Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeManoj
HomeManoj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do kisi chaand ki zarurat nahin meri zindagi ko ke taras rahaa hoon kab se main tumhaari roshani ko mujhe roshani dikha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do ye tumhaari zulf jisko mili shokhiyaan ghata ki inhi baadlon ke neeche meri har nazar hai pyaasi meri pyaas tum bhujha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do
mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai baharein hi baharein hain jawaani hi jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai zameen lehra rahi hai nashe mein aasmaan hai nigahein kya jawan hain saari duniya pe jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri duniya badal de meri duniya mein aake ye mujh par aapki ik khoobsoorat meharbani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai
mujhe dard rehta hai hmm dil mein dard rehta hai achchha mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti baap re saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai to hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena are hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena pee kar phir aaraam se praani jug jug jee lena yadi phir bhi naa mile tujhe aaraam to raksha kare teri siya raam siya raam siya raam siya raam siya raam teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye mujhe rog bhaari hai hai hai badi beqaraari hai hai hai jab dil dhadakta hai jaise dank lagta hai jiya talmalata hai rabb yaad aata hai teri dillagi haaye ek aankh naa bhaaye hai bura
muthal muthalai unnai parkiraen ordru ketkiraen ennai therigiratha jenma jenmamai vantha kadhalum antha nesamum nenjil varugiratha muthal muthalai unnai parkiraen ordru ketkiraen ennai therigiratha jenma jenmamai vantha kadhalum antha nesamum nenjil varugiratha azhagiya theeva aananda kadale anthapura sembaruthi sugama rathiri raadi ragasiya thiruda un pokkiri viralgal sugama ithazhgalile then sugama alli koduthaen naan sugama sorgame sugama sugamae sugama muthal muthalai unnai parkiraen ordru ketkiraen ennai therigiratha jenma jenmamai vantha kadhalum antha nesamum nenjil varugiratha kitta kitta nerungi kichu kichu mootti killi vitta un nilamai sugama thalli thalli nadanthe minnal vetti izhukkum seppu silai arputhangal sugama netriravu nalla sugama indriravu innum sugama sorgame sugama sugamae sugama muthal muthalai unnai parkiraen ordru ketkiraen ennai therigiratha jenma jenmamai vantha kadhalum antha nesamum nenjil varugiratha muthal muthalai unnai parkiraen
naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse mein pyaas aayi kisi ke hisse mein jaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka main ik fasaana hoon bekasi ka ye haal hai meri zindagi ka ye haal hai meri zindagi ka naa husn hi mujhko raas aaya naa ishq hi mere kaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se badal gayin teri manzilen bhi bichhad gaya main bhi carvaan se bichhad gaya main bhi carvaan se teri muhabbat ke raasten mein naa jaane ye kya maqaam aaya naseeb mein jiske jo likha tha tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tujhe bhulane ki koshishen bhi tamaam naaqaam ho gayin hain tamaam naaqaam ho gayin hain kisi ne zikr e wafaa kiya jab zubaan pe tera hi naam aaya naseeb mein jiske jo likha tha woh teri mehfil mein kaam aaya kisi ke hisse
paani re paani paani re paani tera rang kaisa paani re paani tera rang kaisa jis mein mila do lage us jaisa paani re paani tera rang kaisa jis mein mila do lage us jaisa paani re paani hooo paani paani re paani ho o o o o is duniya mein jeene waale aise bhi hain jeete rookhee sukhee khaate hain aur thanda paani peete is duniya mein jeene waale aise bhi hain jeete rookhee sukhee khaate hain aur thanda paani peete paani re paani tera rang kaisa bhookhe ki bhookh aur pyaas jaisa hooo paani paani re paani ho o o o o hoooo ganga se jab mile to banta ganga jal tu paawan baadal se tu mile to rimjhim rimjhim barse saawan saawan aaya saawan aaya rimjhim barse paani aag odh kar aag pahan kar kahin pe dekho chhat tapakati jeena hua haraam duniya banaane waale rab jaisa hooo paani paani re paani ho o o o o waise to har rang mein tera jalwa rang jamaaye waise to har rang mein tera jalwa rang jamaaye jab tu phire ummeedon par tera rang samajh na aaye kali khile to jhat aa jaaye
pagadi sambhaal oyeeee pagadi sambhaal oyeeeee aaaaaaa pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye saare jag ka pet bhare tu annadaataa kehlaaye phir kyun bhukh tujhe khaati hai phir kyun bhukh tujhe khaati hai aur tu bhukh ko khaaye lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi aandhi dekhi tufaan jhele bipda sabhi uthaayi fasal paki to le gaye zaalim fasal paki to le gaye zaalim teri nek kamaayi lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta uth aur uth ke khaaq se zarre ek sitaara ban ja uth aur uth ke khaaq se zarre
pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana badi bhool huyi are humne ye kya samjha ye kya jaana pathar ke sanam chehra tera dil mein liye chalte rahe angaaron pe tu ho kahin tu ho kahin sajde kiye humne tere rukhsaaro pe hum saa naa hoooo koi deewana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam socha tha ye badh jaayengi tanhaaiyaan jab raaton ki rastaa humen rastaa humen dikhlaayegi shamm e wafaa unn haathon ki thokar lagi tab pehchaana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam aye kaash ke hoti khabar tune kise thukraaya hai sheesha nahin sheesha nahin saagar nahin mandir saa ek dil dhaaya hai taaa aasmaan hai veerana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana badi bhool huyi are humne ye kya samjha ye kya jaana pathar ke sanam
pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech kahin koi baat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech kahin koi baat hai kya baat hai jo ab tu humein dekhta nahin ho kis haal mein hain kaise hain kuchh poochhta nahin lagta hain koi aur tere aas paas hai shayad humare beech kahin koi baat hai pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger jaane kahan se raah mein ye mode aa gayaa seene mein dabe paon koi aur aa gayaa jab ke har ik kadam pe tu hi mere saath hai shayad humare beech kahin koi baat hai pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger o pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila zindagi phir wohi geet gungunane lagi iss gali jhoomti phir bahaar aane lagi phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila dil mere jhoom le yaad kar ke uss shaam ko behke hum jiss ghadi pee ke pyaar ke jaam ko phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila hona hai aaj phir apne sabra ka imtihaan lootna hai tumko phir aaj mere dil meri jaan phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila
are waah maalik tera jawaab nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai khilti hain kaliyan mujhe kya hanste hai naadan mujhe kya rota hai insaan mujhe kya duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai phoolon ko murjhate dekha bhanwaro ko udd jaate dekha khud ko na sharmaate dekha duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai de deke teri duhayi khaate hain mehnat paraai karte hain bande khudaayi duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai
kahinn naa aisi subaha dekhi aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa jaise baalak ki muskaan yaa phir doooor kahin mandir mein aaaaaa aaaaa aaaaa halki si murli ki taan gurubaani gurudwaare mein to masjid se uthti aazaaaaan aatma aur parmaatmaa milen jahaan yahi hai woooo sthaan purvaa suhaani aayi reeee purvaa purvaa suhaani aayi reeee purvaa rittuon ki raani aayi re purvaa mere ruke nahin paanv naach utha saara gaanv preet pe jawaani chhayi re purvaa purvaa suhaani aayi reeee purvaa mausam ka musafir khada raste mein la la la lala la la lala mausam ka musafir khada raste mein uske haathon sab kuchh loota saste mein chhoti si umariyaa hai lambi si dagariyaa re jeevan hai parchhayi reeee purvaa purvaa suhaani aayi reeee purvaa kar le kar bhi le pyaar ki pooja la la la lala la la lala kar le kar bhi le pyaar ki pooja pyaar ke rang pe chadhe na rang dooja chaahe koi sapna hai mere liye apna hai baat meri bann aayi reeeee eeee purvaa suhaani aayi reeeee purvaa ho oooo meera si
kaanha ki murli aiso jiya mein chhan chhan chhanan chhan baaje re chhod ke sudh budh meera huyi re chhod ke sudh budh meera huyi re aiso magan radha nachi re bolo radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam bolo radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam bolo radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam bolo radhe radhe radhe radhe radhe radhe shyam ghunghat ke pat jo uthayegi panghat pe thumke lagaayegi ghunghat ke pat jo uthayegi panghat pe thumke lagaayegi kajre ki dhaar se baahon ke haar se kaanha ko apne sajaayegi music bajega loud to radha nachegi music bajega loud to radha nachegi music bajega loud to radha nachegiiiiiii vrindavan ki behaki aaki baaki galiyan taaka jhaaki karti hai teri tarah saiyan vrindavan ki behaki aaki baaki galiyan taaka jhaaki karti hai teri tarah saiyan thoda thoda mitha thodi thodi ambiyan jhat pat madhuban teri tarah saiyan kaanha ki preet mein dhadkan ki peet pe dhol manjire bajaayegi music bajega loud to radha nachegi music bajega loud
raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja
raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara kabhi dagmagayi kashti kabhi kho gaya kinara raha gardishon mein hardam koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ki baazi koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ki baazi wo kadam kadam pe jeete main kadam kadam pe haara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ye humari badnasibee jo nahin to aur kya hai ke usi ke ho gaye hum jo na ho saka humara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara raha gardishon mein hardam pade jab ghumon se paale rahe mit ke mitne wale pade jab ghumon se paale rahe mit ke mitne wale jise maut ne na poochha usse zindagi ne maara raha gardishon mein hardam mere ishq ka sitara kabhi dagmagayi kashti kabhi kho gaya kinara raha gardishon mein hardam
resham ki doriiiii hoyee resham ki dori kahaan jayi ho neendiya chura ke chori chori resham ki dori hoyee resham ki dori hoo kahaan jayi ho neendiya chura ke chori chori ke resham ki dori haaye resham ki dori kahaan jaaungi main tu hai chanda main chakori peepal ki chhaiyaan ho peepal ki chhaiyaan hoooo ooooo teri meri ik zindadi o mere saiyaan peepal ki chhaiyaan ho peepal ki chhaiyaan hoooo oooooo chhodun main zamaana main naa chhodun teri baiyaan peepal ki chhaiyaan haaye peepal ki chhaiyaan imli ke bute imli ke bute kal kyun naa aaye main naa bolun jaao jhuthe kal kyun naa aaye main naa bolun jaao jhuthe bada mazaa aaye main manaun aur tu ruthe aur tu ruthe kothe pe aa ri haaye kothe pe aa ri tere naam kar doon jiya le aa patwaari kaisa patwaari ho kaisa patwaari ye tu mera main teri ye to jaane duniyaa saari kaisa patwaari hooo kaisa patwaari parbat pe jharna ho parbat pe jharna koi sunn lega chupke chupke baaten karna koi sunn lega chupke chupke baaten karna
saath ho tum aur raat jawaan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan kuchh to samjh aye bhole sanam kehti hai kya nazron ki zubaan saath ho tum aur raat jawaan mehkati hawa chhalakti ghata humse ye dil sambhalta nahin ye minnate mana kar chuki karein kya ye ab behalta nahin dekh ke tumko behakne laga lo machalne laga hasraton ka jahan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan saath ho tum aur raat jawaan aa aa aaa aaa aaa aa aa aa aaaa hum iss raah mein mile iss tarah ke ab umr bhar na honge juda mere saaz e dil ki awaaz tum main kuchh bhi nahin tumhaare bina aao chalen hum jahan pyaar se wo gale mil rahe hain zamin aasmaan saath ho tum aur raat jawaan neend kise ab chain kahan kuchh to samjh aye bhole sanam kehti hai kya nazron ki zubaan saath ho tum aur raat jawaan
saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa donon jahaan se door yahaan main bhatak rahi hoon jaane kahaan main donon jahaan se door yahaan main bhatak rahi hoon jaane kahaan main jaane kahaan main saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa naa main kaaya naa main chhaya phir kyun dole mann bharmaaya naa main kaaya naa main chhaya phir kyun dole mann bharmaaya mann bharmaaya saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa pyaar ki main anbujh kahaani kuchh jaani aur kuchh anjaani pyaar ki main anbujh kahaani kuchh jaani aur kuchh anjaani kuchh anjaani saathi reeeeeee saathi reeeeeeeeee tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas re aa jaa aa aa aa aa aa aa tujh bin jiya udaas re ye kaisi anbhujh pyaas
sabse bada nadaan wohi hai jo samjhe nadaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai jo samjhe nadaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai jo samjhe nadaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai daulat hai tere kadmon mein kismat hai tere haathon mein khushiyan hain teri palkon mein masti hai teri aankhon mein sab kuchh tujhko maalik ne diya main tujhko kya de sakta hoon ik roop ko benth ki rishwat dena lagta hai apmaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai koi shaan ki khatir paise ko paani ki tarah bahaata hai kahin bin kimat maalik ka diya paani paise se bikta hai iss sabaa se sundar chehron se raunak to badhti hai lekin raunak waale chehron ke peechhe mile hain dil sunsaan mujhe kaun kaun kitne paani mein sabki hai pehchaan mujhe sabse bada nadaan wohi hai dharam karam sabhi sa maryaada nazar naa aayi mujhe kahin geeta gyaan ki
sapne mein milti hai o kudi meri sapne mein milti hai saara din ghunghtein mein band pudiya si oye oye oye oye saara dil ghunghtein mein band pudiya si ankhiyon mein khulti hai sapne mein milta hai o munda mera sapne mein milta hai saare din sadkon pe khaali rikshe sa haai saare din sadkon pe khaali rikshe sa pichhe pichhe chalta hai oye hoy kori hai karaari hai bhun ke utaari hai kabhi kabhi milti hai ho kudi meri ve ooncha lamba kad hai chauda bhi had hai door se dikhata hai o munda mera haan haan haan dekhne mein tagda hai jangal se pakda hai seeng dikhata hai hai paaji hai sharier hai ghumti lakeer hai chakraa ke chalti hai kache pakke beroon se chori ke sheron se dil behlata hai ve munda mera munda mera haaye gora chitta rang hai chaand ka palang hai chaandani mein dhoolti hai o kudi meri aa aa aa aa aa a o a kudi meri aa aa haa haa doodh ka ubaal hai hansi to kamaal hai motiyon mein tulti hai neem sarifon ke avye lateefon ke kisse sunaata hai sapne mein milta
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Jaan Tum (Male) Sawan Ki Ghata (1966) 04:09 14173
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz
Duration : 04:09   Song Number : 14173   

Mile Hain Aap Jab Se Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:17 37404
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 37404   

Mujhe Dard Rehta Dus Numbri (1976) 06:42 13208
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:42   Song Number : 13208   

Muthal Muthalai Varushamellam Vasantham (2001) 04:47 10033
 
Poster of Varushamellam Vasantham (2001)
 
Category
Tamil
Year- 
2001
Music Director- 
Sirpy
On Screen Actors- 
Manoj, Anita Hassanandani
Duration : 04:47   Song Number : 10033   

Naseeb Mein Jiske Do Badan (1966) 04:16 13139
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:16   Song Number : 13139   

Paani Re Paani Shor (1972) 06:03 12498
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 06:03   Song Number : 12498   

Pagadi Sambhal Jatta Shaheed (1965) 03:40 40964
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 40964   

Pathar Ke Sanam Patthar Ke Sanam (1967) 05:02 21094
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:02   Song Number : 21094   

Pehle Se Ab Wo Din Hai Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005) 05:20 14962
 
Poster of Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Manoj Bajpai
Duration : 05:20   Song Number : 14962   

Phir Koi Muskuraya Apne Huye Paraye (1964) 05:13 16563
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 16563   

Phoolon Se Rangeen Nakli Nawab (1962) 03:19 12410
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 12410   

Purvaa Suhaani Aayi Re Purab Aur Pachhim (1970) 07:14 12434
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 07:14   Song Number : 12434   

Radha Nachegi Tevar (2015) 06:27 37245
 
Poster of Tevar (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Sajid, Wajid
Duration : 06:27   Song Number : 37245   

Raghupati Raaghav Raja Raam Purab Aur Pachhim (1970) 04:52 15048
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Raag- 
Gara
Duration : 04:52   Song Number : 15048   

Raha Gardishon Mein Hardam Do Badan (1966) 04:18 12225
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 12225   

Resham Ki Dori Sajan (1969) 06:20 12467
 
Poster of Sajan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Manoj, Asha Parekh
Duration : 06:20   Song Number : 12467   

Saath Ho Tum Aur Raat Jawan Kanch Ki Gudiya (1961) 03:25 31136
 
Poster of Kanch Ki Gudiya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Suhrid Kar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sayeeda
Duration : 03:25   Song Number : 31136   

Saathi Re Tujh Bin Jiya Poonam Ki Raat (1965) 05:33 12428
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:33   Song Number : 12428   

Sabse Bada Nadaan Wohi Hai Pehchan (1970) 03:58 12423
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Babita
Duration : 03:58   Song Number : 12423   

Sapne Mein Milti Hai Satya (1998) 05:24 18695
 
Poster of Satya (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal
Duration : 05:24   Song Number : 18695   
Karaoke Songs of manoj, Sad Songs of manoj, Love Songs of manoj, Dance Songs of manoj, Hip-hop songs of manoj, Best songs of manoj, Super hit songs of manoj, hit songs of manoj, duet songs of manoj, solo songs of manoj, old songs of manoj, famous songs of manoj, Hindi Karaoke Songs of manoj, Hindi Sad Songs of manoj, Hindi Love Songs of manoj, Hindi Dance Songs of manoj, Hindi Hip-hop songs of manoj, best Hindi songs of manoj, super hit Hindi songs of manoj, hit Hindi songs of manoj, duet Hindi songs of manoj, solo Hindi songs of manoj, old Hindi songs of manoj, famous Hindi songs of manoj, Sing Along Songs of manoj, Sing Along Sad Songs of manoj, Sing Along Love Songs of manoj, Sing Along Dance Songs of manoj, Sing Along Hip-hop songs of manoj, Sing Along Best songs of manoj, Sing Along Super hit songs of manoj, Sing Along hit songs of manoj, Sing Along duet songs of manoj, Sing Along solo songs of manoj, Sing Along old songs of manoj, Sing Along famous songs of manoj