MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJitendra
HomeJitendra
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai tu zara paas aa main tujhe dil ki dhadkan sunaaun rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai aise mein aaun main paas to door phir jaa na paun oo rutt beqaraar hai ye sab nazaare phool baadal hawaa tu inse keh de ye pher len sab nigaah aaaaaaaaaa aaaaaaaaa dekhein na koi bhi jab tujhe main gale se lagaoon o rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai aise mein aaun main paas to door phir jaa na paun o rutt beqaraar hai tu ne kahaani chhed di hai magar meri sharam se hai jhuk gayi hai nazar aaaaaaaaaa aaaaaaaaaa tu zara door jaa main tujhe baat dil ki sunaaun rutt beqaraar hai kya ho jo duniyaa rooth jaaye kabhi deke andhere hai chheen ke roshni aaaaaa aaaaaaaaaa kya hua ban ke main chandni raat bhar jagmagaaun oo rutt beqaraar rutt beqaraar hai shaam e bahaar shaam e bahaar hai tu zara paas aa main tujhe dil ki dhadkan sunaun rutt beqaraar hai shaam e bahaar hai click here
saara din sataate ho raaton ko jagaate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho tum yaaaaad bahut aate ho tum yaad bahut aate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho tum yaad bahut aate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas deewaanon si baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas diwaanon si deewane ho tum sab ko deewaana banaate ho o thodi der ko aate ho chale jaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mujhko aisa lagta hai jaise tum bulaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai haaye chakori ka man ye jaise click here
hmmmmmmm hmmmmm hmmmmmm hooooo ooooooo sarakti jaaye hai sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab hoooo ooooo nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa hmmmmmm jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda hoooooo hayaa yaklakhat aayi aur shabaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab shab e phurkat ka jaaga hoon shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone doooooo kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab sawaal e wasal par unko sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna hoooo dabe honthon se dete hain jawaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab wo click here
shaam bheegi bheegi badan jal raha hai shaam bheegi bheegi badan jal raha hai honthon ki iltajaayen aaja tujhe bulaayen teri berukhi se dil par ek teer chal raha hai shaam bheegi bheegi badan jal raha hai ghabra ke aarzu bhi aankhon mein aa rahi hai ghabra ke aarzu bhi aankhon mein aa rahi hai aa rahi hai aa rahi hai badli udasiyon ki ghir ghir ke chha rahi hai samjha chuke the dil ko ab phir machal raha hai shaam bheegi bheegi badan jal raha hai shaam bheegi bheegi badan jal raha hai samjho na kyun khade ho yoon door ajnabi se samjho na kyun khade ho yoon door ajnabi se ajnabi se ajnabi se mushkil se ye ghadi to maangi thi zindagi se afsos ye bhi lamha aankhein badal raha hai shaam bheegi bheegi badan jal raha hai honthon ki iltajaayen aaja tujhe bulaayen teri berukhi se dil par ek teer chal raha hai shaam bheegi bheegi badan jal raha hai shaam bheegi bheegi badan jal raha hai click here
tere dil mein zara si jagah agar mile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo ooooo aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile paas aa tujhe apna banaa loon sajna re sajna baanh khol ke dil se lagaa loon sajna re sajna nazron mein tum ho sapnon mein tum ho tum ho mann mein phool se khile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile chal kahin chalen ke bahaar kaa ye kehna hai kehna rang rang se ab sang sang rehna hai rehna gali gali behke rutt rutt mehke mehke aaj mil ke gale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile kya kahun sajan dil beqraar kitna tha kitna tum mile mujhe click here
tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ho chudiyaan haathon mein pehnaa ke chudiyaan tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ke mauj banjaara le gaya hai ke mauj banjaara le gaya le gayaa tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan tune dil tak to mera le liya ho le liya dil tak to mera le liya tune dil tak to mera le liya ke wo kya bechaara le gaya haaye ke wo kya bechaara le gaya le gaya tune dil tak to mera le liya mere saamne hi koi begaana mere saamne hi koi begaana ke roop ka nazaara le gaya haaye ke roop ka nazaara le gaya le gaya tu jalta hai kyun re deewane deewane tu jalta hai kyun re deewane ke wo kya tumhaara le gaya haaye ke wo kya tumhaara le gaya le gaya tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan hooooo isse mere hi tu naam lagaa de isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki dil lega koi mera dilwaala ye baat nahin tere bas ki bas ki aaj husn ka jalwa de de aaj husn ka jalwa de de to kal se main click here
teri palkon mein teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai kahan qismat humari jo teri in kaali aankhon mein base rahte humesha in haseen matwaali aankhon mein ye kaajal uff ye kaajal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai ye pahle to charagon mein jala meri mohabbat mein ye kaajal phir dhuwan ban kar udda meri mohabbat mein na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai sataane ko hume ye teri baahein thaam kar jhule jahan se chaahe phir ye jhool kar tera badan chhu len ye aanchal uff ye aanchal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai har ek naazuk se iske taar ne khaaye hazaron bal hazaron suratein badli to resham se bana aanchal iss ik bejaan ki chaahat ka kareena tumse behtar hai iss ik bejaan ki chaahat click here
ha ha haa ha ha haa tik tik tik mera dil dole tik tik tik dil se dil bole tik tik tik mera dil dole tik tik tik dil se dil bole tune ha ha tune tune tune o sanam tune ha ha tune tune tune o sanam jaane mujhe aise dekha tune kaise ke hone lagi dil mein tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tune ha ha tune tune tune o sanam tune ha ha tune tune tune o sanam jaane mujhe aise dekha tune kaise ke hone lagi dil mein tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik aa ha haa aa ha haaa ohoo ho ho ho ho ho aha ha ha ooh ho ho kisne mere dil ko churaya la la la la la la la la la chupke chupke khwabon mein aaya kuchh nishani woh haseen tha kaun tha woh main nahin tha lekin mere hothon pe naam hai tera tune ha ha tune tune tune o sanam tune ha ha tune tune tune o sanam jaane mujhe aise dekha tune kaise ke hone lagi dil mein tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik kisne dil ki baatein sunai la la la la la la la la la chori chori aankhen milayi kuchh nishani woh haseen thi click here
main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na manzoor manzoor mujhe hai mere sajna tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tumse jo main kahun tum karogi bas wahi haan main karungi wahi ye kabhi na sochogi kya galat hai kya sahi nahin nahin kabhi nahin ye mujhe manzoor hai sajanaa main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na pyaar ki raah mein phir wo mod aaye na tauba meri kabhi nahin meri zindagi mera saath chhod jaye na tu hai jahaan main hoon wahin ye mujhe manzoor hai sajana tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na hey main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na click here
tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya aag sulag gayi nas nas mein neend rahi naa raha chain bas mein todi jaaye naa ab mujh se pyaar ki ye rasmen kasmen aa gayi bulbul to bas mein tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya log ye mujhko hai samjhaate beet rahi thi hanste gaate maine tumhen kisliye chheda raahon mein aate jaate mujhe sab hai sataate tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere click here
uttar mein dekhun to soorat teri dakshin mein dekhun to soorat teri uttar mein dekhun to soorat teri dakshin mein dekhun to soorat teri poorab mein paschim mein uttar mein dakshin mein yahan wahan dekhoon jahan dikhe wahan moorat teri yahan wahan dekhoon jahan dikhe wahan moorat teri uttar mein dekhun to soorat teri dakshin mein dekhun to soorat teri sooraj mein tu taron mein tu kirnon mein hai rang tera khushboo mein tu kaliyon mein tu phoolon mein hai ang tera sooraj mein tu taron mein tu kirnon mein hai rang tera khushboo mein tu kaliyon mein tu phoolon mein hai ang tera sabhi jawan sabhi haseen aage tere kuchh bhi nahin yahan wahan dekhoon jahan tere siwa kuchh bhi nahin uttar mein dekhun to soorat teri dakshin mein dekhun to soorat teri poorab mein paschim mein uttar mein dakshin mein yahan wahan dekhoon jahan dikhe wahan moorat teri yahan wahan dekhun jahan dikhe wahan moorat teri uttar mein dekhun to soorat teri dakshin mein dekhun to soorat teri naina tere click here
are wah wah wah khel shuru ho gaya wah wah wah khel shuru ho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya mulaakaat hai ye raat hai pyaar ki aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye haa wah wah wah khel shuru ho gaya wah wah wah khel shuru ho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya mulaakaat hai ye raat hai pyaar ki aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye ha naa saji tanhaaiyaan naa baji shehnaaiyaan ho naa saji tanhaaiyaan naa baji shehnaaiyaan ae kis tarah phir ho gayi lori ki taiyaariyaan chadha naa main ghodi par baanti naa mithaai khane lagi saaraa din par tu khataai jaan meri dil mera daanv pe laga chaal chali waisi hi main jaise tu chala jaan meri dil mera daanv pe laga chaal chali waisi hi main jaise tu chala mulaakaat hai ye raat hai pyaar ki aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye hey tu kali naazon pali ho gayi kyun baawali are click here
zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaaye zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye raat thandi thandi hawaa gaa ke sulaayen bhor gulaabi palken chum ke jagaaaaaaye yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo do aankhon mein tujhe basa ke jaane kab se jaagun tu maange to jaan bhi de doon tujh se kuchh naa maangu khol tu aankhen dekh yahaan hoon aur nahin koi main teri maa hoon zoo zoo zoo zoo zoo uuuuuu zoo zoo zoo zoo zoo zoo tere liye kaise kaise sapne sajaaye mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaye yashoda ka nandlala birj ka ujaala hai mere laal se to saara jag jhilmilaaaaaaaye zoo zoo zoo zoo click here
hari hari vasundhara neela neela yeh gagan neela neela yeh gagan hari hari vasundhara pe neela neela yeh gagan ke jispe baadlon ki paalki udaa rahaa pawan dishaayen dekho rang bhari dishaayen dekho rang bhari chamak rahi umang bhari yeh kisne phool phool pe yeh kisne phool phool pe kiya singaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai tapasviyon si hain atal yeh parvaton ki chotiyaan yeh sarp si ghumerdaar gherdaar ghaatiyaan dhwajaa se yeh khade huye dhwajaa se yeh khade huye hain virksh devdaar ke galiche yeh gulaab ke bagiche yeh bahaar ke yeh kis kavi ki kalpna yeh kis kavi ki kalpna ka chamatkaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai kudrat ki iss pavitrata ko tum nihaar lo isske guno ko apne mann mein tum utaar lo chamka lo aaj laalima chamka lo aaj laalima apne lalaat ki kan kan se jhankti tumhen chhavi viraat ki apni to aankh ek hai apni to aankh ek hai uski hazaar hai yeh kaun chitrakaar hai click here
yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai dekho na aise mujhko kyun dil jala rahi ho mauka hai pyaar ka yeh kyun door ja rahi ho dekho na aise mujhko kyun dil jala rahi ho mauka hai pyaar ka yeh kyun door ja rahi ho yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai koi janam ho o ji tujhko rahunga paa ke dharti ho ya gagan ho tujhse milunga aake koi janam ho o ji tujhko rahunga paa ke dharti ho ya gagan ho tujhse milunga aake yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai click here
zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai ho ja ho ja ae dil kisi ka ho ja kisi ka ho ja jahaan bhi dekhe aankh ki masti kho jaa nadaan kho jaa hai pyaar ki fursat kitni bas raat jawaan hai jitni ho ho ho ho oo oo ho akele tumho akele tumho akele hum akele hum hain baant na len kyun aapas mein jo dard jigar mein hai sehmi sehmi kyu hai dhadkan dil ki main na jaanu pad na gayi hon aankh kisi qatil ki main na jaanu jab chal jaata hai jaadu phir dil par kaisa kaabu ho ho ho ho oo ho ho akele tumho akele tum akele hum akele hum hain honton par bhi le aao jo click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rutt Beqaraar Hai Maa Aur Mamta (1970) 05:23 32109
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaj
Duration : 05:23   Song Number : 32109   

Saara Din Sataate Ho Raaste Pyar Ke (1982) 05:01 38120
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 38120   

Sarakti Jaaye Hai Deedar-E-Yaar (1982) 06:34 15150
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ameer Meenai
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:34   Song Number : 15150   

Shaam Bheegi Bheegi Gehri Chaal (1973) 04:08 21605
 
Poster of Gehri Chaal (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 04:08   Song Number : 21605   

Tere Dil Mein Zara Si Anokhi Ada (1973) 05:23 12712
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 12712   

Tere Haathon Mein Jaani Dushman (1979) 06:02 13391
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh
Duration : 06:02   Song Number : 13391   

Teri Palkon Mein Kaajal Jay Vejay (1977) 04:40 36543
 
Poster of Jay Vejay (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Reena Roy
Duration : 04:40   Song Number : 36543   

Tik Tik Tik Mera Dil Humjoli (1970) 04:57 13366
 
Poster of Humjoli (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaj
Duration : 04:57   Song Number : 13366   

Tu Jo Bole Haan To Haan Priyatama (1977) 03:00 36582
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh
Duration : 03:00   Song Number : 36582   

Tumse O Haseena Farz (1967) 06:08 21371
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant, Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 06:08   Song Number : 21371   

Uttar Mein Dekhun To Soorat Teri Haisiyat (1984) 03:30 36926
 
Poster of Haisiyat (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Jaya Prada
Duration : 03:30   Song Number : 36926   

Wah Wah Khel Shuru Himmatwala (1983) 05:56 36317
 
Poster of Himmatwala (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Shri Devi
Duration : 05:56   Song Number : 36317   

Yashoda Ka Nandlala (Zu Zu Zu) Sanjog (1985) 06:16 21428
 
Poster of Sanjog (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 06:16   Song Number : 21428   

Yeh Kaun Chitrakaar Hai Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 04:14 12932
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:14   Song Number : 12932   

Yeh Pyaar To Milan Hai Ek Nari Ek Brahmachari (1971) 04:33 40829
 
Poster of Ek Nari Ek Brahmachari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaz
Duration : 04:33   Song Number : 40829   

Zindagi Wo Kya Jawab (1970) 03:15 13428
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:15   Song Number : 13428   
Karaoke Songs of jitendra, Sad Songs of jitendra, Love Songs of jitendra, Dance Songs of jitendra, Hip-hop songs of jitendra, Best songs of jitendra, Super hit songs of jitendra, hit songs of jitendra, duet songs of jitendra, solo songs of jitendra, old songs of jitendra, famous songs of jitendra, Hindi Karaoke Songs of jitendra, Hindi Sad Songs of jitendra, Hindi Love Songs of jitendra, Hindi Dance Songs of jitendra, Hindi Hip-hop songs of jitendra, best Hindi songs of jitendra, super hit Hindi songs of jitendra, hit Hindi songs of jitendra, duet Hindi songs of jitendra, solo Hindi songs of jitendra, old Hindi songs of jitendra, famous Hindi songs of jitendra, Sing Along Songs of jitendra, Sing Along Sad Songs of jitendra, Sing Along Love Songs of jitendra, Sing Along Dance Songs of jitendra, Sing Along Hip-hop songs of jitendra, Sing Along Best songs of jitendra, Sing Along Super hit songs of jitendra, Sing Along hit songs of jitendra, Sing Along duet songs of jitendra, Sing Along solo songs of jitendra, Sing Along old songs of jitendra, Sing Along famous songs of jitendra