ujagar ho ye bahaara roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara muskura ke uthao zara palken zulf chehre pe udne do chahe aisi tasveer khenchun ke duniya tumko dekhe to mujhko saraahe saare jahaan ko kar de deewaana roop tumhaara pyaar hamaara kab tak chhupega ae jaane jaana roop tumhaara pyaar hamaara click here
sa re ma pa ga pa pa ga re sa ni dha aaaaaaaa aaaaaaa kagaz kalam dawaat laa likh doon dil tere naam karun kagaz kalam dawaat laa likh doon dil tere naam karun dil kya tu jaan bhi mange to de doon de doon de doon ye pahla kaam karun kagaz kalam dawaat laa likh doon dil tere naam karun kagaz kalam dawaat laa likh doon dil tere naam karun dil kya dil kya tu jaan bhi mange to de doon de doon de doon ye pahla kaam karun kagaz kalam dawaat laa likh doon dil tere naam karun tu premi pagal mera thaam le tu aanchal mera tu premi pagal mera thaam le tu aanchal mera haath pakad ke chal mera kar mujhko badnaam zara main bhi main bhi main bhi tujh ko badnaam karun kagaz kalam dawaat laa likh doon dil tere naam karun kagaz kalam dawaat laa likh doon dil tere naam karun maana ek ilzaam hai ye pyaar hai ye badnaam hai ye oo oo oo oo aa aa aa aa maana ek ilzaam hai ye pyaar hai ye badnaam hai ye ek chhalkta jaam hai ye jee chahe pee jaun isko jee chahe pee jaun isko main khali click here
kahaan hai wo deewaana mujhe jisne banaaya nishaana ho oo nishaana kahaan hai kahaan hai kahaan hai wo deewaana mujhe jisne banaaya nishaana ho oo nishaana main usko na chhodungi main uska dil todungi dil ka rishta jodungi main sunle ae zamaana kahaan hai wo deewaana mujhe jisne banaaya nishaana ho oo nishaana tu to udd jaayega mere daaman ki hawaa se tu to udd jaayega mere daaman ki hawaa se tujh pe hi chalaaun teer kya main apni nigaah se aur koi mastaana hai jo mera hai diwaanaa waise to anjaana hai par dost mera puraana kahaan hai wo deewaana mujhe jisne banaaya nishaana ho oo nishaana baaton se bachega meri ghaaton se bachega baaton se bachega meri ghaaton se bachega kab tak wo mastaana mulaaqaaton se bachega chaakri basilne ka dil ka gulshan khilne ka ek na ek din milne ka ban jaayega bahaana kahaan hai wo deewaana mujhe jisne banaaya nishaana ho oo nishaana kahaan hai kahaan hai kahaan hai wo deewaana mujhe jisne banaaya nishaana ho oo nishaana click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Itni Badi Duniya Mein Shandaar (1974) 06:12 20662
 
Poster of Shandaar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 06:12   Song Number : 20662   

Jaana Jaana Jaldi Kya Hai Deedar-E-Yaar (1982) 05:26 17192
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:26   Song Number : 17192   

Jaana Zara Saamne Aana Nishana (1980) 05:35 37940
 
Poster of Nishana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Poonam Dhillon
Duration : 05:35   Song Number : 37940   

Jaane Waale Zara Ruk Ja Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 05:58 39288
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shri Devi
Duration : 05:58   Song Number : 39288   

Jaaneman Jaane Jigar (Happy) Ghazab (1982) 04:44 39690
 
Poster of Ghazab (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rekha
Duration : 04:44   Song Number : 39690   

Jaate Ho Jaane Jaana Parvarish (1977) 05:39 40048
 
Poster of Parvarish (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:39   Song Number : 40048   

Jab Dard Nahin Tha Seene Mein Anurodh (1977) 05:09 31110
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:09   Song Number : 31110   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jab Tak Ye Sansaar Mere Lal (1966) 04:59 40365
 
Poster of Mere Lal (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 40365   

Jaipur Ki Choli Gehri Chaal (1973) 05:29 38779
 
Poster of Gehri Chaal (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jeetendra
Duration : 05:29   Song Number : 38779   

Jawani Ka Guzra Zamana Waqt Ki Deewar (1981) 06:57 40585
 
Poster of Waqt Ki Deewar (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Pran, Jeetendra, Neetu Singh
Duration : 06:57   Song Number : 40585   

Jeena Hai Tera Ban Kar Do Bhai (1969) 03:07 20479
 
Poster of Do Bhai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Jeetendra
Duration : 03:07   Song Number : 20479   

Jeene Ke Liye Chacha Bhatija (1977) 04:34 37140
 
Poster of Chacha Bhatija (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:34   Song Number : 37140   

Jhilmil Sitaaron Ka (Female) Jeevan Mrityu (1970) 04:19 37667
 
Poster of Jeevan Mrityu (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Dharmendra
Duration : 04:19   Song Number : 37667   

Jijaji Meri Didi Hai Ponga Pandit (1975) 05:53 40202
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 40202   

Julmi Humaare Sanwariya Mr X In Bombay (1964) 05:19 18315
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 05:19   Song Number : 18315   

Jyot Se Jyot Sant Gyaneshwar (1964) 02:55 31013
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar, Surekha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 31013   

Kab Tak Chhupega Ae Jaane jaanan Nirmaan (1974) 03:18 38943
 
Poster of Nirmaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Anupama
Duration : 03:18   Song Number : 38943   

kagaz kalam Dawaat Hum (1991) 06:11 36274
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Govinda, Shilpa Shirodkar
Duration : 06:11   Song Number : 36274   

Kahaan Hai Wo Deewaana Loafer (1973) 05:37 40304
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padma Khan
Duration : 05:37   Song Number : 40304   
Karaoke Songs of laxmikant pyarelal, Sad Songs of laxmikant pyarelal, Love Songs of laxmikant pyarelal, Dance Songs of laxmikant pyarelal, Hip-hop songs of laxmikant pyarelal, Best songs of laxmikant pyarelal, Super hit songs of laxmikant pyarelal, hit songs of laxmikant pyarelal, duet songs of laxmikant pyarelal, solo songs of laxmikant pyarelal, old songs of laxmikant pyarelal, famous songs of laxmikant pyarelal, Hindi Karaoke Songs of laxmikant pyarelal, Hindi Sad Songs of laxmikant pyarelal, Hindi Love Songs of laxmikant pyarelal, Hindi Dance Songs of laxmikant pyarelal, Hindi Hip-hop songs of laxmikant pyarelal, best Hindi songs of laxmikant pyarelal, super hit Hindi songs of laxmikant pyarelal, hit Hindi songs of laxmikant pyarelal, duet Hindi songs of laxmikant pyarelal, solo Hindi songs of laxmikant pyarelal, old Hindi songs of laxmikant pyarelal, famous Hindi songs of laxmikant pyarelal, Sing Along Songs of laxmikant pyarelal, Sing Along Sad Songs of laxmikant pyarelal, Sing Along Love Songs of laxmikant pyarelal, Sing Along Dance Songs of laxmikant pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of laxmikant pyarelal, Sing Along Best songs of laxmikant pyarelal, Sing Along Super hit songs of laxmikant pyarelal, Sing Along hit songs of laxmikant pyarelal, Sing Along duet songs of laxmikant pyarelal, Sing Along solo songs of laxmikant pyarelal, Sing Along old songs of laxmikant pyarelal, Sing Along famous songs of laxmikant pyarelal