MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata-Mangeshkar
HomeLata-Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kabhi bharte hain aahein aur kabhi fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai ari duniyaa kiyaa wo zulm jo sayyad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain tumhi aabaad ho dil mein tumhi ko yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte wafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain judaa duniyaa ne humko kar diyaa fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do click here
kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya wo mohe ratiyaan jagaaye wo meri nindiya churaaye wo mohe ratiyaan jagaaye wo meri nindiya churaaye dhundhoon main saanjh savere wo mohe milne na paaye kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya main unki bholi pujaran hoon paagal unke kaaran main unki bholi pujaran hoon paagal unke kaaran do naina laage pihu se bani main pyaar ki jogan kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya ye jeewan aise guzaaroon ke baithi panth nihaaroon ye jeewan aise guzaaroon ke baithi panth nihaaroon main bhar kar saans ki sargam tera hi naam pukaaroon kahaan click here
kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai khayalon ki manzil ye khwabon ki mahfil samajh main na aaye ye duniyaa kahan hai kahan rah gaye kaafilen baadalon ke kahan rah gaye kaafilen baadalon ke zameen chhup gayi hai tale baadalon ke hai mujh ko yakeen ke hai jannat yahin hai ajab si fiza hai ajab ye sama hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai nazar ki duaa ka jawaab aa raha hai nazar ki duaa ka jawaab aa raha hai meri aarzoo pe shabab aa raha hai ye khamoshiyan bhi hain ik daastan koi kahata hai mujhse muhabbat jawan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai muhabbat bhari is jahan ki hain raahen muhabbat bhari is jahan ki hain raahen jinhen dekh kar kho gayi hain nigahen ye halki hawa layi kaisa nasha na raha hosh itna mera dil kahan hai kahan le chale ho bata do musafir sitaron se aage ye kaisa jahan hai click here
kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen hum unka naam le kar kaat denge zindagi apni hum unka naam le kar kaat denge zindagi apni na wo aayen magar milne ka phir waada to kar jaayen na wo aayen magar milne ka phir waada to kar jaayen papihe se kaho gaaye na wo naghmen bahaaron ke papihe se kaho gaaye na wo naghmen bahaaron ke kaho gulshan ujad jaayen kaho kaliyaan bikhar jaayen kaho gulshan ujad jaayen kaho kaliyaan bikhar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de hum kidhar jaayen kahan tak hum uthaayen ghum jeeyen ab ya ki mar jaayen click here
kahe jhoom jhoom raat ye suhaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani sun ke jise dil mera dhadka sun ke jise dil mera dhadka laaj ke sar se aanchal sarka raat ne aisa jaadoo pheraa aur hi nikala rang sehar kaa kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani masti bhari ye khaamoshi masti bhari ye khaamoshi chup hoon khadi dekho main khoyi si dekh rahin hoon main ek sapna kuchh jaagi si kuchh soyi si kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole se chhedo dubaara wahi kal ki raseeli kahaani kahe jhoom jhoom raat ye suhaani tann bhi tumhaara mann bhi tumhaara tann bhi tumhaara mann bhi tumhaara tum se hi baalam jag ujiyaara rom rom mera aaj manaaye chhute kabhi naa saath humaraa kahe jhoom jhoom raat ye suhaani piyaa hole click here
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho click here
kahin door kahin door mujhe jana hai kahin door koi mere saath chale na chale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai jarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo ye chaand sitaare ye chaand sitaare laage pyare pyare jee chaahta hai inko chhoo loon banke badariya ud ud jaun neel gagan ki god main jhoolun pichhe chhod ke kahan main to chali hoon waha jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo chahe ye duniya chahe ye duniya roke meri rahen phir bhi main na rukne paun har mushkil ko gale se laga kar aage aage badhti jaun meri manzil wahi mera dil bhi wahi jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai zarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile click here
tha intzaar jiska woh raat aa gayi hai tha intzaar jiska woh raat aa gayi hai dulha miyaan kahaan hai baaraat aa gayi hai ulajhe huye hain sahib uljhan ko dhundhate hain mehfil mein doston ki dushman ko dhundhte hain nashe kaa jhonka hai woh nazar kaa dhokha hai woh nashe kaa jhonka hai woh nazar kaa dhokha hai woh huzur aayega woh jarur aayega woh magar woh dushman e jaan na aa chuka ho yahaan magar woh dushman e jaan na aa chuka ho yahaan kisi pe kya hai yakin kahin woh main toh nahin kisi pe kya hai yakin kahin woh main toh nahin kuchh aitbaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin kisi pe kya hai yakin kahin woh main toh nahin kuchh aitbaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin nazar udaas hai kyun labon pe pyaas hai kyun nazar udaas hai kyun labon pe pyaas hai kyun uthao jaam piyo usi ke naam piyo gujarne do yeh ghadi badi hai raat padi gujarne do yeh ghadi badi hai click here
kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar door zulfon ki chhaanv se kehta hoon ye hawaaon se usi boot ki addaon ke afsaane hazaar wo jo baahon mein machal jaati hasrat hi nikal jaati meri duniyaa badal jaati mil jaata qaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar aa aa aa aa aa aa hai armaan hai koi paas aaye in haathon mein wo haath aaye phir khaabon ki ghata chhaye barsaayen khumaar phir unhi din raaton pe matwaali mulaqaaton pe ulfat bhari baaton pe hum hote nisaar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirti hoon beqaraar click here
kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan humpe kya kya guzri tum kya sunn paaoge naazuk sa dil rakhte ho rone lag jaaoge humpe kya kya guzri tum kya sunn paaoge naazuk sa dil rakhte ho rone lag jaaoge kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan raste ruk jaate hain jab kaante boti hai jaane jaan tum kya jaanon duniyaa kya hoti hai raste ruk jaate hain jab kaante boti hai jaane jaan tum kya jaanon duniyaa kya hoti hai kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan aawaron ki kya poochh rahe apni kaho dilbar jaan kaho kaise rasta bhool pade achchhe to ho dilbar jaan banjaare kiss click here
kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi bichhdi nazar nazar se to bechain ho gayi aise laga ke jaise koi cheez kho gayi ab unn ke bina hoon aise jaise naina bin kaajal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aayi jo unki yaad to saansen mehak gayin aankhon mein bijliyan si hazaaron chamak gayi jiss or uthi ye nazren lehraaye pyaar ke baadal kai din se jee hai bekal aye dil ki lagan ab le chal mujhe bhi wahan mere piya hain jahan mere piya hain jahan aati hai unke pyaar ki maujen machal machal aati hai unke pyaar ki maujen machal machal kab tak kahungi dil se main apne sambhal sambhal jaa des piya ke udd jaa aye mann ke panchhi ghayal click here
aa aa aa aa aa aa aa aa kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer paaon padi zanjeer shyamaa paaon padi zanjeer haye kaise aaun jamuna ke teer aa aa aa aa kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra reh gayi haar shingaar kiye main reh gayi haar shingaar kiye main kaun bandhaaye dheer ho kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun kaise aaun kaise aaun jamuna ke teer re jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer re kaise aaun jamuna ke teer re aaun jamuna ke teer jamuna ke teer jamuna ke teer aa aa aa aa aa aa aa aa aa shyam milan ko jiya mora tarse shyam milan ko aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa aaaa shyam milan ko jiya mora tarse kaah karun kaise nikloon main ghar se preet bhare man ki ye duniya preet bhare man ki ye duniya haye na jaane peer ho click here
aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kaise bhaaye sakhi rut saawan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki piya bheji na patiya aawan ki piya bheji na patiya aawan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki chham chham chham chham barsat badra aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa chham chham chham chham barsat badra roye roye nainon se beh gayo kajra aag lage aise saawan ko aag lage aise saawan ko jaan jalaawe jo birhan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki dhun bansi ki saawaniya gaaye aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaaaaa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aaaa saawaniya gaaye dhun bansi ki saawaniya gaaye ghaayal maan sun dolat jaaye banke agan akhiyan mein bhadke banke agan akhiyan mein bhadke aas lagi piya darshan ki kaise bhaaye sakhi rut saawan ki kaise bhaaye sakhi rut ma ma re sa ni sa re ni dha ni dha ni sa ma pa da ni sa re sa re ni sa dha ni pa ma re pa ga ma re sa pa ma re pa ma ni da sa ma pa da ni sa ni ni pa ma ga ma ri sa ni sa pa ma ga ma re sa ni sa pa click here
kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko mehsoos hi karta hoon ki ehsaas ho tum mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise koi ummeed ho jaise koi vishwaas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko chhoone se ghani chhaun ka mas milta hai tumko chhoone se ghani chhaun ka mas milta hai aur honthon se kate chaand ka ras milta hai dhundhte rehne se milta nahin koi tumsa tumsa mil jaaye to kismat hi se bas milta hai mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise gunjati rehti ho tum saanson mein khushboo ki tarah gunjati rehti ho tum saanson mein khushboo ki tarah aur aankhon se hansi chehra padha karte hain humne to aankhon se ab sunne ki aadat kar li aur honthon se teri saans gina karte hain mehke rehte ho mere jism mein dekhun kaise koi ummeed ho jaise koi vishwaas ho tum kaise dekhun meri aankhon ke bahut paas ho tum tumko mehsoos hi karta hoon ki click here
haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa neha laga ke main pachhtaayi neha laga ke main pachhtaayi saari saari raina neendiyaa naa aayi jaan ke dekho mere jee ki batiyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa rut matwaali aa ke chali jaaye rut matwaali aa ke chali jaaye mann mein hi mere mann ki rahi jaaye khilne ko tarse nanhi nanhi kaliyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa kajraa naa sohe gajraa naa sohe kajraa naa sohe gajraa naa sohe barkha naa bhaaye badraa naa sohe barkha naa bhaaye badraa naa sohe kya kahun jo poochhe mo se mori sakhiyaan piyaa jaane naa haaye click here
kaise jeete hain bhala humse seekho ye adaa kaise jeete hain bhala humse seekho ye adaa aise kyun zinda hain log jaise sharminda hain log dil pe seh kar sitam ke teer bhi pehne kar paanv mein zanjeer bhi raks kiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai dil pe seh kar sitam ke teer bhi pehne kar paanv mein zanjeer bhi raks kiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai dar se khamosh hai jo kaisa bepeer hai wo haan wo insaan nahin ek tasvir hai wo preshaan laakh sahi gul nahin khaakh sahi zindagi hai laazwaab ye wo bewaa hai janaab khubsoorat hai jo dulhan se bhi dost to dost hai dushman se bhi pyaar kiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai aa bataa de ye tujhe kaise jiya jaata hai cheez iss ghum se badi iss zamaane mein nahin jo mazaa rone mein hain muskuraane mein nahin kaise naadaan hai wo ghum se anjaan hai jo ranj na hota agar kya khushi ki click here
kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon sharmaye man tore aage mori laajo mein kho jaaye akhiyaan kaise kahoon kaise kahoon hmm mmmm hmmm hmmm hmm mmmm hmmm hmmm jab jab tere paas aaun nain milte hi sudh budh ganwaun jab jab tere paas aaun nain milte hi sudh budh ganwaun reh reh ke dil mera dhadke piya main tujhse kuchh keh na paaun main tujhse kuchh keh na paaun mori laagi na mori laagi na jaane tu saiyan kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon balma nahin tujhse doori phir bhi aasha nahin hoti poori balma nahin tujhse doori phir bhi aasha nahin hoti poori aisa hai kuchh haal dil ka jaise chhayen baharen adhoori chhayen baharen adhoori jaise khilne se jaise khilne se ruk jaaye kaliyaan kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon sharmaye man tore aage mori laajo mein kho jayen akhiyaan kaise kahoon kaise kahoon click here
hmm kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmmmm hmmmmmmm muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi ye khushi ki shaam shaam e inteqaam ban gayi jo baat hum mein tum mein thi wo baat aam ban gayi aur zara si de de saaki aur zara si kaise rahun chup huii kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai pata hai tumko raaz kya hai mere iss suroor ka pata hai tumko raaz kya hai mere iss suroor ka iss suroor mein zara sa rang hai guroor ka jo maine pee to kyun nasha utar gaya huzoor ka aur zara si de de saaki aur zara si kaise rahun chup huii kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai click here
kaisi lag rahi hoon main kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai ho bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag rahi hoon main meri nazar naa lag jaaye aa jaa lagaa doon dilbar tera hi kaajal tere rukhsaar pe hooooo ooooo ab kya nazar ka lagnaa dil lag chuke hain dekho khoye hain ik duje mein kis pyaar se ye mera tera milan itna bemisaal hai kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai hooo bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai la lala lal lal la laaaaaa ghunghataa gira ke thoda mukhdaa dikhaa ke thoda jab main chalun to tumko kaisa lage hoye aayegi aafat koi hogi qayaamat koi jeene nahin dogi tum aisa lage ek hi jalwe mein tum loot gaye kamaal hai kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai hooo bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag rahi hoon main lal laa lal laa laaaa laaaa are bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag click here
ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haaa kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan door kahin ek taara karta hai yeh ishaara door kahin ek taara karta hai yeh ishaara jeet hai aaj usi ki jisne sab kuchh haara seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan door nagariya teri rasta hai anjaana door nagariya teri rasta hai anjaana raah mein milne waale raah mein chhod na jaana seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan tod ke naate saare chali hoon unke dwaare tod ke naate saare chali hoon unke dwaare ghar aangan se kahiyo ab na mujhe pukaare seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahaan Ho Tum Malhar (1951) 04:32 13670
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
- Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 04:32   Song Number : 13670   

Kahan Hai Kahan Kanhaiya (1959) 03:43 38761
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:43   Song Number : 38761   

Kahan Le Chale Ho Durgesh Nandini (1956) 07:14 32788
 
Poster of Durgesh Nandini (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 07:14   Song Number : 32788   

Kahan Tak Hum Uthayen Ghum Arzoo (1950) 03:17 16204
 
Poster of Arzoo (1950)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:17   Song Number : 16204   

Kahe Jhoom Jhoom Raat Love Marriage (1959) 04:25 11967
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 11967   

Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 05:48 12145
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:48   Song Number : 12145   

Kahin Door Mujhe Jana Hai Do Anjaane (1976) 04:40 32080
 
Poster of Do Anjaane (1976)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
- Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:40   Song Number : 32080   

Kahin Janab Ko Mera Amir Garib (1974) 06:32 21071
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dev Anand
Duration : 06:32   Song Number : 21071   

Kahin Karti Hogi Woh Phir Kab Milogi (1974) 03:14 20719
 
Poster of Phir Kab Milogi (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 03:14   Song Number : 20719   

Kaho Kaise Rasta Bade Dil Wala (1984) 05:15 20725
 
Poster of Bade Dil Wala (1984)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:15   Song Number : 20725   

Kai Din Se Jee Hai Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:01 11820
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:01   Song Number : 11820   

Kaise Aaun Jamuna Ke Devta (1956) 04:11 32962
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 32962   

Kaise Bhaye Sakhi Pehli Jhalak (1955) 03:36 40946
 
Poster of Pehli Jhalak (1955)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:36   Song Number : 40946   

Kaise Dekhun Meri Aankhon Ke Bharosa (Unreleased) (1981) 05:30 18947
 
Poster of Bharosa (Unreleased) (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
- Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:30   Song Number : 18947   

Kaise Din Beete Anuradha (1960) 03:32 12723
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Raag- 
Manj-Khamaj
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12723   

Kaise Jeete Hain Bhala Dost (1974) 06:43 15584
 
Poster of Dost (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 06:43   Song Number : 15584   

Kaise Kahoon Tose Jiya Ki Main Batiyaan Kaise Kahoon (1964) 03:24 38083
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 38083   

Kaise Rahun Chup Intaqam (1969) 04:22 12188
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 12188   

Kaisi Lag Rahi Hoon Jhutha Sach (1984) 04:59 13446
 
Poster of Jhutha Sach (1984)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rekha, Dharmendra
Duration : 04:59   Song Number : 13446   

Kaisi Yeh Jaagi Agan Jaal (1952) 05:41 40129
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 05:41   Song Number : 40129   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar