MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata-Mangeshkar
HomeLata-Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana mera gora badan lachke aise jaise barkha mein dariya ka paani mera gora badan lachke aise jaise barkha mein dariya ka paani jaane kitnon ke dil doob jaayen jhoom ke naache jab ye jawaani dil ye mera jiss mein doobe kya pata wo nazar hai kahaan are re re rere rere re kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana aayega re aayega re aayega ik din wo zamaana sang tere hoga tera prem deewana haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana dekh kar tujh ko chanchal hiraniyaa ho gaye khud hi ghayal shikaari click here
kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun sar jhukaye main khadi hoon kar bhi lo naina chaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun itna royi mukh pe aayi beh ke kajre ki dhaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun par na bole tum bedardi tum pe ulfat ki maar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso click here
hon hoon hoon aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo kab talak shamma jali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali shaam e ghum kaise dhali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi kisne kya chaal chali kisne kya chaal chali yaad nahin kisne kya chaal chali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke ab to unki ab to unki haan ab to unki ab to unki bhi gali yaad nahin hmmm hmmm hmmm la la lala yaad nahin yaad nahin aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo abr tha jaam tha par aap naa the abr tha jaam tha ho oooo ho oooo ho oooo ho ooooo ho hoooooo abr click here
kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barson ki pyaasi ye dil ki zamin hai chal bheeg jaayen zannat yahi hai kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise aayi bahaaren aane se tere khile gul hazaaron gulshan mein mere kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the aaaa haaa haaa hmm hmm hmm hmm hmm hooo ooooo ho ho ho ho ho hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna click here
aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa kabhi aye haqeeqat e muntazar nazar aa libaas e majaaj mein ke hazaaron sajde tadap rahe hain meri jabin niyaar mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa bachaa bachaaa ke tu rakh iseeee naa bachaaa bachaaa ke tu rakh iseeeeee tera aaina hai wo aainaa tera aaina hai wo aainaa aainaa aainaa naa bachaaa bachaaa ke tu rakh ise tera aaina hai wo aainaa ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa wo ishq mein rahi garmiyaa aaaaaaaaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo ishq mein rahi garmiyaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se aane lagi sadaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se click here
kabhi humne nahin socha tha sanam kabhi humne nahin socha tha sanam ki tere bin bhi jeena padega humen tere bin bhi jeena padega humen wo daaman jo bhara karte the phoolon se usse kaanton se seena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam hum jis chaman ko sajaate rahen hum sajaate rahen ussi mein hamen zakhm khaane pade khaane pade aur ab fiza ko gale se laga ke bahaaron ke maatam manane pade manaane pade khabar kya thi khushi ke jaam ke badle zehar ghum ka peena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam humen chhod kar yun jahaan mein akele jahaan mein akele batao sanam kyu juda ho gaye juda ho gaye muhabbat ke kasmen muhabbat ki rasmen wo vaade muhabbat ke kya ho gaye kya ho gaye sanam tujhse juda ho kar jeeyenge agar to mar mar ke jeena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam ki tere bin bhi jeena padega humen wo daaman jo bhara karte the phoolon se usse kaanton se seena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam click here
ho ho ho kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi thandi phuhaar humein paas paas laayegi baat ban jaayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to neendiyaan ke baadal ghir ghir aaye hain hooo aakhon pe chhaye hain rang bhare sapnon ko sang sang laaye hain haan jaal bichhaye hain pyaar ki khushboo mehak rahi hai saanson ki raagni mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi click here
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu click here
muhabbat ki khushi do din ki aur ghum zindagi bhar ke ye jeena koi jeena haiiiii jeeyen jaate hain mar mar ke kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain mili rone se jab fursat mili rone se jab fursat to unko yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de tu apne pyaar ki duniyaa tu apne pyaar ki duniyaa kahin aabaad kar lena kahin aabaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup click here
aa aa aa aa aa kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham meri saanson mein tu hai samaya mera jeewan to hai tera saaya teri pooja karoon main to har dum ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen o o o o o suboh shyam charno mein diye hum jalayen dekhen jahan bhi dhekhen tujhko hi paayen inn labon pe tera bas tera naam ho inn labon pe tera bas tera naam ho pyaar dil se kabhi bhi na ho kam ye hain tere karam kabhi khushi kabhi gham na juda honge hum kabhi khushi kabhi gham ye ghar nahin hai mandir hai tera iss mein sada rahe tera basera click here
la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la ye kya ho gaya sapna mera sach ho gaya aa aa aa aa aa aa aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa chalte rahein udte rahein hum behte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa dard e click here
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei click here
aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa kabhi to aa kabhi to aa kabhi to aa o sapnon mein aake chale jaane waale bhali buri hoon jaisi bhi main teri hoon taras kar mujhe tarsaane waale kabhi to aa kabhi to aa kabhi to aa aaa aaaa aa aaaa rangeeli rut aa gayi rangeeli rut aa gayi dekh kar chaand ka jalna ho piya main ghabra gayi dhalegi kya ye umar bhi isi tarah bata de mohe ratiyaa jagaane waale kabhi to aa kabhi to aa kabhi to aa aaa aaaa aa aaaa wo din kab aayenge wo din kab aayenge jaane kab pyaasi nadiya mein kamal muskayenge hata bhi de ye bojh sar se laaj ka ghunghat kaliyon ke sarkaane waale kabhi to aa kabhi to aa kabhi to aa o sapnon mein aake chale jaane waale kabhi to aa kabhi to aa kabhi to aa click here
haa haa haaa aa haa haaa lara lara lara lara aa haa kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi lambi hi sahi dard ki raahen dil ki lagan se kaam le aankhon se iss tufaan ko pee jaa aahon ke baadal thaam le door to hai par door nahin hai door to hai par door nahin hai nazaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi aa haa haaa aa haa haaa haa lara lara lara lara aa haa maana ke hai gehra andhera gum hai dagar ki chaandani maili na ho dhundhali pade na dekh nazar ki chaandani daale huye hai raat ki chaadar daale huye hai raat ki chaadar sitaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi click here
kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi bichhadi rahe na deepak se baati kabhi to miloge jeevan saathi ban ke deewani teri van van dolun re ban ke deewani teri van van dolun re bhed jiya ke piya jag se na kholun re chhup chhup ke ro lun re likhte hain aansoo birhaa ki baaten kabhi to miloge jeevan saathi jab se gaye ho meri palken na laagi re jab se gaye ho meri palken na laagi re saari saari ratiyaan main to ro ro ke jaagi re aisi aag laagi re yaad na jaati nindiyaa na aati kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi click here
jaa jaa jaa jaa jaa jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa pehle pyaar ki pehli chiththi hooooo ooooo oooo pehle pyaar ki pehli chiththi saajan ko de aa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa unse kehna jab se gaye tum main to adhuri lagti hoon inn honthon pe chup si lagi hai naa roti naa hansti hoon bhool huyi jo unhen sataaya hoooooo ooooooooo oooooo ooooooo bhool huyi jo unhen sataaya kaisa paap kiya kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa jaa mann hi mann mein unko apna sab kuchh maan chuki hoon main wo kya hai main kaun hoon unki ab ye jaan chuki hoon main unko apne saath hi laana hoooooo ooooooooo oooooo ooooooo unko apne saath hi laana dil hi nahin lagta kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa jaa hooooo hoooo hoooo hoooo oooo oooooo hooooo hoooo hoooo hoooo ooooo oooooo click here
aaa aaaaa aaaa aaa aaa aaaa kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye kisne kaho hulchal si dil mein macha di nazron hi nazron mein duniyaa dikhaa di kisne kaho hulchal si dil mein macha di nazron hi nazron mein duniyaa dikhaa di aankhon mein laakhon meri diye jhilmilaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye pyaar teri duniya mein hum bhi chale aaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye haathon mein dil leke paas koi aaya laaj lagi mujhko kuchh aise muskuraaya haathon mein dil leke paas koi aaya laaj lagi mujhko kuchh aise muskuraaya saans ruki jaaye meri nazar jhuki jaaye kadam behke behke jiyaa dhadak dhadak jaaye nayaa nayaa koi jaadu sa kar gayaa hai duniyaa ki khushiyaan daaman mein bhar gaya hai nayaa nayaa koi jaadu sa kar gayaa click here
kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata nazar mein shokhi labon pe masti tumhin batao yeh kaisi ada hai nazar mein shokhi labon pe masti tumhin batao yeh kaisi ada hai zara sambhal ke milao aankhe ke phir na kehna hamari khata hai ke phir na kehna hamari khata hai meri khataon pe yun muskurata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata yeh kaisi halchal uthi hai dil mein ke chalte chalte kadam dagmagaye yeh kaisi halchal uthi hai dil mein ke chalte chalte kadam dagmagaye nayi nayi hai abhi mohhabbat na jane aage yeh kya gul khilaye na jane aage yeh kya gul khilaye teri mohabbat ne jab bhi pukara to aa gaya koi daman bachata kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa click here
kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa laakh jatan karun baat naa maane jee baat naa maane mera dard naa jaane laakh jatan karun baat naa maane jee baat naa maane mera dard naa jaane kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa main bhi hoon teri piya dil bhi hai tera aa bhi jaa kar le bharosa mera kar le bharosa main bhi hoon teri piya dil bhi hai tera aa bhi jaa kar le bharosa mera kar le bharosa kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa samjh naa aaye kaise pee ko manaun main keh de to cheer ke dil bhi dikhaaun main samjh naa aaye kaise pee ko manaun main keh de to cheer ke dil bhi dikhaaun main kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi click here
aaaa aaaa aaaa ooo oo ooo ooo tere khayaal mein bachpan ki zindagi guzri jawaani aayi to tujhko pukaarti aayi kahaan hai tu mere sapnon ke raaja kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kasam hai dil ke armaanon ki tujhko kasam hai dil ke armaanon ki tujhko kasam bachpan ke afsaanon ki tujhko wo hi rangeen afsaane suna jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa tujhe aawaaz dete hain sitaare bahaaren kar rahi hain kuchh ishaare kuchh ishaare ishaaron ka mujhe matlab bata jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa zubaan pe dil ki baaten aa gayi hain zubaan pe dil ki baaten aa gayi hain badi bedard raaten aa gayi hain meri raaton ko aa kar jagmgaa jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kab Se Nazar Dhundhe Koi Aisa Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:19 18540
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
- Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rameshwari
Duration : 05:19   Song Number : 18540   

Kab Tak Huzoor Aulad (1968) 03:54 12751
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 03:54   Song Number : 12751   

Kab Talak Shamma Jali Painter Babu (1983) 07:42 13897
 
Poster of Painter Babu (1983)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
- Qateel Shifai
Music Director- 
Uttam - Jagdish
On Screen Actors- 
Rajeev Goswami, Aruna Irani
Duration : 07:42   Song Number : 13897   

Kabhi Ajnabi The Kabhie Ajnabi The (1985) 07:35 18370
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
- Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Ramesh Deo
Duration : 07:35   Song Number : 18370   

Kabhi Aye Haqeeqat Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:36 13194
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- Dr Iqbal
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sujata
Duration : 06:36   Song Number : 13194   

Kabhi Humne Nahin Socha Tha Sanam Lalkar (The Challenge) (1972) 03:07 18533
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
- Mahendra Dehlavi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Rajendra Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 18533   

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Waris (1969) 03:54 11861
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jitendra
Duration : 03:54   Song Number : 11861   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 05:02 20706
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
- Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 20706   

Kabhi Khamosh Ho Jaana Patanga (1949) 03:55 13933
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
- Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima, Nigar
Duration : 03:55   Song Number : 13933   

Kabhi Khushi Kabhi Gham Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 07:59 16744
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
- Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit, Sandesh Shandilya
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 07:59   Song Number : 16744   

Kabhi Main Kahoon Lamhe (1991) 07:42 20708
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 07:42   Song Number : 20708   

Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 05:32 12564
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:32   Song Number : 12564   

Kabhi To Aa Sapnon Mein Patrani (1956) 03:21 20893
 
Poster of Patrani (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashikala
Duration : 03:21   Song Number : 20893   

Kabhi To Milegi Kahin Aarti (1962) 02:59 20710
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 20710   

Kabhi To Miloge Sati Savitri (1964) 03:30 32735
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:30   Song Number : 32735   

Kabootar Jaa Jaa Jaa Maine Pyar Kiya (1989) 08:27 20711
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
- Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 08:27   Song Number : 20711   

Kadam Behke Behke Bank Manager (1959) 03:07 17511
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shekhar, Kamini Kaushal
Duration : 03:07   Song Number : 17511   

Kadam Kadam Pe Baharen Lutata Madam XYZ (1959) 03:18 32752
 
Poster of Madam XYZ (1959)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
- Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Suresh, Shakeela
Duration : 03:18   Song Number : 32752   

Kadar Jaane Naa Mora Bhai Bhai (1956) 03:35 12903
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
- Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:35   Song Number : 12903   

Kahaan Hai Tu Mere Sapnon Ke Raaja Afsana (1951) 03:55 12148
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
- Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena Kumari
Duration : 03:55   Song Number : 12148   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar